pehle aap chaliye
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Albela-Mastana/Pehle-Aap-Chal
pehle aap pehle aap
narayan narayan pehle aap
kalyanam kalyanam pehle aap
mai kahta hu pehle aap
pehle aap, aji huzur pehle aap
dekho miya miya dekho pehle aap
aaj humko bulaya hai
khali batli lo bhari batli do
aaj humko bulaya hai dildar ne
pehle aap chaliye nahi ji aap chaliye
pehle aap nahi ji aap
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap chaliye
pehle aap chaliye
aaj hai faisla unke darbaar me
pehle aap chaliye
nahi ji aap chaliye
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap chaliye
pehle aap chaliye
aaj to unke hatho me khanjar nahi
phulo ka haar hai
aaj to unki aankho me gussa nahi
thoda sa pyar hai
chalo sajda kare unki sarkar me
pehle aap chaliye
nahi ji aap chaliye
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap chaliye
o pehle aap chaliye
ek kadam wo jo aage badenge
to hum sau kadam aayenge
mud gaye wo jo apni najar pher ke
hum bhi mud jayenge
aaj hai kasamkash jeet haar me
o pehle aap chaliye
nahi ji aap chaliye
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap chaliye
nahi ji aap chaliye
ishq ka intaha hai to hota rahe
hum bhi kache nahi
daav sikhe hai gin gin ke humne sabhi
hum bhi bache nahi
yu na pehre bithaye wo bekar me
pehle aap chaiye nahi ji aap chaliye
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap nahi ji aap
o pehle aap chaliye
o pehle aap chaliye
aaj humko bulaya hai dildar ne
pehle aap chaliye nahi ji aap chaliye
o pehle aap nahi ji aap
o mere baap o mere maa
o mere baap chaliye
o mere baap chaliye
pehle aap mere baap
o mere baap nahi ji aap
pehle aap nahi ji aap
o mere baap mere baap
o pehle baap o mere baap
o pehle aap mere baap
narayan narayan
ghanshyam ghanshyam
narayan narayan
ghanshyam ghanshyam
mai albela mastana
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Albela-Mastana/Main-Albela-Ma
ladies and gentelman
ladies and ladies
mai khud apne aapko aapke samne pesh karta hu
naam na pucho are kaam na pucho
are are are pucho na kya hai thikana
naam mera hain aashiq kaam hai dil ka lagana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
sabse hai dil ka rishta
sabse hai apni yari
kya karu ke achi surat lagti hai mujhko pyari
ha ha pyari pyari le tujhpe ye jaan vari
pyari pyari le tujhpe ye jaan vari
har dil ka mai diwana
har sama ka parvana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
rang anokha mera, dhang mera hai nirala
jisko hasi bhi mudhkar dekhe hu wo kismat wala
koi jalta hai mujhse to jalta rahe
koi jalta hai mujhse to jalta rahe
jispe bhi najar dalu
samjho wo dil hai nishana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
hai wo tabiyat payi
rah na saku mai akela
isliye to charo taraf hai laga hasino ka mela ha ha
husn walo pe yaro kurban jaiye
husn walo pe yaro kurban jaiye
mili jaha bhi aankhe bas apna vahi thikana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
naam mera hai aashiq kaam hai dil ka lagana
isiliye isiliye isiliye kehte hai mujhe
albela mastana, albela mastana
mai albela mastana
albela mastana mastana diwana albela diwana
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Albela-Mastana/Main-Bhi-Akeli
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
ek baar gale lag jao lage taro ke mele hai
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
ek baar gale lag jao lage taro ke mele hai
tum bhi akele ho
duniya se lakh chhupo tum par humse chhupoge kaha
sahil ki tarah hum honge tere sath sada meri jaan
duniya se lakh chhupo tum par humse chhupoge kaha
sahil ki tarah hum honge tere sath sada meri jaan
tumhe pane ki khatir humne kayi toofan jele hai
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
ek baar gale lag jao lage taro ke mele hai
tum bhi akele ho
tumpe marte hai jalim par tumko khabar hi nahi
itna rangeen hai mausam par tumpe asar hi nahi
tumpe marte hai jalim par tumko khabar hi nahi
itna rangeen hai mausam par tumpe asar hi nahi
rato ka nasha vo jane jo julfo se khele hai
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
ek baar gale lag jao lage taro ke mele hai
tum bhi akele ho hum bhi akele hai
ek baar gale lag jao lage taro ke mele hai
tum bhi akele ho
chali ho akeli
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Albela-Mastana/Chali-Ho-Akeli
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
koi tham na le teri baiya ban jaye na tera saiya
haye daiya
phir kya hoga ui maiya
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
ek to gaal gulabi uspe gusse ki ye lali
ek to gaal gulabi uspe gusse ki ye lali
ho aaj na jane kispe hai ye bijli girne wali
aaj na jane kispe hai ye bijli girne wali
bol jara to saheli
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
bikhari bikhari julfe kyu hai
kyu hai najar ghabraii
bikhari bikhari julfe kyu hai
kyu hai najar ghabrai
ho kya mil gaya koi albela jisne marodi kalai
kya mil gaya koi albela jisne marodi kalai
hume bhi bata ye paheli
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
dil ka haal chupa mat gauri hum to hai teri sakhiya
dil ka haal chupa mat gauri hum to hai teri sakhiya
ho saaf bata de aaj kaha pe uljhi teri ankhiya
saaf bata de aaj kaha pe uljhi teri ankhiya
kisne ye deepak chaili
chali ho akeli kidhar albeli
hai raho me lakho lutere dil ke
rangin paani ke dhokhe me lake
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Akela/Rangeen-Pani-Ke-Dhokhe/
lo rangin paani ke dhokhe me lake
chale wo chale hamse, daaman chhuda ke
rangin paani ke dhokhe me lake
chale wo chale hamse, daaman chhuda ke
rangin paani ke
mohabbat ka pahle bhi, hamko nasha tha
mohabbat ke pahle bhi, hamko nasha tha
mila kya nashe me, nashe ko mila ke
mila kya nashe me, nashe ko mila ke
rangin paani ke dhokhe me lake
chale wo chale hamse, daaman chhuda ke
rangin paani ke
sata ke bhi dekho, milake bhi dekho
sata ke bhi dekho, milake bhi dekho
tumhe yaad rakhenge, khud ko bhula ke
tumhe yaad rakhenge, khud ko bhula ke
rangin paani ke dhokhe me lake
chale wo chale hamse, daaman chhuda ke
rangin paani ke
aaj ki raat jawa allah allah
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Akela/Aaj-Ki-Raat-Jawan-Allah
aaj ki raat jawa allah allah
aur tum bhi ho yaha allah allah
jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
aaj ki raat jawa allah allah
aur tum bhi ho yaha allah allah
jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
naye mehmaan liye raat yaha aati hai
aur jaati hai to tanhaai chali jaati hai
naye mehmaan liye raat yaha aati hai
aur jaati hai to tanhaai chali jaati hai
jaane jaati hai kaha allah allah
kaun sa hai vo jaha allah allah
koi pahucha na waha allah allah
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
waqt thoda hai magar baat bahut baaki hai
kyu abhi aankh lagi raat bahut baaki hai
waqt thoda hai magar baat bahut baaki hai
kyu abhi aankh lagi raat bahut baaki hai
aankh jhapke to jara allah allah
rang kuch aur hua allah allah
aur aai ye sada allah allah ya allah
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
aaj ki raat jawa allah allah
aur tum bhi ho yaha allah allah
jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
mere mahbub khuda haafiz
baaj rahi shahnaai dekho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Akela/Baj-Rahi-Shehnai-Dekho/
baaj rahi shahnaai
baaj rahi shahnaai
dekho baaj rahi shahnaai angna me
baaj rahi shahnaai
ye duniya diwaani dekho
karti hai manmaani re
ye duniya diwaani dekho
karti hai manmaani
haay jaane na peer paraayi re
paraayi re paraayi
dekho baaj rahi shahnaai angna me
baaj rahi shahnaai
sab sakhiya meri maang sajaaye
sab sakhiya meri maang sajaaye
main ansuvan haar piroun re
duniya to hansti hai khil khil
aur main jhar jhar roun re
duniya to hansti hai khil khil
aur main jhar jhar roun re
bin bhawar kali murjhaai, murjhaai murjhaai
dekho baaj rahi shahnaai angna me
baaj rahi shahnaai
sakhiya meri mehandi se
sakhiya meri mehandi se rangti hai haath re
vo kya jaane mera hai suhaag nahi sath re
vo kya jaane mera hai suhaag nahi sath
mere piya ne sudh bisraai, bisraai bisraai
dekho baaj rahi shahnaai angna me
baaj rahi shahnaai
ishq me kya sochana
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Akela/Ishq-Mein-Kya-Sochna/CS
ho ishq me kya sochana
ishq me kya sochana, saval kya javab kya
dil se dil mile to
dhadkano ka fir hisab kya
ishq me kya sochana
na puchhiye kaha ke hain, jaha mile waha ke hain
na puchhiye kaha ke hain, jaha mile waha ke hain
hujur ham jo hain yaha
hujur ham jo hain yaha, to aap bhi yaha ke hain
gunaah kaam aa gaya, to hasrate sabav dha
ishq me kya sochana
ye zindagi ye aashiqi, jise mile use mile
ye zindagi ye aashiqi, jise mile use mile
kisi ki baat ban gayi
kisi ki baat ban gayi, kisi ke dil me hi rahi
hain vasta nashe se jab, to pyaar kya sharab kya
ishq me kya sochana
jo chahe ho sake to ho, nibaao ho sake to ho
jo chaho ho sake to ho, nibaao ho sake to ho
jo ishq ek gunah hain
jo ishq ek gunah hain, gunah ho sake to ho
jo soch hi me dhal gaya, to soch ye sabav kya
ishq me kya sochana
ishq me kya sochana, saval kya javab kya
dil se dil mile to
dhadkano ka fir hisab kya
ishq me kya sochana
o jiska sathi hai bhagwan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aastik/Jiska-Saathi-Hai-Bhagw
o jiska sathi hai bhagwan
usko kya rokega, aandhi aur tufan
o jiska sathi hai bhagwan
usko kya rokega, aandhi aur tufan
jiska sathi hai bhagwan
gagan chur ho jaye
jamin chahe, sagar me dhas jaye
gagan chur ho jaye
jamin chahe, sagar me dhas jaye
tufano ki god me chahe, sara jag kho jaye
panv na rukne paye
o jiska sathi hai bhagwan
usko kya rokega, aandhi aur tufan
jiska sathi hai bhagwan
jiske shish pe hath hazaro
chhu na koyi payega
jiske shish pe hath hazaro
chhu na koyi payega
hari nam se, ye parwat bhi tinka ban jayega
dhul me mil jayega
o jiska sathi hai bhagwan
usko kya rokega, aandhi aur tufan
jiska sathi hai bhagwan
bhakt aur hari ka bandhan to
jo deepak aur bati
bhakt aur hari ka bandhan to
jo deepak aur bati
usi jyoti se ye jalti hai
usme hi mil jati
deh amar ho jati
o jiska sathi hai bhagwan
usko kya rokega, aandhi aur tufan
jiska sathi hai bhagwan
jiska sathi hai bhagwan
jiska sathi hai bhagwan
sawan ki ghata payal ki sada
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Toofan/Ae-Yaar-Kahin-
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata
in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
yu koi sitam dhaye to sanam hum usko inayat kahte hai
sawan ki ghata
phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
in sabse kahi wo jajba hasi jise teri mohabbat kahte hai
sawan ki ghata
pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
hai teri kasam wo isko sanam teri hi sararat kahte hai
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata
dil aaj bahut khush hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Toofan/Dil-Aaj-Bahot-
dil aaj bahut khush hai dildar tujhe paa ke
dil aaj bahut khush hai dildar tujhe paa ke
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush
hai dildar tujhe paa ke
mahfil me jan aayi mausam badal gaya wo
dil me tha khatakta jo kata nikal gaya wo
mahfil me jan aayi mausam badal gaya wo
dil me khatakta jo kata nikal gaya wo
ye rat jagmagai kismat meri jagake
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
bato me dhal na jaye khushiyo ke pal nashile
pyalo se roz pi hai aankho se aaj pile
bato me dhal na jaye khushiyo ke pal nashile
pyalo se roz pi hai aankho se aaj pile
aa tujhse kah rahi hai meri chal dagmaga ke
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
tujh par bikher du mai julfo ki ye ghataye
kurban kar du tujh par masti bhari adaye
tujh par bikher du mai julfo ki ye ghataye
kurban kar du tujh par masti bhari adaye
dil ki lagi bujhale mujhko gale lagake
mai aaj tujhe de du mai aaj tujhe de du
tu jo bhi khushi mange dil aaj bahut khush hai
dildar tujhe paa ke
Kam Nahin Sharab Se
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Daag/Kam-Nahin-Sharab
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
pyar ke nashe me hum jidhar nikal gaye
har kadam pe aashiqo ke dil machal gaye
pyar ke nashe me hum jidhar nikal gaye
har kadam pe aashiqo ke dil machal gaye
