pyar samunder se hai gehra
isme kahi dub na jaye
dil chahe tufan se khele
sahil par wapas na aaye
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro

o sahil sahil manjil manjil humko le chalo

jaisa betab ye ek dil nadan hai
dekhe aisa kahi koi tufan hai
jaisa betab ye ek dil nadan hai
are dekhe aisa kahi koi tufan hai
basti basti kashti kashti hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
sehra sehra dariya dariya hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
hum dono ke siwa koi na ho jaha
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
are hum dono ke siwa koi na ho jaha
chalte chalte raste raste hamko le chalo