O Mere Saajan Kyun Khila-khila Chaand Yeh
Jhoome Mera Mann Ab Tu Jo Mila Hai
Kyun Aisi Khushboo Saanson Mein Ghul Gayi?
Kya Hai Yeh Jaadu Main Bhi Pighal Gayi?
Ab Neend Nahi Chain Nahi Kaise Kahoon Main?
Teri Baahon Mein Ho Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Teri Baahon Mein Ho Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Chhedun Main Jo Tujhe Ek Lehar Uthe Re
Honthon Ko Chhoo Loon Toh Tan Sihar Uthe Re
Aag Yeh Dil Mein Har Pal Yeh Jalegi
Zindagi Saari Yeh Raushan Karegi
Bhed Kyun Lage Tera Tewar Yeh Teekha?
Kisi Ko Na Dikha Dil Shehad Se Meetha
Saat Janam Mein Ab Saath Rahoongi
Kitne Bhi Gham Hon Main Saare Sahoongi
Pehle Main Sahunga Phoolon Sa Main Rakhunga
Hone Doon Na Tujhe Koi Dard Bhi Halka
Hai Tere Saath Saari Zindagi Hogi Chhaanv Mein
Teri Baahon Mein Ho Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Teri Baahon Mein Ho Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Khatti Si Meethi Si Teri Meri Kahaani
Tu Kahe Woh Wahi Rahi Ranabaali Ki Rani
Ban Ke Main Paayal Tere Kadmon Ko Choomun
Aur Jahan Chale Tu Sang Tere Main Ghoomun
Tu Hi Hai Aasmaan Sooraj Tu Chaand Tu
Dhoop Hai Dhoop Ki Thandi Si Saanjh Tu
Mera Savera Aur Tera Andhera
Ab Se Jo Hai Tera Waada Hai Mera
Tere Bin Jee Na Paaoon Kise Main Samjhaoon?
Tu Mera Ghar Hai Sansaar Tu Mera
Nanha Tere Jaisa Hi Ho Maangun Dua Main
Teri Baahon Mein Ho Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Teri Baahon Mein Teri Baahon Mein
Bas Mera Rahe Tu Aur Teri Rahoon Main
Naina Toree Raah Se Lipte
Ek-tak Takti Baat Tihari
Naina Toree Raah Se Lipte
Ek Pal Sun Chaa Baat Hamari
Dekho Piya Toree Chhata
Toree Mita Doori Mita
Baatein Badha Chhupi Ghata
Doori Mita Doori Mita
Dhadkan Baagi Mann Anuraagi
Kyun Ghabraye Baar-baar Haye
Vichlit Ho Gayi Vanchit Ho Gayi
Ab Lo Piya Ji Saar Saar Haye
Darshan De Do Ab Do Naina
Ho Jaane Do Chaar Chaar Haye
Ekaki Pan Maange Re Tohse
Aalingan Uphaar Haye
Mukhda Dikha Jaiyo
Apna Kabhi
Arziya Karti Hoon Main
Mukhda Dikha Ke Jaiyo
O Re Kanha Leke Na
More Bheeghe-bheeghe Hothon Ki Hansi
Yeh Bhi Chahun Jahan Bhi Hoon
Main Toh Rahun Toree Baahon Mein Kasi
Jaldi Se Aa Daras Dikha Nadiya
Meha Vaari Chhalke
Piya Prem Nagar Ki Hai Saral Dagar
Yahan Aao Ji Palke Bichhaya
Tushti Ho Jaye Pushti Ho Jaye
Pehen Baahon Ke Haar Haar
Mann Mandir Mein Toree Pooja
Nis-din Karti Baar-baar
Antu Daasi Ka Tu Kar Do
Karti Hoon Manohar Haar
Mukhda Dikha Jaiyo
Apna Kabhi
Arziya Karti Hoon Main
Mukhda Dikha Ke Jaiyo
Pighal Ke Panahon Mein Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaau Teri Baahon Mein Ghul Jaau Teri Baahon Mein
Jivan Ek Premnu Madhur Geeto Ga Haan Geeto Ga
Sun Sun Sun Sun
Nam Hai Ye Zubaan Thamsa Gaya Aasman
Dhadkan Mein Basa Hai Tera Aashiyan
Nam Hai Ye Zubaan Thamsa Gaya Aasman
Dhadkan Mein Basa Hai Tera Aashiyan
Surmai Saam Ke Aanchal Mein Bahti Hawa Ho Tum
Pighal Ke Panahon Mein Ghul Jaau Teri Baahon Mein
Pighal Ke Panahon Mein Ghul Jaau Teri Baahon Mein
Aankho Par Sabnami Paklon Ka Pehra
Hothon Ki Muskan Haseen Sa Chehra
Teri Sadagi Mein Koi Raaz Gehra
