Wo O
Ambar Hethan Dharti Vasdi
Ethe Har Rut Hasdi Ho O
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Des Hai Mera
Dharti Sunehri Ambar Neela Ho
Dharti Sunehri Ambar Neela
Har Mausam Rangeela
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Bole Papiha Koyal Gaaye
Bole Papiha Koyal Gaaye
Saawan Ghir Ke Aaye
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Oh Kothhe Te Kaan Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di
Vich Aane Da Vi Na Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di
Genhoo Ke Kheton Mein
Kanghi Jo Kare Hawaayein
Rang Birangi Kitni
Chunariyaan Ud Ud Jaayein
Lo Sun Lo
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Koyi Prem Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
O
Oh Meri Jugni De Dhaage Pakke
Jugni Os De Moonh Toh Fabbe
Jinu Sat Ishq Di Lagge
Oy Saanyi Mereya Oh Jugni Hoy
Veer Mereya Jugni Kendi Aye
Oh Naam Saayin Da Lendi Aye
Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy
Oh Dil Kad Litaa Ee Jind Meriye
Baap Ke Kandhe Chadh Ke
Jahaan Bachche Dekhe Mele
Melon Mein Nat Ke Tamaashe
Kulfi Ke Chaat Ke Thhele
Kahin Milti Meethhi Goli
Kahin Chooran Ki Hai Pudiya
Bhole Bhole Bachche Hain
Jaise Gudde
Aur Gudiya
Aur Inko Roz Sunaaye Daadi Naani Ho O
Roz Sunaaye Daadi Naani
Ek Pariyon Ki Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Sadke Sadke Jaandi Aaye Mutiyaare Ni
Kanda Chuba Tere Pair Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kanda Chuba
Tere Pair Baankiye Naare Ni
Kaun Kade Tera Kaandra Mutiyaare Ni
Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Mere Des Mein Mehmaanon Ko
Bhagwaan Kaha Jaata Hai
Woh Yahin Ka Ho Jaata Hai
Jo Kahin Se Bhi Aata Hai
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Jaane Kyun Ye Lagta Hai
Mujhko Jaana Pehchaana
Yahaan Bhi Wahin Shaam Hai
Wahin Savera O
Wahi Shaam Hai Wahin Savera
Aisa Hi Des Hai Mera
Jaisa Des Hai Tera
Waisa Des Hai Tera
Haan Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Ho
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Haan
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Ho O
Waisa Des Hai Mera
radha tu hai diwani kanha ko na pahchani
soch rahi thi wo na aayenge
dekha aa gaye karishan murari
teri galiyo me aa gaye karishan murari
radha ke bin shyam na saaje
radha ke bin shyam na saaje
preet bina murli na baje preet bina murli na baje
jan gaye banwari, dekha aa gaye karishan murari
teri galiyo me aa gaye karishan murari
radha tu hai diwani kanha ko na pahchani
soch rahi thi wo na aayenge
dekha aa gaye karishan murari
teri galiyo me aa gaye karishan murari
dekha hai sapna koi tu kyu roya hai sote hue
tu kyu roya hai sote hue
aisa na hoga kabhi tere papa ke hote hue
tere papa ke hote hue
tere khilone jo maine bhi tode
rokenge mujhko wo aayenge daude aayenge daude
dekhenge kaise bhala apne munne ko rote hue
apne munne ko rote hue
kya wo akela hame chhod denge
main kaise manu wo dil tod denge dil tod denge
majhi to dekhe nahi apni naiya dubote hue
apni naiya dubote hue
kya tere dukh sukh se anjaan hai wo
ye ghar hai mandir to bhagwaan hai
wo bhagwaan hai wo
beta hame dar hai kya unke mandir me hote hue
unke mandir me hote hue unke mandir me hote hue
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
andar tu hain bahir tu hain
andar tu hain bahir tu hain
rom rom vich tu, rom rom vich tu
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
tu ae tada tu ae baana
tu ae tada tu ae baana
main naahi sab hain tu, main naahi sab hain tu
rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da mehram tu
kahe husain fakir shaida
kahe husain fakir shaida
mera sab kuchh tu
o rabba mere haal da mehram tu
rabba mere haal da
rabba mere haal da
