Mann Toh Hai Marzi Ka Maalik
Mast Maulaa
Jo Seedhe Raste Pe Chalana Jaane Naa
Apane Bharam Ke Hi Pichhey Picchhey
Bhaage
Mera Hi Hokar Meri Hi Maane Naa
Fisla Fisla Phir Se Phir Ye
Fisla Fisla Phir Ye
Fisli Fisli Meri Ye Raatein
Fisley Se Ab Mere Din
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qaraar Tha
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Wohi Yaani Waada Nibhaane Ka
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Mujhe Sab Hai Yaad Zara Zara
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Shaam O Raat Din O Seher
Saath Beeta Har Peher
Hum Toh Na Bhoole Hain
Tumhe Yaad Ho
Na Koi Shikwe Gile
Qaafiye Se the Mile
Hum Toh Na Bhoole Hain
Tumhe Yaad Ho
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Kabhi Hum Mein Tum Mein Bhi Chaah Thi
Kabhi Hum Mein Tum Mein Bhi Chaah Thi
Kabhi Humse Tumse Bhi Raah Thi
Kabhi Hum Bhi Tum Bhi the Aashna
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Mujhe Sab Hai Yaad Zara Zara
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Shaam O Raat Din O Seher
Saath Beeta Har Peher
Hum Toh Na Bhoole Hain
Tumhe Yaad Ho
Na Koi Shikwe Gile
Qaafiye Se the Mile
Hum Toh Na Bhoole Hain
Tumhe Yaad Ho
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tum Aankh Moond Ke Pee Jao Zindagi Qaisar
Ki Ek Ghoont Mein Mumkin Hai Bad-mazaa Na Lage
Jo Doobna Hai Toh Itne Sukoon Se Doobo
Ke Aas-paas Ki Lehron Ko Bhi Pata Na Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhaare Sheher Ka Mausam Bada Suhaana Lage
Main Ek Shaam Chura Loon Agar Bura Na Lage
Tumhaare Bas Mein Agar Ho Toh Bhool Jao Humein
Tumhein Bhulaane Mein Shayad Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Na Jaane Kya Hai Kisi Ki Udaas Aankhon Mein
Na Jaane Kya Hai Kisi Ki Udaas Aankhon Mein
Woh Munh Chhupa Ke Bhi Jaaye Toh Bewafa Na Lage
Woh Munh Chhupa Ke Bhi Jaaye Toh Bewafa Na Lage
Tu Iss Tarah Se Mere Saath Bewafai Kar
Tu Iss Tarah Se Mere Saath Bewafai Kar
Ke Tere Baad Mujhe Koi Bewafa Na Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhein Bhulaane Mein Mujhe Zamaana Lage
Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Pyar Ki Jo Teri Meri Umra Aayi Thi Wo Katt Gayi
Tu Bhi Tu Hai Main Bhi Main Hoon Duniya Sari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jaane Main Na Janun Kaise Sari Baat Palat Gayi
Ghatni Hi Thi Ye Bhi Ghatana Ghatate Ghatate Lo Ye Ghat Gayi
Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Jhoomariya Jhoomariya Manwa Ban Baagi Sa
Jhoomariya Jhoomariya Tanwa Bedaagi
Man Mera Dhad Dhad Dhad Dhadkaye
Koi Na Phir Sar Sar Sar Chadh Jaaye
Kasam Se Baazi Haath Na Apne Aaye
Nain Agar Lad Jaayein
Taarif Teri Karna Haan Tuje Khone Se Darana
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna
Taarif Teri Karna Haan Tuje Khone Se Darana
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna
Pyar Khumari Utari Sari Baton Ki Badali Bhi Chatt Gayi
Hamse Naate Yaha Se Mujhko Toh Mein Hi Dat Gayi
Ek Hue the Do Se Donon Donon Ki Ab Raahein Bant Gayi
Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Ek Unt Mein Duniyadari Ki Mein Sari Samaj Nigal Gayi
Ek Sanskari Ladki Ne Dil Pe Daala Daka
Hum Brahmchari Ladko Ka Jis Se Bheeda Taka
Ek Sanskari Ladki Ne Dil Pe Daala Daka
Hum Brahmchari Ladko Ka Jis Se Bheeda Taka
Phir Aan Padi Duvidha Ki Ghadi
Jab Sundari Ki Teer Najar Uske Padoshi Se Ladi
Phir Kya Hua Phir
Raat Dhali Humari Agarbati Jalake
Raat Dhali Humari Agarbati Jalake
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Are Dil Jale Aashiquo Me Chugalbandi Machake
Dil Jale Aashiquo Me Chugalbandi Machake
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Satyanaas Hay Hay Satyanaas
Padoshi Nigode Hoga Tera Satyanaas
Satya Satya Satyanaas Hay Hay Satyanaas
Padoshi Nigode Hoga Tera Satya Satya Satyanaas
Hum Banke Rahe Bhaiya
Kehlate Magar Saiya
Khalim Padoshi Haiya
Aata Na Agar Daiya
Jis Haseena Pe Mohalla Tha Fida
Use Bhaya Kyu Wahi Kameena
Ha Kameene Ne Batori Malayi
Apni Chahat Ki Dahi Jammi Na
Sej Suni Humari Foolpatti Sajake
Sej Suni Humari Foolpatti Sajake
Moj Kare Padhoshi Hay Hay
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Raat Dhali Humari Agarbati Jalake
Raat Dhali Humari Agarbati Jalake
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Moj Kare Padoshi Magar Batti Bujake
Satyanaas Hay Hay Satyanaas
Padoshi Nigode Hoga Tera Satyanaas
Satya Satya Satyanaas Hay Hay Satyanaas
Padoshi Nigode Hoga Tera Satya Satya Satyanaas
Prashanthi Sai Prashanthi Baba
Shivaya Shivaya Namah Shivaya (2)
Shirdi Sai Krishna Kanhayi
Namo Namo Sai Bhajo Bhajo Sai
Sai Namo Namo Sai Namo Namo
Sai Namo Namo Sainatha
Meaning :
Chant the name of Lord Sai, whose abode is Prashanthi Nilayam at Parthi. He is the very embodiment of Lord Shiva and Lord Krishna. Worship and sing the Holy name of Sai who is also the Lord of Shirdi.
Meaning :
Glory to the jewel of the Raghu dynasty, the lotus-eyed Lord Rama. He is none other than the darling son of Mother Eshwaramba, Lord Sathya Sai. The beloved of Janaki (Sita), the exquisitely handsome Lord Rama, is beautifully-complexioned and the most virtuous. Victory to Lord Rama, who is verily our Lord Sai Rama, of the Holy abode, Prashanthi Nilayam.
Meaning :
The lotus-eyed Lord Rama, son of Kausalya and enchanter of Vaidehi (Sita) is the incarnation of the Treta age. Salutations to the bow-wielding Rama who was worshipped by His brother Bharata. Lord Rama, the uprooter of the demon clan, now dwells at Parthi as Sai.
2. Mahadeva Maheswara Sai Narayana....
Mahadeva Maheshwara Sai Narayana
Natanagara Dukha Bhanjana Sai Narayana
Karunakara Akhileshwara Sai Narayana
Allah Ho Tum Mahavir Yesu Sai Narayana
Hrudayeshwara Partheeshwara Sai Narayana
3. Antaranga Sai Anatha Natha Sai.......
Antaranga Sai Anatha Natha Sai
Deena Bandhu Sai Karuna Sindhu Sai [ Antaranga Sai ... ]
Rama Krishna Shiva Shakthi Prema Roopa Sai
Yuga Avatara Baba Sri Sathya Sai
Raat Akeli Thi Toh Baat Nikal Gayi
Tanha Shehar Mein Wo Tanha Si Mil Gayi
Maine Use Poochha Hum Pehle Bhi Mile Hain Kahin? Kya
Phir?
Uski Nazar Jhuki Chaal Badal Gayi
Zara Sa Qareeb Aayi Aur Sambhal Gayi
Haule Se Jo Boli Meri Jaan Bahal Gayi Ha
Kya Boli?
Haan Hum Mile Hain Sau Sau Dafa
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Ik Doosre Mein Hum Yun La Pata
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Raat Akeli Thi Toh Kissa Hi Badal Gaya
Bhare Se Shahar Mevoh Bheed Sa Mil Gaya
Maine Use Poochha Hum Pehle Bhi Mile Hain Kahin? Kya
Phir?
Akhiyan Mila Ke Thoda Thoda Sa Vo Muss Gaya
Mujhko Bhi Zara Zara Satoh Kuch Yaad Aay
Bola Maine Jahan Se Kab Se Hi Tha Chupaya Ha
Kya Raaz?
Haan Hum Mile Hain Sau Sau Dafa
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Ik Doosre Mein Hum Yun La Pata
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Ki Dekhu Main Jahan Tere Hi Nishaan
Ha Tere Hi Nishaan Jaana Phir Kaha
Ki Teri Chup Me Bhi Laakho Labz Hai
Ki Mere Haath Mein Ha Teri Nabz Hai
Haan Hum Mile Hain Sau Sau Dafa
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Ik Doosre Mein Hum Yun La Pata
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Haan Hum Mile Hain Sau Sau Dafa
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Ik Doosre Mein Hum Yun La Pata
Main Dhool Hoon Tu Kaaravaan
Nazar Teri Toofan Hai
Fisal Raha Imaan Hai
Ki Raat Humse Keh Rahi
Aa Chup Ko Tod Dein
Haan Hum Zara Madhosh Hai
Haan Fir Zara Hairaan Hai
Ki Raat Humse Keh Rahi
Takalluf Chhod Dein
Ki Tere Ghar Mein
Khali Si Hai Jo Jagah
Usmein Mujhe Raaz Sa
Reh Jane De
Ki Tere Dil Mein
Khali Si Hai Jo Jagah
Usmein Mujhe Raaz Sa
Reh Jane De
Sambhalna Hai Mushkil Zara
Bikharna Hi Aasam Hai
Ki Raat Humse Keh Rahi
Aa Chup Ko Tod Dein
Ki Tere Ghar Mein
Khali Si Hai Jo Jagah
Usmein Mujhe Raaz Sa
Reh Jane De
Ki Tere Dil Mein
Khali Si Hai Jo Jagah
Usmein Mujhe Raaz Sa
Reh Jane De
Mann Mein Phoota Rum Cake Sa
Har Koi Lagta Nek Sa
Din Bada Yeh Khaas Hai
Pyaar Aas Paas Hai
Chhaaya Hai Jadu Ek Sa
Cherry Aur Sherry Ka Samaa
Rehmat Barsaata Aasmaan
Saat Rang Shaam Ke
Nachen Haath Tham Ke
Baatein Bhi Ban Jayein Dua
Aa Jhoomein Aur Dholein
Hum Tum Haule Haule
Aa Dil Ka Darawaaza
Bin Chabi Ke Kholein
Teri Meri Merry Christmas
Teri Meri Merry Christmas
Bas Yeh Khumaar
Mujhpe Thoda Sa Thoda Sa Thoda Sa
Aane De
Bas Ek Baar
Mujhe Gehre Samandar Mein Ghum Ho Jaane De
Bas Yeh Khumaar
Mujhpe Thoda Sa Thoda Sa Thoda Sa
Aane De
Bas Ek Baar
Mujhe Gehre Samandar Mein Ghum Ho Jaane De
Roshan Taaron Ki Raat Hai
Hum Dil Haaron Ki Raat Hai
Pyaar Hai Junun Hai
Aur Ik Sukoon Hai
Sab Raste Aate Hain Yahan
Aa Jhoomein Aur Dholein
Hum Tum Haule Haule
Aa Dil Ka Darawaaza
Bin Chabi Ke Kholein
Teri Meri Merry Christmas
Teri Meri Merry Christmas
Mitti Kehti Rukja Na Ja Deewane
Kismat Lekin Kab Sunti Hai Bahane
Chal Ve Watna Fer Milange
Beh Ke Lambi Baat Karange
Chal Ve Watna Fer Milange
Beh Ke Lambi Baat Karange
Teri Sondiyon Si Mittiyon Ko Main Sath Leke Chala
Teri Kahi Choti Badi Har Baat Leke Chala
Tere Baadlon Ko Kaat Ke Hai Rumaal Sirr Pe Rakha
Teri Yaad Ki Narmi Se Yaara Hai Rooh Ko Bhi Dhaka
Sunn Ve Watna Dil Yeh Girvi
Kol Tere Chorh Chalange
Chal Ve Watna Fer Milange
Beh Ke Lambi Baat Karange
Panchi Mud Ke Na Dekhe Ghar Woh Purane
Aankh Bhar Aaye Toh Pankh Fir Udna Na Jaane
Baste Mein Teri Yaadein Mitti Sirhaane
Itni Hi Daulat Leke Nikle Deewane
Jab Aayenge Hum Laut Kar Apne Mohalle Yahan
Har Mod Pe Har Gali Bhi Pooche Gi Tum Thhe Abb Tak Kahan
Sab Khol Ke Hum Jholiyan Barson Se Jodi Huyi
Khojengi Jo Chithi Teri Rakhi Thi Modi Huyi
Apne Ujhde Dil Ko Uss Din
Tere Dhaage Naal Silange
Chal Ve Watna Fer Milange
Beh Ke Lambi Baat Karange
Ho Biba Champion Kushti Ka
Jo Bhi Bhidta Usse Pachade
Biba Khoon Mein Milkha Singh Hai
Jab Yeh Bhaage Jhande Gaade
Biba A B C D Rahe Na Seedhi
Jab Yeh English Jhaade
Biba Isne Toh Apne Hi Desi Sur Mein Ratte Pahade
Vaada Jo Karda
Khara Utarda Focus Isda Arjun Jaisa
Arh Je Isse One Day
Tum Jo Maang Loge Dil Toh Ye Jaan Dega Banda
Jo Bhi Yaar Lega Panga Fatte Jhaad Dega Banda
Ho Aisa Vaisa Ishq Nahi Yeh Ishq Hai Ranjhe Wala
Ye Jap Raha Hai Jagte Sotey Heer Naam Ki Maala
Ho Kabhi Hua Na Hi Hoga Aashiq Iske Jaisa
Chahe Khud Mar Jaye Iska Ishq Rahega Zinda
Tum Jo Maang Loge Dil Toh Ye Jaan Dega Banda
Jo Bhi Yaar Lega Panga Fatte Jhaad Dega Banda
Tum Jo Maang Loge Dil Toh Ye Jaan Dega Banda
Jo Bhi Yaar Lega Panga Fatte Jhaad Dega Banda