Kis tarah main bataun
Ke adhoora main hoon
Ye yakeen dilaun
Bana tere liye hi main hoon.
Ab yahi hai meri khahish
Is pal ko toh main jee loon.
Tu is jagah hai khada
Phir bhi hai door tu haan
Kuch na raha darmiyan
Phir kyun dil keh raha,
O saathi….
O saathi itna toh bas kar de
Ik aakhri dafa sahi
Baahon mein tu bhar le
O saathi itna toh bas kar de
Ik aakhri dafa sahi
Baahon mein tu bhar le
Teri maujoodagi se
Ik hifazat thi meri
Tu jo chhod gaya mujhe
Toh zindagi bikhri..
Ab tu phir samne hai
Toh dil kara hai sawaal
Kyun is tarah bewafa ho gaya
Tu de de jawaab
Hoke judaa kya mila
Ye bataa de ab yahan.
Oh sathi itna to bas karde
Ikk akhri dafa sahi
Bahon mein tu bhar le.
Ik aakhri dafa sahi
Baahon mein tu bhar ley..Kis tarah main bataun Ke adhoora main hoon Ye yakeen dilaun Bana tere liye hi main hoon. Ab yahi hai meri khahish Is pal ko toh main jee loon. Tu is jagah hai khada Phir bhi hai door tu haan Kuch na raha darmiyan Phir kyun dil keh raha, O saathi…. O saathi itna toh bas kar de Ik aakhri dafa sahi Baahon mein tu bhar le O saathi itna toh bas kar de Ik aakhri dafa sahi Baahon mein tu bhar le Teri maujoodagi se Ik hifazat thi meri Tu jo chhod gaya mujhe Toh zindagi bikhri.. Ab tu phir samne hai Toh dil kara hai sawaal Kyun is tarah bewafa ho gaya Tu de de jawaab Hoke judaa kya mila Ye bataa de ab yahan. Oh sathi itna to bas karde Ikk akhri dafa sahi Bahon mein tu bhar le. Ik aakhri dafa sahi Baahon mein tu bhar ley..
hum tere bin ab rah nahi sakte, tere bina kya wajud mera
hum tere bin ab rah nahi sakte, tere bina kya wajud mera
tujhse juda agar ho jayenge to khud se hi ho jayenge juda
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho
tera mera rishta hai kaisa ek pal door gawara nahi
tere liye har roz hai jite, tujhko diya mera waqt sabhi
koi lamha mera na ho tere bina, har saans pe naam tera
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho
tum hi ho, tum hi ho
tere liye hi jiya mai, khud ko jo yu de diya hai
teri wafa ne mujhko sambhala, saare gamo ko dil se nikala
tere sath mera hai nasib juda, tujhe pake adhura na raha
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho
jise zindagi dhoondh rahi hai
kya ye woh makaam mera hai
yahan chain se bas ruk jaun
kyon dil ye mujhe kahta hai
jazbaat naye se mile hain
jaane kya asar ye huaa hai
ik aas mili phir mujhko
jo qubool kisi ne kiya hai
kisi shaayar ki ghazal
jo de rooh ko sukoon ke pal
koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar
main mausam ki sehar yaa sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar
jaise koi kinaara
deta ho sahaara
mujhe wo mila kisi mod par
koi raat ka taara
karta ho ujaala
waise hi roshan kare woh shehar
dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar hua
jeena mujhe woh phir se woh sikha raha
hm jaise baarish kar de tar yaa marham dard par
koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar
mai mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar
muskaata yeh chehra
deta hai jo pehraa
jaane chhupata kya dil ka samandar
auro ko to hardam saaya deta hai
woh dhoop me hai khada khud magar
chot lagi hai usey phir kyon
mehsoos mujhe ho raha hai
dil tu bata de kya hai iraada tera
main parinda besabar tha uda jo darbadar
koi mujhko yun mila hai jaise banjarey ko ghar
main mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjarey ko ghar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
pal do pal ki kyo hai zindagi
is pyar ko hai sadiya kafi nahi
to khuda se maang loon
mahaulat ek nayi
rahana hai bas yaha
ab dur tujhse jaana nahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
teri muskurahte hai takat meri
mujhko inhi se ummid mili
chahe kare koi sitam ye jaha
inme hi hai sada hifajat meri
zindgani badi khubsurat hui
jannt ab or kya hogi kahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
teri dhadhkano se hai zindgi meri
khwaeshe teri ab duaaye hai meri
kitna anokha bandhan hai ye
teri meri jaan jo ek hui
laut aauga yaha tere pas waha
wada hai mera mar bhi jau kahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
hoon hamdard hoon hamdard
ye dil tanha kyo rahe
kyo hum tukdo me jiye
ye dil tanha kyun rahe
kyo hum tukdo me jiye
kyo rooh meri ye sahe
main adhoora jee raha hoon
hardum ye keh raha hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
ye dil tanha kyo rahe
kyo hum tukdo me jiye
ye dil tanha kyun rahe
kyo hum tukdo me jiye
kyo rooh meri ye sahe
main adhoora jee raha hoon
hardum ye keh raha hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
andhero se tha mera rishta bada
tune hi ujaalon se waaqif kiya
ab lauta main hoon inn andheron me phir
toh paaya hai khud ko begaana yahaan
tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
banjaro ne bhi thukra diya
main adhoora jee raha hoon
khud par hi ik sazaa hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
tere jism ki woh khushbue
ab bhi inn saanso me zinda hai
mujhe ho rahi inse ghutan
mere gale ka ye phanda hai
tere choodiyo ki woh khanak
yaado ke kamre me goonje hai
sunkar isey aata hai yaad
haathon me mere zanjeerin hai
tuhi aake inko nikaal zaraa
kar mujhe yahaan se rihaa
main adhoora jee raha hoon
ye sadaaye de rahaa hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
hai dil ye mera mujhe hardum ye puchta
kyun hai mujhe tujhse itni wafaa
kyun teri hasrat
hai har khwahish se badhkar mujhe
kyun naam tera hi leti zubaan
saathi tera ban jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun or de du sukun
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon me tujhko main salamat rakhun
tere hi baare mein, hai ab har zikar mera
hua hai kaisa asar yeh tera
koi naseehat, na chaahun main koi salaah
jo rooh ne mere tujhe chun liya
saathi tera ban jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon mein tujhko main salamat rakhun
hai dil khamakha preshan badaa isko koi samjha de zaraa
ishq mein fanaa ho jaana hai dastoor yahi
jisme ho sabar ki fitrat wo ishq hi nahin
samajh bhi ja ae dil mere kya hai ye maanjra
saathi tera bann jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon mein tujhko main salaamat rakhun
hai dil ye mera mujhe hardum ye puchta
kyun hai mujhe tujhse itni wafaa
kyun teri hasrat
hai har khwahish se badhkar mujhe
kyun naam tera hi leti zubaan
saathi tera ban jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun or de du sukun
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon me tujhko main salamat rakhun
tere hi baare mein, hai ab har zikar mera
hua hai kaisa asar yeh tera
koi naseehat, na chaahun main koi salaah
jo rooh ne mere tujhe chun liya
saathi tera ban jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon mein tujhko main salamat rakhun
hai dil khamakha preshan badaa isko koi samjha de zaraa
ishq mein fanaa ho jaana hai dastoor yahi
jisme ho sabar ki fitrat wo ishq hi nahin
samajh bhi ja ae dil mere kya hai ye maanjra
saathi tera bann jaaun kyun hai yeh junoon
har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
har din tujhko chaahun teri raah takun
apni baahon mein tujhko main salaamat rakhun
kis tarah se shukar tera ab ada karu main
kis tarah se shukar tera ab ada karu main
iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
khaamosh reh kar bhi keh gaye
dariya sa dil tak beh gaye
tum par ho raha hai pura aitbaar
tum hi ho hifaazat meri suno
ye kaha hai ruh ne
kis tarah se shukar tera ab ada karu main
hai ishq ka bas naam liya
maine samjha nahi tha ise
tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
ruh ki bhasha hai yeh
teri badolat paayi woh daulat
jo mili na mujhko kahin
jazbaat hadd se badhne lage
dene lage sadaa tujhe
har pal hai zaruri ab tera deedar
kis tarah se shukr tera ab ada karu main
iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
aisa kabhi dekha nahi
na kabhi bhi kahin suna
dene wala sab dekar bhi keh raha hai shukriya
tune hi to samjha mujhe
jo na keh saka mai, suna tumhe
ehsaan ye tera na bhulunga sadaa
kis tarah se shukar tera ab ada karu main
iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
waise toh jaha me dagaa dar dar pe hai
par mujhe mila, wo dost hai
jiski nigaah nirdosh hai
farishto jaisi soch hai, nahi wo bewfa
wo hai bhala, wo hai bhala
wo hai bhala hardum wo bhalaa
kis tarah se shukra tera ab ada karu main
kis tarah se shukra tera ab ada karu main
iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
khaamosh reh kar bhi keh gaye
dariyaan sa dil tak beh gaye
tum par ho raha hai poora aitbaar
o humnavaa rehnuma tumsa hai dost kaha
o humnawaa rehnuma tumsa hai dost kaha
wo hai bhala, wo hai bhala
wo hai bhala hardum wo bhalaa
ishq ka bas naam liya