Mein Hun Raat Khoyi Si Tu Roshan Sawera
Lahoo Ke Behte Toofano Mein Ek Ho Tum
Pighal Ke Panahon Mein Pighal Ke Panahon Mein
Selfie Teri Meri Jab Lagati Hoon Main
Ik Emoji Ki Tarah Muskurati Hoon Main
Selfie Teri Meri Jab Lagati Hoon Main
Ik Emoji Ki Tarah Muskurati Hoon Main
Dekhte Dekhte Pura Saal Ho Gaya
Pyar Main Tere Baby Dekho Kya Ho Gaya
Sambhale Nahi Sambhlta Hai Dil
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Meri Subah Hai Shaam Hai Tu Din Bhar Ka Kaam Hai
Char Pehar Lab Pe Mere Ek Tera Hi Naam Hai
Meri Subah Hai Shaam Hai Tu Din Bhar Ka Kaam Hai
Char Pehar Lab Pe Mere Ek Tera Hi Naam Hai
365 Din Mere 365 Pal Huye
Yesterday Yes Mein Tum Hi the
Tum Aane Wala Kal Huye
Mere Har Janam Mein Tum Ho Sanam
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Selfie Teri Meri Jab Lagati Hoon Main
Ik Emoji Ki Tarah Muskurati Hoon Main
Dekhte Dekhte Pura Saal Ho Gaya
Pyar Main Tere Baby Dekho Kya Ho Gaya
Sambhale Nahi Sambhlta Hai Dil
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Ban Jaye Dil Calender Pal Pal Ka Ek Samundar
Zanko to Dil Ke Under Tere Mere Dil Tere Mere Dil
Adha Re Adha Pal Khushi Ka
Adha Re Adha Hein
Aja Re Aja Baatle Kuch
Kam Hein Jyada Hein
Mithe Re Mithe Mausamo Ka
Mitha Re Mauka Hein
Beete Re Beete Pal Se Agale
Pal Ka Sauda Hein
Ab Na Koi Dar Ka Hein Asar Humko
Hein Ye Duriyaan Majburiyan Par
Kya Fikar Humko
Hein Ye Duriyaan Majburiyan Par
Kya Fikar Humko
Mujhe Sikayat Thi Khudi Se
Kuch Umeed Bhi Gairon Ki
Ab Ghunghruo Ke Khwaab Me Hein
Dosti Kuch Pairon Ki
Kuch Kadam Ye Mere Mana Dagmagaye Hein
Kuch Kadam Tune Bhi Mushkil Se Jamaye Hein
Mushkuraht Ne Ye Apni Saath Mil Karke
Kuch Ye Lamhe Jo Mile Hein Khud Kamaye Hein
Ab Na Koi Baaki Hein Kasar Humko
Ab Na Faasale Na Raaste Ki Hein Fikar Humko
Falak Se Main Sitare Tod Ke Zameen Pe Launga
Izazat De Jahan Bhi Ho Teri Khushi Le Aaunga
Koi Jagah Na Pata Jahan Na Ho Tu Dikha
Tere Naam Se Shuru Hai Har Dua
Tere Naam Se Naam Juda Ke
Teri Raah Mein Sham Saja Ke
Rabb Tujhko Maan Liya Jo
Tere Sang Ishq Hua
Tere Naam Se Naam Juda Ke
Teri Raah Mein Sham Saja Ke
Rabb Tujhko Maan Liya Jo
Tere Sang Ishq Hua
Tere Khayalon Ka Shehar Main Hoon
Tune Mujhe Basa Diya
Tu Hai Kinara Toh Lehar Main Hoon
Aake Tujhe Hai Choo Liya
Teri Saanson Mein Ghul Gaya Hoon
Tere Shoone Se Khill Gaya Hoon
Teri Baaton Ne Ye Kya Kar Diya
Koi Jagah Na Pata Jahan Tu Ho Dikha
Tere Naam Se Shuru Hai Har Dua
Tere Naam Se Naam Juda Ke
Teri Raah Mein Sham Saja Ke
Rabb Tujhko Maan Liya Jo
Tere Sang Ishq Hua
Tere Naam Se Naam Juda Ke
Teri Raah Mein Sham Saja Ke
Rabb Tujhko Maan Liya Jo
Tere Sang Ishq Hua
Ishq Hua Ishq Hua
Tere Sang Tere Sang
Tere Sang Ishq Hua
Ayi Yayi Yaiya Karam Ki Duniya Mein
Koi Dharam Kya Chunta Hai
Bhaiya Ki Farak Painda Ae
Mama Mia Koi Padhta Kalma
Koi Kirtan Sunta Hai
Hanji Ki Farak Painda Ae
Chehron Mein Chehra
Har Flavour Ka Milta Hai
Lehja Bhi Har Khushbu
Har Flavour Ka Milta Hai
Aapas Mein Sab Khann Khann
Karte Hain Bartan Jaise
Apna To Khann Khann Se Bhi
Music Banta Hai
Suni Bhaiya Itni Aabaadi Mein
Bhaiya Itna To Chalta Hai
Hanji Ki Farak Painda Ae
Dhoop Kisi Ka Kabhi
Mazhab Kahan Puchti Hai
Ik Jaisi Sab Ki Hai
Kaum Kisi Ki Kya Hai
Barkha Kahan Sochti Hai
Har Aangan Girti Hai
Hua To Kya Koi Agar
Gora Ya Kaala
Mazhab Ya Mizaaj Ya
Ya Guroor Wala
Zara Sa To Milega Hi
Sabhi Mein Antar
Meherbaan Sabhi Pe Hai
Uparwala
Socho Miyaan Kaun Kam Ya Zyada
Koi Kaise Tay Karta Hai
Ji Ki Farak Painda Ae
Koi Ganga Mein Nahaye
Ki Farak Painda
Ya Phir Koi Hajj Ko Jaaye
Ki Farak Painda
Koi Langar Khaana Chahe
Ki Farak Painda
Ya Christmas Carol Gaana Chahe
Ki Farak Painda
Har Koi Hai Banda Rab Ka
Lahu Ragon Mein Ek Hai Sabka
Kahe Ki Itni Hinsa Hai
Aakhir Hum Sab Hi Insaan Hai
Ki Farak Painda Ae
Ki Farak Painda Ae
Ki Farak Painda Ae
Bhaiya Ki Farak Painda Ae
Chamach Sare Aaj Dhol Kithe Bajne
Chokhat Darwaje Sare Dulhan Se Sajne
Kurta Pajama Paake Bhangra Si Karna
Pipi Pateyala Aaj Sare Asi Nachne
Or Sadi Bhen Jehri Itni Cute Ae
I Don’t Know Why Kyun Baithi Mute Ae
Pucho Toh Bolti Na Kuch Bhi Kisi Se
Repeat Kare Ek Baat
Main Saure Ghar Main Saure Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Oh Shava Shava Shava
Hnn Mathe Te Chamkan Baal Meri Behna Ke
Hathon Main Mehendi Lal Meri Behna Ke
Peele Color Ki Ise Haldi Lagao
Wait Na Karo Ise Jaldi Lagao
Jo Bhi Yeh Mange Ise Woh Sab Khilao
Dj Pe Iske Wala Gana Lagao
Par Sadi Bhen Jehri Itni Sweet Ae
Twitter Pe Dali Isne Recent Tweet Ae
Pucho Toh Bolti Na Kuch Bhi Kisi Se
DM Kare Yahi Baat
Main Saure Ghar Main Saure Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Main Saure Ghar Nahi Nahi Nahi
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Haye Twitter Pe Dali Maine Weeding Ki Date Hai
Mehman Aage Sare Bhai Mere Late Hai
Kabse Main Baithi Hoon Saure Ghar Jane Ko Bas
Mujhko Tumhare Jiju Ki Wait Hai
Main Saure Ghar Main Saure Ghar Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Hi Jaana
Main Saure Ghar Hi Jaana
Main Saure Ghar Hi Hi Hi
Main Saure Ghar Hi Jaana
Joh Bhi Faisla Hai Tera
Woh Mujhko Bata De
Joh Naseeb Mein Hai Likha
Us Shakhs Se Mila De
Mila De, Milaa De
Milaa De…
Main Dua Ke Baad Jab Bhi
Aankhon Ko Kholun
Mere Humnava Ka Mujhe
Chehra Dikha De, Chehra Dikha De
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Ujad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Phir Se Ek Baar Bikhar Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Haan Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Ta Na Na De Re Noom Noom Ta Na Na Re
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Mere Dil Ne Diya Jo Tujhe Martaba
Jaanu Main Ya To Phir Jaane Mera Khuda
Teri Or Sanam Ab Yeh Mere Kadam
Badhna Chahte Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Rab Ki Marzi Se Tujhe Dil De Diya Maine Hai
Ab To Har Din Khaatir Teri Lage Jeene Hai
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Hum Unmein Se Nahi Jo Raahon Mein Kahin
Bichhad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Ho… Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain
Chal Tere Ishq Mein Pad Jaate Hain