tanha si ho jati hai tanhai
sath na de jab apni hi parchai
khtam kar de jo fasle
dur kar de jo duriyan
kash bas tu ho darmiya
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
sadiya jinke sang jini ho
pal me ho jate hai dur
waqt bhi kitne raaj chhupaye
karta hai sapno ko chur
sabe se hum jo kaam le
dil bichhad ke bhi naam le
dard khud dil ko tham le
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
aankho me tut jaye na
intejar ka aaina
mausam ye tanhai ke
palbhar bhi dil sah paye na
aksh chun le jo khwab ke
ashk bun le aankh se
jakhm bhar de jo pyar ke
maula aisi de judai
maula aisi de judai
maula aisi de judai
mujhko aisi de judai
maula, maula, maula
maula, maula