Jiska mujhe tha intezar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Don/Jiska-Mujhe-Tha-Intezar/I
Jiska mujhe tha intezar
Jiske liye dil tha beqarar
Woh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
Jiska mujhe tha intezar
Jiske liye dil tha beqarar
Woh ghadi aa gayi, aa gayi
Aaj pyar mein had se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe oh deewane
Leke rahoongi badla tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
Ho qatil meri nazron se bachke kahan jayega
Qatil meri nazron se bachke kahan jayega
Diya hai jo mujhko wohi tu mujse payega
Woh ghadi aa gayi, aa gayi
Teer banke jigar mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
Jaadu tera kispe chala
Hoga kisi din yeh faisla
Woh ghadi aayegi, aayegi
Jaana toone abhi yeh kahan jaana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai
Hoga tera aashiq zamana
Auron ka dil hoga tera nishana
Naaz na kar yoon teer-e-nazar pe
Aaye hamein bhi teer chalana
Jo hain khiladi unhein khel hum dikhayenge
Apne hi jaal mein shikari phans jayenge
Woh ghadi aayegi, aayegi
Waqt aane pe tujhko yeh samjhana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana hai
Kise jeena hai aur kisko mar jaana ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halal/Aaj-Rapat-Jaayen-
Are are are na na na na na na
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Hame jo uthaiyo to
Hame jo uthaiyo to khud bhi rapat jaiyo
Ha khud bhi fisal jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Kaisi ye hawa chali, pani me aag lagi
Jane kya pyas jaagi re
Bhiga ye tera badan, jagaye mithi chubhan
Nashe me jhume ye mann re
Kaha hu mai mujhe bhi ye hosh nahi
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Hosh jo dilaiyo to
Hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Hasina dari-dari, baaho me simat gayi
Sine se lipat gayi re
Tujhe to aaya maja, tujhe to sujhi hasi
Meri to jaan fasi re
Jan-e-jigar kidhar chali najar churake
Aa ha o ho, aa ha o ho
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat jo suljhaiyo to
Bat jo suljhaiyo to khud bhi ulajh jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Bundo ki baji payal, ghata ne chhedi gajal
Ye raat gayi machal re
Dilo ke raj khule, fija me rang ghule
Jawa dil khul ke mile re
Hona tha jo hua wahi abb darana kya
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj dub jaye to hame na bachaiyo
Hame jo bachaiyo to
Hame jo bachaiyo to khud bhi dub jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Aa ha o ho, aa ha o ho
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/O-Saathi
Laa…laaaa..laaa….laa
Laa…laaaa..laaa….laa…hmmm
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Phoolon mein kaliyon mein
Sapnon ki galiyon mein
Phoolon mein, kaliyon mein
Sapnon ki galiyon mein
Tere bina kuch kahin na
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Jaane kaise anjaane hi
Aan basa koi pyase man mein
Apna sab kuchh kho baithe hum
Pagal man ke pagalpan mein
Dil ke afsaane…
Dil ke afsaane, main jaanoo tu jaane
Aur yeh jaane koi na
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Har dhadkan mein pyaas hai teri
Saanson mein teri khushboo hai
Iss dharti se us ambar tak
Meri nazar mein tu hi tu hai
Pyaar yeh toote na…
Pyaar yeh toote na
Tu mujhse roothe na
Sath yeh chhoote kabhi na
Tere bina bhi kya jeena
O Sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tujh bin jogan meri raatein
Tujh bin mere din banjaare
Mera jeevan jalati dhooni
Bujhe-bujhe mere sapne saare
Tere bina meri…
Tere bina meri, mere bina teri
Yeh zindagi zindagi na
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
De de pyaar de
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sharaabi/De-De-Pyaar-De-Male/
Mina arey mina aa gaya tera diwana
Bata bata arey kaha hai tera thikana
Hum bande hai pyar ke mange sabki khair
Apni sabse dosti nahi kisise bair
De de pyaar de
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hame pyaar de
De de pyaar de
De de pyaar de pyaar de pyaar de re hame pyaar de
Duniya wale kuch bhi samjhe ham hai prem diwane
Jaha bhi jaye tujhe pukare ga ke prem tarane
De de pyaar de
Pyaar de re hame pyar de
De de pyar pyar pyar pyar pyar de re
Hame pyar de
Are aane ko to roz hi aate suraj chand sitare
Ha phir bhi andheri hai ye duniya tu hi rah dikhare
Prem pyar sukh chain ki varsha teri nazar se barse
Ye dukh dard ki aag me bhi koi dil na pyasa tarse
De de pyar de
Pyaar de re hame pyar de
De de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re
Hame pyar de
Yaha dilo ke bich khadi jo vo diwar gira de
Ha dil me soyi soyi aisi pyar ki jot jaga de
Pyar ho dil me to lagti hai sari duniya pyari
Ham sari duniya ke sari duniya hamari
De de pyar de
Pyar de re hame pyar de
De de pyar de pyar de
Pyar de re hame pyar de
O malik daya kar
Pyar de
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Pyar-Mein-Dil-Pe-M
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na
Ho pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Arre abhi roothe tu, abhi maane tu
Tauba yeh kya hai nazara
Kabhi bole na kabhi bole haan
Teri adaaon ne mara
Abhi roothe tu, abhi maane tu
Tauba yeh kya hai nazara
Kabhi bole na kabhi bole haan
Teri adaaon ne mara
Tu laakh chhupa tha mujhko pata
Teri na mein chhupi thi haan haan haan haan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Aisa to kabhi socha hi nahin
Yeh pyar hai itna pyara
Aa hi gayi main baahon mein teri
Dil ne yun dil ko pukara
Aisa to kabhi socha hi nahin
Yeh pyar hai itna pyara
Aa hi gayi main baahon mein teri
Dil ne yun dil ko pukara
Tere jaisa haseen, tere jaisa jawan
Koi hai mehboob kahan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Hey tere bina main, mere bina tu
Thi zindagi mein adhoori
O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye
Tha apna milna zaroori
Tere bina main aaha
Mere bina tu oho
Thi zindagi mein adhoori
O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye
Tha apna milna zaroori
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hoon main
Jeena hai sath yahan
Arre pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
O jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
pehle pehle pyar ki
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/The-Great-Gambler/Pahle-Pahle
pehle pehle pyar ki, mulakate yad hai
mujhako toh tumhari sari, bate yad hai
pehle pehle pyar ki, mulakate yad hai
mujhako toh tumhari sari, bate yad hai
tumko kaise bhul gaya, dil ka yeh afsana
mai tumko kya kahu divana
ho o mai tumko kya kahu, divana
ho o mai tumko kya kahu, divana
mai tumko kya kahu, divana
ho o mai tumko kya kahu, divana
kitane logo se mai milakar bhul jata hu
ye to mai janati hu
meri adat hai, aksar mai bhul jata hu
ha baba ha janati hu
kitane logo se mai milakar bhul jata hu
meri adat hai, aksar mai bhul jata hu
dekha phir kuchh bhul gaya, mujhako yad dilana
mera kya nam hai, ye bhi bhul gaye
he mera kya nam hai, anajana
he mera kya nam hai, anajana
mai tumko kya kahu, divana
achchha mai sab bato ka, hisab rakhunga
yad rahega na, bilkul
yado aur wado ki, ek kitab rakhunga
dekho bhulana nahi, bilkul nahi
achchha mai sab bato ka, hisab rakhunga
yado aur wado ki, ek kitab rakhunga
sabse pehle isame, tum apna nam likhana
tera kya nam hain, tera kya nam hain, sulatana
he tera kya nam hain, sulatana
mai tumko kya kahu, divana
mai tumko kya kahu, divana
ho o mai tumko kya kahu, divan
Tere jaisa yaar kahan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaarana/Tere-Jaisa-Yaar-Kahan
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Saara Zamana
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaarana/Sara-Zamana/KANeRDx2e
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar le
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar le
Maan le, maan le meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Maan le, maan le meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la
Lala lala la la
Sara zamana.
Chookar Mere Mann Ko
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaarana/Chookar-Mere-Man-Ko/M
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Tu jo kahe jivan bhar, tere liye mai gaaun,
Tere liye main gaaun,
Git tere bolo pe likhataa chalaa jaaun,
Likhataa chalaa jaaun,
Mere gito me, tujhe dhundhe jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Aajaa teraa aanchal ye, pyaar se mai bhar dun,
Pyaar se mai bhar dun,
Khushiyaan jahaan bhar ki, tujhako nazar kar dun,
Tujhako nazar kar dun,
Tu hi meraa jivan, tu hi jine kaa sahaaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa
Badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
Chhu kar, mere man ko, kiyaa tune, kyaa ishaaraa.
Rote huye aate hain sab
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/Rote-Hue
Rote huye aate hain sab
Rote huye aate hain sab hasataa huaa jo jaayegaa
Wo mukaddar kaa sikandar
Wo mukaddar kaa sikandar, jaana-ye-man kahalaayegaa
Rote huye aate hain sab
Rote huye aate hain sab hasataa huaa jo jaayegaa
Wo sikandar kyaa thaa jisane julm se jeetaa jahaan
Wo sikandar kyaa thaa jisane julm se jeetaa jahaan
Pyaar se jeete dilon ko, wo zukaa de aasamaan
Jo sitaaronpar kahaanee pyaar kee likh jaayegaa
Wo mukaddar kaa sikandar
Wo mukaddar kaa sikandar, jaana-ye-man kahalaayegaa
Rote huye aate hain sab hasataa huaa jo jaayegaa
Jindagee to bewafaa hain yek din thhukarayegee
Jindagee to bewafaa hain yek din thhukarayegee
Maut mehaboobaa hain apane saath lekar jaayegee
Mar ke jeene kee adaa jo duniyaan ko sikhalaayegaa
Wo mukaddar kaa sikandar
Wo mukaddar kaa sikandar, jaana-ye-man kahalaayegaa
Rote huye aate hain sab hasataa huaa jo jaayegaa
Humane maanaa ye jamaanaa dard kee jaagir hai
Humane maanaa ye jamaanaa dard kee jaagir hai
Har kadam pe aasooonkee yek nayee janjir hai
Saaja-ye-gam par jo khushee ke geet gaataa jaayegaa
Wo mukaddar kaa sikandar
Wo mukaddar kaa sikandar, jaana-ye-man kahalaayegaa
Rote huye aate hain sab hasataa huaa jo jaayegaa
Wo mukaddar kaa sikandar
Wo mukaddar kaa sikandar, jaana-ye-man kahalaayegaa
Jaana-ye-man kahalaayegaa
Jaana-ye-man kahalaayegaa.
O Saathi Re
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/O-Saathi
La la la la la la
La la la la la la
La la la la la la
La la la la la la
O sathi re, tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
O sathi re, tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
Phulo me kaliyo me
Sapno ki galiyo me
Phulo me kaliyo me
Sapno ki galiyo me
Tere bina kuchh kahi na
Tere bina bhi kya jina
O sathi re, tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
Har dhadkan me pyas hai teri
Saanso me teri khushbu hai
Is dharti se us ambar tak
Meri nazar me tu hi tu hai
Pyar ye tute na
Pyar ye tute na, tu mujhse ruthe na
Saath ye chhute kabhi na
Tere bina bhi kya jina
O sathi re, tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
Tujh bin jogan meri rate
Tujh bin mere din banjare
Mera jivan jalti dhuni
Bujhe bujhe mere sapne sare
Tere bina meri
Tere bina meri, mere bina teri
Ye zindagi zindagi na
Tere bina bhi kya jina
O sathi re, tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina
Tere bina bhi kya jina.
