Ayi Yayi Yaiya Karam Ki Duniya Mein
Koi Dharam Kya Chunta Hai
Bhaiya Ki Farak Painda Ae
Mama Mia Koi Padhta Kalma
Koi Kirtan Sunta Hai
Hanji Ki Farak Painda Ae
Chehron Mein Chehra
Har Flavour Ka Milta Hai
Lehja Bhi Har Khushbu
Har Flavour Ka Milta Hai
Aapas Mein Sab Khann Khann
Karte Hain Bartan Jaise
Apna To Khann Khann Se Bhi
Music Banta Hai
Suni Bhaiya Itni Aabaadi Mein
Bhaiya Itna To Chalta Hai
Hanji Ki Farak Painda Ae
Dhoop Kisi Ka Kabhi
Mazhab Kahan Puchti Hai
Ik Jaisi Sab Ki Hai
Kaum Kisi Ki Kya Hai
Barkha Kahan Sochti Hai
Har Aangan Girti Hai
Hua To Kya Koi Agar
Gora Ya Kaala
Mazhab Ya Mizaaj Ya
Ya Guroor Wala
Zara Sa To Milega Hi
Sabhi Mein Antar
Meherbaan Sabhi Pe Hai
Uparwala
Socho Miyaan Kaun Kam Ya Zyada
Koi Kaise Tay Karta Hai
Ji Ki Farak Painda Ae
Koi Ganga Mein Nahaye
Ki Farak Painda
Ya Phir Koi Hajj Ko Jaaye
Ki Farak Painda
Koi Langar Khaana Chahe
Ki Farak Painda
Ya Christmas Carol Gaana Chahe
Ki Farak Painda
Har Koi Hai Banda Rab Ka
Lahu Ragon Mein Ek Hai Sabka
Kahe Ki Itni Hinsa Hai
Aakhir Hum Sab Hi Insaan Hai
Ki Farak Painda Ae
Ki Farak Painda Ae
Ki Farak Painda Ae
Bhaiya Ki Farak Painda Ae