Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fakira/Hum-To-Jhuk-Kar-Salam-
ham to jhuk kar salam karte hai
ham to jhuk kar salam karte hai
wo najar se kalam karte hai
wo najar se kalam karte hai
salam karte hai hum to jhuk kar jhuk kar
salam karte hai wo najar se najar se
kalam kalam karte hai karte hai
hum to jhuk kar salam karte hai
ye karishma to dekho nasib ka dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka dekho karib ka
ye karishma to dekho nasib ka nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka karib ka
ye karishma to dekho nasib ka
unse nikla hai rishta karib ka
jinke ghar hum kayam karte hai
jinke ghar hum kayam kayam karte hai
hum abhi intzam karte hai hum abhi intzam karte hai
khel ulta tamam karte hai khel ulta tamam tamam
karte hai hum abhi intzam karte hai
aisa mauka to milta hai kabhi kabhi he ji kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi ha ji abhi
bada hi fayda hamko hua hai aaj mahfil se
jinhe hum dhundhte firte the
hath aaye hai mushkil se
aisa mauka to milta hai kabhi kabhi
inki khatir tawajo to karde abhi abhi
inke jalwo ko aam karte hai
inke jalwo ko aam aam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
fir bhi so so salam karte hai
ye mulakat koi nayi nahi ha ji nayi nahi
mil hi jate hai aksar kahi na kahi
wo hamara hi kaam karte hai
wo hamara hi kaam kaam karte hai
hum abhi intzam karte hai
humse izzat mili hamse sohrat mili hamse sohrat mili
nokri inko apni badolat mili
hamko pakda ke naam karte hai
hamko pakda ke naam aji naam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum abhi intzam karte hai
hum dar ke mare salam salam karte hai karte hai
wo akad ke akad ke salam salam karte hai karte hai
hum to yuhi salam karte hai
hum to yuhi salam karte hai