aana aana
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
mashware aur hidayate nazar ye kya karoon
meri aankho se bhi dhikta hai, nazara kya karoon
re mere maula, re mere maula
re mere maula, re mere maula
maula maula
hai ye galat, aur ye hai sahi sab kahe
aisa kal hai yehi bandagi
mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin
ab to tu hi bataa, kya hai farmaan ji
ab tera hi mujhko hai sahara kya karoon
re mere maula, re mere maula
maula maula
sabke chaaro taraf ek deewar kyun
khud ki bhi nazaro mein hum gunegaar kyun
aadmi in dino thoda bimaar kyun
ik aman ke liye, itni takraar kyun
badi ummido se tujhko hai pukara kya karoon