Dil to hain dil
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/Dil-To-H
Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije
Yaadon mein teree khoyee, raaton ko main naa soyee
Haalat ye mere mann kee jaane naa jaane koee
Baraso hain tarasee aankhe, jaagee hain pyaasee raate
Aayee hain aate aate, hothhon pe dil kee baate
Pyaar mein tere, dil kaa mere kuchh bhee ho anjaam
Bekaraaree mein hain karaar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Chhaye hain man pe mere, madahosh nainaa tere
Ghere hain tan ko mere teree baahon ke ghere
Dooree sahee naa jaaye, chain kahee naa aaye
Chalanaa hain ab to teree palakon ke saaye saaye
Bas naa chale re, shaam sawere le ke teraa naam
Dil dhadakataa hain baar baar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Aa gayaa jo kisee pe pyaar kyaa kije
Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije.
Salaame-ishq meri jaan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/Salaam-e
Ishq vaalo se na puchho ki
Unaki raat kaa aalam tanahaa kaise guzarataa hai
Judaa ho hamasafar jisakaa, vo usako yaad karataa hai
Na ho jisakaa koi vo milane ki fariyaad karataa hai
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Tum hamase pyaar karane ki zaraa si bhul kar lo
Meraa dil bechain hai
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Tum hamase pyaar karane ki zaraa si bhul kar lo
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Mai sunaaun tumhe baat ik raat ki
Mai sunaaun tumhe baat ik raat ki
Chaad bhi apani puri javaani pe thaa
Dil me tufaan thaa, ek aramaan thaa
Dil kaa tufaan apani ravaani pe thaa
Ek baadal udhar se chalaa jhum ke
Ek baadal udhar se chalaa jhum ke
Dekhate dekhate chaad par chhaa gayaa
Chaad bhi kho gayaa usake aagosh me
Uf ye kyaa ho gayaa josh hi josh me
Meraa dil dhadakaa,
Meraa dil tadapaa kisiki nazar ke liye
Meraa dil tadapaa kisiki nazar ke liye
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Isake aage ki ab daastaa mujhase sun
Sunake teri nazar dabadabaa jaaegi
Baat dil ki jo ab tak tere dil me thi
Meraa daavaa hai hotho pe aa jaaegi
Tu masihaa muhabbat ke maaro kaa hai
Masihaa
Masihaa muhabbat ke maaro kaa hai
Tu masihaa muhabbat ke maaro kaa hai
Ham teraa naam sunake chale aae hai
Ab davaa de hame yaa tu de de zahar
Teri mahafil me ye dilajale aae hai
Ek ehasaan kar, ehasaan kar
Ik ehasaan kar apane mehamaan par
Apane mehamaan par ek ehasaan kar
De duaae, de duaae tujhe umr bhar ke liye
De duaae tujhe umr bhar ke liye
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo
Tum hamase pyaar karane ki zaraa si bhul kar lo
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Meraa dil bechain hai hamasafar ke liye
Salaame-ishq meri jaa zaraa qubul kar lo.
Wafa jo na ki tho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Muqaddar-Ka-Sikandar/Wafa-Jo-
Manzur nahin meri mohabbat tho kya hua
Ae dost, dushmani hi nibhaane ke liye aa
Maana tere karam ke tau qabil nahin rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhanay ke liye aa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa
Oooooo
Aaaaaaa
Nahin ishq humse, nahin na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya kare
Hai mar mar ke jeene ki adat humein
Tumhari bhala se jiye ya mare
Bhala aaaaa
Bhala na kia tho, burra bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa.
