Pyar Jhutha Tha Jataya Hi Kyun
Pyar Jhutha Tha Jataya Hi Kyun
Aise Jaana Tha Toh Aaya Hi Kyun
Aise Jaana Tha Toh Aaya Hi Kyun
Aye Sitamgar Tu Zara
Aur Sitam Karde Aa
Aaja Bewajah Sa Yeh
Rishta Khatam Karde Aa
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya O
Dard-E-Dil Ke Bina Mehfil Hi Kya
Dard-E-Dil Ke Bina Mehfil Hi Kya
Jo Na Toota Kabhi Woh Dil Hi Kya
Jo Na Toota Kabhi Woh Dil Hi Kya
Hai Mera Haal Bura
Aur Bura Karde Aa
Mere Zakhmon Ko Zara
Aur Hara Karde Aa
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya O
Rabba Jiske Dil Mein Tu Ishq
Duniya Bhar Ka Deta Hai
Usi Ke Dilbar Ko Phir Kyun
Dil Patthar Ka Deta Hai
Hum Mein Jo Tha Woh Raha Kyun Nahi
Dil Mein Tha Kuchh Toh Kaha Kyun Nahi
Tha Kabhi Pyar Toh Insaaf Mera Karde Aa
Ya Kabhi Tha Hi Nahi Saaf Mana Karde Aa
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya
O Bedardeya Yaar Bedardeya O.
Ho Tere Aage Toh Chaand Lage Farzi
Ho Tu Yeh Maane Ya Na Maane Teri Marzi
Ho Tere Aage Toh Chaand Lage Farzi
Ho Tu Yeh Maane Ya Na Maane Teri Marzi
Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware
Ho Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware
Kunware Kunware
Kaanon Mein Jo Jhoomti Hai
Gol Gol Teri Yeh Dono Waalian
Zulfein Yeh Khol Ke Tu Nache Jab Jab
Main Maarun Taaliyan
Kaanon Mein Jo Jhoomti Hai
Gol Gol Teri Yeh Dono Waalian
Zulfein Yeh Khol Ke Tu Nache Jab Jab
Main Maarun Taaliyan
Ho Aaj Mera Ek Kaam Karde
Tu Yeh Dil Mere Naam Karde
Ho Aaj Mera Ek Kaam Karde
Tu Yeh Dil Mere Naam Karde
Tere Chakk Lunga Nakhre Main Saare
Ho Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware
Ho Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware Kunware
Taare Taare Taare
Taare Taare Taare
Tu Itni Ae Sohni Lagti
Tu Itni Ae Sohni Lagti
Tere Aashiq Bann Gaye Saare
Tu Itni Ae Sohni Lagti
Tere Aashiq Bann Gaye Saare
Neendein Meri Udti Hai
Choodiyan Jo Khanke
Yeh Tere Haath Mein
Taare Saare Ginta Hoon
Ik Tere Vaaste Hi
Main Toh Raat Mein
Neendein Meri Udti Hai
Choodiyan Jo Khanke
Yeh Tere Haath Mein
Taare Saare Ginta Hoon
Ik Tere Vaaste Hi
Main Toh Raat Mein
Ho Dono Ek Bas Dooje De Lage
Ho Tera Jaadu Jaise Chala Dil Pe
Ho Dono Ek Bas Dooje De Lage
Ho Tera Jaadu Jaise Chala Dil Pe
Bade Sohne Lagge Tere Yeh Nazare
Ho Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware
Ho Billi Billi Ankh Goriye Aaha
Ho Dinde Ne Mundeya Nu Patt Goriye
Tere Pichhe Hai Phiran Kunware Kunware.
