People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 15 *

Mere Yaaro Tum
Singer: Amit Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Mere-Yaaron-Tum/RBwgcwNUeGo
Video:
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala
mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala
mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala

main tha in galiyo ka joker galiyo ka joker
aaj main hu ek sarkari naukar ek sarkari naukar
samajh gaya main khaake thokar
aise jaise aise jaise gend upar uchhal gayi
jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala

uparse chaahe kaisa hu main andarse tum sab jaisa hu main
uparse chaahe kaisa hu main andarse tum sab jaisa hu main
jaisa gaya tha vaisa hu main
dekhi koi dekhi koi chikni suratiya meri najariya fisal gayi
jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi

kaisa bhulau tumko yaar bhai kahu ya thanedaar
kaisa bhulau tumko yaar bhai kahu ya thanedaar
kuchh bhi kaho karo mujhse pyar
kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi
kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi
aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala
mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
gaadi aage nikal gayi gaadi aage nikal gayi
Tapka Re Tapka
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Tapka-Re-Tapka/IwUDVQxGfAY
Video:
tapka re tapka ik aur tapka
do me se ek gaya ek ka ye matka tisra hai tapka
dhig dhaatum dhidhig, dhig dhaatum dhidhig
tapka re tapka ik aur tapka do me se ek gaya ek ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka do me se ek gaya
do me se ek gaya ek ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka
do me se ek gaya ek ka ye matka tisra hai tapka
tapka re tapka ik aur tapka do me se ek gaya ek ka ye matka

ab tera number hai dar na jaana, marne se pehle tu mar na jaana
ab tera number hai dar na jaana, marne se pehle tu mar na jaana
hotho pe tere dam tera ataka, do me se ek gaya
do me se ek gaya ek ka ye matka, tapka re tapka ik aur tapka
do me se ek gaya ek ka ye matka tisra hai tapka
tapka re tapka ik aur tapka do me se ek gaya ek ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka do me se ek gaya ek ka ye matka

tapka re tapka ik aur tapka
tin me se ek gaya do ka ye matka dusra hai tapka
dhig dhaatum dhidhig, dhig dhaatum dhidhig
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya do ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya
tin me se ek gaya do ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya do ka ye matka

tuta gagan se phir ek tara aur aa gaya wo dushman hamara
tuta gagan se phir ek tara aur aa gaya wo dushman hamara
dushman hamara faansi pe latka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya do ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya
tin me se ek gaya do ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya do ka ye matka
tapka re tapka ik aur tapka tin me se ek gaya do ka ye matka
Tina Tin Tin
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Tin-Tina-Tin/OR8KWiFofnc
Video:
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin

tujhse bichhad ke, gum ke mare
maine yu din rat gujare
tujhse bichhad ke, gum ke mare
maine yu din rat gujare
maine yu din rat gujare

kabhi tujhe yad kiya
kabhi tera nam liya
kabhi tujhe yad kiya
kabhi tera nam liya
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
tere bin mai hu kya
mai hu kya tere bin
jis din tu na mile
mai na dekhu wo din
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
tina tin tin tina tin
Deva O Deva Ganapati Deva
Singer: Alka Yagnik
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Deva-O-Deva/IAtfWT1Df38
Video:
jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
deva ho deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva ho deva ganpati deva jag ka karo kalyan
tum antaryami sab anjaan
kaun bhala hum mein kaun bura hum mein
tumko hai sabki pahchan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan

kaanto ke upar phulo ka sehra
kaanto ke upar phulo ka sehra
har dil mein hai kuchh logo ka chehra
har dil mein hai kuchh logo ka chehra
par aaj hai sabka imtihan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan

rang badalte hai rup badalte hai
rang badalte hai rup badalte hai
lagte hai aur kuchh aur nikalte hai
lagte hai aur kuchh aur nikalte hai aur nikalte hai
behrupiye behrupiye sab insaan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan

jai ganesh deva jai ganesh deva
upar se karte hai ye teri puja
jai ganesh deva jai ganesh deva
andar se hai inka kaam duja
jai ganesh deva jai ganesh deva
puja ka karte hai ye apmaan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
tum antaryami sab anjaan
kaun bhala hum mein kaun bura hum mein
tumko hai sabki pahchan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan
deva o deva ganpati deva jag ka karo kalyan

jai ganesh deva jai ganesh deva
jai ganesh deva jai ganesh deva
jai ganesh deva jai ganesh deva
jai ganesh deva jai ganesh deva
Loji Sunoji Suno Mein
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Loji-Sunoji/QVFZBgFCf1c
Video:
loji sunoji suno mai tumse pyar karti hu
loji sunoji suno mai tumse pyar karti hu
ek bar fir se kaho ke tum mujhse pyar karti hu
ek bar kya mai ye so bar kahungi
mai ye ikrar karti hu ha mai tumse pyar karti hu
ek bar fir se kaho ke tum mujhse pyar karti hu

