People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Taaro Me Chamak
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Taron-Men-Chamak-Phool
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
o kuch bhi na rahega
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi

mohabbat se rangi o mohabbat se rangi
hain har kahani
o ho o mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

aa jhuthe hain sab risthe naate
jhuth mohabbat teri
aa jab tak daulat sath hain tere sath hain kismat teri
zamane me daulat ki hain hukum rani ha
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

o o
o mohabbat se roshan harek ghar ka aangan
ye maathe ki bindiyan
ye naino ki nindiyan
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
o faile to dharti
simte to aanchal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal

aa ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

ye daulat hain daulat
harek dil ki chahat
jahan bhi ye aaye nasiba jagaye
aa aa aa aa aa
ye daulat hain daulat aahe
harek dil ki chahat are waah
jahan bhi ye aaye aaye nasiba jagaye
ye barse to sawan
ye mahke to chandan
ye chamke to darpan
ye lachke to joban
ye moti ki surat ha ha
sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

ha mohabbat hain sehra
mohabbat jawani
o na paas ho paisa to har raat kaali
o mohabbat ke dam se ye jannat hain duniya
magar mulfashi me mushibat hain duniya
o mohabbat hain ijaat
ha ye ijaat kharide
ha ye chahat jagaye
acha ye chahat kharide
mohabbat se har haal daulat badi hain
jahan hain ye daulat wahi zindagi hain

ye daulat hain ravan
mohabbat hain sita
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
o mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
Mai Toh Hu Shola Badan
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Main-Hoon-Shola-Badan/
shole shole o baba shole shole shole o baba shole
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja

shama hu har dil ki jinat hu mahfil ki
aayi hu mai banke dilbari
shama hu har dil ki jinat hu mahfil ki
aayi hu mai banke dilbari
baho me lahrati hu kismat banke aati hu
dunia jalwa mera
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja

mera pyar jo paye dunia ko thukraye
yu to hu mai dil ki dilkashi
mera pyar jo paye dunia ko thukraye
yu to hu mai dil ki dilkashi
mil jau to khusbu hu kho jau to aasu hu
mai to hu sabka sapna
mai to hu shola badan suraj ki jalti kiran
dekho jise wo jal jaye chule koi to gal jaye
aaja naja jalja
Zindagi Ye Zindagi
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Jawani-Jhoom-Ke-Gaaye/
zindagi ye zindagi do ghadi ki zindagi
kaun jane kis bahane maut aa jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

tere mere bich koi duri na rahe
pyas mere man ki adhuri na rahe
tere mere bich koi duri na rahe
pyas mere man ki adhuri na rahe
manchali mai manchali aisi hun mai machali
kaun jane kis bahane bat ban jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

ankhe na chura ham se ankhe to mila
rah na jae aaj koi shikwa gila
ankhe na chura ham se ankhe to mila
rah na jae aaj koi shikwa gila
are aa gai mai aa gai tere liye mai aa gai
kaun jane kis bahane raz khul jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae

sare ujale badal jaenge
ham to chupke se nikal jaenge
sare ujale badal jaenge
ham to chupke se nikal jaenge
ruk gai mai ruk gai
tere liye mai ruk gai
kaun jane kis bahane jam takrae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
zindagi ye zindagi do ghadi ki zindagi
kaun jane kis bahane maut aa jae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
jawani jhum ke gae
Moti Ho To Baandh Ke Rakh Du
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyricist: Nida Fazli
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Moti-Ho-To-Bandh-Ke-Ra
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

ho chand nahi phul nahi koi nahi un sa hasi
chand nahi phul nahi koi nahi un sa hasi
kaun hai vo kya nam hai unaka yahan bataun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

ho khoya hua hai har sama yar bina suna hai jahan
ho khoya hua hai har sama yar bina suna hai jahan
nil gagan ke chand ko banho me le aun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise

o ho chahe jinhe meri nazar hay nahi unako khabar
chahe jinhe meri nazar hay nahi unako khabar
band hai mandir ka daravaza phul chadhaun kaise
moti ho to bandh ke rakh lun pyar chhupaun kaise
vo chehara hai har chehare me use bhulaun kaise
use bhulaun kaise
Khubsoorat Ho Khubsoorat
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Tum-Badi-Khubsoorat-Ho
khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
ary teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho

teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho

gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
haay gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
chahat ho nazakat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho

aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
shararatt ho kayamat ho tum bade khubsoorat ho khubsoorat ho

teri har ada hai haseen haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho