People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 10 *

Milne Hi Mujhse Aayi
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Milne-Hai-Mujhse-A
milne hai mujhse aayi phir jane kyun tanhai
kis mod pe hai layi aashiqui
khud se hai ya khuda se is pal meri ladai
kis mod pe hai layi aashiqui

aashiqui baji hai tash ki, tutte bante vishwas ki
milne hai mujhse aayi phir jane kyun tanhai
kis mod pe hai layi aashiqui

jane kyun main sochta hu, khali sa main ek rasta hu
tune mujhe kahi kho diya hai ya mai kahi khud lapta hu
aa dhund le tu phir mujhe, kasme bhi du to kya tujhe

aashiqui baji hai tash ki, tutte bante vishwas ki
milne hai mujhse aayi phir jane kyun tanhai
kis mod pe hai layi aashiqui

tuta hua saaj hu main, khud se hi naraj hu main
sine me jo kahi pe dabi hai, aisi koi aawaz hu main
sun le mujhe tu bin kahe, kab tak khamoshi dil sahe

aashiqui baji hai tash ki, tutte bante vishwas ki
milne hai mujhse aayi phir jane kyun tanhai
kis mod pe hai layi aashiqui
khud se hai ya khuda se is pal meri ladai
kis mod pe hai layi aashiqui

aashiqui baji hai tash ki, tutte bante vishwas ki
Sunn Raha Hai(Female)
Music: Ankit Tiwari
Lyricist: Sandeep Nath
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Sunn-Raha-Hai-Fema
manjile rusawa hai, khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltija
ye meri zamanat hai, tu meri amanat hai
mujhko irade de kasame de wade de
meri duwao ke isharo ko sahare de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabo ki barisho ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaye kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara

waqt bhi thahara hai kaise kyun ye hua
kaash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai, tu meri ibadat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara
Aasan Nahi Yaha
Singer: Arijit Singh
Music: jeet
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Aasan-Nahin-Yahan/
aasan nahi yaha aashiq ho jana
palko pe kaanto ko sajaana
aashiq ko milti hai gham ki saugate
sabko na milta ye khajana

baato se aage, wado se aage
dekho jara tum kabhi
ye to hai shola, ye hai chingari
ye hai jawag bhi

jismo ke pichhe bhaage ho phirte
utaro kabhi ruh me
hota kya aashiq, kya aashiqi hai
hogi khabar tab tumhe
Bhula Dena
Singer: Mustafa Zahid
Lyricist: Sanjay Masoom
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Bhula-Dena/R18oREU
bhula dena mujhe hai alvida tujhe
tujhe jina hai mere bina
safar ye hai tera, ye rasta tera
tujhe jina hai mere bina
ho teri sari shauhrate hai ye dua
tujhi pe sari rehmte hai ye dua
tujhe jina hai mere bina
bhula dena mujhe hai alvida tujhe
tujhe jina hai mere bina

tu hi hai kinara tera , tu hi to sahara tera
tu hi hai tarana kal ka, tu hi to fasana kal ka
khud pe yakin tu karna, banna tu apna khuda
tu hi hai kinara tera , tu hi to sahara tera
tu hi hai tarana kal ka, tu hi to fasana kal ka
khud pe yakin tu karna, banna tu apna khuda
fiza ki sham hu main, tu hai nayi subah
tujhe jina hai mere bina
tujhe jina hai mere bina

khilengi jaha bahare sabhi mujhe tu waha payega
rahegi jaha humari wafa mujhe tu waha payega
milunga main is tarah wada raha
rahunga sang main sada wada raha
tujhe jina hai mere bina
bhula dena mujhe hai alvida tujhe
tujhe jina hai mere bina
tujhe jina hai mere bina
Piya Aaye Na
Singer: KK, Tulasi Kumar
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Piya-Aaye-Na/CSs8W
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya
unpe bharosa kyun tune kiya
sab jhoothe jhoothe waade the unke
chal peechhe peechhe aaya tu jinke
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na

ab sabhi un khwaabo ki tu dagar chhod de
ab sabhi un khwaabo ko tu khud hi tod de
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya

har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
gham likhe ho kismat me to ban hi jaati wajah
ab sabhi gham ashqo me simat se gaye
ab sabhi aansu palko se lipat se gaye
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na