tere sapno ke piche bhag bhag ke, lambi lambi rato me jag jag ke
tere sapno ke piche bhag bhag ke, lambi lambi rato me jag jag ke
tera intzar karti hu ha mai tumse pyar karti hu
mai ye ikrar karti hu ha mai tumse pyar karti hu

dil me armano ki barat ruki thi
dil me armano ki barat ruki thi
kab se mere hotho pe ye bat ruki thi
aaj mai ye izhar karta hu ha mai tumse pyar karta hu
mai ye ikrar karta hu ha mai tumse pyar karta hu

o bate bas aaj na jyada karo, pyar karo pyar ka vada karo
bate bas aaj na jyada karo, pyar karo pyar ka vada karo
vade mai hajar karta hu
lo ji suno mai tumse pyar karta hu
ek bar fir se kaho tum mujhse pyar karte hu
ek bar kya mai sau bar kahunga
mai ye ikarar karta hu ha mai tumse pyar karta hu
mai ye ikarar karti hu ha mai tumse pyar karti hu
Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Ek-Taraf-Akeli-Mohabbat-Hai/KgwMQwFxZFI
Video:
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
aaj ye aazmana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
pyar aisa diwana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
sath jine ka marne ka wada kiya, wada kiya
ab ye wada nibhana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara zamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
aaj jane kya ho jana hai
Chhule Chhule Mujhe Chhule
Singer: Alka Yagnik
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaanta/Chhule-Chhule/QDoYeyx-RV4
Video:
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
mera rup mera rang mera har ang ang
kahta hai aa mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
wo pahla pyar wo pyar jane kaha bhule
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule

akela chhod kar mujhko na ja na ja ruk ja o harjai
nahi to tut jaungi mai lekar aaj angdayi
akela chhod kar mujhko na ja na ja ruk ja o harjai
liya hai tune mera dil ye meri jaan bhi tu le
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule

tere bin kaun hai mera mere sapno ka tu raja
tere bin kaun hai mera mere sapno ka tu raja
mujhe naino ki doli me bithale pyar se aaja
na dil tod dulhan ka mere bewafa dulhe
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
mera rup mera rang mera har ang ang
kahta hai aa mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
chule chule chule mujhe chule
Aadhi Baat Ho Chuki
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Aadhi-Baat-Ho-Chuki-Mahaan--Soundtrack-Version/CSU
Video:
adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
are adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
aaj ki is rat ko suhag rat karle bharle mere pyar se
bharle mere pyar se tu suni mang bharle
adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
aaj ki is rat ko suhagrat karle

aisi hasina hath na aayi to mar jaunga
mar bhi gaya to khuda ko kaise muh dikhlaunga
aisi hasina hath na aayi to mar jaunga
mar bhi gaya to khuda ko kaise muh dikhlaunga
chahe aankh dikha chahe shor macha
chahe aankh dikha chahe shor macha
mai baz na aaunga are aaja meri baho me
aaja meri baho me tu pyar se sawar el
adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
aaj ki is rat ko suhagrat karle

kamre me hai do pyase dil or darwaja band
sej saji hai saji hai dulhan hai takdeer buland
ek pl me use hasil kar lu ek pl me use hasil kar lu
dil krle jise pasand pyar ki rangeen raaho se
ek bar to gujarle
adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
aaj ki is rat ko suhagrat karle

pyar se tujhko nafrat hai aa tujhko sikha du pyar
pyar se jab tak sawar na jaye husn hai ye bekar
pyar se tujhko nafrat hai aa tujhko sikha du pyar
pyar se jab tak sawar na jaye husn hai ye bekar
is pyar me to dil dub gaya is pyar me to dil dub gaya
wo dub ke ho gaya par prem ganga dub ke har har gange
prem ganga dub ke par to utar le
adhi bat ho chuki tu adhi bat karle
aaj ki is rat ko suhagrat karle
Har Chori Rani Hiya
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Har-Chori-Rani-Ehaan-Mahaan--Soundtrack-Version/Ql
Video:
in galiyan ka dharam alag hai alag hai reet riwaz
na samjhe to samjh lo hamse ham samjhate aaj
har chori rani hiya har chora raja har chori rani hiya har chora raja
magar kabhi baja nahi hiya band baja
magar kabhi baja nahi hiya band baja

