Joh Bhi Faisla Hai Tera
Woh Mujhko Bata De
Joh Naseeb Mein Hai Likha
Us Shakhs Se Mila De
Mila De, Milaa De
Milaa De…
Main Dua Ke Baad Jab Bhi
Aankhon Ko Kholun
Mere Humnava Ka Mujhe
Chehra Dikha De, Chehra Dikha De
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Haan Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Teri Or Sanam Ab Yeh Mere Kadam
Badhna Chahte Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Bichhad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho… Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Main Nikla O Gaddi Leke
Main Nikla O Gaddi Leke
O Raste Par O Sadak Mein
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
O Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Rab Jaane Kab Guzra
Amritsar Ho Kab Jaane
Lahore Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Mainutthe Dil Chhod Aaya
Us Mod Pe Woh Mutte Yaar Mili
Ho Us Mod Pe Woh Mutte Yaar Mili
Jatt Yamla Paagal Ho Gaya
Uski Zulfon Ki Chhanav Mein
Main Bistar Dalke So Gaya
O Jab Jaaga Ye Bhaaga
Sab Phaatak Sab Signal
Main Todh Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ho Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Sharmaake Woh Yun Simatt Gayi
Sharmaake Woh Yun Simatt Gayi
Jaise Woh Neend Se Jaag Gayi
Maine Kaha Gal Sun O Kudiye
Woh Darr Ke Peechhe Bhaag Gayi
Woh Samjhi Ghar Uske
Chori Se Ho Chupke Se
Koi Chor Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ho Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Mann Mein Kahin Tori Preet Jagayi
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Main Tore Paas Main Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Sajna Haan Tore Preet Mein
Saaton Janam Bitana
Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Iss Noor Ko
Rabb Ne Milaya Hai Humko
Phir Rehna Kaahe Door Ko
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Tu More Paas Ve Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karun Unko
Harz Ruwayi Meri Farz Dawayi Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
tere liye khudko badal de
tere liye kuch bhi kar de
vaada hai tujhse mera ab sada ke liye
tere liye saansein le rahe
tere liye har din jee rahe
tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta
roohon ka ye rishta hai
koi dekhe soorat jab meri
toh dikhe tera chehra hai
tu panaah meri, main saaya tera
tu makaan mera, main basera tera
tu manzil meri, main musafir tera
tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi
zindagi poori ho jaayegi
tab bhi tu rehna paas yun mere
jab dil ki dhadkan tham jaayegi
teri baaho me dum nikle mera sanam
hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye o
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
bheegi bheegi sadko pe main tera intezar karu
dhire dhire dil ki zamin ko tere hi naam karu
khudko main yoon kho du ke phir na kabhi paau
haule haule zindagi ko ab tere hawaale karu
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
tere karib jo hone laga hu
to tute saare bharam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
baadalo ki tarah hi toh tune mujhpe saaya kiya hai
baarisho ki tarah hi toh tune khushiyo se bhigaya hai
aandhiyon ki tarah hi toh tune hosh ko udaaya hai
mera muqaddar sanwara hai yoon
naya savera jo laaya hai tu
tere sang hi bitaane hain mujhko
mere saare janam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye
hey humnava mujhe apna bana le
sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
hmm hoon akela, zara haath badha de
sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
kab se main dar dar phir raha
musaafir dil ko panaah de
tu awaargi ko meri aaj thehra de
ho sake toh thoda pyaar jataa de
sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de
murjhaayi si shaakh pe dil ke phool khilte hain kyun
baat gulon ki, zikr mehak ka acha lagta hai kyun
un rango se tune milaaya jinse kabhi main mil na paaya
dil karta hai tera shukriya, phir se bahaare tu laa de
dil ka suna banjar mehka de
sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de
hmm hoon akela, zara haath badha de
sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
waise toh mausam guzre hain zindagi mein kayi
par ab naa jaane kyun mujhe wo lag rahe hain haseen
tere aane par jaana maine kahin na kahin zinda hoon main
jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
chehre ko chhuti hawaayein
inki tarah do kadam toh badha le
sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
o hoon akela, zara haath badha de
sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
aye mere humsafar ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki
aye mere humsafar ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki
jisko duaao me maanga tu hai wahi rehnuma
tere bina mushqil hai ek bhi kadam chalna
jisko duaao me maanga tu hai wahi rehnuma
tere bina mushqil hai ek bhi kadam chalna
bin tere kahaan hai manzil pyar ki
aye mere humsafar ik zara intezaar
sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki
na hum bewfa hai, na pyar hai kam darmiya
par apni taqdeerein hain bilkul hi judaa
na hum bewfa hai, na pyar hai kam darmiya
par apni taqdeerein hain bilkul hi judaa
phir kaise milegi manzil pyar ki
aye mere humsafar ik zara intezaar
sun sadaayein de rahi hai manzil pyar ki