Kab ke bichhade huye hum
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Kab-Ke-Bichhde-Hue/I
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise shammaa se kahee lau ye zilamilaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise saawan jaise saawan
Jaise saawan se kahee pyaasee ghataa chhaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade
Baad muddat ke raat mahakee hai
Dil dhadakataa hai, saans bahakee hai
Pyaar chhalakaa hai, pyaaree aankhon se
Surkha hothhon pe aag dahakee hai
Mahakee hawaaon me, bahakee fhijaaon me, do pyaase dil jo mile
Do pyaase dil jo mile
Jaise mayakash
Jaise mayakash
Jaise mayakash koee saakee se dagamagaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade
Door shahanaaee geet gaatee hai
Dil ke taaron ko chhed jaatee hai
Dil ke taaron ko chhed jaatee hai
Yoo sapanon ke fool yahaa khilate hai
Yoo duwaa dil kee rang laatee hai
Yoo duwaa dil kee rang laatee hai
Barason ke begaane, ulaft ke diwaane, anajaane ayese mile
Anajaane ayese mile
Jaise manachaahee
Jaise manachaahee
Jaise manachaahee duwaan, baraso aajamaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Jaise shammaa se kahee lau ye zilamilaa ke mile
Kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
Kab ke bichhade
Kab ke bichhade.
Kahe paise pe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Kahe-Paise-Pe/GAAlRS
Chaar paise kya mile
Kya mile bhai kya mile
Khud ko samajh baithe khuda
Woh khuda hi jaane ab hoga tera anjaam kya
Kahe paise pe
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Yehi paisa to
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain
Sone chaandi ke
Unche mehalo mein
Dard zyada hai, chain thoda hai
Dard zyada hai, chain thoda hai
Is zamane mein, paise walon ne
Pyaar cheena hai, dil ko toda hai
Pyaar cheena hai, dil ko toda hai
Paise ki ehmiyat ko inkaar nahi hai
Paisa hi magar sab kuch sarkaar nahi hai
Insaan hai insaan hai, paisa paisa hai
Dil humara bhi tere jaisa hai
Hai bhala paisa to bura bhi hai
Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai
Yeh zeher bhi hai, yeh nasha bhi hai
Yeh nasha koyi
Yeh nasha koyi dhoka zuroor kare hain
Yehi paisa to haan
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain
Arre chale kahan
Yeh paison se kya kya tum yahan khreedoge
Dil khreedoge ya ke jaan khreedoge
Bazaaron mein pyaar kahan bikta hai
Dukaanon pe yaar kahan bikta hai
Phool bik jaate hai
Khushboo bikti nahi
Jism bik jaate hain
Rooh bikti nahi
Chain bikta nahi
Khwaab bikte nahi
Dil ke armaan betaab bikte nahi
Arre paise se kya kya tum yahan khreedoge
Ydil khreedoge ya ke jaan khreedoge
Yeh in hawaon ka mol
Kya doge
Un ghataon ka mol
Kya doge
Arre in zameenon ka mol ho shayad
Aasmanon ka mol, kya doge
Yeh in hawaon ka mol
Kya doge
Un ghataon ka mol
Kya doge
In zameenon ka mol ho shayad
Aasmanon ka mol, kya doge
Paas paisa hai to hai yeh duniya haseen
Duniya haseen
Ho zaroorat se zyada to iman-o-yaqeen
Iman-o-yaqeen
Yeh dimago mein
Yeh dimaago mein kasoor kare hain
Yehi paisa to
Yehi paisa to apno se door kare hain
Door kare hain
Kahe paise pe itna guroor kare hain
Guroor kare hain.
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Laawaris/Mere-Angne-Mein-Male
La la ra la ra la…
La la ra la ra la…
La la la la…
La la la la…
Mere angne mein
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Arrejiski biwi lambi usska bhi bada naam hai
Haa jiski biwi lambi
Jiski biwi lambi usska bhi bada naam hai
Kothe se lagado
Arre kothe se lagado seerhi ka kya kam hai
Kothe se lagado seerhi ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi moti usska bhi bada naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
Bistar pe litado
Arebistar pe litado gaade ka kya kam hai
Bistar pe litado gaade ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi kali usska bhi bada naam hai
Jiski biwi kali
Jiski biwi kali usska bhi bada naam hai
Aankhon mein basalo
Are aankhon mein basalo surme ka kya kam hai
Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Jiski biwi gori gori gori
Are jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
Kamre mein bithalo
Are kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai
Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Jiski biwi choti usska bhi bada naam hai
Jiski biwi choti choti choti are naati naati
Are choti naati naati choti choti naati choti naati
Choti naati
Jiski biwi choti usska bhi bada naam hai
God mein bithalo
Are god mein bithalo bache ka kya kam hai
God mein bithalo bache ka kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai.