Joh Bhi Faisla Hai Tera
Woh Mujhko Bata De
Joh Naseeb Mein Hai Likha
Us Shakhs Se Mila De
Mila De, Milaa De
Milaa De…
Main Dua Ke Baad Jab Bhi
Aankhon Ko Kholun
Mere Humnava Ka Mujhe
Chehra Dikha De, Chehra Dikha De
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Haan Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Teri Or Sanam Ab Yeh Mere Kadam
Badhna Chahte Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Bichhad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho… Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Teri aawargi ban jaun main
Tujhe dil ki zuban samjhaun main
Tu chaanv hai so jaun main
Tu dhundh hai kho jaun main
Tu woh nasha jo sar chadhe
To aasmaanon mein udd jaun main
Tera yeh ishq mera fitoor
Tu jo bhi kahe ban jaun main
Chhaya hai yoon tera suroor
Jis rang kahe rang jaun main
Tere nashe mein hoon main choor
Jis jog kahe ram jaun main
Tera yeh ishq mera fitoor
Tu jo bhi kahe ban jaun main
Yeh ishq ki baarish huyi
Mujhko teri khwaahish huyi
Lagta hai aaj ki bepanaah
Mohabbat ki ek numayish huyi
Yeh ishq ki baarish huyi
Mujhko teri khwaahish huyi
Lagta hai aaj ki bepanaah
Mohabbat ki ek numayish huyi
Yeh ishq ki baarish huyi
Mujhko teri khwaahish huyi
Lagta hai aaj ki bepanaah
Mohabbat ki ek numayish huyi
Bewajah baaton mein kho na jaye
Is pal ka jaadu sun lo mere huzoor
Aalsi raatein yoon beet jayein
Phir chali jaun to na mera kusoor
Tu ruk zara farmaun main
Thehar to ja dohraun main
Mera wajood hai tu hi
Tujhi mein khudko dhoondh laun main
Tera yeh ishq mera fitoor
Tu bhi kahe ban jaun main
Chhaya hai yoon tera suroor
Jis rang kahe rang jaun main
Tere nashe mein hoon main choor
Jis jog kahe ram jaun main
Tera yeh ishq mera fitoor
Tu jo bhi kahe ban jaun main
Ban jaun main
Yeh ishq ki baarish huyi
Mujhko teri khwaahish huyi
Lagta hai aaj ki bepanaah
Mohabbat ki ek numayish huyi
Yeh ishq ki baarish huyi
Mujhko teri khwaahish huyi
Lagta hai aaj ki bepanaah
Mohabbat ki ek numayish huyi
Thoko Salam Thoko
Are Subaha Shaam Thoko
Dekho Aaya Kalandar
Roko Na Khud Ko Roko
Thoko Salam Thoko
Are Subaha Shaam Thoko
Dekho Aaya Kalandar
Roko Na Khud Ko Roko
Hum Seena Chori Hai Karte Juroor
Are Rafta Rafta Rafta Bole Apana Fitur
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Ba Mulahiza Hoshiyar
Jo Sar Kate Wo Wafadaar
Tinka Tinka Kat Mare
Sab Meri Khidmat Ko Taiyaar
In Raston Ke Fasalon Mein Sans Hai Meri
In Fasalon Se Bekhabar Har Aas Hai Meri
Hai Bedagar Wo Humsafar Jo Khud Ki Lay Mein Chalta
Hoon Besabar To Kya Boori Pehchan Hai Meri
Ji Huzoor
Hum Seena Chori Hai Karte Juroor
Are Rafta Rafta Rafta Bole Apana Fitur
Dhinak Dhin Dhinak Dhin
Dhinak Dhin Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dha
Dhinak Dhin Dhe Dhinak Dhin Dhe
Dhinak Dhin Dha Dhinak Dhin Dhe
Bolo Haan Ji Huzoor
Pee Mohe Dhun Tune Aisi Lagayi
Mann Mein Kahin Tori Preet Jagayi
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Main Tore Paas Main Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ji
Sajna Haan Tore Preet Mein
Saaton Janam Bitana
Taras Gaye The Nain Mere
Tere Chehre Ke Iss Noor Ko
Rabb Ne Milaya Hai Humko
Phir Rehna Kaahe Door Ko
Ankhiyan Ve Ankhiyan Nu Kol Bulave
Aayi Tu More Paas Ve Aayi
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Sajni Yun Hi Tu Rehna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Deen Ilahi Mera Maan Hai Maahi
Main Toh Sajda Karun Unko
Harz Ruwayi Meri Farz Dawayi Meri
Ishq Hua Mujhko Sajan Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Mohe Yun Hi Tu Rakhna Ji
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Chaiyaan Mein Tore Saiyaan Ki
Tu Hi Zehan Mein Sham Savere
Teri Hi Lab Pe Baat Hai
Tu Hi Zehan Mein Sham Savere
Teri Hi Lab Pe Baat Hai
Tujhse Mila Hoon Main Jis Jagah Pe
Ab Woh Jagah Bhi Khaas Hai
Uski Taraf Hi Le Jaate Hain
Mujhko Ye Mere Kadam
Phir Kahin Dil Ne Mehsoos Kiya Tha
Ek Dafa Phir Se Zinda Yeh Huya Tha
Nazar Jo Aaya Tu To Jeena Aaya
Nazar Se Phir Kyon Tu
Ghum Ho Gaya Pal Mein Hi
Haan Tera Intezaar Hai
Kahan Karaar Hai
Hai Teri Aas Hi Dil Ko
Haan Beshumaar Hai
Bayaan Karoon Kaise
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Na Meri Kami Na Teri Khata
Mohabbat Mein Dono Ne Paayi Saza
Dil Mein Nahi Wafayein Thi Kamm
Magar Waqt Humpe Natha Meharbaan
Kisi Kahani Mein Tu Hoga Mera
Haan Uss Kahani Me
Milna Mujhe Phir Kahin
Haan Tera Intezaar Hai
Kahan Karaar Hai
Hai Teri Aas Hi Dil Ko
Haan Beshumaar Hai
Bayaan Karoon Kaise
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai
Tera Intezar Hai.
Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu saonp de
Meri jaroorat tu ban gaya
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum.
Dil ka dariya beh hi gaya
Raahon mein yun jo tu mil gaya
Mushqil se main sambhla tha haan
Toot gaya hoon phir ek dafaa
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Baat bigdi hai iss qadar
Dil hai toota, toote hain hum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahein aur hum
Waqt ne hai kiya humpe kaisa sitam
Tum bhi bezaar ho barbaad hain hum
Jaane kis raaste mujhko le jayenge
Bedisha ye mere dagmagate kadam
Saath deti parchaaiyan
Aur meherbaan ho rahe gham
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahein aur hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tujhe kitna chaahe aur hum
tere liye khudko badal de
tere liye kuch bhi kar de
vaada hai tujhse mera ab sada ke liye
tere liye saansein le rahe
tere liye har din jee rahe
tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta
roohon ka ye rishta hai
koi dekhe soorat jab meri
toh dikhe tera chehra hai
tu panaah meri, main saaya tera
tu makaan mera, main basera tera
tu manzil meri, main musafir tera
tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi
zindagi poori ho jaayegi
tab bhi tu rehna paas yun mere
jab dil ki dhadkan tham jaayegi
teri baaho me dum nikle mera sanam
hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye o
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
bheegi bheegi sadko pe main tera intezar karu
dhire dhire dil ki zamin ko tere hi naam karu
khudko main yoon kho du ke phir na kabhi paau
haule haule zindagi ko ab tere hawaale karu
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
tere karib jo hone laga hu
to tute saare bharam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
baadalo ki tarah hi toh tune mujhpe saaya kiya hai
baarisho ki tarah hi toh tune khushiyo se bhigaya hai
aandhiyon ki tarah hi toh tune hosh ko udaaya hai
mera muqaddar sanwara hai yoon
naya savera jo laaya hai tu
tere sang hi bitaane hain mujhko
mere saare janam re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
karam re, karam re tera mujhpe karam hua re
sanam re, sanam re tu mera sanam hua re
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye
mere sanam re mera hua re
tera karam re mujhpe hua ye