ga rahi hai zindagi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Ga-Rahi-Hai-Zindagi/P
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me
hai chakori aj apne chandrma ke sath me
aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me
hai chakori aj apne chandrma ke sath me
chal padi do kishtiyan aj ek dhar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan
dur ki ambraiyo me gunjati shehanaiyan
chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan
dur ki ambraiyo me gunjati shehanaiyan
sau guna nikhar hai aj to singar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
zindagi bhar ke liye tu banh meri tham le
jab talak ye sans hai har sans tera nam le
zindagi bhar ke liye tu banh meri tham le
jab talak ye sans hai har sans tera nam le
ek nayi duniya khadi apane itezar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye
char chad lag gaye hai tere mere pyar me
is liye
sanwariya re apni-1
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Sanwaria-Re-Apni-Meer
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
janam janam ki preet hamari
janam janam ki preet hamari
isko sada nibhana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
bade bhag se tumko paya
bade bhag se tumko paya
ye prano ki baati
jabse mile tum har sapne me
chamki puranmaasi
jab se mile tum har sapne me
chamki puranmaasi
mujhko har din naya naya lage
apna pyar purana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
ghar aangan me rahe chamakti
ghar aangan me rahe chamakti
tu charno ki jyoti
is aachal me bandhe raho tum
banke pyar ke moti
is aachal me bandhe raho tum
banke pyar ke moti
in naino ke madhuban me
tum har dam ras rachana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
mujhse chipke agar kahi tum
mujhse chipke agar kahi tum
mere mohan bhage
mere mohan bhage
paoge tum mere naina
hardam aage aage
paoge tum mere naina
hardam aage aage
main tu chahu jug jug mera
manwa rahe diwana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni meera ko bhul na jana
sanwariya re apni,-2
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Sanwaria-Re-Apni-Meer
mujhse chhipke agar kahi tum
mere mohan bhage
mere mohan bhage
bhage tum mere naina
hardam aage aage
sanwariya re apni, meera ko bhul na jana
bar bar us paar tumhari, pagal prit pukare
main is paar chita si jalti, jivan nadi kinare
main is paar chita si jalti, jivan nadi kinare
bina tumhare jag ye suna
bina tumhare jag ye suna, lagta desh virana
sanwariya re apni, meera ko bhul na jana
daya karo
daya karo ab pas bula lo
mere jivan data
meri vidhva prit se jodo
phir suhag ka nata
meri vidhva prit se jodo
phir suhag ka nata
bhari lagta aansu ka bhi
bhari lagta aansu ka bhi, ab to bojh uthana
sanwariya re apni, meera ko bhul na jana
ghunghat kali ka na khol bhanware
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Gunghat-Kali-Ka-Na-Kh
ghunghat kali ka na khol bhanware
ghunghat kali ka na khol
aur kahin ja ke dol, mera rup bada hai anmol
ghunghat kali ka na khol re bhanware
ghunghat kali ka na khol
kal hi toh maine bachpan ko chhoda, bachpan ko chhoda
kal hi toh maine bachpan ko chhoda
nayi umango se naata hai joda
nayi umango se naata hai joda
komal kishori ko tu barjori
komal kishori ko tu barjori
mat kar daanwadol
ghunghat kali ka na khol bhanware
ghunghat kali ka na khol re bhanware
ghunghat kali ka na khol
rehti hu main sada aanchal sambhaale
rehti hu main sada aanchal sambhaale
kahin koyi meri na kushbu uda le, kushbu uda le
gun gun karte taano mein mere
gun gun karte taano mein mere
pyaar ki boli na bol
ghunghat kali ka na khol bhanware
ghunghat kali ka na khol
aur kahin ja ke dol, mera rup bada hai anmol
ghunghat kali ka na khol re bhanware
ghunghat kali ka na khol
ae ji o o kuch to bolo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Ae-Ji-Kuchh-Tu-Bolo/I
ae ji o o
kuch to bolo
itni kyun humse naraj ho
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