De De Pyar De
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sharaabi/De-De-Pyaar-De-Male/
meena arey meena aa gaya tera deewanabata bata arey kaha hai tera thikana
hum bande hai pyar ke maange sabki khair
apani sabse dosti nahi kisise bair
(de de pyaar de
de de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de )-2
duniya wale kuchh bhi samajhen ham hain prem deewane
jahaan bhi jaayen tujhe pukaaren gaa ke prem taraane
de de pyaar de ...
aane ko to roz hi aate suraj chaand sitaare
ho phir bhi andheri hai ye duniya tu hi raah dikhaaye
prem pyaar sukh chain ki varshaa teri nazar se barsen
ye dukh dard ki aag mein bhi koi dil naa pyasa tarse
de de pyaar de ...
yahaan dilon ke bich khadi jo vo deewar giraa de
haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jot jagaa de
pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniya pyari
ham saari duniyaa ke saari duniyaa hamaari
Inteha Ho Gayi Intezarki
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sharaabi/Inteha-Ho-Gayi-Intez
Intaha Ho Gai, Intazaar KiAai Na Kuchh Khabar, Mere Yaar Ki
Ye Hamen Hai Yaqeen, Bevafa Vo Nahin
Phir Vajah Kya Hui, Intazaar Ki, Intaha Ho...
Baat Jo Hai Us Men, Baat Vo
Yahaan Kahin Nahin Kisi Men
Vo Hai Meri, Bas Hai Meri
Shor Hai Yahi Gali Gali Men
Saath Saath Vo Hai Mere Gham
Men Mere Dil Ki Har Khushi Men
Zindagi Men Vo Nahin To Kuchh
Nahin Hai Meri Zindagi Men
Bujh Na Jaaye Ye Shama, Aitabaar Ki
Intaha Ho...
Lata: O, Mere Sajana
Lo Main Aa Gai
Are, Logon Ne Diye Honge
Bade Bade Nazaraane
Laai Hun Main Tere Liye Dil Mera
Dil Yahi Maange Dua Ham Kabhi Ho Na Juda
Dil Mera Tera Hai Ye Dil Mera
(Ye Meri Zindagi Hai Teri) - 2
Tu Mera Sapana, Main Tujhe Pa Gai
O, Mere Sajana, Lo Main Aa Gai
Laa Laa...
Ghamon Ke Andhere Dhale
Bujhate Sitaare Jale
Dekha Tujhe To Dilon Men Jaan Aai
Hothon Pe Taraane Jage
Aramaan Deewaane Jage
Baahon Men Aa Ke Tu Aise Sharamaai
Chha Gai Phir Vohi Bekhudi
Laa Laa...Laa Laa...
Vo Ghadi Kho Gai Intazaar Ki
Aa Gai Rrut Hasin, Rasm-E-Yaar Ki
Ye Nasha, Ye Khushi, Ab Na Kam Hon Kabhi
Umr Bhar Na Dhale, Raat Pyaar Ki
Aaj rapat jaye to hame na
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Aaj-Rapat-Jaayen
Are are are na na na na na na
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Hame jo uthaiyo to
Hame jo uthaiyo to khud bhi rapat jaiyo
Ha khud bhi fisal jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Kaisi ye hawa chali, pani me aag lagi
Jane kya pyas jaagi re
Bhiga ye tera badan, jagaye mithi chubhan
Nashe me jhume ye mann re
Kaha hu mai mujhe bhi ye hosh nahi
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Hosh jo dilaiyo to
Hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Hasina dari-dari, baaho me simat gayi
Sine se lipat gayi re
Tujhe to aaya maja, tujhe to sujhi hasi
Meri to jaan fasi re
Jan-e-jigar kidhar chali najar churake
Aa ha o ho, aa ha o ho
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat jo suljhaiyo to
Bat jo suljhaiyo to khud bhi ulajh jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Bundo ki baji payal, ghata ne chhedi gajal
Ye raat gayi machal re
Dilo ke raj khule, fija me rang ghule
Jawa dil khul ke mile re
Hona tha jo hua wahi abb darana kya
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj dub jaye to hame na bachaiyo
Hame jo bachaiyo to
Hame jo bachaiyo to khud bhi dub jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Aa ha o ho, aa ha o ho
Pag Ghunghuru Bandh
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Pag-Ghungaru-Ban
Buzurgon ne
Buzurgon ne, farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaao
Phir yeh zamaana tumhaara hai
Zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao
Phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai
Arey to lo bhaiya hum
Apne pairon ke oopar khade ho gaye
Aur milali hai taal
Dabaalega daaton tale ungliyan,liyan
Yeh jahan dekhkar,dekhkar apni chaal
Wah wah wah wah
Dhanvad
Ki pag ghungroo
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi... (2)
Aur hum naachen bin ghungroo ke
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi
Woh teer bhalaa, kis kaam ka hai
Jo teer nishaaane se chooke chooke chooke re!
Ki pag ghungroo...
Aap andar se kuch aur
Bahar se kuch aur nazar aate hain
Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain
Umar guzari hai saari chori mein
Saare sukh chain band jurm ki tijori mein
Aap ka to lagta hai bas yahi sapna
Ram naam japna paraya maal apna... (2)
Watan ka khaaya namak to namak halaal bano
Farz imaan ki zinda yahaan misaal bano
Paraya dhan parayi naar pe nazar mat dalo
Buri aadat hai yeh aadat abhi badal dalo
Kyonke yeh aadat to woh aag hai jo
Ik din apna ghar phoonke phoonke phoonke re!
Ki pag ghungroo...
Mausam-e-ishq mein machale huwe armaan hain hum
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahin
Dil yeh kehta hai aap apni hain paraayi nahin
Sange marmar ki hai, koi moorat ho tum
Badhi dilkash badhi, khubsoorat ho tum
Dil dil se milne ka koi mahoorat ho pyaase dilon ki zaroorat ho tum
Dil cheer ke dikhladoon maein dil mein yahin soorat haseen
Kya aapko lagta nahin hum hain mile pehle kahin
Kya desh hai kya jaat hai
Kya umra hai kya naam hai
Aji chhodhiye in baaton se humko bhala kya kaam hai
Aji suniye to
Hum aap milen to phir ho shuroo afsaane laila majnoo laila majnu ke
Ki pag ghungroo...
Jawaani jaan-e-man
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Jawani-Janeman/F
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi door se dekho dilruba aisi turuturutu
Khaayi bezubaan dil ne chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho
Dil yeh pyaar mein kaise
Khota hai dekho, aha aha aha aha
Kaatil jaan-e-man kaise
Hota hai dekho
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh dushman jaana dildaar ho gaya
Ke aaj tak bilkul use pyaar ho gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane who
Thodisi Jo Peeli Hi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Thori-Se-Jo-Peel
Hey..rani priyani pritaani
Porro pani..turu, turu, turu
Hey..priya priya priya
Priya shigurun nugurukuru..turu turu turu
Hey..thrisshunbam
Mukumbam riyanee..ee..ee..ee..ee..rah!
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Koii ham ko roko koi tosambhalo lo
Kahiin ham gir na pade
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Koii ham ko roko koi tosambhalo lo
Kahiin ham gir na pade
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Main bhii jaanuun peenaa to burii baat hai
Kaise na pee luun pyaasii ye raat hai
Main bhii jaanuun peenaa to burii baat hai
Kaise na pee luun pyaasii ye raat hai
Uupar se hasiinon kaa hasiin saath hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Hamen gorii gorii baahon men uthaa lo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Mera hai jamaane se alag raasta
Muje bhala duniyaa se kyaa vaasta
Mera hai jamaane se alag raasta
Muje bhala duniyaa se kyaa vaasta
Hum se khafa kyoon hai log kyaa pata
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Hume dushmano ki najar se bachaalo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Zu-zu-zu zuu uu
Thodaa-thodaa dil pe hai
Jawani kaa nashaa
Us pe phir nashaa hai
Ye tere pyaar kaa
Thodaa-thodaa dil pe hai
Jawani kaa nashaa
Us pe phir nashaa hai
Ye tere pyaar kaa
Taubaa ye nashe mein
Ye nashaa mil gayaa
Saraabi saraabi nigaahen na daalo
Humare javaan dil ko uoon na uchaalo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O puuno merii jaan,
Ye gussaa dabaa lo
Hamen do sahaaraa,
Apanaa banaa lo
Kahiin ham gir na pade
Are, ham to gir pade, hi-hii.
