People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Ankh Dilki Jaha Hoti Hai
Music: Usha Khanna
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adat-Se-Majboor/Ankh-Dil-Ki-Z
aankh dil ki zubaan hoti hai
jhuth sach ka bayaan hoti hai
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
har daur me insan ki pehchan hai aankhe

bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe

sachchayi jamane me chupi hai na chupegi
jab parda uthega to har ek baat khulegi
sachchayi jamane me chupi hai na chupegi
jab parda uthega to har ek baat khulegi
mitti ka ghada leke jo pani me chalega
likha hai kitabo me wo bemaut marega
chehra to hai insan ka haiwan hai aankhe
chehra to hai insan ka haiwan hai aankhe
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe

jismo ke khariddar ye izzat ke lutere
choro ki tarah ye roz badalte hai chehre
jismo ke khariddar ye izzat ke lutere
choro ki tarah ye roz badalte hai chehre
daulat ke pujari hai ye sansar hai inka
auro ko mita dena hi vyopar hai inka
mela garibi ka hai dhanwan hai aankhe
mela garibi ka hai dhanwan hai aankhe
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe

jungle ke darinde hai ye kunkhar hai yaaro
mere hi nahi sabke gunhegar hai yaaro
jangal ke darinde hai ye kunkhar hai yaaro
mere hi nahi sabke gunhegar hai yaaro
mujlim hai ye har julam ke tum inko saza do
ye tumko mitate rahe tum inko mita do

inki hi inayat se to bejan hai aankhe
inki hi inayat se to bejan hai aankhe
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
bhagwan hai aankhe shaitan hai aankhe
kamzor hai aankhe balwan hai aankhe
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
ye jhuth nahi kahti parde me nahi rahti
har daur me insan ki pehchan hai aankhe
har daur me insan ki pehchan hai aankhe

shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
shaitan hai aankhe haiwan hai aankhe
Ye Rehmat-E-Alam
Music: Usha Khanna
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adat-Se-Majboor/Ya-Rehmat-E-A

al madat sahibe kuran rasule arabi
meri mushkil bhi ho aasan rasule arabi
ya rehmat-ae-aalam meri mudad ko aao
ghera hai tabahi ne tabahi se bachao
duniya me fakat ek tumhara hai sahara
ye waqt musibat hai mera saath nibhao
rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa

duniya me mere din ki pehchan tumhi ho
har daur me insan ka imaan tumhi ho
kalma hai tumhara mera imaan jaha me
kuran hi mera hai nigehbaan jaha me
dekha nahi tumsa koi rehman jaha me
kispe tumhara nahi ehsaan jaha me
mere bhi gulista ko fizao se bachao
ya rehmat-ae-aalam meri mudad ko aao
rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa

majbur duao ka sahara nahi tute
ummid ka daman mere hatho se na chhute
auro ke liye jaan ki bazi jo laga de
aisa na ho ye shamma koi aake bhujha de
naiki ke farishte jo jaha me na rahenge
allah ki har baat pe shaitan hasenge
zinda rahe duniya me wafa hukm sunao
ya rehmat-ae-aalam meri mudad ko aao
rasule pa rasule pa rasule pa rasule pa

takdeer ko garbi se bachana hi padega
haalat ko sar apna jhukana hi padega
darbaar nadi se koi khaali nahi lauta
is waqt mera saath nibhana hi padega
ujde huye is ghar ko bachana hi padega
ujde huye is ghar ko bachana hi padega
Tu Iss Tarahse Mere Zindagi Me
Singer: Mohammad Rafi
Music: Usha Khanna
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-To-Aise-Na-The/Tu-Is-Tara
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai

ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
har ek chiz hai apni jagah thikane pe
kai dino se shikayat nahi zamane se
ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai

tere bagair jahaan me koi kami si thi
tere bagair jahaan me koi kami si thi
bhatak rahi thi javaani andheri raaho me
sukun dil ko mila aa ke teri baaho me
mai ek khoi hui mauj hu tu saahil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai

tere jamaal se roshan hai kaayanaat meri
tere jamaal se roshan hai kaayanaat meri
meri talaash teri dilkashi rahe baaki
khuda kare ki ye diwaanagi rahe baaki
teri vafa hi meri har khushi ka haasil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
Tu Iss Tarahse Mere Zindagi Me
Singer: Manhar Udhas
Music: Usha Khanna
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-To-Aise-Na-The/Tu-Is-Tara
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai
jahaan bhi jaaun ye lagta hai, teri mehfil hai
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai

ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
har ek chiz hai apni jagah thikane pe
kai dino se shikayat nahi zamane se
ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai
jahaan bhi jaaun ye lagta hai, teri mehfil hai
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai

har ek phul kisi yad sa mahakata hai
har ek phul kisi yad sa mahakata hai
tere khayal se jagi hui fijaye hai
ye sabj ped hai ya pyar ki duaae hai
tu pas ho ki nahi fir bhi tu mukabil hai
jahaan bhi jaaun ye lagta hai, teri mehfil hai
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai

har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan
har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan
ye roshni jo na ho zindagi adhuri hai
rah-e-vafa me koi hamsafar zaruri hai
ye rasta kahi tanha kate to mushkil hai
jahaan bhi jaaun ye lagta hai, teri mehfil hai
tu is tarah se meri zindagi me shaamil hai
Tu Iss Tarahse Mere Zindagi Me(Female)
Singer: Hemalatha

Kismat Ki Baazi Ka
Music: Usha Khanna
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aap-To-Aise-Na-The/Kismat-Ki-
kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai
fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai
kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai
fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai

jisko jise milna hai har hal me milta hai
duniya me mohabbat hi kismat ko badalti hai
duniya me mohabbat hi kismat ko badalti hai
ye shamma havao me bujhti nahi jalti hai
kismat ki a-ha-ha bazi ka a-ha-ha
faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-ha fasala bhi
kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai

kudrat hi banati hai har rishta mohabbat ka
yun bhi kabhi hota hai anjan si raho me
yun bhi kabhi hota hai anjan si raho me
kismat jise kahte hai aa jati hai baho me
kismat ki e e e bazi ka aa aa aa aa
faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai fasala bhi
kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai

har roz nahi banti tasvir mohabbat ki
jo sanso me rahta hai jo palko me sota hai
jo sanso me rahta hai jo palko me sota hai
vo pyar javani me ik bar hi hota hai
kismat ki a-ha-ha bazi ka a-ha-ha
faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-ha fasala bhi
fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai

kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai
fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai
kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai
fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai
dekhe kisko kaun milta hai
dekhe kisko kaun milta hai
Khubsoorat Ho Khubsoorat
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Tum-Badi-Khubsoorat-Ho
khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
ary teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho

teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho

gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
haay gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
chahat ho nazakat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho

aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
shararatt ho kayamat ho tum bade khubsoorat ho khubsoorat ho

teri har ada hai haseen haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
Moti Ho To Baandh Ke Rakh Du
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Nida Fazli
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Moti-Ho-To-Bandh-Ke-Ra
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

ho chand nahi phul nahi koi nahi un sa hasi
chand nahi phul nahi koi nahi un sa hasi
kaun hai vo kya nam hai unaka yahan bataun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

ho khoya hua hai har sama yar bina suna hai jahan
ho khoya hua hai har sama yar bina suna hai jahan
nil gagan ke chand ko banho me le aun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

o ho chahe jinhe meri nazar hay nahi unako khabar
chahe jinhe meri nazar hay nahi unako khabar
band hai mandir ka daravaza phul chadhaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
use bhulaun kaise
Zindagi Ye Zindagi
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Jawani-Jhoom-Ke-Gaaye/
zindagi ye zindagi do ghadi ki zindagi
kaun jane kis bahane maut aa jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

tere mere bich koi duri na rahe
pyas mere man ki adhuri na rahe
tere mere bich koi duri na rahe
pyas mere man ki adhuri na rahe
manchali mai manchali aisi hun mai machali
kaun jane kis bahane bat ban jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

ankhe na chura ham se ankhe to mila
rah na jae aaj koi shikwa gila
ankhe na chura ham se ankhe to mila
rah na jae aaj koi shikwa gila
are aa gai mai aa gai tere liye mai aa gai
kaun jane kis bahane raz khul jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

sare ujale badal jaenge
ham to chupke se nikal jaenge
sare ujale badal jaenge
ham to chupke se nikal jaenge
ruk gai mai ruk gai
tere liye mai ruk gai
kaun jane kis bahane jam takrae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
zindagi ye zindagi do ghadi ki zindagi
kaun jane kis bahane maut aa jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
Mai Toh Hu Shola Badan
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Main-Hoon-Shola-Badan/
shole shole o baba shole shole shole o baba shole
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja

shama hu har dil ki jinat hu mahfil ki
aayi hu mai banke dilbari
shama hu har dil ki jinat hu mahfil ki
aayi hu mai banke dilbari
baho me lahrati hu kismat banke aati hu
dunia jalwa mera
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja

mera pyar jo paye dunia ko thukraye
yu to hu mai dil ki dilkashi
mera pyar jo paye dunia ko thukraye
yu to hu mai dil ki dilkashi
mil jau to khusbu hu kho jau to aasu hu
mai to hu sabka sapna
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja
Taaro Me Chamak
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Taron-Men-Chamak-Phool
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
o kuch bhi na rahega
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi

mohabbat se rangi o mohabbat se rangi
hain har kahani
o ho o mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

aa jhuthe hain sab risthe naate
jhuth mohabbat teri
aa jab tak daulat sath hain tere sath hain kismat teri
zamane me daulat ki hain hukum rani ha
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

o o
o mohabbat se roshan harek ghar ka aangan
ye maathe ki bindiyan
ye naino ki nindiyan
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
o faile to dharti
simte to aanchal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal

aa ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

ye daulat hain daulat
harek dil ki chahat
jahan bhi ye aaye nasiba jagaye
aa aa aa aa aa
ye daulat hain daulat aahe
harek dil ki chahat are waah
jahan bhi ye aaye aaye nasiba jagaye
ye barse to sawan
ye mahke to chandan
ye chamke to darpan
ye lachke to joban
ye moti ki surat ha ha
sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

ha mohabbat hain sehra
mohabbat jawani
o na paas ho paisa to har raat kaali
o mohabbat ke dam se ye jannat hain duniya
magar mulfashi me mushibat hain duniya
o mohabbat hain ijaat
ha ye ijaat kharide
ha ye chahat jagaye
acha ye chahat kharide
mohabbat se har haal daulat badi hain
jahan hain ye daulat wahi zindagi hain

ye daulat hain ravan
mohabbat hain sita
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
o mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
Kiran Kiran Me Shokiya
Music: Khayyam
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Naya-Rishta/Kiran-Kiran-Me
kiran kiran me shokhiya lehar lehar me mastiya
kiran kiran me shokhiya lehar lehar me mastiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya

roshni hi roshni hai in hansi fijao me
jhumti hai panchhiyo ki boliya hawao me
aasma pe badlo ke tarane ka ye sama
aasma pe badlo ke tarane ka ye sama
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
ksska nam leke muskara rahi hai seepiya

rah ke mere pas bhi tu mujhse ajnabi rahi
mujhko teri aarzu thi aye bahare zindagi
fasla hai kaha aaj tere mere darmiya
fasla hai kaha aaj tere mere darmiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya

har ek gul mehak utha har ek shay badal gayi
mere khwab meri dhadkano ki lay badal gayi
mere dil ki rah me simat ke aa gaya jaha
mere dil ki rah me simat ke aa gaya jaha
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kis tahah batau mai kis tarah batau mai
jhum jhum jau mai jhum jhum jau mai
jhum jhum jau mai jhum jhum jau mai
Ehsas Ka Sauda Hai
Singer: Rekha
Music: Khayyam
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Naya-Rishta/Ehsaas-Ka-Saud
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
dault ki numaish me dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai

har khawab hai chandi ka har aarzu sona hai
har khawab hai chandi ka har aarzu sona hai
sadiyo se aurat mardo ka khilona hai
jismo ki jawani tak mehrum mohabbat hai
dault ki numaish me har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai

matlab ki hai har yari rishte hai adakari
matlab ki hai har yari rishte hai adakari
rangin nakabo me har shkas hai vyopari
muktar inayat hai allah sharafat hai dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai

wado ne rulaya hai chahat ne staya hai
wado ne rulaya hai chahat ne staya hai
jo dukh hai vo apna hai jo sukh hai praya hai
jina hi mushibat hai jina hi jarurat hai
jina hi mushibat hai jina hi jarurat hai dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
jajbat ki kimat hai har chij ijarat hai jajbat ki kimat hai
Jise Samjhe The Hum
Music: Khayyam
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Naya-Rishta/Jise-Samjhe-Th
jise samjhe the hum afsana kal tak
jise samjhe the hum afsana kal tak
vo afsana hakikat to nahi hai vo afsana hakikat to nahi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai
kahi unse mohabbat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai

jinhe hum chhod aaye zindagi me jinhe hum chhod aaye zindagi me
vahi shamil hai har gam me khushi me
jo apna haal hai diwangi me jo apna haal hai diwangi me
udhar bhi to aisi halat nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai

har ek manzar se ek chehara banana
har ek manzar se ek chehara banana
yuhi kagaz pe kuch likhna mitana
kisi ko yaad kar kar ke bhulana kisi ko yaad kar kar ke bhulana
akelepan ki aadat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai

sazaye suni suni si hai aise sazaye suni suni si hai aise
kahi kuch kho gaya ho apna jaise
hum apne aapko bahlaye kaise hum apne aapko bahlaye kaise
ye baichaini to rahat nahi haikahi unse mohabbat to nahi hai

ye duniya yu to kahne ko wahi hai
ye duniya yu to kahne ko wahi hai
magar lagta hai ab kuch ajnabi hai
na jane kon si isme kami hai na jane kon si isme kami hai
hume unki jarurat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
jise samjhe the hum afsana kal tak vo afsana hakikat to nahi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
kahi unse mohabbat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
Zindagi Hia Ke Badalta Mausam
Music: Khayyam
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Naya-Rishta/Zindagi-Hai-Ki
jindgi hai ke badlta mausam
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
jab talak jisse mile dil se mile

har safar aise chaman me ho hawaye jaise
ruh se ruh mile our badan kho jaye
isse pahle ki tahlluk me talki shamil
chalte chalte kisi raste se juda ho jaye
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile

jitne din paas rahe paas rahe yu hum tum
roj milkar bhi na milne ki kasak sath rahe
aur jab milke juda ho to juda ho aise
dur hone pe bhi yado ki mahak sath rahe
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
Tumhe Mubarak Yaar
Singer: Mohammad Aziz
Lyricist: Nida Fazli
Album: Falak(1988)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Falak/Tumhein-Mubarak-Yaar/FA
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
pyar bhara sansar kismat walo ko
kismat walo ko milta hai pyar ke badle pyar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar

chalte rahna apni aadat pyare
chalte rahna apni aadat pyare
apna kya hai hum to hai banjare
jivan ek juva hai sabka dav laga hai
jivan ek juva hai sabka dav laga hai
koi jite koi bazi hare bhul gaye hum hasna rona
bhul gaye hum hasna rona hare itni bar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar

kiske roke waqt yaha thehara hai
kiske roke waqt yaha thehara hai
jo mil jaye jis pal vo tera hai
kah do jake gam se gam dena phir aake
kah do jake gam se gam dena phir aake
aaj to dil me khushiyo ka dhera hai
pal do pal ki khushiyo se hi pal do pal ki khushiyo se hi
roshan hai sansar tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
pyaar bhara sansaar kismat waalon ko
kismat walo ko milta hai pyar ke badle pyar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
tumhe mubarak yaar pyar bhara sansar
Ek Roz Hasana Hai Ek Roz Rulana Hai
Singer: Mohammad Aziz
Lyricist: Nida Fazli
Album: Falak(1988)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Falak/Ek-Roz-Hasana-Hai/Iy8YX
ek roz hasana hai ek roz rulana hai
ek roz hasana hai ek roz rulana hai
insan se kismat ka insan se kismat ka ye khel purana hai
ek roz hasana hai ek roz rulana hai

halat ke hatho me har koi khilona hai
mathe par jo likha hai har hal me vo hona hai
insan hai shishe ke pathar ka zamana hai
ek roz hasana hai ek roz rulana hai

jivan ke ye pal ye aaj ye kal mere hai na tere
hotho ki hansi aankho ki nami sab waqt ke ghere hai
jo waqt se ladta hai jo waqt se ladta hai pagal hai diwana hai
ek roz hasana hai ek roz rulana hai
Oonche Parvat Wali Mata
Singer: Mohammad Aziz
Lyricist: Nida Fazli
Album: Falak(1988)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Falak/Oonche-Parvat-Wali-Mata

tere dar ke pujari hai teri chokhat pe aaye hai
akele aa nahi paye dukho ko sath laye hai
unche parbat wali mata jagtaran jag janni data
hey shaktishali hey parbat wali
hey shaktishali parbat wali duniya ke dukh harne wali
o mata sherawali mata sherawali
o mata sherawali o mata sherawali unche parbat wali mata

bhigi aankhe tujhko nihare bhigi aankhe tujhko nihare
tute sapne tujhko pukare sune man me
sune man me aasha bhar de
anhoni ko honi kar de anhoni ko honi kar de
tu hi sabki hai rakhwali tu hi sabki hai rakhwali
duniya ke dukh harne wali o mata sherawali mata sherawali
o mata sherawali o mata sherawali mangal karni sankat harni
sherawali sherawali kerpa kar de ma kerpali
sherawali sherawali vyakul man ki aash bandha de
andhiyaro me dip jala de sherawali sherawali
tu hi sabki hai rakhwali tu hi durga tu hi kali
sherawali sherawali sherawali sherawali
sherawali sherawali sherawali sherawali
sherawali sherawali sherawali sherawali
Kabhi Palkon Pe
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: NIda Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harjaee/Kabhi-Palkon-Pe-Ansoo
kabhi palko pe aasu hai, kabhi lab pe shikayat hai
magar ae zindagi phir bhi, mujhe tujh se mohabbat hai
kabhi palko pe aasu hai, kabhi lab pe shikayat hai
magar ae zindagi phir bhi, mujhe tujh se mohabbat hai
kabhi palko pe aasu hai

jo aata hai wo jata hai, ye dunia aani jani hai
yaha har sai musafir hai, safar mai zindgani hai
ujalo ki zarurat hai, andhra meri kismat hai
kabhi palko pe aasu hai, kabhi lab pe shikayat hai
magar ae zindagi phir bhi, mujhe tujh se mohabbat hai

zara aye zindagi dam le, tera deidar to karlu
kabhi dekha nahi jisko, use mai pyar to karlu
abhi se chhod ke mat ja, abhi teri zarurat hai
kabhi palko pe aasu hai, kabhi lab pe shikayat hai
magar ae zindagi phir bhi, mujhe tujh se mohabbat hai

koi anjan sa chehra ubharta hai fizao me
ye kiski aahate jagi meri khamosh raho me
abhi ae maut mat aana mera virana jannat hai
kabhi palko pe aasu hai, kabhi lab pe shikayat hai
magar ae zindagi phir bhi, mujhe tujh se mohabbat hai
Tere Liye Palkon Ki Jhalar
Music: R.D.Burman
Lyricist: NIda Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harjaee/Tere-Liye-Palkon-Ki-J
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu

mehki mehki ye raat hai, behki behki har baat hai
lajo maru, jhume jiya, kaise ye mai kahu, aaja sajna

naya naya sansar hai, tu hi mera gharbar hai
jaisa rakhe khushi khushi, waise hi mai rahu, aaja sajna
naya naya sansar hai, tu hi mera ghar bar hai
jaisa rakhe khushi khushi, waise hi mai rahu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu

pyar mera teri jeet hai, sabse achha mera meet hai
tere liye rou piya, tere liye hasu , aaja sajna
pyar mera teri jeet hai, sabse achha mera meet hai
tere liye rou piya, tere liye hasu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
kaliyo sa gajre me bandhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya banu, aaja sajna
tere liye palko ki jhalar bunu
Ho Mi Raksam Mi Raksam
Music: R.D.Burman
Lyricist: NIda Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Harjaee/Mee-Raksam-Mee-Raksam
tera noor sitaro me tera rang baharo me
tera noor sitaro me tera rang baharo me
tu hai sab me sab tujhme tu hai ek hazaro me
tera husn hai jaha mera ishk hai waha kar alam hai sarsari
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari kya maszid
kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari kya maszid
kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam

har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
kya maszid kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
kya maszid kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam
pal do pal ki hasti hai fir bhi kaisi masti hai
pal do pal ki hasti hai fir bhi kaisi masti hai
har sarhad se begana dil walo ki basti hai
tu hi ganga jamun tu hi jane chaman teri har surat hai pyari
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
kya maszid kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam

dil me teri ulfat hai yahi meri daulat hai
dil me teri ulfat hai yahi meri daulat hai
maine kaha kaisi tu teri did ibadat hai
mere yar hasi koi tujhsa nahi har naymat teri yari
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
kya maszid kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam
har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
kya maszid kya but khana dil ka majhab dildari
ho mi raksam mi raksam mi raksam mi raksam
Na Woh Inkaar Karti Hai
Music: Anu Malik
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himalay-Putra/Na-Woh-Inkar-Ka
Video:
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karta hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai

ajab ladki wo jab milati yun reh jati hai sharmake
ajab ladki wo jab milati yun reh jati hai sharmake
kabhi balon ke pichhe muh chhupa leti hai ghabrake
ajab ladaka hai raste se gujar jata hai takrake
maja ata hai usako yun hi mere dil ko tadpake
jalane ko mujhe auron se ankhein char karata hai
na wo inkar karata hai na wo ikrar karata hai
hamein phir bhi yakin hai wo hami se pyar karata hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai

jo dekho toh badi masum bilkul ajnabi hai wo
jo dekho toh badi masum bilkul ajnabi hai wo
magar jab main nahi hota toh mujhko sochati hai wo
wo chhup chhupke mujhiko dekhta hai rojana
magara jab samane ata hai ban jata hai anjana
bina meri ijajat wo mera deedar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karti hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karta hai
Mann Nahi Laage Mitwa
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Video:
o mitwa man nahi lage man nahi lage mitwa
man nahi lage
bairi jivan resham resham bairi jivan resham resham
uljhe sare dhage ho
man nahi lage mitwa man nahi lage

veena ke taro me sargam sargam ke ghere me geet
geeto ki sima me sapne sapno me manchaha meet
nil gagan me suraj bhatke nil gagan me suraj bhatke
chanda har pal jage ho
man nahi lage mitwa man nahi lage
Mere Tere Naam
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Video:
mere tere naam naye hai dard purana hai
ye dard purana hai
ho mere tere naam naye hai dard purana hai
ye dard purana hai
tej hawao ke jhoko me dip jalana hai
dip jalana hai ye dard purana hai
ho mere tere naam naye hai dard purana hai
ye dard purana hai

aansu har yug ka apradhi har aangan ka chor
aansu har yug ka apradhi har aangan ka chor
koi na thame daman iska ghume charo or
ghume charo or
ghungi hai sansar kachahari andha thana hai
ye dard purana hai
ho mere tere naam naye hai dard purana hai
ye dard purana hai

jo ji chahe vo mil jaye aisa kab hota hai
jo ji chahe vo mil jaye aisa kab hota hai
bistar bistar pyar bichaye samjhauta sota hai
samjhauta sota hai
ho basti ho ya jangal sabka ek fasana hai
ye dard purana hai
tej hawao ke jhoko me dip jalana hai
dip jalana hai ye dard purana hai
ho mere tere naam naye hai dard purana hai
ye dard purana hai
Jara Chal Sambhal Ke
Music: Uttam Singh
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Panch-Fauladi/Jara-Chal-Sambhal-Ke-Aanchal-Ko/PhtTWxddXEE
Video:
janeman janejaa janedil janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko
jara chal sambhal ke aanchal ko
dil hain najuk machal jayega
jara chal sambhal ke aanchal ko dil hain najuk machal jayega
jo tu bhar le apani baho me jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega

teri chal sharabi mast wali, tera badan gulabo ki dali
teri chal sharabi mast wali, tera badan gulabo ki dali
yu na chhedo bhige mausam me, yu na chhedo bhige mausam me
mera tan man pighal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega

teri naam ki mehandi hatho me tera rang hain meri rato me
teri naam ki mehandi hatho me tera rang hain meri rato me
na tu dekh pyar ki najro se
na tu dekh pyar ki najro se, teer bhule se chal jayega
jo tu bhar le apani baho me, jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janeja janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega

mera dil hain sanam tera najrana ise apna samjh ke le jana
mera dil hain sanam tera najrana ise apna samjh ke le jana
tera dil jo hoga mera dil
tera dil jo hoga mera dil, jo bhi dekhega jal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko dil hain najuk machal jayega
jo tu bhar le apani baho me jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janejaa janedil
janeman janejaa janedil
janeman janejaa janedil
ho janeman janejaa janedil