aisa kya kasur hua gauri tabedar se
aisa kya kasur hua gauri tabedar se
gairo se milte ho ji tum to bade pyar se
gairo se milte ho ji tum to bade pyar se
jaraa si ye galti hai
aji ye to chalti hai
ab to mem saab maaf kar do
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
ae ji o o
kuch to bolo
itni kyun humse naraj ho
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
jaise bhi hum hai tumhare hai rani
jaise bhi hum hai tumhare hai rani
hath mera chhodiye ji badi meharbani
hath mera chhodiye ji badi meharbani
chhodo ye gussaa chhod
purana kissa chhod
ae ji dil todo na muskura do
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
ae ji o o
kuch to bolo
itni kyun humse naraj ho
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
najuk hai dil mera ab na dukhana
najuk hai dil mera ab na dukhana
warna padega tumhe ji baad me pachhtana
warna padega tumhe ji baad me pachhtana
todenge na pyari
hum to wafadari
jab bhi ji chahe aajma lo
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
ae ji o o
kuch to bolo
itni kyun humse naraj ho
main tumhe jaan gayi
hato pahchan gayi
jaao jaao ji tum ho bade wo
ho o o naache re naache
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aanchal/Nache-Re-Radha-Nache/
ho o o
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache sakhiyaan naache re
gopiyaan naache kanhaiyaa ke gaanv me
bhar bhar kar bijaliyaan paanv me
ho naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache sakhiyaan naache re
gopiyaan naache kanhaiyaa ke gaanv me
bhar bhar kar bijaliyaan paanv me
ho naache re naache re naache re naache re naache
radhaa naache
chapal chapal charan waali sundar sukumaariyaan
aisi lagi jaise ho khilati phulawaariyaan
chapal chapal charan waali sundar sukumaariyaan
aisi lagi jaise ho khilati phulawaariyaan
o jhum rahi hai daaye baaye
chamachamaati chachalaaye
ang ang nikhar rahaa
prem rag bikhar rahaa
kagan bole khanan khanan
jhaanjhan bole jhanan jhanan
goriyaan naache matak matak
komal baanhe jhatak jhatak
o bhar gaui lachak nayi lataao me
ud rahi hai chunariyaan hawaao me
ho naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache sakhiyaan naache re
gopiyaan naache kanhaiyaa ke gaanv me
bhar bhar kar bijaliyaan paanv me
ho naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache
mujhe pyar de do
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Mujhe-Pyar-De-D
mujhe pyar de do maa apna dular de do maa
mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
mujhe pyar dedo maa apna dular dedo maa
mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
aao na dur baitho lelo mujhe sharan me
lelo mujhe sharan me
pooja ka phul hu mai rakhlo mujhe charan me
rakhlo mujhe charan me
ek ujadi jindagi ko ek ujadi jindagi ko
bahar de do maa mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
mujhe pyar dedo maa apna dular dedo maa
mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
mujhe yad hai wo bahe
jo bani thi mera jhula jo bani thi mera jhula
bate wo ladakpan ki
ab tak nahi mai bhula ab tak nahi mai bhula
mujhe fir wahi suhana mujhe fir wahi suhana
sansar dedo maa mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
mujhe pyar dedo maa apna dular dedo maa
mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
wo mithi mithi lori
wo pyari aankh micholi wo pyari aankh micholi
wo aapas ki gal baiya
wo tutli tutli boli wo tutli tutli boli
mujhe fir purane din wo mujhe fir purane din wo
ek bar de do maa mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
mujhe pyar dedo maa apna dular dedo maa
mera kho gaya hai bachpan
udhar de do maa udhar de do maa
suno suno he sunnewalo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Suno-Suno-He-Su
suno suno he sunnewalo hum dukhio ki karun kahani
hum dukhiyo ki karun kahani suno suno he sunnewalo
hum dukhio ki karun kahani suno kahani suno kahni
hum dukhiyo ki karun kahani aaj sunate hai ham tumko
aaj kahani apni jubaani suno kahani suno kahani
suno suno he sunne walo
hum bhi kisi ghar me janme the
hum bhi kisi aangan me the khele
hum bhi kisi aangan me the khele
lekin dunia ke mele me bichad ke
hum rah gaye akele bichad ke hum rah gaye akele
ghar chuta aangan bhi chuta roti hai ab to jindgani
suno kahani suno kahani suno suno he sunnewalo
apne bhi kuch sapne the logo lekin wo barbad hue hai
lekin wo barbad hue hai hum baithe hai jalti chita me
ab to hum parhlad hue hai ab to hum parhlad hue hai
aag lage aisi dunia ko jisne diya hame kala pani
suno kahani suno kahani suno suno he sunnewalo
aye amrit peene walo suno
hum jahar ke pyale peete hai tum has kar jiwan jeete ho
hum ro kar jiwan jite hai hum ro kar jiwan jite hai
aye jagat pita itna to bata kya tune man me thani
kya marte dam tak yahi rahegi andho ki jindgani
andho ki jindgani andho ki jindgani
suno suno he sunnewalo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Suno-Suno-He-Su
suno suno he sunnewalo hum dukhio ki karun kahani
hum dukhiyo ki karun kahani suno suno he sunnewalo
hum dukhio ki karun kahani suno kahani suno kahni
hum dukhiyo ki karun kahani aaj sunate hai ham tumko
aaj kahani apni jubaani suno kahani suno kahani
suno suno he sunne walo
hum bhi kisi ghar me janme the
hum bhi kisi aangan me the khele
hum bhi kisi aangan me the khele
lekin dunia ke mele me bichad ke
hum rah gaye akele bichad ke hum rah gaye akele
ghar chuta aangan bhi chuta roti hai ab to jindgani
suno kahani suno kahani suno suno he sunnewalo
apne bhi kuch sapne the logo lekin wo barbad hue hai
lekin wo barbad hue hai hum baithe hai jalti chita me
ab to hum parhlad hue hai ab to hum parhlad hue hai
aag lage aisi dunia ko jisne diya hame kala pani
suno kahani suno kahani suno suno he sunnewalo
aye amrit peene walo suno
hum jahar ke pyale peete hai tum has kar jiwan jeete ho
hum ro kar jiwan jite hai hum ro kar jiwan jite hai
aye jagat pita itna to bata kya tune man me thani
kya marte dam tak yahi rahegi andho ki jindgani
andho ki jindgani andho ki jindgani
aye maa tu kaha meri andhi aankhe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Ay-Maa-Tu-Kahan
aye maa tu kaha meri andhi aankhe
dhund rahi hai tujhko yaha waha
aye maa tu kaha tu kaha
tere ghar ka dulara aaj sadak pe mara mara bhatke
tere ghar ka dulara aaj sadak pe mara mara bhatke
dar dar ki thokre khata hua teri aankh ka tara bhatke
mai tujh tak kaise aau mai tujh tak kaise aau
hai bahut badi dunia aye maa tu kaha meri andhi aankhe
dhund rahi hai tujhko yaha waha aye maa tu kaha tu kaha
maa tu na mili to na jane kya hoga mera anzam
maa tu na mili to na jane kya hoga mera anzam
ek bar tu aake likh de mere gal pe apna nam
meri mayya gale se lagale meri mayya gale se lagale
mujhko tu aake yaha aye maa tu kaha meri andhi aankhe
dhund rahi hai tujhko yaha waha aye maa tu kaha tu kaha
bite kayi baras hai teri yad me jite jite
aye maa bite kayi baras hai teri yad me jite jite
meri sari khushiya dub gayi hai aasu peete peete
mai wo ek andha kuwa hu mai wo ek andha kuwa hu
jisme hai dhua hi dhua aye maa tu kaha meri andhi aankhe
dhund rahi hai tujhko yaha waha aye maa tu kaha tu kaha
aye meri aankho ke tare
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Ae-Meri-Ankhon-
aye meri aankho ke tare tu sukhi rahna re
pyare tu sukhi rahna mujhko lagte bade hi sundar
mujhko lagte bade hi sundar tere ye naina fuhare
aye meri aankho ke tare tu sukhi rahna re
pyare tu sukhi rahna tu mera tirth dham hai re
mera gokul gaw hai re tu mera tirth dham hai re
mera gokul gaw hai re pake tujhe mai to ban gayi yasoda
tuhi mera ghansham hai re tuhi mera ghansham hai re
dunia bhar me tera nam gunje dunia bhar me tera nam gunje
nagri nagri dware dware aye meri aankho ke tare
tu sukhi rahna re pyare tu sukhi rahna
le mera aashirwad beta le mera aashirwad beta
rahna sada aabad beta le mera aashirwad beta
