aana aana
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
meri aankho se bhi dhikta hai, nazara kya karoon
re mere maula, re mere maula
re mere maula, re mere maula
maula maula
hai ye galat, aur ye hai sahi sab kahe
aisa kal hai yehi bandagi
mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin
ab to tu hi bataa, kya hai farmaan ji
ab tera hi mujhko hai sahara kya karoon
re mere maula, re mere maula
maula maula
sabke chaaro taraf ek deewar kyun
khud ki bhi nazaro mein hum gunegaar kyun
aadmi in dino thoda bimaar kyun
ik aman ke liye, itni takraar kyun
badi ummido se tujhko hai pukara kya karoon
re mere maula, re mere maula
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
meri aankho se bhi dhikta hai, nazara kya karoon
re mere maula, re mere maula
re mere maula, re mere maula
re mere maula, re mere maula
tanha si ho jati hai tanhai
sath na de jab apni hi parchai
khtam kar de jo fasle
dur kar de jo duriyan
kash bas tu ho darmiya
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
waqt bhi kitne raaj chhupaye
karta hai sapno ko chur
sabe se hum jo kaam le
dil bichhad ke bhi naam le
dard khud dil ko tham le
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
mausam ye tanhai ke
palbhar bhi dil sah paye na
aksh chun le jo khwab ke
ashk bun le aankh se
jakhm bhar de jo pyar ke
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
maula, maula, maula
maula, maula
phenke nazar ke sikke usne bik gayi hu main
usne jo chhu liya to haye lage ke nayi hu main
yu toh premi pachattar humare leja tu kar satattar ishaare
dil mera muft ka
khamakha hi taraste bichaare leja tu kar satattar ishaare
dil mera muft ka, dil mera muft ka
hai naiyyo soneya tere bin guzara
hai naiyyo soneya tere bin guzara
hai naiyyo soneya tere bin guzara
hai naiyyo soneya tere bin guzara
dil ke dukandar hai dusre bhi hum thoda achhe hai wo hai farebi
ni me kamli kamli, ni me kamli kamli
ha dil ke dukandar hai dusre bhi hum thoda achhe hai wo hai farebi
mehnga hai dil sabke bas ka nahi ye bikna hai par teri khatir mujhe bhi
aaj bazar hi bik gaya re leja tu kar satattar ishare
dil mera muft ka
ho yu to premi pachattar humare leja tu kar satattar ishaare
dil mera muft ka
socha tumhara bhi dil hum kharide kya daam hai bolo kaato raside
haye haye socha tumhara bhi dil hum kharide kya daam hai bolo kaato raside
phir tumse karwa le jaisa bhi chaahe
nazare tumhari meri haazri de
par tumhari hai nazro se haare leja tu kar satattar ishaare
dil mera muft ka
ho yu to premi pachattar humare leja tu kar satattar ishaare
dil mera muft ka, dil mera muft ka
hai naiyyo soneya tere bin guzara
hai naiyyo soneya tere bin guzara