sach laga tha jo bewajah humko woh bharam ho gaya hai
bhor aane the jis fasaane me woh khatam ho gaya
bhoole hum bhoole woh kaise sabse kahe baat yeh
ab chalo hum dheere dheere bikhal se gaye
ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya
unpe bharosa kyun tune kiya
Meri Aashiqui
Music: Mithoon
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Meri-Aashiqui/Klgf
tu mujhe chhod jaye ye nahi ho sakta sathiya
meri baato me tera jikr sada meri yaad me teri fikr sada
main jo bhi hu tum hi to ho mujhe tumse mili apni ada

kyunki tum hi ho ab tum hi ho, zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho
tum hi ho, tum hi ho arj bhi mera marj bhi
chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho

tere liye hi jiya main, khud ko jo yu de diya hai
teri wafa ne mujhko sambhala, sare gumo ko dilse nikala
main jo mit bhi gaya toh wajud mera sada tujhme rahe zinda
kyun ki tum hi ho ab tum hi ho, zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho
tum hi ho, tum hi ho arj bhi mera marj bhi
chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho
Hum Mar Jayenge
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Hum-Mar-Jayenge/Jh
apni aankhe khali kar de
kash tu meri aankhe bhar de
kash tu meri aankhe bhar de

mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
do ye saugaat tum to jamane ke hum
do ye saugaat tum to jamane ke hum
har khushi se mukar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge

tere kandhe se hi lag ke yaara bite umar sari
sochu kaisi hogi kismat hua yu toh phir hamari
saare aansu to ho tere aur aankhe ho hamari
tere dard hume jo mile pyar me
tere dard hume jo mile pyar me
hum khushi se yu bhar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge

chahe dukh ho, chahe sukh ho dil ne tujhko hi pukara
tune humko hai banaya, tune humko hai sanwara
jahan ko to rab ka hai, hume tera hai sahara
bas tera sath ho chaahe jo baat ho
bas tera sath ho chaahe jo baat ho
tere kehne se kar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
Chahu Mein Ya Na
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Chahun-Main-Ya-Naa
tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na
apne tu dil ka pata de chahu main ya na
tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na
apne tu dil ka pata de chahu main ya na

itna bata du tujhko chahat pe apni mujhko
yu to nahi ikhtiyar
phir bhi ye socha dil ne ab jo laga hu milne
puchhu tujhe ek baar
tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na
apne tu dil ka pata de chahu main ya na

aisi kabhi pahle hui na thi khwahishe
kisi se bhi milne ki na ki thi koshishe
uljhan meri suljha de chahu main ya na
aankho aankho me jata de chahu main ya na

mere chhote chhote khwab hai, khwabo me geet hai
geeto me zindagi hai, chahat hai prit hai
abhi me na dekhu khwab woh jinme na tu mile
le khole honth maine ab tak the jo sile
mujhko na jitna mujhpe utna is dil ko tujhpe
hone laga aitbar
tanha lamho me apni bunti hu tere sapne
tujhse hua mujhko pyar
puchhungi tujhko kabhi na chahu main ya na
tere khwabo me ab jina chahu main kyun na
tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na
apne tu dil ka pata de chahu main ya na
Sunn Raha Hai(Male)
Singer: Ankit Tiwari
Music: Ankit Tiwari
Lyricist: Sandeep Nath
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Sunn-Raha-Hai-Male
apne karam ki kar adaye yaara yaara yaara
mujhko irade de kasame de wade de
meri duwao ke isharo ko sahare de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabo ki barisho ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaye kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main

manjile rusawa hai, khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltija
ye meri zamanat hai, tu meri amanat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main

waqt bhi thahra hai kaise kyun ye hua
kaash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai, tu meri ibadat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
ro raha hu main, ro raha hu main
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
kyun ro raha hu main, kyun ro raha hu main
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
ro raha hu main, ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main yaara
Tum Hi Ho
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyricist: Mithoon
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Tum-Hi-Ho/EToxUyFp
hum tere bin ab rah nahi sakte, tere bina kya wajud mera
hum tere bin ab rah nahi sakte, tere bina kya wajud mera
tujhse juda agar ho jayenge to khud se hi ho jayenge juda
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho

tera mera rishta hai kaisa ek pal door gawara nahi
tere liye har roz hai jite, tujhko diya mera waqt sabhi
koi lamha mera na ho tere bina, har saans pe naam tera
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho

tum hi ho, tum hi ho
tere liye hi jiya mai, khud ko jo yu de diya hai
teri wafa ne mujhko sambhala, saare gamo ko dil se nikala
tere sath mera hai nasib juda, tujhe pake adhura na raha
kyunki tum hi ho, ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi, meri aashiqi ab tum hi ho