rahna sada aabad beta jab tu bada ho to bhul na jaiyo
karna kabhi meri yad beta karna kabhi meri yad beta
tham le ab to meri ungli tham le ab to meri ungli
mai chalu tere sahare sahare aye meri aankho ke tare
tu sukhi rahna re pyare tu sukhi rahna re
tu sukhi rahna re tu sukhi rahna re
banjara hu mai kisi ka pyara hu mai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Banjara-Hoon-Ma
banjara hu mai kisi ka pyara hu mai
banjara hu mai kisi ka pyara hu mai
waqt ka mara hu banjara hu mai
kisi ka pyara hu mai waqt ka mara hu
milke bichad gayi aankh jo mujhse
milke bichad gayi aankh jo mujhse
mai us aankh ka tara hu banjara
hu mai kisi ka pyara hu mai
waqt ka mara hu is nagri me mai to
logo aa gaya ramta ramta re
aa gaya ramta ramta mujhe bata do
is basti me kaha milegi mamta re
kaha milegi mamta apne hi ghar ki
rah jo bhula apne hi ghar ki rah jo bhula
mai wo rahi bechara hu banjara hu
mai kisi ka pyara hu mai
waqt ka mara hu sare najare
mujhse ruthe juda hui har jyoti re
juda hui har jyoti ek din tuti thi jo
mala mai hu uska moti re
mai hu uska moti jisko nasiba
yaha le duba jisko nasiba yaha le duba
mai wo ek dukhyira hu banjara
hu mai kisi ka pyara hu mai
waqt ka mara hu sabhi sahare chute
jiske mai hu wo durbhagi re
mai hu wo durbhagi ab to kahi mera
dil nahi lagta man hai bana bairagi
man hai bana bairaagi aye data mera
hath pakad le aye data mera hath pakad le
mai jiwan se hara hu banjara hu mai kisi ka pyara hu mai
waqt ka mara hu ho waqt ka mara hu ho waqt ka mara hu
yateem hai ye anath balak
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/Yatim-Hai-Ye-An
yateem hai ye anath balak o jagwalo daya karo daya karo
daya karo daya karo tumhi ho maa or bap inke
o dilwalo daya karo daya karo daya karo daya karo
garib hai badnasib hai ye garib hai badnasib hai ye
olad walo daya karo daya karo daya karo daya karo
yateem hai ye anath balak o jagwalo daya karo daya karo
daya karo daya karo daya karo daya karo
daya karo daya karo daya karo daya karo
o o ho o ho o laaj bachiya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aankh-Ka-Tara/O-Laaj-Bachaiya
o o ho o ho
o laaj bachiya hum sabke khewaiyya
bhanwar me hai humari naiya paar lagana
ho santoshi maiya
o ho santoshi maiya
santoshi maiya santoshi maiya santoshi maiya
o o ho o ho
o laaj bachiya hum sabke khewaiyya
bhanwar me hai humari naiya paar lagana
ho santoshi maiya
o ho santoshi maiya
maa puja humari karna qubul amba jagdamba
maa hum hai tere charan ki dhul amba jagdamba
maa karna shama humari har bhul amba jagdamba
maa hum hai tere bagiche ke phul amba jagdamba
o o ho o ho
o kashat mitaya
o peer hariya
bhanwar me hai humari naiya paar lagana
ho santoshi maiya
o ho santoshi maiya
maa tujhko pata ho hum sabka haal mata sukhdata
maa charo taraf hai chinta ka jaal mata sukhdata
maa ban ja tu ban ja
humari bhi dhal mata sukhdata
maa humko bhi dukh se bhar nikal mata sukhdata
o o ho o ho
o aan rakhiya
o araj sunaiya
bhanwar me hai humari naiya paar lagana
ho santoshi maiya
o ho santoshi maiya
santoshi maiya santoshi maiya santoshi maiya
Jhukane Ko Aakash Mahaan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baal-Mahabharat/Jhukane-Ko-Ak
jhukane ko akash mahan
naya sankalp hirday me than
dekho re dekho re
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
daso dishao dolo dolo
teer chala darwaje kholo
zara karlo kisi se pahchan
likhega ye ek naya puran
dekho re dekho re
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
aag ka putla hai ye prani
isme bada dam bada hai pani
badhane manav kul ka maan
gadhne gagan me kirti nishan
dekho re dekho re
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
yahi hai dhuruv prahlad yahi hai
veer vansh ki yaad yahi hai
shakti ka hai isko wardan
chala rakhne mata ki aan
dekho re dekho re
chala do pagwala insaan
chala do pagwala insaan
jhukane ko akash mahan
naya sankalp hirday me than
dekho re dekho re
chala do pagwala insaan
andhere se ujale ke taraf
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baap-Beti/Andhere-Se-Ujale-Ki
andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan
prabhu aisa hame war de hate najro ke sab andhere
baja de gyan ki murli baja de gyan ki murli
gunja de man ka virindawan
andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan
suna hai tu bada data sabhi ke bhag chamkata
idhar bhi bhej kuch kirne
idhar bhi bhej kuch kirne
hirdey ki bansi ho roshan
andhere se ujale ki taraf le ja hame bhagwan
duniya bananewale ramji
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baap-Beti/Duniya-Bananewale-R
duniya bananewale ram ji
gajab ka hai tera intjaam
duniya bananewale ram ji
gajab ka hai tera intjaam
roshni karne ko roj suraj aata
raat ko chup-chaap chand pehra lagaata
daso dishaao me pavan pankhe dulata
lakho parindo ka jhund jhum ke gata
wah re wah re vidhata
are wah re wah re vidhata kya khub tere kaam
duniya bananewale ram ji
gajab ka hai tera intjaam
duniya bananewale ram ji
ajab tera jadu hai ajab tera khel
jalte hain taro ke deeye roj bina tel
aag kaa hota nahi pani se kabhi mel
phir bhi baadlo me lagi bijliyo ki bel
gehre samandar ke bhi andar hai dhum dham
duniya bananewale ram ji
gajab ka hai tera intjaam
duniya bananewale ram ji
kuchh jarur hai teri kudrat me karaamat
kuchh jarur hai
kuchh jarur hai teri kudrat me karaamat
tere ishare pe yaha ban rahi har baat
ye jamin ye gagan, ye prakash ye pavan
ye samudra ye pahaad ye ghiri ghata sa van
tune har ek cheej luta di hai bina dam
duniya bananewale ram ji
gajab ka hai tera intjaam
duniya bananewale ram ji
le chal ri nindiya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baap-Beti/Le-Chal-Ri-Nindiya-
le chal ri nindiya le chal hame
chanda mama ke ghar udan khatole par
le chal ri nindiya le chal hame
chanda mama ke ghar udan khatole par
hame le ja waha jaha dulhan na sathi
jhilmil jharokhe se jhakte jaha unchi katriya pe dekh
chandaniya tare chunariya me takti
jaha pariyo ki choriya ga ga ke loriya
duniya pe dal rahi jadu ki doriya
chumak chumak sapno ki sahjadiya
jaha chumkat hai rat bhar le chal ri nindiya le chal hame
chanda mama ke ghar udan khatole par
badlo se dur ghatao ke par ek cham chamata nagar hai
lakh lakh deepo ke tim tim timane se jagmag jaha har dagar hai
badlo se dur ghatao ke par ek cham chamata nagar hai
jaha heero ke pal patte amrit ke jharne jharte hai aatho pahar
le chal ri nindiya le chal hame chanda mama ke ghar
udan khatole par
O Humdum Jhumle
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haiwan-OST/O-Hamdam-Jhumle-Ja
humdum jhum le zara ki mausam bhi hai pyar ka
jaha ki fikar kyu kare jo tera dil hai meharba
humdum jhum le zara ke mausam bhi hai pyar ka
jaha ki fikar kyu kare jo tera dil hai meharba
o humdum jhum le jara sanam yu dil pe cha gaye
kahani aam ho gayi chaman me tum jo aa gaye
har kali jam ho gayi sanam yu dil pe cha gaye
kahani aam ho gayi chaman me tum jo aa gaye
har kali jam ho gayi jaha ki fikar kyu kare
jo tera dil hai meharba humdum jhum le zara ki
mausam bhi hai pyar ka jaha ki fikar kyu kare
jo tera dil hai meharba o humdum jhum le jara
jawa mausam hai dil jawa mohabbat kyu na hum kare
mil gaye dono dil to fir kaise dil me sitam kare
jawa mausam hai dil jawa mohabbat kyu na hum kare
mil gaye dono dil to fir kaise dil me sitam kare
jaha ki fikar kyu kare jo tera dil hai meharba
humdum jhum le zara ki mausam bhi hai pyar ka
jaha ki fikar kyu kare jo tera dil hai meharba
o humdum jhum le jara bas itna chahta hai dil
sanam hum tere ho rahe husn ki sokhiya rahe
ishq ki mastiya rahe bas itna chahta hai dil
sanam hum tere ho rahe husn ki sokhiya rahe
ishq ki mastiya rahe jaha ki fikar kyu kare
jo tera dil hai meharba humdum jhum le zara ke
mausam bhi hai pyar ka jaha ki fikar kyu kare
jo tera dil hai meharba o humdum jhum le jara
Pagal Pagal Hai Yeh
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haiwan-OST/Pagal-Pagal-Hai-Ye
pagal pagal hay ye mausam
chhede ja sharmaye ja
mast hawa mast fija
tadpe ja tadpaye ja
la la la la la la la
pagal pagal hay ye mausam
chhede ja sharmaye ja
mast hawa mast fija
tadpe ja tadpaye ja
dil me pyar ke armaa machle meri jaa
ab to baat chhupe na najare kahe ha
dil me pyar ke armaa machle meri jaa
ab to baat chhupe na najare kahe ha
bam bam bam
rangi rangi tufano me jhume ja lahraye ja
mast hawa mast fija, tadpe ja tadpaye ja
la la la la la la la
aaja mast hawa me, udte chale ham
jab tu sath hamare fir kya hame gam
aaja mast hawa me, udte chale ham
jab tu sath hamare fir kya hame gam
bam bam bam
kaali kaali julfo me tu uljhe ja ghabraye ja
mast hawa mast fija, tadpe ja tadpaye ja
la la la la la la la
pagal pagal hay ye mausam
chhede ja sharmaye ja
mast hawa mast fija, tadpe ja tadpaye ja
hamse jaanke takra, bach kar nahi chal
kahti dekh jawani, aata nahi kal
hamse jaan ke takra, bach kar nahi chal
kahti dekh jawani, aata nahi kal
bam bam bam
duniya duniya kaisi duniya
duniya ko thukraye ja
mast hawa mast fija, tadpe ja tadpaye ja
la la la la la la la
pagal pagal hay ye mausam
chhede ja sharmaye ja
mast hawa mast fija, tadpe ja tadpaye ja
Jai Jai Narayan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Jai-Jai-Narayan-
jai narayan
jai jai narayan narayan
jai narayan narayan
jai narayan swaami narayan
jai narayan
jai jai narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri leela sabse nayari nayari hari hari
teri mahima prbhu hain payari pyari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
humne dekha to yahi laga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
tere jag me hai bhagvan
daga hi daga, daga hi daga
man me socha to ye jana
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
bin tere yaha par koi na saga, koi na saga
hum tujhpe jaye vari vari hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
swami narayan narayan hari hari
jai narayan hari hari
swami narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
sawami narayan narayan hari hari
lakashmi narayan hari hari
satye narayan hari hari
jai jai narayan narayan hari hari
Suno Re Pyare BHai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Prabhu-Ke-Bharos
suno re pyare bhai ho o ho o suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
panch tatav se bani ye kothariya
jiska naam hai kaya o jiska naam hai kaya
ho har ek jiv rahe is ghar me
dekar sans kiraya o ho dekar sans kiraya
jab lutjayegi jab lutjayegi sans ki punji
pachhtao ge anadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
suno re pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
jisko hum tum kahte hai duniya
vo ek darsan mela vo ek darsan mela
ek din aisa aata yaha re
jab udta hans akela jab udta hans akela
bhakati ke rang me bhakati ke rang me rang lo re jiwan
yahi hai mukati ki nadi prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
suno rey pyare bhai
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi
prabhu ke bharose ab gadi
prabhu ke bharose ab gadi hari ke bharose ab gadi
Karo Hari Darshan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Karo-Hari-Darsha
kitni hi bar daya nidhi ne
kitni hi bar daya nidhi ne
sansar ko aake ubhar liya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
ye kahani bhaynkar kaal ki hai
parachin karodo saal ki hai
shankhasur naam ka tha danav
use darte the sur manav
rakash tha bada vikat bal me
vedo ko chura ke ghusa jal me
fir parbhu mne machhay roop dhara
papi shankhasur ko mara
papi shankhasur ko mara
ye amrit manthan ki hai katha
sur asuro ne sagar ko matha
sur asuro ne sagar ko matha
dubne laga parvat jal me
khalbali machi bhumandal me
tab hari ne kuram avtar liya
mandhrachal peeth pe dhar liya
hari ki lila hai ajab logo
dekho ab drisaye gajab logo
o dhan van tarijan me samandar se
amrit le aaye vo andar se
amrit ke liye danav jhagade
par parbhu nikale sabse tagde
parbhu bane sundar nari
mohini naam ki sukumari
jab matak matak mohini doli
daitayo ki band hui boli
asuro ka aasan hila diya
devo ko amrit pila diya
fir parbhu ka prithu avtar hua
unse dharti ka sudhar hua
sab niyam dharam ko theek kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
ab suno bhagat dhruv ki gatha
bhagwan ko jhuka lo sab matha
jab dhruv ne hari darshan paye
tab uske lochan bhar aaye
ek baal bhagat ne nirakaar
naarayan ko saakaar kiya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
jab garah ne gaj ko pakad liya
uske pairo ko jakad liya
tab chakr parani paidal dhaude
aa kar uske bandhan tode
aur chakr se garah ko sanhara
pal me gajraaj ko uddhara
fir parkat hue nar narayan
the maha tapsavi jag taaran
urvashi bhi dekh virakat hui
apsara bhi hari ki bhaqt hui
tab kaam bhi rasta naap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
bhaygriv tapasya karta tha
hone ko amar vo marta tha
tab maha maya saakaar hui
var dene ko taiyar hui
danav ne vachan ye ucchare
keval hari hi mujhe mare
hai shish roop hari ne dhara
aur papi rakshas ko mara
aur papi rakshas ko mara
fir hans roop me hari parkate
kalyan hetu shree hari parkate
bhagwan ne sab ko siksha di
pawan bhagati ki deeksha di
fir jag me yaagh bhagwan aaye
prithvi par parivartan laye
sab dev hawan se pushat huye
parani samshat santusat huye
fir parbhu kapil avtaar bane
shrisati ke tanarhar bane
apni mata ko gayan diya
janata ko sankhaye pardan kiya
janata ko sankhaye pardan kiya
fir sankadik avtar hue
vastav me balak char hue
mat socho vo keval balak the
bade dhram karam ke palak
jai vijai ko dekar shrap
baal bhgwaan ne jag ko taar diya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan
Shraddha Rakho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Maarnewala-Hai-B
shrdha rakho jagat ke logo apne dina nath me
hamari jiwan martyu ab uske haat me
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
bal na baka ho saka uska jiska rakshak nihal
marne vala hai bhagwan bachane vala hai bhagwan
tyag do rey khali phal ki asha svarth bina parit jodo
kal kya hoga iski chinta jagat pita par chhod o
kya honi hai kya anhoni kya honi hai kya anhoni
sab ka usko gayan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan jal thal aagan akash pawan par
keval uski sata keval uski satta jal thal aagan akash pawan par
keval uski sata parbhu ichha ke bin
yaha hil na sake ek patta hil na sake ek patta
usi ka socha yaha pe hoga usi ka socha yaha pe hoga
uski shkati mahan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
bhagwan dayavan bhagwan dayavan marne vala hai bhagwan
bachane vala hai bhagwan bhagwan dayavan bhagwan dayavan
Idhar Bhi Ishwar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hari-Darshan/Idhar-Bhi-Ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha kidhar nahi hai
re bhakto parmeshwar jai hari jai shri hari
jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari
sath rahe par hath na aave chanchal bada vidhata ho ji
ho chanchal bada vidhata ho chanchal bada vidhata
sab ko khilona samjh khiladi pal pal nach nachata ho ji
hoye pal pal nach nachata hoye pal pal nach nachata
arey bada ajab hai uska chakkar mat lena bhai takkar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
bhule bhatke jagat ke logo prabhu sharan me jao ho ji
hoye parbhu sharan me jao ho hoye parbhu sharan me jao
nadi ke kinare khade khade mat pyas pyas chilao ho ji
mat pyas pyas chilao mat pyas pyas chilao
udi ja rahi umar ki chhidiya dekho farar farar far
jai hari jai shri hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar
idhar bhi ishwar udhar bhi ishwar jidhar bhi dekho tidhar hai ishwar
yaha vaha jaha taha idhar nahi hai rey bhakto paremeshwar
jai hari jai shri hari jai hari shri hari
jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari
jai hari shri hari jai jai hari jai hari shri hari jai jai hari