is ada se mastiyo me jhumke chale
yaha waha pe sekndo jawa fisal gaye
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
zindagi hai apni aise pyar ke bina
jaise koi bag ho bahar ke bina
zindagi hai apni aise pyar ke bina
jaise koi bag ho bahar ke bina
ya ke aisa phul jisme dilkashi na ho
ya dulhan suhag me singar ke bina
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
aisi dil ki mehfile milegi phir kaha
husn hai shabab hai sharab hai yaha
aisi dil ki mehfile milegi phir kaha
husn hai shabab hai sharab hai yaha
jitna chahe jo yaha behak ke dekh le
har khata maf hai hajur ki yaha
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
Tere Is Pyar Ka Shukriya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Daag/Tere-Is-Pyar-Ka-
aaj in haathon mein phir se
zindagi hai saaz hai
kyaa kahu ae husn tujhpar
kitna mujh ko naaz hai
tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
mere meharbaa, mere meharbaa
socha na tha kabhi
itni haseen bhi, hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
socha na thha kabhi
itni haseen bhi, hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaan
mere meharba, mere meharba
maana ke zindagi, kaanton me hai pali
phoolo se hai bhari, meri daastaa
maana ke zindagi, kaanto me hai pali
phoolon se hai bhari, meri daastaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriyaa, mere meharbaa
mere meharbaan, aa, mere meharbaa
tu hai to raat kya, darne ki baat kya
taaron se hai bhara, mera aasmaan
tu hai to raat kya, darne ki baat kya
taaron se hai bhara, mera aasmaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
mere meharbaa, mere meharbaa
Choli Bheegi Lat Bheegi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Daag/Choli-Bheegi-Lat
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi
main to sharma jaaungi, mai to ghabra jaaungi
main to sharma jaaungi, mai to ghabra jaaungi
kyun meri ye haalat hai, kaise ye samjhaaungi
thar thar, thar thar kanpega, thar thar, thar thar kanpega
chaandi ka badan
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaayen sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaayen sajan, choli bheegi
chupke chupke raah taku, chori chori aah bharu
chupke chupke raah taku, chori chori aah bharu
man hi man me ye sochu, kaise un ko pyaar karu
kitni pyari pyari hai, un ki ye lagan
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi
aaj ki rut mastaani bhi, meri shokh jawaani bhi
do saanso ki khushbu se thanda thanda paani bhi
mehka hoga jaise ke, mehka hoga jaise ke
phoolon ka chaman
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi haaye
Humse Badhkar Kaun
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Daag/Humse-Badkar-Kau
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
chahe jitne bhi kathin ho jindagi ke raste
jindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
chahe jitne bhi kathin ho jindagi ke raste
jindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
do kadam chalke kahi ruk jaye na diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
kya pta taqdeer ko kuch aur hi manjur ho
chal pade hai ab to manjil chahe jitni dur ho
kya pta taqdeer ko kuch aur hi manjur ho
chal pade hai ab to manjil chahe jitni dur ho
rah nahi sakta adura pyar ka afsana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
yeh pyar ka jhagda ha
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aag-Aur-Daag/Yeh-Pyar-Ka-Jhag
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai
tanha na kat sakega, yeh raasta safar ka
koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
tanha na kat sakega, yeh raasta safar ka
koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
mera nahin to apna, mera nahin to apna
kuchh to khayal kije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai
tevar bhi juda dekhe, andaz naya paya
palkon ke taley maine, har raaz naya paya
tevar bhi juda dekhe, andaz naya paya
palkon ke taley maine, har raaz naya paya
yeh raaz bhala kya hai, yeh raaz bhala kya hai
yeh raaz bata dije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai