humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
chahe jitne bhi kathin ho jindagi ke raste
jindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
chahe jitne bhi kathin ho jindagi ke raste
jindagi sari hai dilbar aap hi ke vaste
do kadam chalke kahi ruk jaye na diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
kya pta taqdeer ko kuch aur hi manjur ho
chal pade hai ab to manjil chahe jitni dur ho
kya pta taqdeer ko kuch aur hi manjur ho
chal pade hai ab to manjil chahe jitni dur ho
rah nahi sakta adura pyar ka afsana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
humse badhkar kaun hoga aapka diwana
kitne din hai mohabbat ye jara farmana
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi
main to sharma jaaungi, mai to ghabra jaaungi
main to sharma jaaungi, mai to ghabra jaaungi
kyun meri ye haalat hai, kaise ye samjhaaungi
thar thar, thar thar kanpega, thar thar, thar thar kanpega
chaandi ka badan
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaayen sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaayen sajan, choli bheegi
chupke chupke raah taku, chori chori aah bharu
chupke chupke raah taku, chori chori aah bharu
man hi man me ye sochu, kaise un ko pyaar karu
kitni pyari pyari hai, un ki ye lagan
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi
aaj ki rut mastaani bhi, meri shokh jawaani bhi
do saanso ki khushbu se thanda thanda paani bhi
mehka hoga jaise ke, mehka hoga jaise ke
phoolon ka chaman
kya hoga, kya hoga aise me jo aa jaaye sajan
choli bheegi lat bheegi, bheega ye badan
kya hoga aise me jo aa jaaye sajan, choli bheegi haaye
aaj in haathon mein phir se
zindagi hai saaz hai
kyaa kahu ae husn tujhpar
kitna mujh ko naaz hai
tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya mere meharbaa
mere meharbaa, mere meharbaa
socha na tha kabhi
itni haseen bhi, hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
socha na thha kabhi
itni haseen bhi, hoti hai zindagi ae jaan-e-jaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaan
mere meharba, mere meharba
maana ke zindagi, kaanton me hai pali
phoolo se hai bhari, meri daastaa
maana ke zindagi, kaanto me hai pali
phoolon se hai bhari, meri daastaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriyaa, mere meharbaa
mere meharbaan, aa, mere meharbaa
tu hai to raat kya, darne ki baat kya
taaron se hai bhara, mera aasmaan
tu hai to raat kya, darne ki baat kya
taaron se hai bhara, mera aasmaan
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
tere is pyar ka shukriya, mere meharbaa
mere meharbaa, mere meharbaa
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
pyar ke nashe me hum jidhar nikal gaye
har kadam pe aashiqo ke dil machal gaye
pyar ke nashe me hum jidhar nikal gaye
har kadam pe aashiqo ke dil machal gaye
is ada se mastiyo me jhumke chale
yaha waha pe sekndo jawa fisal gaye
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
zindagi hai apni aise pyar ke bina
jaise koi bag ho bahar ke bina
zindagi hai apni aise pyar ke bina
jaise koi bag ho bahar ke bina
ya ke aisa phul jisme dilkashi na ho
ya dulhan suhag me singar ke bina
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
aisi dil ki mehfile milegi phir kaha
husn hai shabab hai sharab hai yaha
aisi dil ki mehfile milegi phir kaha
husn hai shabab hai sharab hai yaha
jitna chahe jo yaha behak ke dekh le
har khata maf hai hajur ki yaha
kam nahi sharab se shokhiya shabab ki ye hamari mastiya
wo ada janab ki kam nahi sharab se
o meri gori gori jaan mai hu tera ek diwana
o meri gori gori jaan mai hu tera ek diwana
mit jaunga pyar me tere mai hu parvana
o meri gori gori jaan mai hu tera ek diwana
jindagi ki ye jawan rate chahati hai bekhudi ki bate
jindagi ki ye jawan rate chahati hai bekhudi ki bate
ho gaya hu pyar me husn ke singar me
hosh kyu rahe bala mausame bahar me
duniya se alag tu nahi mera afsana
o meri gori gori jaan mai hu tera ek diwana
mit jaunga pyar me tere mai hu parvana
o meri gori gori jaan mai hu tera ek diwana
jako rakhe sayiyan mar sake na koi
bal na baka kar sake jo jag bairi hoye
jiska rakhwala bhagwan bigade kya uska insan
jiska rakhwala bhagwan bigade kya uska insan
jiska rakhwala bhagwan
khode kuwa oro ke liye khud usme gir jaye
bhala kare ya bura kare tere samne aaye
jaisi karni waisi bharni data ka farman
jiska rakhwala bhagwan bigade kya uska insan
jiska rakhwala bhagwan
teri amanat hum leke tere dware aaye
dukh chinta me ek tu hi kam hamare aaye
nam hai tera bhole shankar teri shakti mahan
jiska rakhwala bhagwan bigade kya uska insan
jiska rakhwala bhagwan bigade kya uska insan
jiska rakhwala bhagwan
chand rato ko nikle na nikle
chand rato ko nikle na nikle
din me suraj na chamke to kya hai
apne chote se ghar me ujala
ab sada ke liye ho gaya hai
chand rato ko nikle na nikle
din me suraj na chamke to kya hai
ek hansi iski hai sari duniya meri
ek muskan so sal ki jindagi
mujhko duniya me ab or kya chahiye
mil gayi hai jamane ki sari khushi
maine kal ko jo dekha tha sapna
aaj kismat se pura hua hai
apne chote se ghar me ujala
ab sada ke liye ho gaya hai
chand rato ko nikle na nikle
din me suraj na chamke to kya hai
har ghadi har samay muskurata hua
phul sa bachpana meri baho me ho
lal mera bada hoke jaye jaha
kamyabi sada iski raho me ho
dur har dum rahe gum ke saye
ye hamesha hi meri dua hai
apne chote se ghar me ujala
ab sada ke liye ho gaya hai
chand rato ko nikle na nikle
din me suraj na chamke to kya hai
ho raam jane hoye
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaj mera jhumka gira, beech bajariya
hoye raam jane
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaye re julmi najariya, bhuli mai apni dagariya
tadapu re dil ko pakad ke, jaise ki jal bin machariya
chupake cuhuke pyar kiya re
chori chori mar diya re
julmi ne dil ke katar hoye
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaj mera jhumka gira, beech bajariya
hoye raam jane
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaya re kaisa jamana, muskil hai dil ka bachana
raho me lakho khade hai, aankho ka leke nishana
jisko dekho pyar jataye, juthi juthi kasme khayen
bole re tumse hai pyar hoye
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaj mera jhumka gira, beech bajariya
hoye raam jane
raam jane kiski lagi, haye mujhko najariya
aaj mera jhumka gira, beech bajariya
haye raam jane raam jane
bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya, ke aankhe bicha du
karun kya yeh meree, samaj me na aaye
bahut shukriya
karun pesh tum ko, (najarana dil ka -2)
ke ban jaye koyee afasana dil ka
khuda jane aisee suhanee ghadee phir - (2)
meree jindagee me palat ke na aaye
bahut shukriya
mujeh dar hai mujh me, gurur aana jaye
lagu jhumne me, (surur aa na jaye -20
kahee dil na meraa, yeh tarif sun kar - (2)
tumhare bane aur mujeh bhul jaye
bahut shukriya
khushee toh bahut hai (magar yeh bhee gam hai -2)
ke yeh sath apna kadam do kadam hai
magar yeh musafir duwa mangta hai - (2)
khuda aapse phir kisee din milaye
bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya, ke aankhe bichha du
karun kya yeh meree, samaj me na aaye
bahut shukriya
aapka muskurana
mujhe dekh kar aapka muskurana
mohobbat nahi hai toh phir aur kya hai
mujhe dekh kar aapka muskurana
mujhe tum begana keh lo ya ke diwana
magar yeh diwana jane dil ka fasana
banavat me dil ki hakikat chhupana
mohobbat nahi hai toh phir aur kya hai
mujhe dekh kar aapka muskurana
khayalo me khoyi khoyi rehthi ho aise
musafir ki chalti phirti tasvir jaise
ada aashiki ki najar shairana
mohobbat nahi hai toh phir aur kya hai
mujhe dekh kar aapka muskurana
tumhe mohabbat hai hamse mana, batao iska sabut kya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana, batao iska sabut kya hai
ye hath sine pe rakh ke dekho, na puchho iska sabut kya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana
ye dil ki dhadkan ye sard aahe, yahi shiqayat hai har kisi ko
ye dil ki dhadkan ye sard aahe, yahi shiqayat hai har kisi ko
nai bala ko jab bhi dekha, to pyar karane lage usi se
nai bhala isame bat kya hai, ki ye fasana bahut suna hai
ye hath sine pe rakh ke dekho, na puchho iska sabut kya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana
jo ag sine me hai hamare, tumhare hoti to jan lete
jo ag sine me hai hamare, tumhare hoti to jan lete
bagair koi sabut mange, hamari chahat ko man lete
tumhari ankho me kash hota, hamari ankho me jo nasha hai
ye hath sine pe rakh ke dekho, na puchho iska sabut kya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana
yahi nasha jo rahe hamesha, to ham bhi chahat ka jam pi le
yahi nasha jo rahe hamesha, to ham bhi chahat ka jam pi le
ye daur e sagar yu hi chalega, to le ke saqi ka nam pi le
magar ye ham par qaram ki nazare, badal na jaengi kya pata hai
ye hath sine pe rakh ke dekho, na puchho isaka sabut kya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana
hame to saqi se vasta hai, surahi badle ya jam badle
hame to saqi se vasta hai, surahi badle ya jam badle
tere divane kabhi na badalege, chahe sara nijam badle
tere hi qadamo me jan dege, ye dil tujhe jab de diya hai
tumhe mohabbat hai hamse mana
sitam ki aandhiyo se jal rahe hai
mere dil me gham ke daag
bachau haye kaise
bujh raha hai ulfat ka charag
zami aasma jab hai dushman humare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
zami aasma jab hai dushman humare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
bujhi ja rahi hai sama zindagi ki
kabhi na mite aise duniya kisi ki
duniya kisi ki
kahin se bhi humko mile na sahare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
zami aasma jab hai dushman humare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
meri bekashi ka na puchho fasana
jalega mere samne aashiyana
mera aashiyana
mujhe dekhenge honge ye bhi nazare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
zami aasma jab hai dushman humare
kare kisse shikwa mohabbat ke maare
meri zindagi me koi aa gaya
dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
meri zindagi me koi aa gaya
dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
oo aaj mera nache jiya jhum ke
mere dil ki duniya me
aayi hai bahar
dekho aayi hai bahar
kisi ne na jana
mera kaise hua pyar
mera kaise hua pyar
mere dil ki duniya me
aayi hai bahar
dekho aayi hai bahar
kisi ne na jana
mera kaise hua pyar
mera kaise hua pyar ooo
koi mujhe apna bana gaya dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
meri zindagi me koi aa gaya
dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
oo aaj mera nache jiya jhum ke
wo jiska ishara meri najro ne paya
meri nazro ne paya
nigaho me aake mere dil me samaya
mere dil me samaya
wo jiska ishara meri najro ne paya
meri nazro ne paya
nigaho me aake mere dil me samaya
mere dil me samaya ooo
ek nayi duniya basa gaya
dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
meri zindagi me koi aa gaya
dil me sama gaya
aaj mera nache jiya jhum ke
oo aaj mera nache jiya jhum ke
dil se majbur gulamo ki ye nikli aawaz
khul gaya aaj se insan ki taqdeer ka raaz
ek hi sak me khade ho gaye mehmudo ayaz
na koi banda raha aur na koi banda nawaz
aankho ko ye allah ka jalwa najar aaya
raaho me fakiro ko gale aaj lagaya
aankho ko ye allah ka jalwa najar aaya
raaho me fakiro ko gale aaj lagaya
dil jhum utha aaj garibo ka khushi se
shikwa hai kisi ka na, na shikayat hai kisi se
sab ek huye waah teri shan khudaya
raaho me fakiro ko gale aaj lagaya
insa ki juba par na raha gham ka satana
gunja hai fizao me mohabbat ka tarana
manzil ka naya raasta kismat ne dikhaya
raaho me fakiro ko gale aaj lagaya
aa jaao badal daale ye raftar zamana
ab aur chalega na ye dastur purana
utho meri duniya ke garibo ko jaga do
dilshah ka insaaf kinaro se hila do
jis khet ke majduro ko milti nahi roti
us khet ke har daane ko tum aag laga do
aag laga do, aag laga do, aag laga do
duniya kahti mujhko pagal
are mai kahta duniya ko pagal
ha haye mera dil
ho bas kayamat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ek hasin nazani se mohabbat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
nind apni kho gayi
dillagi me dil gaya
nind apni kho gayi
dillagi me dil gaya
aur diwana hume naam yaaro mil gaya
husn ki ishq pe ye inayat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
hum khyalo me mile
yu mulakate hui
hum khyalo me mile
yu mulakate hui
hotho pe na aayengi
unse jo bate hui
bas yahi jan lo
duniya jannat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ek hasin nazani se mohabbat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka
bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka
agar mil jaye thoda sa gulabi rang hontho ka
gulabi rang hontho ka
to sadke husn ke rangin apni daasta kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana
agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana
to main bhi jaanta hu pyar ki raaho me mar jana
inhi raaho me mar jana
magar itna to mauka do
ke haal-e-dil baya kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu
suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu
kaho to baat matlab ki jaba par aaj lata hu
jaba par aaj lata hu
bura mano to kah do band main apni jaba kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi
ek hasin najini se mohabbat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya
need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya
aur diwana hume naam yaaro mile gaya
husn ki ishq pe ye inayat ho gayi ho
ho bas qayamat ho gayi
hum khyalo mein mile yu mulakate hui
hum khyalo mein mile yu mulakate hui
hothon pe na aayegi un se jo bat hui
bas yahi jaan lo duniyan jannat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah
ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah
baat logo mein chali ye fasano ki tarah
har juba har najar ko shikayat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi
ek hasin najini se mohabbat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
nayi manjil nayi raahe naya hai meharba apna
naa jane jake thahrega kaha ye karva apna
naa chamkegi jaha bijali naa aayega jaha tufaa
banaenge usi dali pe jake aashiya apna
bharosa hai mukaddar par tumhara bhi sahara hai
kahi dushman naa ban jaye ye jalim aasman apna
nayi manjil nayi raahe naya hai meharba apna
naa jane jake thahrega kaha ye karva apna
dikhaenge hame ye chand tare raah manjil ki
dikhaenge hame ye chand tare raah manjil ki
banate ho agar dushman to ho sara jaha apna
nayi manjil nayi raahe naya hai meharba apna
naa jane jake thahrega kaha ye karva apna
nayi manjil nayi raahe
naya hai meharba apna
na jaane jake thahrega
kaha ye karwa apna
bahaar aai hain gulshan me
khili hain har taraf kaliyaan
bahaar aai hain gulshan me
khili hain har taraf kaliyaan
kami kya hain jo rutha hain
chaman se baagbaan apna
nayi manjil nayi raahe
naya hai meharba apna
na jaane jake thahrega
kaha ye karwa apna
lagi mehndi bani dulhan
baje shehnaaiya lekin
lagi mehndi bani dulhan
baje shehnaaiya lekin
ye meri badnasibi hain
ki suna hai jaha apna
nayi manjil nayi raahe
naya hai meharba apna
na jaane jake thahrega
kaha ye karwa apna
gori gori patli kalai re balamwa
chhod na dena pakad ke
chale jana na hamse akad ke
chori chori meri gali aana ri sajaniya
na dekhe mohalle ke ladke
jara ghar se nikalna tadke
gori gori patli kalai re balamwa
chhod na dena pakad ke
chale jana na hamse akad ke
chori chori meri gali aana ri sajaniya
na dekhe mohalle ke ladke
jara ghar se nikalna tadke
chhod ke na jana mera dil na dukhana
dekho pyar nibhana balam rasiya
ho man me bithau tohe apna banau
tere bina mera kahi lage na jiya
ho gori lage na jiya
kahu paiya tumhare mai pakad ke
chale jana na hamse akad ke
gori gori meri gali aana ri sajaniya
na dekhe mohalle ke ladke
jara ghar se nikalna tadke
tera hu diwna tune itna na jana
tohe man ki ye bate batau kaise
pyar ke mare gine ratiyo ko tare
tujhe apna ye hal sunau kaise
ho sunau kaise
dil me shola mohabbat ka bhadke
chale jana na hamse akad ke
gori gori meri gali aana ri sajaniya
na dekhe mohalle ke ladke
jara ghar se nikalna tadke
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
jo jalim dil ko tadpaye wahi bhata hai iss dil ko
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
muhabbat me
kushi ki jindagi me gam agar thoda sa shamil ho
kushi ki jindagi me gam agar thoda sa shamil ho
toh sach mano ke jine kaa maja aata hai iss dil ko
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
muhabbat me
bhulana bhi agar chaho toh woh bhula nahi jata
bhulana bhi agar chaho toh woh bhula nahi jata
koyi toh bat hai aisi jo yad aata hai iss dil ko
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
muhabbat me
akeli shamma kab jalati hai parwana bhi jalata hai
akeli shamma kab jalati hai parwana bhi jalata hai
wo kud bhi to tadpata hai jo tadpata hai iss dil ko
muhabbat me tadpane se karar aata hai iss dil ko
muhabbat me
o bazigar
o bazigar, ae ae bazigar
o bazigar, ae ae ae bazigar
do pyar ki baate kar jara, do pyar ki baate kar
ha humse milake milake najar o bazigar, ae ae bazigar
do pyar ki baate kar jara, do pyar ki baate kar
ha humse milake milake najar, o bazigar
jeet samjha hai jisko teri haar hai
dekh aankho mein jalim tera pyar hai
jeet samjha hai jisko teri haar hai
dekh aankho mein jalim tera pyar hai
humse daaman chhudake chala hai kidhar
o janejigar tu khel magar
ha humse milake milake najar, o bazigar ae bazigar
do pyar ki baate kar jara, do pyar ki baate kar
ha humse milake milake najar, o bazigar
lootle ne ki tujhko nayi chaal hai
dushmano ka bichhaya huwa jaal hai
lootle ne ki tujhko nayi chaal hai
dushmano ka bichhaya huwa jaal hai
naa fasna tu is jaal mein bekhbar
o janejigar tu khel magar
ha humse milake milake najar, o bazigar ae ae bazigar
do pyar ki baate kar jara, do pyar ki baate kar
ha humse milake milake najar, o bazigar
ye maara wo maara
ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara
teri jindagi mein aise mauke suhane naa aayenge
teri jindagi mein aise mauke suhane naa aayenge
tere yahi patte tera bigda mukaddar banayenge
yahi chamkega teri nasib ka taara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara
ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara
dekh wo matwala aajse apna daman bachayega
dekh wo matwala aajse apna daman bachayega
to ye nain bholebhale kabhi kismat pe dhoka khayega
rona hasna to jeevan ka khel hai saara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara
ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
ye maara
vo khushnasib hai, jinako yahaan qaraar mila
hame to dil jo mila, vo bhi beqaraar mila
vo khushnasib hai, jinako yahaan qaraar mila
hame to dil jo mila, vo bhi beqaraar mila
mili hai pyar me, dar dar ki thokare hamako
mili hai pyar me, dar dar ki thokare hamako
lagaye rakhate hai, sine se har ghadi gam ko
jo khatm ho na kabhi, aisa itazar mila
hame to dil jo mila, vo bhi beqarar mila
sitam hai gam ke, samadar me har khushi dubi
sitam hai gam ke, samadar me har khushi dubi
hamare ashq me khud, apani zindagi dubi
sahara de koi aisa na ek baar mila
hame to dil jo mila, vo bhi beqarar mila
vo khushnasib hai, jinako yahaan qaraar mila
hame to dil jo mila, vo bhi beqaraar mila
vo khushnasib hai