Mallika Mallika Maalti Maalika
Hai Kahan Hai Kahan Raja Iss Dil Ka
Mallika Mallika Maalti Maalika
Hai Kahan Hai Kahan Raja Iss Dil Ka
Hamsika Hamsika Jaao Na Hamsika
Apne Sang Lao Na Raja Iss Dil Ka
Ek Chhota Sa Phool Mere Bheetar Khila
Aaj Toh Pyar Ka Lo Ji Tyohaar Hai
Aaha Neelveni Phoolon Ki Tarah Khili
Raja Aayenge Jab Khud Ko Bhent Karna
Jahan Pe Milte Hain Rishi Muni
Wahan Pe Pyar Khila
Madhur Milan Yeh Sapnon Ka
Shubh Hi Shubh Hoga
Swapnika Chaitrika O Priye Netrika
Hai Kahan Hai Kahan Raja Iss Dil Ka
Baadalon Tum Chalo Tum Chalo
Baadalon Tum Chalo Swami Se Jab Milo
Baarishon Veena Bann Prem Geet Gao Na
Priye Ki Kok Mein Nanhi Jaan Hai Pali
Jaldi Aane Kaho Raah Dikhlao Na
Jagmagati Hui Aaj Ki Raat Hai
Chandni Ki Tarah Apna Yeh Prem Hai
Ratsa Aasmaan Mein Taaron Ne Banaya
Dharti Pe Diyon Ka Mausam Jagmagaya
Phoolon Kaliyon Ke Jharnon Mein
Mann Yeh Bheeg Jaaye Hai
O Ri Kamal Naina Prem Yahi Hai Samjha
Sookhe Patton Sa Hai Aashram Vaasi Dil
Unki Aane Ki Aas Pe Zinda Hain
Hey Priye Hey Priye Preet Kyun Sheet Hai
Mere Mann Ki Tarah Dharti Bhi Dang Hai
Jitni Bhi Barf Ho Jitne Bhi Dard Ho
Iss Nanhi Si Jaan Ki Suraksha Karo
Ummeedon Ke Sabhi Patte Murjha Gaye
Jab Yeh Phoolenge Main Khilungi Kya
Sardi Se Kya Lena Jab Aayi Godbharai
Chinta Na Karo Priye Khud Mein Tum Basant Ho
Maah Maah Hai Beet Gaye
Lehar Lehar Ki Tarah
Sada Rahe Jo Khilta Hua
Ratna Janm Tum Do
Raah Woh Dekh Ke Aankhein Thak Si Gayi
Dil Ko Ummeed Hai Aayenge Woh Abhi.
Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere
Aanchal Tale Rehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Jaage Tere Liye Saari Umar
Tu Hi Aana Sulane Humein
Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein
Hum Gumnaam Se Behte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Aye Maa Bharosa Rakhna Apni Santanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaano Par
Dushmanon Sun Lo Humein Jhukna Nahi Aata
Tumhari Goliyan Kam Hain
Hamari Chhatiyan Zyada
Hamare Naam Par Dholak Bajegi
Do Jahanon Mein
Marenge Yoon Ke Hum Zinda Rahenge
Dastanon Mein
Hindustan Ko Naaz Hoga Hum Deewanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaanon Par
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Na Jhande Jhukenge Zikar Pe Humare
Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi
Aage Milenge Kataaron Mein Hum
To Kya Zameen Pe Rahein Na Rahein
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Woh Baag Hasta Rahe Hum Jise
Hindustan Kehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maine Surya Ka Dhyaan Lagaaya Bhagwan Surya Ka Dhyaan Lagaaya
Sukh Samvriddhi Paaya Surya Devtaa Ujiyara Hai
Naa Jeewan Mein Andhiyaara Hai, Shraddha Ka Ardhya Charhaaya [ Maine Surya ]
Maaya Ki Ghan Ghor Ghataa Mein Chhaaya Tha Charo Ore Andhera
Surya Deva Ke Kripa Huee Jab. Maine Paaya Ne Deen Savera
Jyoti Kalash Bhar Laaya [ Maine Surya ]
Saat Shwet Ashwon Ke Rath Par Dewa Sanmukh Aaye Bidaakar
Saat Janam Ke Paap Mite Mere Jab Darshan Diye Swami Diwakar
Bhakti Ka Kamal Khilaaya [ Maine Surya ]
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj.
begee haro hanuman mahaaprabhu,
jo kachhu sankat hoy hamaaro,
kaun so sankat mor gareeb ko,
jo tum se nahin jaat hai taaro.
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj,
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj.
tan mein tumhare shakti viraaje,
man bhakti se bheena,
jo jan tumharee sharan mein aaye,
jo jan tumharee sharan mein aaye,
duhkh darad har leena hanumat,
duhkh darad har leena,
mahaaveer prabhu ham dukhiyan ke,
tum ho gareeb nivaaj hanumat,
tum ho gareeb nivaaj,
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj.
raam lakhan vaidehee tum par,
sada rahe harshaaye,
hrday cheer ke raam siya ka,
hrday cheer ke raam siya ka,
darshan diya karae hanumat,
darshan diya karae,
dooo kar jod araj hanumanta,
kahiyo prabhu se aaj hanumat,
kahiyo prabu se aaj,
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj.
raam bhajan ke tum ho rasiya,
jaane duniya saaree,
vandan karate tera hanumat,
vandan karate tera hanumat,
is jag ke nar naaree,
is jag ke nar naaree,
raam naam jap ke hanumanta,
bane bhakt sarataaj hanumat,
bane bhakt sarataaj.
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj,
jai jai jai hanuman gosai,
kripa karo maharaj.