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Mere-Angne-Mein-Male
La la ra la ra la…
La la ra la ra la…
La la la la…
La la la la…
Mere angne mein
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Arrejiski biwi lambi usska bhi bada naam hai
Haa jiski biwi lambi
Jiski biwi lambi usska bhi bada naam hai
Kothe se lagado
Arre kothe se lagado seerhi ka kya kam hai
Kothe se lagado seerhi ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi moti usska bhi bada naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Bistar pe litado
Arebistar pe litado gaade ka kya kam hai
Bistar pe litado gaade ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi kali usska bhi bada naam hai
Jiski biwi kali
Jiski biwi kali usska bhi bada naam hai
Aankhon mein basalo
Are aankhon mein basalo surme ka kya kam hai
Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Jiski biwi gori gori gori
Are jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Kamre mein bithalo
Are kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai
Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi choti usska bhi bada naam hai
Jiski biwi choti choti choti are naati naati
Are choti naati naati choti choti naati choti naati
Choti naati
Jiski biwi choti usska bhi bada naam hai
God mein bithalo
Are god mein bithalo bache ka kya kam hai
God mein bithalo bache ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai.
Kahe paise pe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Kahe-Paise-Pe/GAAlRS
Chaar paise kya mile
Kya mile bhai kya mile
Khud ko samajh baithe khuda
Woh khuda hi jaane ab hoga tera anjaam kya
Kahe paise pe
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Yehi paisa to
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain
Sone chaandi ke
Unche mehalo mein
Dard zyada hai, chain thoda hai
Dard zyada hai, chain thoda hai
Is zamane mein, paise walon ne
Pyaar cheena hai, dil ko toda hai
Pyaar cheena hai, dil ko toda hai
Paise ki ehmiyat ko inkaar nahi hai
Paisa hi magar sab kuch sarkaar nahi hai
Insaan hai insaan hai, paisa paisa hai
Dil humara bhi tere jaisa hai
Hai bhala paisa to bura bhi hai
Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai
Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai
Yeh nasha koyi
Yeh nasha koyi dhoka zuroor kare hain
Yehi paisa to haan
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain
Arre chale kahan
Yeh paison se kya kya tum yahan khreedoge
Dil khreedoge ya ke jaan khreedoge
Bazaaron mein pyaar kahan bikta hai
Dukaanon pe yaar kahan bikta hai
Phool bik jaate hai
Khushboo bikti nahi
Jism bik jaate hain
Rooh bikti nahi
Chain bikta nahi
Khwaab bikte nahi
Dil ke armaan betaab bikte nahi
Arre paise se kya kya tum yahan khreedoge
Ydil khreedoge ya ke jaan khreedoge
Yeh in hawaon ka mol
Kya doge
Un ghataon ka mol
Kya doge
Arre in zameenon ka mol ho shayad
Aasmanon ka mol, kya doge
Yeh in hawaon ka mol
Kya doge
Un ghataon ka mol
Kya doge
In zameenon ka mol ho shayad
Aasmanon ka mol, kya doge
Paas paisa hai to hai yeh duniya haseen
Duniya haseen
Ho zaroorat se zyada to iman-o-yaqeen
Iman-o-yaqeen
Yeh dimago mein
Yeh dimaago mein kasoor kare hain
Yehi paisa to
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain.