aawara galiyan ki pariya dekh utha dil jhum
aawara galiyan ki pariya dekh utha dil jhum
idhar pan gajre ki mahak ghunghru mujre ki dhum
natkhat chori ban ke chakori chanchal gori kare dil ki chori
kabhi lachak lachak kar kabhi chamak chamak kar
kabhi latak latak kar kabhi matak matak kar
kabhi latkau latkau kabhi jhatkau jhatkau
kabhi thumakau thumakau kabhi matkau matkau
lachak lachak chamak chamak latak latak matak matak
palat tera dhyan kidhar hai bhai har chori rani hiya har chora raja
har chori rani hiya har chora raja
magar kabhi baja nahi hiya band baja
magar kabhi baja nahi hiya band baja

ee aashik masuk ke jhagde ee mithi
takrar ee aashik masuk ke jhagde
ee mithi takrar bat bat me bat badhe to chake tej talwar
are chal gayi lathi badi mar gulathi
are chal gayi lathi badi mar gulathi
sir vayra tamacha kuch sir vayra tamacha kuch
bam bam bambu tad patrika tambu
kabhi tadip tad kabhi kurukshetar ka lambu
kabhi kurukshetar ka lambu bar chori
kar na saiya bar chori kar na saiya
meri chhod chhod tu baiya chhod baiya
are palat tea dhyan kidhar hai bhaiya
har chori rani hiya har chora raja har
chori rani hiya har chora raja
magar kabhi baja nahi hiya band baja
magar kabhi baja nahi hiya band baja

are hiya raat bhar raas rachawe dharam k thekedar
sch to ye h inhi ke dum se chal rhi h e bajar
khabardar hosiyar hawaldar thanedar jamadar
din bhar ye jogi ye jogi rat bhar ye bhogi re bhogi
dekho re dekho roop ke lobhi kse hai ye dhongi re dhongi
inki najar me hum sare h muli gajar aalu gobhi
karele ki ho gyi sagai sakarkand nachne ko chli aayi
karele ki ho gyi sagai sakarkand nachne ko chli aayi

palat palat tera dhyan kidhar hai bhaiya
har chori rani hiya har chora raja
har chori rani hiya har chora raja
magar kabhi baja nahi hiya band
baja magar kabhi baja nahi hiya band baja
Jidhar Dekhu Teri Tasveer-1
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Jidhar-Dekhoon-Mahaan--Soundtrack-Version/GSVSRyRH
Video:
jidhar dekhu teri taswir
jidhar dekhu teri taswir najar aati hai
teri surat meri takdir najar aati hai

jinda hun main tere liye jiwan tera hai ho
mera hai jo sab hai tera ab kya mera hai
meri khushio ki tu jagir najar aati hai
jidhar dekhu teri taswir najar aati hai

bina dekhe bina jane tan man bandhe jo
bandhan jo janam janam marke juda na ho
teri chahat wahi janjir najar aati hai
jidhar dekhu teri taswir najar aati hai
teri surat meri takdir najar aati hai
Asli Kya Hai Nakli Kya Hai
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Asli-Kya-Hai-Mahaan--Soundtrack-Version/KTI8ATJXQ0
Video:
asli kya hai nakli kya hai inko aaj bata denge
marte dam tak yad rahe wo jalwa aaj dikha denge
are kyo birathar are ha brother
are kyo birathar are ha ha brother
asli kya hai nakli kya hai inko aaj bata denge
marte dam tak yad rahe wo jalwa aaj dikha denge
are kyo birathar are ha ha brother
are kyo birathar are ha ha brother

chor karenge khak fesla kya sach hai kya jhuth
pesha jinka khun kharaba chori daka lut
chor karenge khak fesla kya sach hai kya jhuth
pesha jinka khun kharaba chori daka lut
dal ke daka khun bahake aish kare ye mal dabake
andar mal chupa jitna hum aaj wo bahar la denge
are kyo birathar are ha ha brother
are kyo birathar are ha ha brother
asli kya hai nakli kya hai inko aaj bata denge
marte dam tak yad rahe wo jalwa aaj dikha denge
are kyo birathar are ha ha brother
are kyo birathar are ha ha brother

dekha pyare gor kare kya phul se najuk hath
phul ye shole ban jate hai yaha waqt ke sath
dekha pyare gor kare kya phul se najuk hath
phul ye shole ban jate hai yaha waqt ke sath
de ghumake hath jamake are josh bhulake hosh udake
sher ki khal me ye gidad hai dunia ko dikhla denge
are kyo birathar are ha ha brother
are kyo birathar are ha ha brother
asli kya hai nakli kya hai inko aaj bata denge
marte dam tak yad rahe wo jalwa aaj dikha denge
are kyo birathar are ha ha brother
are kyo birathar are ha ha brother
Yeh Din Toh Aata Hai
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Ye-Din-To-Aata-Hai-Mahaan--Soundtrack-Version/XQkF
Video:
yeh din toh aata hai ek din jawani me
aankhe mile toh lage aag pani me
dil ko toh khona hai khona hai kho jaye
aage jo hona hai hona hai ho jaye
are yeh din toh aata hai ek din jawani me
aankhe mile toh lage aag pani me
dil ko toh khona hai khona hai kho jaye
aage jo hona hai hona hai ho jaye
yeah yeh din toh aata hai ek din jawani me

ho jab koi dil me samata hai, kya aag dil me lagata hai
soi mohobbat jagata hai, raato ki ninde udata hai
yadon me khwabo me chori se aa jaye
aaye toh pyasa dil divana ho jaye
are yeh din toh aata hai ek din jawani me
aankhe mile toh lage aag pani me

ham ho ke divane aaye hai, aaye hai
dil ki yeh saugat laye hai, laye hai
saanso pe tere hi saye hai, saye hai
sapne tere dil pe aaye hai, ho o
koi bhi jane na kaise dil aa jaye
aa jaye dil me jo wo dil se na jaye
are yeh din toh aata hai ek din jawani me
aankhe mile toh lage aag pani me
dil ko toh khona hai khona hai kho jaye
aage jo hona hai hona hai ho jaye
yeh din toh aata hai
Jidhar Dekhu Teri Tasveer
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Jidhar-Dekhoon-Mahaan--Soundtrack-Version/GDoqBwFq
Video:
jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
jidhar dekhun teri tasavir
jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
teri surat meri taqadir nazar aati hai

zinda hun mai tere liye jivan tera hai
mera hai jo sab hai tera ab kya mera hai
meri khushiyo ki tu jagir nazar aati hai
jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai

bina dekhe bina jaane tan man bandhe jo
badhan jo janam janam mar ke juda na ho
teri chahat vahi zajir nazar aati hai
jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
teri surat meri taqadir nazar aati hai
Pyar Mein Dil Pe
Music: R.D. Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan(1983)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Pyar-Mein-Dil-Pe-Maar-De-Goli-From-Mahaan--Soundtr
Video:
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhod un na na na na
ho pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhod un na na na na
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

are abhi ruthe tu abhi maane tu, tauba yeh kya hai nazaara
kabhi bole na kabhi bole haan, teri adaaon ne maara
abhi ruthe tu abhi mane tu, tauba yeh kya hai nazaara
kabhi bole na kabhi bole haan, teri adaaon ne mara
tu laakh chhupa tha mujhko pata
teri naam jhupi thi haan haan haan haan
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

aisa to kabhi socha hi nahi, yeh pyar hai itna pyara
aa hi gayi main baahon mein teri, dil ne yun dil ko pukaara
aisa to kabhi socha hi nahi, yeh pyar hai itna pyara
aa hi gayi main baahon me teri, dil ne yun dil ko pukaara
tere jaisa hasi tere jaisa jawaa, koi hai mehbub kaha aaaaa
aaapyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan aaa

hey tere bina main mere bina tu, thi zindagi me adhuri
aa jaan-e-jahaan yaha jine ke liye, tha apna milna zaruri
tere bina main aha mere bina tu, oho thi zindagi me adhuri
aa jaan-e-jahaan yaha jine ke liye, thaa apna milna zaruri
mere dil mein hai tu tere dil mein hun main
jina hai saath yahana aaaa
arre pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhod un na na na na
o o
pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anjaan
Album: Mahaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mahaan-OST/Pyar-Mein-Dil-Pe-M
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na

Ho pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Arre abhi roothe tu, abhi maane tu
Tauba yeh kya hai nazara
Kabhi bole na kabhi bole haan
Teri adaaon ne mara
Abhi roothe tu, abhi maane tu
Tauba yeh kya hai nazara
Kabhi bole na kabhi bole haan
Teri adaaon ne mara
Tu laakh chhupa tha mujhko pata
Teri na mein chhupi thi haan haan haan haan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Aisa to kabhi socha hi nahin
Yeh pyar hai itna pyara
Aa hi gayi main baahon mein teri
Dil ne yun dil ko pukara
Aisa to kabhi socha hi nahin
Yeh pyar hai itna pyara
Aa hi gayi main baahon mein teri
Dil ne yun dil ko pukara
Tere jaisa haseen, tere jaisa jawan
Koi hai mehboob kahan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Hey tere bina main, mere bina tu
Thi zindagi mein adhoori
O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye
Tha apna milna zaroori
Tere bina main aaha
Mere bina tu oho
Thi zindagi mein adhoori
O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye
Tha apna milna zaroori
Mere dil mein hai tu
Tere dil mein hoon main
Jeena hai sath yahan

Arre pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan
O jaan-e-jahan mar kar bhi yahan
Tera peechha chhodoon na na na na
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan