People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Khuda Kare O Janeman
Music: Chitragupt
Album: Samson(1964)
Tag: Hindi
Video:
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak tere shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak teri shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman

ye tu khwabe najmi, ki nagama jaise saaj me
ye tu khwabe najmi, ki nagama jaise saaj me
hatheliyo se aa kamal khila de naaj ke kamal
ye subah gul ki shaan rahe
ye subah gul ki shaan rahe
hansi rahe jawaa rahe, teri ada ka bakhpan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman

ghula hain rang lahar me, machi hain dhum shahar me
ghula hain rang lahar me, machi hain dhum shahar me
ki tu bahi hain kamini, naha rahi hain damini
yu hi fiza hain suhani me
yu hi fiza hain suhani me
lagaye aag pani me, ye aaftaab sa badan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman

ye rang hain shringar ka, ki rup han bahar ka
ye rang hain shringar ka, ki rup han bahar ka
idhar bbhi dekh jane jaa, ki main hu tera aaina
kabhi to rah bhul ke
kabhi to rah bhul ke
dilo pe aaye jhul ke, teri ye julf ki dikan
khuda kare o janeman
khuda kare o janeman
ki tu kali gulab ki, mahak tere shabav ki
khili rahe chaman chaman
khuda kare o janeman
Pucho Na Hame Ishq Mein
Music: Chitragupt
Album: Samson(1964)
Tag: Hindi
Video:
puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya
puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya
puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya
puchho na hame ishq me puchho na hame ishq me
kya kya nazar aaya allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya
ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

surat me hasino ki hame kya nazar aaya
ji hame kya nazar aaya ha ha ji puchho to hume
kya nazar aaya ji hame kya nazar aaya
allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya
ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

kahne ko to sab kahte hai ulfat ka fasana
aji ulfat ka fasana aji ulfat ka fasana
kisme hai wafa kitni ye sab ishq se jana
aji sab ishq se jana o ho har chehre se uthata
hua parda nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me
kya kya nazar aaya ha ha
allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

hamko to jilaya kisi aawaz ne jaise
ha ha kisi aawaz ne jaise kisi aawaz ne jaise
ha duniya hi badalti nigeh nazine jaise
aji nigeh nazine jaise ha katil ise samjhe the
mashiha nazar aaya ha ha surat me hasino ki hame
kya nazar aaya ha ha
allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

sunte ho nazar wale karte the bahut nale
halki si jhalak payi bas jaan pe ban aayi
dil jane kaha gum hai gum hai dil jane kaha gum hai
hotho pe tabassum hai tabassum hotho pe tabassum hai
chehre pe bhi lehraya armano ka ek saya
aankho me bhi kuch range tamana nazar aaya
ha ha puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya
ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

kahte hai ji dekha hai phir jhut bhala kya hai
ham chahe to mahakega shola hai to lahakega
khud apni ada dekho dekho khud apni ada dekho
aaina zara dekho dekho aaina zara dekho
surat hi mili aisi aankho ki khata kaisi
jaise ho sanam tum hame waise nazar aaya

kab ishq basa dil me har gaam hai manjil me
chahat ki nazar ka ye adna sa karishma hai
phulo ki to kya bat hai kanta bhi hansi hai
aji kanta bhi hansi hai aji kanta bhi hansi hai
ha chahat se jidhar dali nazar yaar vahi hai
aji bas yaar vahi hai o samjhi the jise har
wo apna nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me
kya kya nazar aaya ha ha
allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya
Ham Toh Kharab Hue
Music: Chitragupt
Album: Samson(1964)
Tag: Hindi
Video:
hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue sanam teri matwali aankho se milke
hum to kharab hue

tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
tham ke dil jab khud ko sambhala aur bhi kuch hum bahake
pi nahi phir bhi ishq me tere phirte hai mahake mahake
mast sharab hue mast sharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue

aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
aankh se teri aankh mili to darde jigar ne sataya
chhav palak ki dekhi to zalim dil ne sulag ke jalaya
bade betab hue bade betab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue

humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
humsa na hoga duniya me koi sun lo hajar fasane
pahle bala ko gujre hai aashiq phir bhi tumhare diwane
sabka jawab hue sabka jawab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue sanam
teri matwali aankho se milke hum to kharab hue
Ek Baat Hai Kehne Ki
Music: Chitragupt
Album: Samson(1964)
Tag: Hindi
Video:
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do

diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
diwane pe aankhe utha na mere gul
tumhi mere parwane tumhi mere bulbul
par kahna ek gul ka bulbul na samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do

ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
ghata udi udi hawa pyari pyari
mohabbaat me deti hai maza bekarari
chaliye ji dil dil ka afsana samjha do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do

mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
mohabbaat ke rango se bhar gaya mausam
hume milte dekha to thehar gaya mausam
par humko mausam bhi diwana samjha to
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
bhad jayegi betabi rahne do rahne do
ek baat hai kahne ki aankho se kahne do
Teri Deed Se Tasalli
Singer: Asha Bhosle
Music: Chitragupt
Album: Samson(1964)
Tag: Hindi
Video:
teri deed se tasali to na ho saki humari
teri deed se tasali to na ho saki humari
wohi pyas hai nazar ki wohi dil ki bekarari
teri deed se tasali

hume bekhudi ne chheda jo suni tumhari aahat
hume bekhudi ne chheda jo suni tumhari aahat
jo suni tumhari aahat bhare dil me chutkiya si
jo meri jhalak tumhare teri deed se tasali
to na ho saki humari wohi pyas hai nazar ki

tera pyar meharba hai magar isko kya kare hum
tera pyar meharba hai magar isko kya kare hum
magar isko kya kare hum teri har ada pe marna
ye hai zindagi hamari teri deed se tasali
to na ho saki humari wohi pyas hai nazar ki

hai ye dil sharir varna is chandani me aksar
hai ye dil sharir varna is chandani me aksar
is chandani me aksar tujhe paas bhi dikhaya
teri julf bhi sawari wohi pyas hai nazar ki
wohi dil ki bekarari teri deed se tasali
to na ho saki humari wohi pyas hai nazar ki