People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Nathni Mere Dole Re
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Nathani-Mori-Dole-Re/AylZfxlSBXo
Video:
nathani meri dole re nathani meri dole re
o koi thame to bada maja hoye
nathani meri dole re o koi thame to bada maja hoye
thame to bada maja hoye o thame to bada maja hoye
sajna tu hi laga ye mera kaha nahi mane

ki mera jane jigar tu iske kayi hai diwane
yu to nahi tum
chadati umar meri rasiya patli kamar meri
dekhu to ajab nasha hoye
nathani meri dole re o koi thame to bada maja hoye
o thame to bada maja hoye

mujhe kya mili jawani aafat mere liye layi
chhunari masak masak jaye
jab jab lu mai angdayi mai to apne bas me nahi
balam jukti rasiya rukh ja
mere sanam ruk ja to bada maja aaye
nathani meri dole re o koi thame to bada maja hoye
thame to bada maja o thame to bada maja hoye
Mera Chhota Sa Dil
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Mera-Chhota-Sa-Dil-Tune-Chhina/Fg8dAwBAAXE
Video:
mera chota sa dil tune china ha tune tune o hasina
duhayi hai duhayi hai haye re haye jaau kaha
kaisi dilbar kahe ki hasina
are mujhme jo tha jalim tune china
duhayi hai duhayi hai haye re haye jau kaha

aankho me hai chaya hua jab se tera husne jawa
sujhe nahi duja koi tere siva o jane jana
aa jana jara sine se tujhe lipta lu tujhe najnina
kaisi dilbar kahe ki hasina are mujhme jo tha jalim tune china
duhayi hai duhayi hai haye re haye jau kaha kaha kaha

pyasi najar phir le ke tu paapi mujhe dekhe hai kya
hotho ka rang tu pee gaya chehre ka roop tu le gaya
mujhme kya raha hai baki kare mushkil kyu mera jina
mera chota sa dil tune china ha tune tune o hasina
duhayi hai duhayi hai haye re haye jaau kaha
kaisi dilbar kahe ki hasina are mujhme jo tha jalim tune china
duhayi hai duhayi hai haye re haye jau kaha
Jaan Mare Balmu Hamaru
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Jaan-Mare-Balmu-Humar/Q1ojBTpCQWk
Video:
jaan mare jaan mare balmu hamaro
resham ki pagdi rumal phuldar
haye haye lali chudriya
lali chudariya kinaar phuldar vai vai vai vai
jaan mare jaan mare balmu hamaro
resham ki pagdi rumal phuldar

aaj vo aaye mero angana mai jo li angdayi
ho kahe kahu mai daiya re kaisi jalim najar lalchayi
jaan na pahchaan mohe maar rahi ankhiya
dekho re raam duhayi
jaan mare jaan mare balmu hamaro
resham ki pagdi rumal phuldar

gaav gali me dhum padi hai
aisa mor sajan hai baka
beech bajariya jiya churaye
lakho ke beech mare daka
haar gayo mar gayo aisi najariya
ghunghat se kaahe use jhanka mai to mar gayi
jaan mare jaan mare balmu hamaro
resham ki pagdi rumal phuldar
haye haye lali chadriya
lali chadariya kinaar phuldar vai vai vai vai
jaan mare jaane mare balmu hamaro
Sharabi Aankhein
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Sharabi-Ankhen-Gulabi-Chehra/Og09ZEddeVc
Video:
sharabi aankhe gulabi chehara
sharabi aankhe gulabi chehara kaisa lage mera dil ruba
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra

ye julpe kya lage, jaise chav dhale
meri chale to is chaav me bita du sari jindagi
ha ye najar yaar ka ghar, are pagle
yaar ye alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
gulabi chehra

ye badan, kya saran, kya kehne
tumse milu to kuch yaad na aaye, chahat ke siwa
ha ye baahen, pyar chahe
ae diwane in baho ka aur bhi hoga kya chahat ke siva
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
gulabi chehra

ye kamar, ha magar, na meri jaan
yu hi to log bekar nahi bharte aahe subah sham
aa jalima, dilruba o nadan
jaan dilruba ke alava bhi to hoga mera koi naam
sharabi aankhe gulabi chehara kaisa lage mera dil ruba
dil mera dilruba dil mera dilruba
gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahi magar dil mera
dilruba dil mera, dilruba gulabi chehra, gulabi chehra
Kasam Khao Tum Ek Baar
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madhosh/Qasam-Khao-Tum-Ek-Baar/FREjWiVYXAE
Video:
kasam khao tum ek baar mere yaar mere dildar
chale to na jaoge tum babu kahi le ke mera pyar
haye kasam khata hai mera pyar mere yaar mere dildaar
aayega diwana le ke doli sanam kal hi tere dawar
kasam khao tum ek baar

pagal kaho mujhe ya diwani kaho
mai to teri huyi balam jo ho so ho
meri bala se koi rahe ya na rahe
magar meri najar me tu basi rahe
basa kar mera sansar mere yaar mere dildar
chale to na jaoge tum babu kahi le ke mera pyar
haye kasam khata hai mera pyar

rang se tere chhunari meri rangi rahe
mathe mere bindiya teri lagi rahe
chanda suraj jo nache jhume
magar meri baho me tu saji rahe
saja kar mera sansar mere yaar mere dildar
chale to na jaoge babu kahi tum le ke mera pyar
haye kasam khata hai mera pyar mere yaar mere dildaar
aayega diwana le ke doli sanam kal hi tere dawar
O Raja Aaja Mere Raja
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Dono/Aaja-Mere-Paas-Aaja/
Video:
o raaja aaja aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

lagta hai saare badan mein meetha zehar chad rha hai
kehna nahi tha ye tujhse kehna magar pad rha hai
aise mein chhod ke na ja aise mein chhod ke na ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

dheere se iss pyaase dil ki, pyaas kuchh aur badh gayi hai
ya to koyi rog lag gaya hai, ya tujhase aankh lad gayi hai
naino se nain mila ja, naino se nain mila ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

kuchh ho gaya to tere sar pe iljaam hoga
main mar gayi to sabke lab pe tera naam hoga
chhup ja iss dil mein sama ja, chhup ja iss dil mein sama ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
Josh-E-Jawani Tauba
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Dono/Joshe-Jawani-Tauba/F
Video:
josh-e jawani tauba re tauba, dil ki kahaani tauba re tauba
hum kahein tum suno, hum sune tum kaho
josh-e jawani tauba re tauba, dil ki kahaani tauba re tauba
hum kahein tum suno, hum sune tum kaho
josh-e jawani tauba re tauba, haay dil ki kahaani tauba re tauba

nind churale hosh uda de kanton mein daman ulajha de
isaka nahi bharosa koyi sheesha patthar se takara de
nind churale hosh uda de kanton mein daman ulajha de
isaka nahi bharosa koyi sheesha patthar se takara de
yeh jindagani tauba re tauba
josh-e jawani tauba re tauba are dil ki kahani tauba re tauba

bikhare yun julfon ke saye, sawan ke badal lehraye
aankh uthate darr lagata hai, jaane dil kispar aa jaye
bikhare yun julfon ke saye, sawan ke badal lehraye
aankh uthate darr lagata hai, jaane dil kispar aa jaye
are aadat purani tauba re tauba
josh-e jawani tauba re tauba, dil ki kahani tauba re tauba

kaun shama kaise parwane sab apane jane pehchane
hum jaise do chaar yahan hai, baaki sare hai deewane
kaun shama kaise parwane sab apane jane pehchane
hum jaise do chaar yahan hai, baaki sare hai deewane
are duniya deewani tauba re tauba
josh-e jawani tauba re tauba, dil ki kahani tauba re tauba
hum kahein tum suno, hum sune tum kaho
hum kahein tum suno, hum sune tum kaho
josh-e jawani tauba re tauba, are dil ki kahani tauba re tauba
Doctor Babu
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

dekho mere dil ki haalat mere dil ki dhadkan sun ke
dur shehar se laayi hoon main saare shehar se ho tumako chunake
aankhon hi aankhon mein matlab samajho mere ishaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

main to tumhare paas hoon raaja par tumhara dil aaj kahin hai
sabki tumako fikar hai lekin mera koi ho dard nahi hai
ho bedardi dur kiya hai tumane dard hajaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

nind na aaye chain na aaye, kya iss rog ka naam bataau
tum hi dekho aao tumako apane dil ki haan chot dikaau
dilbar ke bin kaun masiha hota hai dildaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka
doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka
likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka
doctor baabu doctor baabu
o doctor baabu, o doctor baabu kahaan chale
theharo theharo theharo doctor baabu
Tu Lajawab Tu Bemisal
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Dono/Tu-Lajawab-Bemisal/S
Video:
tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani
kya main kya pyar mera hai teri meharbani
tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani
tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani
kya main kya pyar mera hai teri meharbani
tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

chhodo ishare bolo jubaan se kya
tumne ye baate sikhi kahan se
chhodo ishare bolo jubaan se kya
tumne ye baate sikhi kahan se
ye to tere pyar ka kamaal hai sanam
duniya badal gayi hai badla jahan yaani
ye meri mastiyan hai aaj teri pyar ki nishani
tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani
kya main kya pyar mera hai teri meharbani
tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

lahrake aaya kya mausam suhana achcha
dil ki lagi ka aaya jamana
lahrake aaya kya mausam suhana
dil ki lagi ka aaya jamana
leke aaya pyar ye bahaar ka samma
dil me na pyar ho to kya ye rut suhani
dil me na ho mohabbat to bhala kis kaam ki jawani
tu laajawaab tu bemisaal dilbar yaar dilbar jani
kya main kya pyar mera hai teri meharbani
tu hain to jindgi hai varna khaak hai ye jindgaani

kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai kya
ye mujhko jane ye haay kya ho gaya hai
kuch mil gaya hai kuch kho gaya hai
ye mujhko jane haay kya ho gaya hai
tune meri jaan mujhe hairan kar diya
sirat nayi nayi hai surat magar purani
mere dil me mere hontho pe tere pyar ki nishani
tu laajawaab tu bemisaal dilbar ya dilbar jaani
Sunle Zameen Aasmaan
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Dono/Sunle-Zameen-Aasman/
Video:
la la la la la la
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan

hum dono deewaane mil gaye aise
pal bhar ko bichhade toh hum jiye kaise
aisa lagta hai do jismon me, ek hai jaan
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan

ulfat ki raahon ke humsafar ho hum hai
raste se manjil se bekhabar ho hum hai
liye jaati hai yeh hawa hamko jaane kahaan
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan

hontho pe ruk gaye afsaane o dil ke
khaabon mein kho gaye hum dono milke
ho gayi baatein ban gayi aankhein, dil ki jubaan
sun le zameen aasmaan, sun le yeh saara jahaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan
shuru hoti hai phir mohabbat ki ek daastaan
Mere Humrahi Mere Pyar
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Video:
mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar
abb toh aa jaao sanam rahi main kabse tumako pukaar
haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath
haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath
mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar

jo sang aa sake na aaja kadam mila sake na tum
yeh toh bura huwa ji
aayi nahi abhi manjil bachaate ho abhi se dil
tumako yeh kya huwa ji kya pyaar tera yahi tha sanam
haay allaah ikraar tera yahi tha sanam
kya pyaar tera yahi tha sanam haay
allaah ikraar tera yahi tha sanam
la la la mere humraahi mere pyaar
roti hai tum bin ye bahaar

jaane jahaan juda hoke chale kahaan khafa hoke
saiyaan hansi hansi mein
kaahe ko dil jalaate ho kaahe ko muh fulaate ho
jaraasi dillagi mein
jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah
jaan de dungi tumhaari kasam
jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah
jaan de dungi tumhaari kasam
la la la mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin yeh bahaar
ab to aa jaao sanam rahi main kabse tumako pukaar
haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath
haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath
Aiya Ya Habib
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Video:
aa aa aa aa
aiya ya habib aiya habib
aiya ya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
o jaan-o-jigar tujhape fida ho o o
meri ada aur teri jawaani o dilruba dilruba
do hi to hai jinpe duniya diwani
o dilruba dilruba
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib

masti ka rang, ang mein jo khila hai
hamase chhuta hai to kisi ko mila hai
masti ka rang, ang mein jo khila hai
hamase chhuta hai to kisi ko mila hai
jisko ye rang peena aa jaaye
marta ho to jina aa jaaye
ta ra pa ta ra pa
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
o jaan-o-jigar tujhape fida ho o o
meri ada aur teri jawaani o dilruba dilruba
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib

raina mastaani pyaar mera deewaana
lag ja sine se kya karega jamaana
raina mastaani pyaar mera deewaana
lag ja sine se kya karega jamaana
tu jo sanam mil jaaye aise
dil ka kehana taalu to kaise
ta ra pa ta ra pa
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
o jaan-o-jigar tujhape fida ho o o
meri ada aur teri jawaani o dilruba dilruba

do hi to hai jinpe duniya diwani
o dilruba dilruba
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
aiya habib aiya habib
Yeh Mastani Dagar Matwali Wadiya
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hifaazat/Yeh-Mastani-Dagar-Ma
Video:
ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha
ha ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha

sang mere jhule tan mera chume
resham jaisa bhiga bhiga udte baadal ka dhua

jab hawa laage dil mera jaage
pattiya dole kaliya bole
meri dhadkan ki juba
jab hawa laage dil mera jaage
pattiya dole kaliya bole
meri dhadkan ki juba
ha ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha
Jaane Jahan Rootha Na Karo
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hifaazat/Jaane-Jahan-Rootha-N
Video:
jane jahan, rutha na karo
koyi jee na sake, aisa na karo
jane jahan, rutha na karo
koyi jee na sake, aisa na karo

do hi pal me, bhule mera pyar
tum kya jano, kya hai intzaar
nadan ho abhi, samjha to karo
jane jahan, rutha na karo
koyi jee na sake, aisa na karo

ab do humko, chahe jo saza
ho gayi ab to, hum se ye khata
jane do sanam, jhagda na karo
jane jahan, rutha na karo
koyi jee na sake, aisa na karo
jane jahan, rutha na karo
koyi jee na sake, aisa na karo
aisa na karo, aisa na karo
Mai Dhal Gayi Rang Mein Tere
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/Dhal-Gayi
Video:
mai dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya
mai dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya
hath piya tumhara sang na humara
ye najar tumhari hai mere mathe ki bindiya
suno ji sanwariya
dhal gai dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya
mai dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya

tune kabhi jo dekhi na hogi aisi mai duniya dikhaunga
sangam ke mele mai le ja ke tujko main ganga sanan karaunga
ho tumse pallu bandha hai jivan bhar ka vada hai
chahe jaha pe le ke chalo humko rasiya
are re dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya

koi na samjhe dil ne to samjha
re teri sidhi sadhi baato ko
teri diwani kitni sayani thama sajan tere hatho ko
tu jo man ki rani hai, teri maharbani hai
mera bhi ek jivan hai maine tujhko diya
ho dhal gai rang me tere
tu razi hai ab to sanwariya
hath gori humara sang na tumhara
ye najar humhari hai tere mathe ki bindiya
suno ri gujariya
ho razi hai ab to sanwariya
ho dhal gai rang me tere
tu razi hai haan
main razi hun gujariya
main razi hun gujariya
O Padosan Ki Ladki
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/O-Padosan
Video:
o padosan ki ladaki
tujhe dekh tabiyat bhadaki
are o padosan ki ladaki
tujhe dekh tabiyat bhadaki
naa bad kar khidaki nazaaraa lene de
ik baar to jalawo kaa sahaaraa lene de

banake pawan kaa jhokaa
mai zulfe teri bikharaa dun
gore rag ke in hotho pe
pyaar ki mohar lagaa dun
sun baat apane
e e he he he he
sun baat apane dilabar ki
kyaa aadat hai dil tadapaane ki

o padosan ki ladaki
tujhe dekh tabiyat bhadaki
naa bad kar khidaki nazaaraa lene de
ik baar to jalawo kaa sahaaraa lene de

sun le meri baat hasinaa
naa kar tu manamaani
dono qismat se milate hai
dilabar husn jawaani
diladaar teraa
e e he he he he
diladaar teraa aayaa hai
jaldi hai tujhako le jaane ki

o padosan ki ladaki
tujhe dekh tabiyat bhadaki
naa bad kar khidaki nazaaraa lene de
ik baar to jalawo kaa sahaaraa lene de
Kisne Dekha Hai Kal
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/Kisne-Dek
Video:
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
ho aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
ab to raha nahi jaaye aaja aaja aaja
aa mere gale se lag ja
ho aaja mere pyar aaja dekh aise na sata
ab to raha nahi jaaye aaja aaja aaja
aa mere gale se lag ja

hai suni tere bin jiwan ki dagar
tham le meri bahe mere hamsafar

aankhon ki tamanna hai ye janeja
dekhu pahle tujhko fir sara jaha
aankhon ki tamanna hai ye janeja
dekhu pahle tujhko fir sara jaha
are kisne dekha hai kal kisko kal ka hai dar
aaj dilwalo luto matwalo jindgi ka najar har har har
Kahiye Kahan Se Aana
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Video:
hey, kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
hey, kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
wo suhana milan
pyar ki wo lagan
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
wo suhana milan
pyar ki wo lagan
bhul gaye kya sanam

yaad ab aaya re ha
aagre ki kunj galiya
p r pa, p r pa, p r pa, p r pa
yaad ab aaya re ha
aagre ki kunj galiya
pichhe pichhe ladko ki fauj
aage aage tum meri jaan
phir lage the gale, tajmahal tale
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
aaine me kabhi, dekh lete chhabi
bhul gaye kya sanam

yaad hai sawan ki rumjhum
jab the mere pyar me gum
p r pa, p r pa, p r pa, p r pa
yaad hai sawan ki rumjhum
jab the mere pyar me gum
maar ke thokar apno ko
ghar se bhag liye the tum
phir humari chhadi, yaar kaisi padi
bhul gaye kya sanam
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
ho sochiye nayi baat koyi
ab ye majak purana hua
la ll lla
la ll lla
la ll la lla
tarram parram parram pam
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
are are ye to asli tapak pade
kahiye kahan se aana hua
chehra to hai pahchana hua
Seedhe Raste Chaloge
Music: R.D.Burman
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/Seedhe-Ra
Video:
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milega
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milega
har jhopdi me birla or tata milega
are bata ki dukan me bhi aata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milga
har jhopdi me birla or tata milega
are bata ki dukan me bhi aata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal

dekh na tum ek din yaha koi milawat na hogi
khalish mile har chiz bhi dhokha banawat na hogi
khot nahi jhuth nahi pap nahi lut nahi
beimani karega to ghata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milga
har jhopdi me birla or tata milega
are bata ki dukan me bhi aata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal

aisa hoga bin kursi ke neta firenge akele
unke to aage piche ye chamche na honge na chele
churi nahi chaku nahi chor nahi daku nahi
har jail me to sannata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milga
har jhopdi me birla or tata milega
are bata ki dukan me bhi aata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal

haye haye haye haye haye
haye fashion fute karam dharam ka nam nahi hai
palko pe enak lagi sharam ka nam nahi hai
dua salam yaha nahi pyar ka nam kahi nahi
khali hasino se tata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal
sidhe rashte chaloge to aisa jamana milga
har jhopdi me birla or tata milega
are bata ki dukan me bhi aata milega
kyu bhai heera lal ha bhai panna lal
Aaja Mere Pyar Aaja
Singer: Hemant Kumar
Music: R.D.Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heeralaal-Pannalaal/Aaja-Mere
aaja mere pyar aaja
dekh aise na sata
ab to raha nahi jaye
aaja aaja
aa mere gale se lag ja
papa
aaja mere pyar aaja
dekh aise na sata
ab to raha nahi jaye
aaja aaja
aa mere gale se lag ja
papa

hai suni tere bin jiwan ki dagar
tham le meri bahe mere humsafar
hai suni tere bin jiwan ki dagar
tham le meri bahe mere humsafar
aaja mere pyar aaja
dekh aise na sata
ab to raha nahi jaye
aaja aaja
aa mere gale se lag ja
papa

aankho ki tamanna ye hai janeja
dekhu pahle tujhko phir sara jahan
aankho ki tamanna ye hai janeja
dekhu pahle tujhko phir sara jahan
aaja mere pyar aaja
dekh aise na sata
ab to raha nahi jaye
aaja aaja
aa mere gale se lag ja
papa
hu hu la ra la ra hu hu
aaja aaja
aa mere gale se lag ja
papa
Bahut Dur Mujhe Chale Jaana Hai
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
bahut dur mujhe chale jana hai
bahut najdik mujhe aana hai
teri bahon me mujhe aaj mar jana hai
bahut dur mujhe chale jana hai
bahut najdik mujhe aana hai
teri bahon me mujhe aaj mar jana hai
kisi ko is jagah pe nahi aana hai
kisi ko is jagah se nahi jana hai
teri bahon me mujhe aaj mar jana hai

jane mile ya naa mile phir aisi tanhayi
dil ki lagi lene lagi sine me angdayi
ho mujhko chhupa le, dil me basa le
dekh bura ye jamana hai
kisi ko is jagah pe nahi aana hai
kisi ko is jagah se nahi jana hai
ho teri bahon me mujhe aaj mar jana hai

kya jindagi kat jayegi bas teri yado me
ye rat bhi dhal jayegi kya yu hi wado me
ho arman nikle ya jaan nikle
pyar meraa divana hai
kisi ko is jagah pe nahi aana hai
kisi ko is jagah se nahi jana hai
ho teri bahon me mujhe aaj mar jana hai

mere badan me oh sajan jaagi ek chingari
tut jayegi jal jayegi is me duniya sari
is ko bujha de shola bana de
kehta ye parwana hai
bahut dur mujhe chale jana hai
bahut najdik mujhe aana hai
teri bahon me mujhe aaj mar jana hai
teri bahon me mujhe aaj mar jana hai
Ek Paheli Hai Tu
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heera-Panna/Ek-Paheli-Hai-Tu/
Video:
ek paheli hai tu haan, naar naveli hai tu haan kuchh kahaa
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae
ek paheli hai tu, naar naveli hai tu
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae
yahaan aao naa
ek paheli hai tu, naar naveli hai tu
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae

divana hone laga hun tar ra ram
mai isape khone laga hun tar ra ram
divana hone laga hun tar ra ram
mai isape khone laga hun tar ra ram
o naina tere aise jaise bhul-bhulaiya
badi alabeli hai tu naar naveli hai tu
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae

o ho, kab tak pichhaa karoge
yah premi aankho ko miche tar ra ram
chalataa jaae tere pichhe la la la laa
yah premi aankho ko miche tar ra ram
chalataa jaae tere pichhe la la la laa
ai khichaa chalaa jaae kachche dhaage se saiyaa
khel vo kheli hai tu, naar naveli hai tu
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae

jaadu koi hai ki dhokha tar ra ram
qadamo ko na jaae roka tar ra ram
jaadu koi hai ki dhokha tar ra ram
qadamo ko na jaae roka tar ra ram
jaane kahaan le ke chali thaam ke baiyaa aate jaaie
aaj akeli hai tu, naar naveli hai tu
jitanaa mai sulajhaaun aur ulajhati jaae
ek paheli hai tu
Panna Ki Tamanna Hai
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heera-Panna/Panna-Ki-Tamanna-
Video:
panna ki tamanna hai ke hira mujhe mil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye
ho panna ki tamanna hai ke hira mujhe mil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye
haye o ta ra ra ru, haye o ta ra ra ru
panna ki tamanna hai ke hira mujhe mil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye

hira toh pehle hi kisi aur kaa ho chuka
hira toh pehle hi kisi aur kaa ho chuka
kissi ki, madbhari aankho me kho chuka
yado ki bas dhul ban chuka dil kaa phul
sine pe mai rakh du jo hath phir khil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye
ho panna ki tamanna hai ke hira mujhe mil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye

dil toh dete hai lete hai log kayi baar
dil toh dete hai lete hai log kayi baar
huwa kya, kisi se, kiya tha tumne pyar
yado ko chhod de, wado ko tod de
apni jagah se kaise parbat hil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye

bhula naa mere dil ko kabhi jis kaa khayal
bhula naa mere dil ko kabhi jis kaa khayal
ho sake, toh use, mere dil se tu nikal
naa karu mai yeh kam toh nahi meraa naam
naa karu mai yeh kam toh nahi meraa naam
baton se yeh jakhme-jigar kaise sil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye
ho panna ki tamanna hai ke hira mujhe mil jaye
chahe meri jaan jaye chahe meraa dil jaye
ho ie lo, ta ra ra ru, ho ie lo, ta ra ra ru
Main Tasveer Utarta Hu
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Heera-Panna/Main-Tasveer-Utar
Video:
mai tasvir utaarataa hun,
bikhari hui hasino ki julfe savaarataa hun,
phir julfo ke sag me mai raate guzaarataa hun

koi hasinaa kitani bhi magarur ho,
husn ki duniya me kitani mashahur ho
masti me chur ho, paas ho ya dur ho, daudi chali ati hai
mai jisako pukaarataa hun
mai tasvir utaarataa hun

chaand ki bhi na padi jinape kiran, maine dekhe un hasino ke badan
meraa aisa hai chalan jaanejaa o jaaneman, tod ke saare bandhan
mai sabako nihaarataa hun
mai tasvir utaarataa hun

thak ke saahil pe samandar so gayaa, yaad teri aa gayi mai so gayaa
ye gayaa mai vo gayaa ye mujhe kya ho gayaa
ye gayaa mai vo gayaa ye mujhe kya ho gayaa
naam tera leta hun mai jisako pukaarataa hun
mai tasvir utaarataa hun
Sun Zara Shokh Haseena
Music: R.D.Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harjaee/Sun-Zara-Shokh-Haseen
sun zara sokh hasina tu hai anmol nagina
nahi koi tere jaisi are to kya hua
sun zara sokh hasina tu hai anmol nagina
nahi koi tere jaisi are to kya hua
mai bhi hu dil ka raja mere pahlu me aaja
mere bin kuch bhi nahi tu dilruba
sun zara sokh hasina tu hai anmol nagina
nahi koi tere jaisi are re re to kya hua

dil hai tera pathar to pighlake rakh dunga
tere dil pe pyar ki jyot jalake rakh dunga
dil hai tera pathar to pighlake rakh dunga
tere dil pe pyar ki jyot jalake rakhdunga
chhod ye rag purana har haasina pe mare tu bewafa
sun zara sokh hasina tu hai anmol nagina
nahi koi tere jaisi are to kya hua

tu kya jane pyar ka matlab tu hai harjai
wahi pe dera dal diya jaha bhi rat aayi
tu kya jane pyar ka matlab tu hai harjai
wahi pe dera dal diya jaha bhi rat aayi
mai to hu dil ka raja mere pahlu me aaja
mere bin kuch bhi nahi tu dilruba

bin sathi ke soch le rani mile nahi manjil
kis kis ka tu banega sathi yahi to hai muskil
bin sathi ke sochle rani mile nahi manjil
kis kis ka tu banega sathi yahi to hai muskil
banenge kayi afsane milenge jab diwane
ek duje pe hoke dil se fida
sun zara sokh hasina tu hai anmol nagina
nahi koi tere jaisi are re re to kya hua
chhod ye rag purana har haasina pe mare tu bewafa