cAla bahu vidhamugA ninu sadA vEDukonaDina endEla iLAgu sEvu veta harincavE vEgamE nanu
swara saahitya
kanaka giri sadana lalita ninu bhajana santatamu jEya nijanuDana vinumu nikhila bhuvana janavini ipuDu mA duritamu dIrcci varAlicci
caraNam 1
svAntambulOna ninnE dalacE sujanula kellanE vELa santOSamu
losagEvani nIvu manOratha phaladAyinivani kAntamagu pEru ponditivi
kAruNya mUrti vaijagamu kApADina talli gadA nEnu nIdu biTTanu lAlinci
caraNam 2
I mUrti inta tEjOmayamai iTuvale kIrti visphUrti viTalAnaya guNa
mUrti trilOkamulO jUcindaina galadA Emi toli nOmu nOcitinO nI pAda
padma darshanamu vEmAru labhinci krtArtuDainati nA manaviyAlinci
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
o munne ki mayi haye
dekh suriya aayi haye sath me champabai
khilao na mithai o bibi ji badhai me
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
beta aaya god me deep jale tere chhajje, aaye haye
deep jale tere chhajje par
bachke bachake aaye hai dekh tere darwaje pe aaye haye
dekh tere darwaje par
sari duniya humre pichhe hum hai tore aage
hum hai tore aage
munne ki amma se milkar bhag humare jaage
are bhag humare jaage
bibi ji khelo tijori ka taala
kholo ji kholo tijori ka taala
sadke me dedo ji kaano ka bala
main lungi, kya loge
main lungi kaan ka bala o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
mere naina chhappan chhuri haye madha joban kolapuri
mera chola sabse mehanga bavan gaj ka mera lehanga
meri nath utrayi lakho mere beeso dayi lakho
taali pe taali kamar lachke
mane na shali kamar lachke
taali pe taali kamar lachke
mane na shali kamar lachke
sadke jaau maa main balihari jaau maa
balihari jaau maa
apne dil ke tukde par main vari jaau maa
aaye haye vari jaau maa
sari umariya munna raja tu khusiyo me jhule
tu khusiyo me jhule
mamta ki barsaat me tu khub phale aur phule
khub phale aur phule
allah ka saya rasul ka saya
allah ka saya rasul ka saya
munne pe bibi butul ka saya
munne pe bibi butul ka saya
lag jaye meri umar bhi khudaya
le le ne de baliya o bibi ji badhai me
le le ne de baliya o bibi ji badhai me
o munne ki mayi haye
dekh suriya aayi haye sath me champabai
khilao na mithai o bibi ji badhai me
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
gote ki odhni lungi o bibi ji badhai me
sone ki chhudiya lungi o bibi ji badhai me
ham to jhuk kar salam karte hai
ham to jhuk kar salam karte hai
wo najar se kalam karte hai
wo najar se kalam karte hai
salam karte hai hum to jhuk kar jhuk kar
salam karte hai wo najar se najar se
kalam kalam karte hai karte hai
hum to jhuk kar salam karte hai
ye karishma to dekho nasib ka dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka dekho karib ka
ye karishma to dekho nasib ka nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka karib ka
ye karishma to dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka
jinke ghar hum kayam karte hai
jinke ghar hum kayam kayam karte hai
hum abhi intzam karte hai hum abhi intzam karte hai
khel ulta tamam karte hai khel ulta tamam tamam
karte hai hum abhi intzam karte hai
aisa mauka to milta hai kabhi kabhi he ji kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi ha ji abhi
bada hi fayda hamko hua hai aaj mahfil se
jinhe hum dhundhte firte the
hath aaye hai mushkil se
aisa mauka to milta hai kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi abhi
inke jalwo ko aam karte hai
inke jalwo ko aam aam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
fir bhi so so salam karte hai
ye mulakat koi nayi nahi ha ji nayi nahi
mil hi jate hai aksar kahi na kahi
wo hamara hi kaam karte hai
wo hamara hi kaam kaam karte hai
hum abhi intzam karte hai
humse izzat mili hamse sohrat mili hamse sohrat mili
nokri inko apni badolat mili
hamko pakda ke naam karte hai
hamko pakda ke naam aji naam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
hum to yuhi salam karte hai
hum to yuhi salam karte hai
sarve bhavantu sukhinasarve santu niramaya
sarve bhadrani pashhaantu
maakaschit dukh bhaa bhavet
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
paanch hazar warsha pehle isi ved mantra ka uchhar karke
param peeta parmatma ki yaachana karte sabka bhala karo bhagwan
sabko sukh aur shanti do aur paanchso warsha pehle
isi paath ko saral bhasha mein dohraya
nanak naam jalti kala
tere paani sarvata bhala
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
parantu sabke liye sukh aur shanti maannewale hindustani
kya khud shanti se sakte, rehte bhi toh kaise rehte
unki dharti ka dusra naam sone ki chidiya hai
jiski mitti mein sona aur jungalo mein chandan hai
shayad isiliye prakriti ne iski suraksha ke liye
uttar mein himalaya dakshin mein hind mahasagar
purab mein bangal ki khadi aur paschim mein thar ka registan bana diya tha
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
phir bhi sone ki chamak aur chandan ki khushbu bahar ke hamlaawaro ko lubhati rahi
sikandar ke ghodo ki taapo ne hamare dharti ke seene ki dhadkan tez kar di
tohun, mangol, arab, purtagali, francisi aur angrej koi pichhe na raha
sab aaye aur aate hi rahe,
shayad nahi jaante the ke jahaan sab duniyawale apni apni matroobhoomi se pyar karte hain
waha hindustani apni matroobhoomi ki pooja karte hain
jee haa pooja
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
karodon hindustaniyon ki bhaavna ko shabdo mein dhaalte hue hi toh bankim babu ne kaha tha
sujalam sufalam malayaj shitalam shashya shamlam mataram vande vande mataram
hamlaawaro ko haar maankar wapas jaana pada
par kutch log yahi reh gaye unhe hamari dharti maa ne god le liye
aur itihaas sakhsi hai maa ne apni god se janme aur god liye bachho mein kabhi antar nahi kiya
shayad isiliye jab jab kisi hamlawar ne hamari dharti ke seene par paanv rakhna chaha
sab bachhe seena taankar saamne khade ho gaye aur seema suraksha ki deewar khadi ho gayi
hindustan - 4
meri aan meri shaan meri jaan hindustan
hamlwar iss deewar se takrakar wapas jaate rahe
jo unniso basat mein hua wahi san paisat aur wahi ikahattar mein
har baar hindustaniyon ne wapas jaate dushman ki or dosti ka haath badhaya
kyunki hamari mitti ne hamein sikhaya hain
yadi nafarat karne wale nafarat ka daaman nahi chhodte
toh mohabbat karne wale mohabbat ka daaman kyun chhode
hindustan - 4