rabba mere haal da mehram tu
pahli najar me tune ye kya kiya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya, dil kho gaya
kal tak to ye dil mera hi tha
kal tak to ye dil mera hi tha
aaj sanam ye dil tera ho gaya
tera ho gaya, tera ho gaya, tera ho gaya
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath
goriya re goriya re goriya re
sapne kabhi maine dekhe na the
sapne kabhi maine dekhe na the
mil kar tujhe sapne sajne lage
tere palko ke saaye mera dil chain paaye
o dilruba o dilruba
pahli najar me tune ye kya kiya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya
tore bina jiya na lage mera tore bina
tore bina jiya na lage mera tore bina
dil ki tamanna ko anzaam de
dil ki tamanna ko anzaam de
chahat ko apni koi naam de
naam dono ke jud gaye, ek ho jaaye jwan
o sathiya o sathiya
kal tak to ye dil mera hi tha
kal tak to ye dil mera hi tha
aaj sanam ye dil tera ho gaya
tera ho gaya, tera ho gaya, tera ho gaya
pahli najar me tune ye kya kiya
hosh ud gaye mere dil kho gaya
dil kho gaya, dil kho gaya, dil kho gaya
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath goriya re
sajni chali sajan ke sath goriya re
goriya re goriya re goriya re
dua mai karungi jaha tu jaaye
khile ki rab tenu sab kuch de
laaddali tu sabki raunak
tu raunak sabhi ki, tu raunak sabhi ki
rab tenu sab kuch de
raunak sabhi ki tu raunak sabhi ki
rab tenu sab kuch de
raushan kare tu raunak laaye tu
saadhan bane tu sabke liye jo
laadali tu ghar ki, raunak sabhi ki
laadali tu ghar ki, raunak sabhi ki
basegi kahi bhi ae sakhari
dua mai karungi jaha tu jaaye
dua mai karungi jaha tu jaaye
khile ki rab tenu sab kuch de
laadali tu laadali tu, roshan tu raunak tu
laadali tu laadali tu, roshan tu raunak tu
tute dilo pe tu marham lagaa le
uljhan me pada jo raah usko dikhaaye
dua mai karungi jaha tu jaaye
khile ki rab tenu sab kuch de
raunak sabhi ki tu raunak sabhi ki
rab tenu sab kuch de, raunak
raunak sabhi ki haaye ha aa raunak sabhi ki
haaye raunak sabhi ki
laadali tu ghar ki, raunak sabhi ki
laadali tu ghar ki, raunak sabhi ki
basegi kahi bhi ae sakhari
dua mai karungi jaha tu jaaye
laadali tu laadali tu, roshan tu raunak tu
laadali tu laadali tu, roshan tu raunak tu
dua mai karungi jaha tu jaaye
khile ki rab tenu sab kuch de
rab tenu sab kuch de
allah karam karana, lillah karam karna
allah karam karana, lillah karam karna
paravardigar-e-aalam
bekas pe reham karna, bekas pe reham karna
bekas pe reham karna, bekas pe reham karna
allah karam karana, lillah karam karna
paravardigar-e-aalam
bekas pe raham karna, bekas pe raham karna
bekas pe raham karna, bekas pe raham karna
allah karam karana, lillah karam karna
ye phool jo ada kiya isako samabhaliye
rahamat ka apani koi bhi jalwa dikhaiye
ye phool jo ada kiya isako samabhaliye
rahamat ka apani koi bhi jalwa dikhaiye
is maa ki fiza ka, is maa ki fiza ka
ya rab tu dharam rakhana, ya rab tu dharam rakhana
allah karam karana, lillah karam karna
paravardigare aalam
bekas pe raham karna, bekas pe raham karna
allah karam karana lillah karam karna
deti hoon ye duhai main rab pe jalil ko
deti hoon ye duhai main rab pe jalil ko
jaise bachaya aag se hazarat halil ko
tu mujh gareeb par bhi aisa hi karam karana
aisa hi karam karana
paravardigare aalam
bekas pe raham karna, bekas pe raham karna
bekas pe raham karna, bekas pe rsham karna
allah karam karana, lillah karam karna
allah karam karana, lillah karam karna
lillah karam karna, lillah karam karna
mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
didar ho gaya, tumse pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
didar ho gaya, tumse pyar ho gaya
pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani
nachi hai jawani
pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani
nachi hai jawani
ulafat ki shuru ho gayi ek nayi kahani
dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya
dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya
nisar ho gaya, tumse pyar ho gaya
ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare
hoton ko tumhare
ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare
hoton ko tumhare
ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare
ye dil diwana aapka sarkar ho gaya
ye dil diwana aapka sarkar ho gaya
sarkar ho gaya, tumse pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya
ho gya, ho gya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya
ho gya, ho gya
mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya
ho gya, ho gya
jinke aage ji jinke pichhe ji
o jinake age-pichhe ji ji
main unki saali hoon o mere jijaji
o mere jijaji o mere jijaji
jinke aage ji jinke pichhe ji
o jinake age-pichhe ji ji
main unki saali hoon o mere jijaji
o mere jijaji o mere jijaji
kali anaar ki hai meri ye behana
murat pyar ki hai pyari ye behana
kali anaar ki hai meri ye behana
murat pyar ki hai pyari ye behana
dekho kabhi tum na isako satana warana
padega mujhe danda uthana
isako rulaya to dungi main gali ji ha
gali ji kya samjhe jijaji
o mere jijaji o mere jijaji o mere jijaji
jinke age ji jinke pichhe ji
o jinake age-pichhe ji ji
main unaki saali hoon o mere jijaji
o mere jijaji o mere jijaji
makhamal ki bisatar pe isako sulana
bahon ke zulen mein isako zulana
makhamal ki bisatar pe isako sulana
bahon ke zulen mein isako zulana
ruthe kabhi to ise hasake manana
hasake na mani to makkhan lagana
phir bhi na mani to bulalena sali ji
ye sali ji kya samjhe jijaji
o mere jijaji o mere jijaji o mere jijaji
jinke age ji jinke pichhe ji
o jinake age-pichhe ji ji
main unaki saali hoon o mere jijaji
o mere jijaji o mere jijaji
tune dil mera toda kahi ka na choda
tune dil mera toda kahi ka na choda
sanam bewafa wo sanam bewafa
sanam bewafa wo sanam bewafa
janeman meri ja main nahi bewafa
janeman meri ja main nahi bewafa
meri wafapar na sahamat laga
main nahi bewafa, main nahi bewafa
main nahi bewafa, main nahi bewafa
kaisa dard diya hai jina mushkil kiya hai
dil mein rehke dil se kaisa badala liya hai
pyar se nata toda sawan mein rota choda
sanam bewafa wo sanam bewafa
sanam bewafa wo sanam bewafa
tere ras bhare hoton ki kasam, wafa ka chalan nahi chodenge hum
tere ras bhare hoton ki kasam, wafa ka chalan nahi chodenge hum
khayalon me bhi ye nahi sochana, ki wakis nahi tere dard se hum
jisane kiya humko juda milaye ga humko wo khuda
main nahi bewafa, main nahi bewafa
tune dil mera toda kahi ka na choda
sanam bewafa wo sanam bewafa
mere hal par ro rahi hai khudai
mere hal par ro rahi hai khudai, kahi jayena bairi teri judai
lambi nahi hai judai ki rate, barasengi phir pyar ki barasate
karata hai puri sabaki khuda, nikalati hai jo bhi dil se dua
main nahi bewafa, main nahi bewafa
sanam bewafa wo sanam bewafa
sanam bewafa wo sanam bewafa
main nahi bewafa, main nahi bewafa
ho o o o, ho o o o
ho o o o, ho o o o
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
tere bagair saajan
tere baigar saajan, saavan maza na dega
chudi maza na degi, maza na degi
kangan maza na dega
hay re hay kangan maza na dega
tere bagair saajan
tere bagair saajan, saavan maza na dega
chudi hay chudi
ho chudi maza na degi, kangan maza na dega
aa aa o o aa aa aa
samjha rahi hu tujhko, baabul se maang le mujhko
samjha rahi hu tujhko, baabul se maang le mujhko
ghar apne le chal sajna, doli me bitha ke mujhko
doli me bitha ke mujhko
do phul na khile to
do phul na khile to, aangan maza na dega
chudi hay chudi
ho chudi maza na degi, maza na degi
kangan maza na dega
hay re hay kangan maza na dega
tere bagair saajan
tere bagair saajan, saavan maza na dega
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
pardesh jaake saajan, na laana meri sautan
na laana meri sautan
pardesh jaake saajan, na laana meri sautan
pardesh jaake saajan, na laana meri sautan
dil pe na zulm karna, mar jayegi ye jogan
mar jayegi ye jogan
baahe bina to teri
baahe bina to teri, joban maza na dega
chudi hay chudi
ho chudi maza na degi, maza na degi
kangan maza na dega
hay re hay kangan maza na dega
tere bagair saajan
tere bagair saajan, saavan maza na dega
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
chudi mazaa na degi, kangan maza na dega
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari
sun baat hamaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari
samajha hai ise tune amiro ka khilauna
samajha hai ise tune amiro ka khilauna
duniyaa me garibo ki kabhi aayegi baari
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari
itna to zara soch yeh beta hai kisi ka
itna to zara soch yeh beta hai kisi ka
kya jaane kaha yaad me maa roye bechaari
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari
tute hai tere pakh magar ud ke dikha de
jo saamane aaye use thokar se mita de
tu aah se sansaar me tufaan utha de
har aas ko fariyaad se ek aag bana de
pinjare ko jala de are pinjare ko jala de
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
pyar samunder se hai gehra
isme kahi dub na jaye
dil chahe tufan se khele
sahil par wapas na aaye
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
jaisa betab ye ek dil nadan hai
dekhe aisa kahi koi tufan hai
jaisa betab ye ek dil nadan hai
are dekhe aisa kahi koi tufan hai
basti basti kashti kashti hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
sehra sehra dariya dariya hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
hum dono ke siwa koi na ho jaha
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
are hum dono ke siwa koi na ho jaha
chalte chalte raste raste hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
hum dono ye kasam utha le, jo bhule bas wo mar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kaun kisi ko chhod raha hai, kaun ye wada tod raha hai
khun ke badle ab nas nas me, pyar tumhara daud raha hai
ye to sach ho par ye na ho, tu dunia se dar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
jab se hamne pyar kiya hai, tab se tujhe aisa lagta hai
ho teri bate tu hi jane, mujhko to aisa lagta hai
babul ka ghar chhod ke gori, jaise sajan ke ghar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kuch to ye dil diwana hai, kuch mausam bhi mastana hai
baki bate fir kar lena, achha mujhko ab jana hai
jo jaye jane se pahle, aane ka wada kar jaye
hum dono ye kasam uthale, bas wo mar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
o more sajanaa
dhundhun kahaan teraa nishaan
tujhako pukaare mere dil kaa jahaan
aa jaa kahi se aa jaa dil kaa karaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa dil kaa karaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa
ye hawaaye bhigi bhigi ye hasi hasi nazaare
mere saath kar rahe hai teraa itazaar pyaare
teraa itazaar pyaare
bas ek jhalak dikhaa de aankho me pyaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa
kahti hai aarju ye, aaja kisi bahaane
kahti hai aarju ye, aaja kisi bahaane
dil hi me rah naa jaaye kahi pyar ke fasaane
kahi pyar ke fasaane
mere chaman me aaja phir se bahaar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa
lahro jara bata do kab aayegi wo nayya
baitha hua hai jisme mere pyar ka khewayya
mere pyar ka khewayya
mujhko gale lagaane baaho ka haar le ke
baithe huye hai kab se teraa itazaar le ke
aa jaa kahi se aa jaa
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge
kahdo ki na badloge tum apne irade ko
kahdo ki na badloge tum apne irade ko
likha hua dil par hai is pyar ke wade ko
aati hai nazar dil ki taswir nigahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge
ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga
ijrar ye nazuk hai tootega to kya hoga
hamse to nahin hoga auron se hua hoga
bhule hain ye nagma badlega na ahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge tum pyar ki rahon me
jina tere kadmon me marna teri bahon me
kya sath mera doge
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak tere shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak teri shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman
ye tu khwabe najmi, ki nagama jaise saaj me
ye tu khwabe najmi, ki nagama jaise saaj me
hatheliyo se aa kamal khila de naaj ke kamal
ye subah gul ki shaan rahe
ye subah gul ki shaan rahe
hansi rahe jawaa rahe, teri ada ka bakhpan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ghula hain rang lahar me, machi hain dhum shahar me
ghula hain rang lahar me, machi hain dhum shahar me
ki tu bahi hain kamini, naha rahi hain damini
yu hi fiza hain suhani me
yu hi fiza hain suhani me
lagaye aag pani me, ye aaftaab sa badan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ye rang hain shringar ka, ki rup han bahar ka
ye rang hain shringar ka, ki rup han bahar ka
idhar bbhi dekh jane jaa, ki main hu tera aaina
kabhi to rah bhul ke
kabhi to rah bhul ke
dilo pe aaye jhul ke, teri ye julf ki dikan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak tere shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman
hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue
tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
pi nahi phir bhi ishq me tere phirte hai mahake mahake
mast sharab hue mast sharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
chhav palak ki dekhi to zalim dil ne sulag ke jalaya
bade betab hue bade betab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
pahle bala ko gujre hai aashiq phir bhi tumhare diwane
sabka jawab hue sabka jawab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
par kahna ek gul ka bulbul na samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
chaliye ji dil dil ka afsana samjha do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
par humko mausam bhi diwana samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
aapas ki phut se baar baar badli rajdhani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
is dharti par likha hua itihash purana hai
iske kan kan me pahna ke kesariya bana hai
tum sab iski santan bhulkar aapas ka apman
aaj dene tan ka balidan utho ghadiya tufani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
panch hajar baaras pahle korav pandav aabad yaha
ho gaye sabhi baarbad yaha kaal ka ghuma chakkar
mar gaye bade bade samrat
dhul me mili khun se banke bhul un sabki jawani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
jago jago jago jago aaj karodo prano
ki hunkar pukare jago aaj tumhe randevi
ki talwar pukare chhod do shabdo ka shingar
chhod do vani ki jhankar hath me lo ab katar
aaj duniya dekhe is tan me khun hai ya ke pani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
aapas ki phut se baar baar badli rajdhani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
chup chup ke humse na naina milao ji
chup chup ke humse na naina milao ji
bar bar dil na churao ji chup chup ke
chup chup ke hum se na naina milao ji chup chup ke
sari duniya soyi hui hai
sapno ki nagri me khoyi hui hai
sajan dekho prit hamari sajan dekho prit hamari
us chandani me bhigoyi hui hai
aise me rasiya samne aao aise me rasiya samne aao
chori chori ji na jalao ji chup chup ke
chup chup ke hum se na naina milao ji chup chup ke
rat rangili jhilmil tare chanda bhi karta hai humko ishare
dil ki dhadkan ke taro par dil ki dhadkan ke taro par
pritam pritam pyar pukare
man se man ka tar milao man se man ka tar milao
piya jiya na lalchao ji chup chup ke
chup chup ke humse na naina milao ji
chup chup ke humse na naina milao ji
bar bar dil na churao ji chup chup ke
na na na barso badal na na na barso badal
aaj barse nain se jal aaj man ka mor ghayal
na na na barso badal
aaj barkha hai diwani nayan jal khoye
badalo ke hi bahane hirni roye
bundaliyo ki chhum chhanan nan
bundaliyo ki chhum chhanan nan
baze re baze re payal na na na barso badal na
na na na barso badal aaj barse nain se jal
aaj man ka mor ghayal na na na barso badal
shyam bin shaymal ghata man ko nahi bhaye
piya bin bijli jiya me agan sulgaye
nil nayno ke gagan se nil nayno ke gagan se
jhare re kajal jhare re kajal
na na na barso badal na na na na barso badal
aaj barse nain se jal aaj man ka mor ghayal
na na na barso badal
rangile more raja tu dil me sama ja
fir aaye na ye sama fir aaye na ye sama
rangile more raja tu dil me sama ja
fir aaye na ye sama fir aaye na ye sama
fir aaye na ye sama
pal bhar ki zindgani uspe bhi kam jawani
le le maze zindgi ke le le maze zindgi ke
pal bhar ki zindgani uspe bhi kam jawani
le le maze zindgi ke le le maze zindgi ke
kaliyo ko chum le masti me jhum le
aane de aaye dar ko ko fir aaye na ye sama
fir aaye na ye sama rangile more raja
teero ko jhail tu mojo se khail tu
thode se din hai khushi ke
thode se din hai khushi ke
teero ko jhail tu mojo se khail tu
thode se din hai khushi ke
thode se din hai khushi ke
beetega jo pal aaye na vo pal
aisi bahare fir kaha fir aaye na ye sama
fir aaye na ye sama
hath se mere lele jam
behke agar, main lungi tham
pee le o rangile, masti me jee le
gam ko bhulaye ja
hath se mere lele jam
behke agar, main lungi tham
pee le o rangile, masti me jee le
gam ko bhulaye ja
samne tere mai hu khadi
ek mithi uljhan me padi
samne tere mai hu khadi
ek mithi uljhan me padi
hai pyas bahut aur umar hai kam
la hath sanam tujhe meri kasam
hath se mere lele jam
behke agar, main lungi tham
pee le o rangile, masti me jee le
gam ko bhulaye ja
ghol di maine apni ada
ban gayi har gam ki dawa
o ghol di maine apni ada
ban gayi har gam ki dawa
aanchal ki lachak, zulfo ki mehak
hotho pe hansi, pyale me basi
hath se mere lele jam
behke agar, main lungi tham
pee le o rangile, masti me jee le
gam ko bhulaye ja
hath se mere lele jam
behke agar, main lungi tham
pee le o rangile, masti me jee le
gam ko bhulaye ja
kal kal chhal chhal behti jau mast nadi ki dhaar
kal kal chhal chhal behtil jau mast nadi ki dhaar
main to rukna na janu main to jhukna na janu
kal kal chhal chhal behti jau mast nadi ki dhar
kal kal chhal chhal behtil jau mast nadi ki dhar
main to rukna na janu main to jhukna na janu
kaid chaman ki mujhko na bhaye mujhko na bhaye
mujhko bahaar bhi bandh na paye bandh na paye
apni adao se pyar hai mujhko pyar hai mujhko
gaye matwle geet man ka mere tar tar
kal kal chhal chhal behti jau mast nadi ki dhar
kal kal chhal chhal behtil jau mast nadi ki dhar
main to rukna na janu main to jhukna na janu
khoi ho jaise hirni ban me hirni ban me
badli jase nil gagan me nil gagan me
khoi hui hu man ki lagan me man ki lagan me
khelu main tufa ke mojo se bar bar
kal kal chhal chhal behti jau mast nadi ki dhar
kal kal chhal chhal behtil jau mast nadi ki dhar
main to rukna na janu main to jhukna na janu
rukna na janu main to jhukna na janu