jjina hain tere liye hai marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo vaade kiye
teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi tujhe dhundu mai kaha
too kaha hain meri jaan kahe dil meraa
jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo
vaade kiye teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri jaan kahe dil meraa
jina hain tere liye marana hain tere liye
tere khayaalo me aajkal raato ko jaaga
karu mai kaise kategi yeh jindagi har pal yeh socha karu mai
meri yaade ro padi jaise saawan ki jhadi
tune badala rasta too kaha hain kya pata
juda too ho gayi jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako mohabbat ke naam pe tujhase
mili hain judaayi leke teraa naam aaj dil dene laga hain duhaayi
mai toh tanaha reh gaya jabse teraa sang
gaya mere dil ko tod ke naye rishte jod ke
kaha chali gayi jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo vaade
kiye ho ho teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri
jaan kahe dil meraa teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri
jaan kahe dil mera
jina hain tere liye marana hain tere liye
tere liye khudko badal de
tere liye kuch bhi kar de
vaada hai tujhse mera ab sada ke liye
tere liye saansein le rahe
tere liye har din jee rahe
tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta
roohon ka ye rishta hai
koi dekhe soorat jab meri
toh dikhe tera chehra hai
tu panaah meri, main saaya tera
tu makaan mera, main basera tera
tu manzil meri, main musafir tera
tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi
zindagi poori ho jaayegi
tab bhi tu rehna paas yun mere
jab dil ki dhadkan tham jaayegi
teri baaho me dum nikle mera sanam
hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye o
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
tere liye palako ki jhalar bunu
kaliyo saa gajare me baadhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya bunu
aajaa saajana tere liye palako ki jhalar bunu
kaliyo saa gajare me baadhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya bunu
aajaa saajana tere liye palako ki jhalar bunu
mahaki mahaki ye raat hai bahaki bahaki har baat hai
laajo maru chume jiya kaise ye mai karu
aajaa saajana mahaki mahaki ye raat hai
bahaki bahaki har baat hai laajo maru chume jiya
kaise ye mai karu
aajaa saajana tere liye palako ki
naya naya sansar hai tu hi mera gharabar hai
jaisa rakhe khushi khushi vaise hi mai rahu
aajaa saajana naya naya sansar hai
tu hi mera gharabar hai
jaisa rakhe khushi khushi vaise hi mai rahu
aajaa saajana tere liye palako ki
pyaar mera tera jit hai sabase achchha mera mit hai
tere liye rup liya tere liye hi hansu
aajaa saajana pyaar mera tera jit hai
sabase achchha mera mit hai
tere liye rup liya tere liye hi hansu
aajaa saajana tere liye palako ki
tere liye mere liye tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye
dilkash najaro se pucho
rut ke isharo se pucho
are mera nahi hai bharosha
koi baharo se pucho
ye phul itne sare khile hai kis liye
ye phul itne sare khile hai kis liye
tere liye mere liye tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye
kyu dil ko dhadka raha hai
dil ko maja aa raha hai
dekho ye mastana mausam
hamko yu bahka raha hai
kaliyo pe ye bhawre ruke hai kis liye
kaliyo pe ye bhawre ruke hai kis liye
tere liye mere liye tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye
aankho me tujhko basaya mai tere dil me shamaya
ab pyar pe aaya joban joban pe ab pyar aaya
dil ko hasin arman mile hai kis liye
dil ko hasin arman mile hai kis liye
tere liye mere liye tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye tere liye mere liye
tere liye mere liye
ye pyar ye jawani bane hai kis liye
tere liye mere liye
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
mehki mehki ye raat hai, behki behki har baat hai
lajo maru, jhume jiya, kaise ye mai kahu, aaja sajna
mehki mehki ye raat hai, behki behki har baat hai
lajo maru, jhume jiya, kaise ye mai kahu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
naya naya sansar hai, tu hi mera gharbar hai
jaisa rakhe khushi khushi, waise hi mai rahu, aaja sajna
naya naya sansar hai, tu hi mera ghar bar hai
jaisa rakhe khushi khushi, waise hi mai rahu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
pyar mera teri jeet hai, sabse achha mera meet hai
tere liye rou piya, tere liye hasu , aaja sajna
pyar mera teri jeet hai, sabse achha mera meet hai
tere liye rou piya, tere liye hasu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
mai hu tere liye tu hai meinre liye
mai hu tere liye tu hai meinre liye
hoke tujhse juda ji sakunga na mai
hoke tujhse juda ji sakunga na mai
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
teri yado mein dhalti hai shamo sahar
teri yado mein dhalti hai shamo sahar
tan badan mein uthe ek diwani lahar
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
sath rahti hai mai jab bhi jau jaha
ek nasha dil mein chha jata hai bin piye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
tere kajal si jab sham dhalne lage
tere kajal si jab sham dhalne lage
wadiyo ki ye rangat badalne lage
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
ek andhera sa chane lage char su
aankho mein jal uthe pyar ke suo diye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
sans leti hu to yad aata hai tu
jism do hai magar dono hai ek jaa
jism do hai magar dono hai ek jaa
mai jaha tu waha tu jaha mai waha
sath hi jine marne ke wade kiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
hoke tujhse ji sakungi na mai
hoke tujhse ji sakungi na mai
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
mere do jahan tu hain meree khwahishe tu hai
meree dhadkane tu hai tu hai tu hai tu hai
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
tu najar ke pass hai kya ajab ehsas hai
tu najar ke pass hai kya ajab ehsas hai
mere to shamo sehar tere liye tere liye tere liye
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
aasman kee hur hai tu to rab ka nur hai
tujhsa na koyee yaha jane na tu jane na tu jane na tu
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
mere do jahan tu hain meree khwahishe tu hain
meree dhadkane tu hain tu hain tu hain tu hain
(tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai) - (2)
mere do jahan tu hain, meree khwahishe tu hain
meree dhadkane tu hain, tu hain tu hain tu hain
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hai
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
tu najar ke pass hai kya ajab ehsas hai - (2)
mere toh shamo sehar (tere liye -3)
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
aasman kee hur hai tu toh rab ka nur hai
tujhsa na koyee yaha (jane na tu -3)
tere liye meree sanse mujhe tujhse pyar hain
tujhpe hee ai jindagee jan nisar hai
mere do jahan tu hain, meree khwahishe tu hain
meree dhadkane tu hain, tu hain tu hain tu hain
mano badal jaye dono ki manjil
phir bhi rahega sath mera dil
mano badal jaye dono ki manjil
phir bhi rahega sath mera dil
chahenge toh milna nahi mushkil
yeh mera jivan tere liye
dekha tha sapna jo jindagi ka
yeh bhi toh waisa hi din hai kushi ka
jine ka dhang tujhse maine sikha
mera dil tere liye dhadakta hai
dhadakta hai
dekhu jo tujhe to ye dil behakta hai
behakta hai
zara paas aa tere lab chum lu
main kya chahti hu main kaise kahu
zara paas aa tere lab chum lu
main kya chahti hu main kaise kahu
sameto na baaho me ye gora badan
bujhegi bhala kaise dil ki lagan
koi shola seene me bhadakta hai
bhadakta hai
ho naya dard hai ye to nayi pyas hai
jawani ka pehla ehsas hai
naya dard hai ye to nayi pyas hai
jawani ka pehla ehsas hai
mohabbat ka dil pe nasha chha gaya
kuchh bhi ho jaanam maja aa gaya
ke ab dil sambhale na sambhalta hai
sambhalta hai
mera dil tere liye dhadakta hai
dhadakta hai