maine samjha nahi tha isey
tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
rooh ki bhaasha hai yeh
teri badaulat paayi wo daulat
jo mili na mujhko kahin
jazbaat hadd se badhne lage
dene lage ye sadaa tujhe
har pal hai zaroori ab tera deedar
o humnavaa rehnuma tumsa hai dost kaha
o humnawaa rehnuma tumsa hai dost kaha
wo hai bhala, wo hai bhala
wo hai bhala hardum wo bhalaa
bheegi bheegi sadko pe main tera intezar karu
dhire dhire dil ki zamin ko tere hi naam karu
khudko main yoon kho du ke phir na kabhi paau
haule haule zindagi ko ab tere hawaale karu
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
tere karib jo hone laga hu
to tute saare bharam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
baadalo ki tarah hi toh tune mujhpe saaya kiya hai
baarisho ki tarah hi toh tune khushiyo se bhigaya hai
aandhiyon ki tarah hi toh tune hosh ko udaaya hai
mera muqaddar sanwara hai yoon
naya savera jo laaya hai tu
tere sang hi bitaane hain mujhko
mere saare janam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye
tere liye khudko badal de
tere liye kuch bhi kar de
vaada hai tujhse mera ab sada ke liye
tere liye saansein le rahe
tere liye har din jee rahe
tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta
roohon ka ye rishta hai
koi dekhe soorat jab meri
toh dikhe tera chehra hai
tu panaah meri, main saaya tera
tu makaan mera, main basera tera
tu manzil meri, main musafir tera
tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi
zindagi poori ho jaayegi
tab bhi tu rehna paas yun mere
jab dil ki dhadkan tham jaayegi
teri baaho me dum nikle mera sanam
hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye o
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
Dil ka dariya beh hi gaya
Raahon mein yun jo tu mil gaya
Mushqil se main sambhla tha haan
Toot gaya hoon phir ek dafaa
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Waqt ne hai kiya humpe kaisa sitam
Tum bhi bezaar ho barbaad hain hum
Jaane kis raaste mujhko le jayenge
Bedisha ye mere dagmagate kadam
Saath deti parchaaiyan
Aur meherbaan ho rahe gham
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tujhe kitna chaahe aur hum
Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu saonp de
Meri jaroorat tu ban gaya
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum.
Phir Kahin Dil Ne Mehsoos Kiya Tha
Ek Dafa Phir Se Zinda Yeh Huya Tha
Nazar Jo Aaya Tu To Jeena Aaya
Nazar Se Phir Kyon Tu
Ghum Ho Gaya Pal Mein Hi
Haan Tera Intezaar Hai
Kahan Karaar Hai
Hai Teri Aas Hi Dil Ko
Haan Beshumaar Hai
Bayaan Karoon Kaise
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Na Meri Kami Na Teri Khata
Mohabbat Mein Dono Ne Paayi Saza
Dil Mein Nahi Wafayein Thi Kamm
Magar Waqt Humpe Natha Meharbaan
Kisi Kahani Mein Tu Hoga Mera
Haan Uss Kahani Me
Milna Mujhe Phir Kahin
Haan Tera Intezaar Hai
Kahan Karaar Hai
Hai Teri Aas Hi Dil Ko
Haan Beshumaar Hai
Bayaan Karoon Kaise
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai.
Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Mann Mein Kahin Tori Preet Jagayi
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Main Tore Paas Main Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Sajna Haan Tore Preet Mein
Saaton Janam Bitana
Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Iss Noor Ko
Rabb Ne Milaya Hai Humko
Phir Rehna Kaahe Door Ko
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Tu More Paas Ve Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karun Unko
Harz Ruwayi Meri Farz Dawayi Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Thoko Salam Thoko
Are Subaha Shaam Thoko
Dekho Aaya Kalandar
Roko Na Khud Ko Roko
Thoko Salam Thoko
Are Subaha Shaam Thoko
Dekho Aaya Kalandar
Roko Na Khud Ko Roko
Hum Seena Chori Hai Karte Juroor
Are Rafta Rafta Rafta Bole Apana Fitur
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Ba Mulahiza Hoshiyar
Jo Sar Kate Wo Wafadaar
Tinka Tinka Kat Mare
Sab Meri Khidmat Ko Taiyaar
In Raston Ke Fasalon Mein Sans Hai Meri
In Fasalon Se Bekhabar Har Aas Hai Meri
Hai Bedagar Wo Humsafar Jo Khud Ki Lay Mein Chalta
Hoon Besabar To Kya Boori Pehchan Hai Meri
Ji Huzoor
Hum Seena Chori Hai Karte Juroor
Are Rafta Rafta Rafta Bole Apana Fitur
Dhinak Dhin Dhinak Dhin
Dhinak Dhin Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor