People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Taaro Me Chamak
Music: R.D.Burman
Album: Daulat(1982)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Daulat/Taron-Men-Chamak-Phool
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi
o kuch bhi na rahega
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi
kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi

mohabbat se rangi o mohabbat se rangi
hain har kahani
o ho o mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

aa jhuthe hain sab risthe naate
jhuth mohabbat teri
aa jab tak daulat sath hain tere sath hain kismat teri
zamane me daulat ki hain hukum rani ha
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

o o
o mohabbat se roshan harek ghar ka aangan
ye maathe ki bindiyan
ye naino ki nindiyan
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
o faile to dharti
simte to aanchal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal
ye faile to dharti
ye simte to aanchal
ye chhalke to saagar
ye khanke to payal

aa ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
ye rakhi ka bandhan
ye mamta ka daman
o mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat ki har dil me hain rajdhani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani

ye daulat hain daulat
harek dil ki chahat
jahan bhi ye aaye nasiba jagaye
aa aa aa aa aa
ye daulat hain daulat aahe
harek dil ki chahat are waah
jahan bhi ye aaye aaye nasiba jagaye
ye barse to sawan
ye mahke to chandan
ye chamke to darpan
ye lachke to joban
ye moti ki surat ha ha
sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye moti ki surat sone ki murat
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat hi raja ye daulat hi rani
ye daulat na hoti to kuch bhi na hota
zamane me daulat ki hain hukum rani

ha mohabbat hain sehra
mohabbat jawani
o na paas ho paisa to har raat kaali
o mohabbat ke dam se ye jannat hain duniya
magar mulfashi me mushibat hain duniya
o mohabbat hain ijaat
ha ye ijaat kharide
ha ye chahat jagaye
acha ye chahat kharide
mohabbat se har haal daulat badi hain
jahan hain ye daulat wahi zindagi hain

ye daulat hain ravan
mohabbat hain sita
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
mohabbat hi kawa
mohabbat hi geeta
o mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat jami pe khuda ki nishani
mohabbat na hoti to
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat se rangi hain har kahani
mohabbat na hoti to kuch bhi na hota
mohabbat se rangi hain har kahani