Kab ke bichhade huye hum
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Kab-Ke-Bichhde-Hue/I
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise shammaa se kahee lau ye zilamilaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise saawan jaise saawan
Jaise saawan se kahee pyaasee ghataa chhaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade
Baad muddat ke raat mahakee hai
Dil dhadakataa hai, saans bahakee hai
Pyaar chhalakaa hai, pyaaree aankhon se
Surkha hothhon pe aag dahakee hai
Mahakee hawaaon me, bahakee fhijaaon me, do pyaase dil jo mile
Do pyaase dil jo mile
Jaise mayakash
Jaise mayakash
Jaise mayakash koee saakee se dagamagaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade
Door shahanaaee geet gaatee hai
Dil ke taaron ko chhed jaatee hai
Dil ke taaron ko chhed jaatee hai
Yoo sapanon ke fool yahaa khilate hai
Yoo duwaa dil kee rang laatee hai
Yoo duwaa dil kee rang laatee hai
Barason ke begaane, ulaft ke diwaane, anajaane ayese mile
Anajaane ayese mile
Jaise manachaahee
Jaise manachaahee
Jaise manachaahee duwaan, baraso aajamaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise shammaa se kahee lau ye zilamilaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade.
dil aaj bahut khush hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Toofan/Dil-Aaj-Bahot-
dil aaj bahut khush hai dildar tujhe paa ke
dil aaj bahut khush hai dildar tujhe paa ke
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush
hai dildar tujhe paa ke
mahfil me jan aayi mausam badal gaya wo
dil me tha khatakta jo kata nikal gaya wo
mahfil me jan aayi mausam badal gaya wo
dil me khatakta jo kata nikal gaya wo
ye rat jagmagai kismat meri jagake
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
bato me dhal na jaye khushiyo ke pal nashile
pyalo se roz pi hai aankho se aaj pile
bato me dhal na jaye khushiyo ke pal nashile
pyalo se roz pi hai aankho se aaj pile
aa tujhse kah rahi hai meri chal dagmaga ke
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
tujh par bikher du mai julfo ki ye ghataye
kurban kar du tujh par masti bhari adaye
tujh par bikher du mai julfo ki ye ghataye
kurban kar du tujh par masti bhari adaye
dil ki lagi bujhale mujhko gale lagake
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
Aa Bhi Jao Na...
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Ka-Gola/Aa-Aa-Aa-Bhi-Jao-
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are ha tarsao na dil na todo
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are ha tarsao na dil na todo
chhodo chhodo chhodo mujhe chhodo na
todo na ye dil mera todo na
chhodo chhodo chhodo mujhe chhodo na
todo na ye dil mera todo na
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
ab humko dar kiska are pas aane bhi do
thar thar thar kape badan aise na mujhko chuo
ab humko dar kiska are pas aane bhi do
thar thar thar kape badan aise na mujhko chuo
aise sharmake muh fero na
jane do baho me mujhe ghero na
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are ha tarsao na dil na todo
na na na na
shor na karo ghar me naya mehman hai so raha
usko abhi pata hai kaha ghar me hai kya ho raha
shor na karo ghar me naya mehman hai so raha
usko abhi pata hai kaha ghar me hai kya ho raha
soyi soyi pyas jagaye kyu
samne sawar ke tu aaye kyu
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are ha tarsao na dil na todo
ja ja
ab to mujhe lagti hai tu pahle se jyada hasi
ghadi ghadi yu chede mujhe kyu
aadat ye achi nahi
ab to mujhe lagti hai tu pahle se jyada hasi
ghadi ghadi yu chede mujhe kyu
aadat ye achi nahi
rute hai ye dil mil jane ki
bato me nahi mai tere aane ki
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are ha tarsao na dil na todo
chhodo chhodo mujhe chhodo na
todo na ye dil mera todo na
chhodo chhodo mujhe chhodo na
todo na ye dil mera todo na
aa aa aa bhi jao na na na yu satao na
are aa tarsao na dil na todo na na