hariyala banna aaya re, hariyala banna aaya hai
hariyala banna aaya, hariyala banna aaya re
hariyala banna aaya hai, hariyala banna aaya re
choti gudhe ghata, paanv chume heena
mang moti bhari mathe jhumar saja
choti gudhe ghata, paanv chume heena
mang moti bhari mathe, jhumar saja
banni ke jo man bhaya re, hariyala banna aaya re
hariyala banna aaya, hariyala banna aaya re
hariyala banna aaya re, hariyala banna aaya
mil gayi rahate
jaag uthi kismate
chhod kar aasma aa gayi jannate
mil gayi rahate
jaag uthi kismate
chhod kar aasma aa gayi jannate
huro ne shagun gaaya re
hariyala banna aaya re, hariyala banna aaya
devtao ke man hai khushi se magan
pi se milne chali saj ke razia dulhan
devtao ke man hai khushi se magan
pi se milne chali saj ke razia dulhan
khushiyo ke chaman laaya re
hariyala banna aaya re, hariyala banna aaya
hariyala banna aaya re, hariyala banna aaya re
hariyala banna aaya
chum kar rat jo sulayegi
chum kar rat jo sulayegi to nind ayegi
khwab ban kar koyi aayega
khwab ban kar koyi aayega to nind ayegi
abb vahi aake sulayega
abb vahi aake sulayega to nind ayegi
khwab ban kar koyi aayega
bat jo sirf nigaho se kahi jati hai
bat jo sirf nigaho se kahi jati hai
koyi hontho se sunayega
koyi hontho se sunayega to nind ayegi
khwab ban kar koyi aayega
narm julfo ki mahak garm badan ki khushabu
narm julfo ki mahak garm badan ki khushabu
chupake chupake
chupake chupake woh churayega to nind ayegi
khwab ban kar koyi aayega
jism hatho ki hararat se pighal jayega
jism hatho ki hararat se pighal jayega
aag rag rag me lagayega
aag rag rag me lagayega to nind ayegi
khwab ban kar koyi aayega
khuda khair kare
aayi zanjir ki jhankaar khuda khair kare
dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
aayi zanjir ki jhankaar
jaane yah kaun meri ruh ko chhukar guzra
jaane yah kaun
jaane yah kaun meri ruh ko chhukar guzra
ek qayaamat hui bedaar
ek qayaamat hui bedaar khuda khair kare
lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai
lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai
ek chamakati hui talwaar khuda khair kare
dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
aayi zanjir ki jhankaar
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aaisa sehra gul-e-guljaar na dekha na suna
aaisa naushaah mere yaar na dekha na suna
aaisa bemiz haseen pyar na dekha na suna
aaisa dildaar taraja na dekha na suna
saari duniya ki
saari duniya ki zubaanon pe hai ghar ghar sehra
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
taang kar laye gye chaand sitaaren isme
aur gunje gye jannat ke nazaren isme
chun diye phool gulistaan ke saare isme
phool kya dil bhi biroye gaye hai hamare isme
jane kin haatho se
jane kin haatho se aaya hai bankar ye sehra
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
gulkho ki najar aati hai aadaye isme
hai mehakti hui zulfon ki ghataye isme
hai sabhi dard ki maaro ki dawaye isme
saare dilwalo ki shaamil hai duwaye isme
baat toh ye hai
baat toh ye hai ke dilbar ka hai dilbar sehra
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
waah kya baat hai kya shaan hai subha nalla
iske har phul me ek jaan hai subha nalla
har nazar dekh ke hairaan hai subha nalla
jisne dekha wahi qurbaan hai subha nalla
wakaiya ye hai
wakaiya ye hai ke betar hai betar sehra
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
aye khuda shukra tera
aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera
ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra
jalta hai badan, jalta hai badan
jalta hai badan, jalta hai badan
ho hay jalta hai badan
pyaas bhadki hai
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
ishq se kah do ki le aaye kahi se saavan
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan, jalta hai badan
jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale
daur par daur chale, aao lag jaao gale
aao lag jaao gale kam ho sine ki jalan
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan, jalta hai badan
jalta hai badan, o aah jalta hai badan
dekh jal jaayege ham, is tabassum ki kasam
ab nikal jaayega dam, tere baaho me sanam
dil pe rakh haath ki tham jaaye dil ki dhadkan
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan
ishq se kah do ke le aaye kahi se saavan
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan
jalta hai badan, jalta hai badan
o haay jalta hai badan, jalta hai badan
tera hijar mera nasib hai
tera hijar mera nasib hai
tera gam
tera gam hi meri hayaat hai
mujhe teri duri ka gam ho kyu
mujhe teri duri ka gam ho kyu
tu kahin bhi ho mere sath hai
tu kahin bhi ho mere sath hai
tera hijar mera nasib hai
mere vaaste tere naam par
mere vaaste tere naam par
koi harf aaye nahi nahi
mujhe khauf duniya nahi
mujhe khauf duniya nahi
magar mere rubaru teri zaat hai
mere rubaru teri zaat hai
tera hijar mera nasib hai
tera vasl ae meri dilruba
tera vasl ae meri dilruba
nahi meri kismat to kya hua
meri mahjabi, meri mahjabi
meri mahjabi yahi kam hai kya
teri hasrato ka to sath hai
teri hasrato ka to sath hai
tera hijar mera nasib hai
ai dil-e-nadaan, ai dil-e-nadaan
aarzoo kya hai, justju kya hai
ai dil-e-nadaan, ai dil-e-nadaan
aarzoo kya hai, justju kya hai
ai dil-e-nadaan
ham bhatakte hai, kyo bhatakte hai, dashto-sehra me
aisa lagta hai, mauj pyasi hai, apne dariya me
kaisi uljhan hai, kyo ye uljhan hai
ek saya sa, ru-bru kya hai
ai dil-e-nadaan, ai dil-e-nadaan
aarzoo kya hai, justju kya hai
kya qayamat hai, kya musibat hai
kah nahi sakte, kiska armaan hai
zindagi jaise, khoyi khoyi hai, haira haira hai
ye zamin chup hai, aasmaan chup hai
phir ye dhadkan si, char su kya hai
ai dil-e-nadaan, ai dil-e-nadaan
rahi hai daad talab
unki sokhiya humse
rahi hai daad talab
unki sokhiya humse
adassnas bahut hai
magar hai kahan humse
adassnas bahut hai
magar hai kahan humse
suna diye the kabhi
kuch galat salat kisse
suna diye the kabhi
kuch galat salat kisse
wo aaj tak hai usi
tarha badgumaan humse
wo aaj tak hai usi
tarha badgumaan humse
ye kunj kyo na jiya
rath gahe mohabbt ho
ye kunj kyo na jiya
rath gahe mohabbt ho
mile the wo enhi pedo
ke darmiyan humse
mile the wo enhi pedo
ke darmiyan humse
humiko joke najara
nahi raha varna
humiko joke najara
nahi raha barna
ishare aaj bhi karti
hai khidkiyan humse
ishare aaj bhi karti
hai khidkiyan humse
har ek raat nashe
tere badan ka khayal
har ek raat nashe mein
tere badan ka khayal
na jane tut gayi
kah suraaiya humse
na jane tut gayi
kah suraaiya humse
rahi hai daad talab
unki sokhiya humse
adassnas bahut hai
magar hai kahan humse
sang me sham muskarayi hai
sang me ummid jhilmilayi hai
milke charo taraf ujala hai
mera mehbub mera mehbub aane wala hai
mera mehbub aane wala hai
nikhra nikhra rat ka chehara
dagmagay hai aapka chehara
nur ki bund bund shabnam pe
dil gaya kanpta chehara aapka kyoki
mera mehbub mera mehbub aane wala hai
mera mehbub aane wala hai
dhadkane kho gayi hai aagosh me
khil gaye phul muskurahat me
ke hum aane ki hai khabar
kab tak takegi dard aahat me kyoki
mera mehbub mera mehbub aane wala hai
mera mehbub aane wala hai
karar lene dil mujhe saugat dene dil
chand lamhe uske aane me
chand lamhe gujarne me bhi kyoki
mera mehbub mera mehbub aane wala hai
mera mehbub aane wala hai
jindgi hai ke badlta mausam
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
jab talak jisse mile dil se mile
har safar aise chaman me ho hawaye jaise
ruh se ruh mile our badan kho jaye
isse pahle ki tahlluk me talki shamil
chalte chalte kisi raste se juda ho jaye
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
jitne din paas rahe paas rahe yu hum tum
roj milkar bhi na milne ki kasak sath rahe
aur jab milke juda ho to juda ho aise
dur hone pe bhi yado ki mahak sath rahe
jindgi hai ke badlta mausam
har nai rut me naye phul khile
bewafai nahi aadat apni
jab talak jisse mile dil se mile
jise samjhe the hum afsana kal tak
jise samjhe the hum afsana kal tak
vo afsana hakikat to nahi hai vo afsana hakikat to nahi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai
kahi unse mohabbat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
jinhe hum chhod aaye zindagi me jinhe hum chhod aaye zindagi me
vahi shamil hai har gam me khushi me
jo apna haal hai diwangi me jo apna haal hai diwangi me
udhar bhi to aisi halat nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
har ek manzar se ek chehara banana
har ek manzar se ek chehara banana
yuhi kagaz pe kuch likhna mitana
kisi ko yaad kar kar ke bhulana kisi ko yaad kar kar ke bhulana
akelepan ki aadat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
sazaye suni suni si hai aise sazaye suni suni si hai aise
kahi kuch kho gaya ho apna jaise
hum apne aapko bahlaye kaise hum apne aapko bahlaye kaise
ye baichaini to rahat nahi haikahi unse mohabbat to nahi hai
ye duniya yu to kahne ko wahi hai
ye duniya yu to kahne ko wahi hai
magar lagta hai ab kuch ajnabi hai
na jane kon si isme kami hai na jane kon si isme kami hai
hume unki jarurat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
jise samjhe the hum afsana kal tak vo afsana hakikat to nahi hai
jo humse dur bhi hai pas bhi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
kahi unse mohabbat to nahi hai kahi unse mohabbat to nahi hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
dault ki numaish me dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
har khawab hai chandi ka har aarzu sona hai
har khawab hai chandi ka har aarzu sona hai
sadiyo se aurat mardo ka khilona hai
jismo ki jawani tak mehrum mohabbat hai
dault ki numaish me har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
matlab ki hai har yari rishte hai adakari
matlab ki hai har yari rishte hai adakari
rangin nakabo me har shkas hai vyopari
muktar inayat hai allah sharafat hai dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
wado ne rulaya hai chahat ne staya hai
wado ne rulaya hai chahat ne staya hai
jo dukh hai vo apna hai jo sukh hai praya hai
jina hi mushibat hai jina hi jarurat hai
jina hi mushibat hai jina hi jarurat hai dault ki numaish me
har chij ijarat hai har chij ijarat hai
ehsas ka sauda hai jajbat ki kimat hai
jajbat ki kimat hai har chij ijarat hai jajbat ki kimat hai
kiran kiran me shokhiya lehar lehar me mastiya
kiran kiran me shokhiya lehar lehar me mastiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
roshni hi roshni hai in hansi fijao me
jhumti hai panchhiyo ki boliya hawao me
aasma pe badlo ke tarane ka ye sama
aasma pe badlo ke tarane ka ye sama
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
ksska nam leke muskara rahi hai seepiya
rah ke mere pas bhi tu mujhse ajnabi rahi
mujhko teri aarzu thi aye bahare zindagi
fasla hai kaha aaj tere mere darmiya
fasla hai kaha aaj tere mere darmiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
har ek gul mehak utha har ek shay badal gayi
mere khwab meri dhadkano ki lay badal gayi
mere dil ki rah me simat ke aa gaya jaha
mere dil ki rah me simat ke aa gaya jaha
kiska nam leke muskara rahi hai seepiya
kis tahah batau mai kis tarah batau mai
jhum jhum jau mai jhum jhum jau mai
jhum jhum jau mai jhum jhum jau mai
Pal Pal Dil Ke Paas, Tum Rahati Ho
Jivan Mithi Pyaas, Ye Kahati Ho
Pal Pal …
Har Shaam Aankhon Par, Teraa Aanchal Laharaae
Har Raat Yaadon Ki, Baaraat Le Aae
Main Saans Letaa Hoon, Teri Khushaboo Aati Hai
Ek Mahakaa Mahakaa Saa, Paigaam Laati Hai
Mere Dil Ki Dhadakan Bhi, Tere Git Gaati Hai
Pal Pal …
Kal Tujhko Dekhaa Thaa, Maine Apne Aangan Mein
Jaise Keh Rahi Thi Tum, Mujhe Baandh Lo Bandhan Mein
Ye Kaisaa Rishtaa Hai, Ye Kaise Sapne Hain
Begaane Ho Kar Bhi, Kyun Lagate Apne Hain
Main Soch Main Raheta Hoon, Dar Dar Ke Kahetaa Hoon
Pal Pal….
Tum Sochogi Kyun Itnaa, Main Tumse Pyaar Karoon
Pal Pal Dil Ke Paas, Tum Rahati Ho
Tum Samajhogi Divaanaa, Main Bhi Iqraar Karoon
Divaanon Ki Ye Baaten, Divaane Jaante Hain
Jalne Mein Kyaa Mazaa Hai, Paravaane Jaanate Hain
Tum Yoon Hi Jalaate Rahanaa, Aa Aa Kar Khwaabon Mein
Pal Pal …