People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Maula Mere
Music: Vijay Verma
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/maula/FiBaRiF8B1Q
Video:
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Maula maula mere maula maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai
Tu rahim hai tu karim hai
Teri jaat sabse azim hai

Sab adhoorey tu hi salim hai
Sab adhoorey tu hi salim hai
Maula mere harsu tere nishaan
Maula mere harsu tere nishaan

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Gair bhi apna sa paaye
Zindgi khusboo ban jaaye
Dosti wo shabnamm barssaye
Ek dil ko hi de de aisa jahan
Maula mere harsu tere nishaan
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Dekh auro ki khushi ko
Rok paaye na bekhudi ko
Yu bhi samjha hai bandgi ko
Unse hi toh hai kayam hai ye jahan
Maula mere harsu tere nishaan

Nafraton ke darmiyan bhi
Koyi nikle meherbaan bhi
Jo luta de apni jaan bhi
Aise bhi toh dilwale hain yahan
Maula mere harsu tere nishaan

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula

Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula
Mere maula mere maula.
Soz O Salaam
Music: A.R. Rehman
Lyricist: Traditional
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Coke-Studio-@-MTV-Season-3:-Episode-1/Soz-O-Salaam/Rg8dRiNiRw
Video:
usko mujra gham-e-shae
jisne gawara na kiya
usko mujra gham-e-shae
jisne gawara na kiya
yaani abbas ney
ji bhai se pyaara na kiya
yaani abbas ney
ji bhai se pyaara na kiya
usko mujra gham-e-shae
jisne gawara na kiya
yaani abbas ney
ji bhai se pyaara na kiya
usko mujra
usko mujra gham-e-shae
jisne gawara na kiya
yaani abbas ney
ji bhai se pyaara na kiya
usko mujra gham-e-shae
jisne gawara na kiya
usko mujra

saaqi-e-baa wafaa manam
dum hamdum ali ali
sufi-e-baa safaa manam
dum hamadum ali ali
Aao Balma Aao
Music: A.R. Rehman
Lyricist: Traditional
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Coke-Studio-@-MTV-Season-3:-Episode-1/Aao-Balma/GzAdbiRkcHA
Video:
barsan laage nain humaar
angare hain thandi phuhaar
sune hain mere aangan-dwar
tum bin suna hai sansaar
aisi yaad tumhari aaye
bekal manwa chain naa paaye
chhaaye kaare badarwa chhaaye
kaun mere mann ko samjhaye
aa bhi jao na sataao
aao aao aao balma
aao aao aao balma
daras bin mora jiya ghabrawe
aao aao aao balma
aao aao aao balma

aao aao aao balma
aao aao aao balma
din bitaa bhay saanjh
howan laagi ren nahi chain
piya inayat jaun tope waari
aao aao aao balma
aao aao aao balma

aao aao aao balma
aao aao aao balma
daras bin mora jiya ghabrawe
aao aao aao balma
aao aao aao balma
Ye Dhaag Dhaag Ujala
Lyricist: Faiz Ahmed Faiz
Album: Aagaman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Yeh-Daagh-Daagh-Ujala
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
chale the yaar ke mil jayegi kahi na kahi
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala

bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan
bahut kari tha hasile nur ka daaaman
subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal
wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala

abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi
nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi
chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi
Nisar Hain Teri Galiyon Pe
Lyricist: Faiz Ahmed Faiz
Album: Aagaman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Nisar-Main-Teri-Galiy
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
chali hai rasam ke koi na sar utha ke chale
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
jo koi chahne wala tabafugal nikle
najar churake chale jism-o-ja bacha ke chale
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha

bahut hai julm ke raste bahana jinke liye
jo chand ahle jhumte tera naam lene wale
bani hai ahle hawas multai hi munsib hi
kise vakil kare kisse munsati chahe
magar gujarne walo ke din gujarte hai
tere firaq me hi subah sham karte hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha

yu hi humesha uljhati rahi hai julf se khal
na unki rasam nayi hai na apni reet nayi
tu hi humesha khilaye hai humne aag me phul
na unki haar nayi hai na apni jeet nayi
isi sabab se alagta gila nahi kare
tere firaq me hum dil bura nahi karte
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha

jara aaj tujhse juda hai to kal hum honge
ye raat bhar ki judai to koi baat nahi
jara aaj auj pe hai taale-e-raqib to kya
ye char din ki khudai to koi baat nahi
jo tujhse aebe wafa uska waar rakhte hai
ilaje jardese lelo nihal rakhte hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha

bujha jo roshan-e-jinda to dil ye samjha hai
ke teri maang sitaro se bhar gayi hogi
chamakte hai salasal to humne ye jana
ke ab sahar tere rukh par bhi kar gayi hogi
jara tasabure shamo sahar me jeete hai
girafat-e-saya ae diwaro dar me jeete hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
Ab Toot Girenge Janzeeran
Lyricist: Faiz Ahmed Faiz
Album: Aagaman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Ab-Toot-Girengi-Zanje
ab tut girengi janjire
ab jindano ki khair nahi
ab tut girengi janjire
ab jindano ki khair nahi

jo dariya jhum ke uthe hai
tinko se lata le jayenege
jo dariya jhum ke uthe hai
tinko se lata le jayenege

katte bhi chalo badhate bhi chalo
baju bhi bahut hai, sar bhi bahut
katte bhi chalo badhate bhi chalo
baju bhi bahut hai, sar bhi bahut
chalte bhi chalo ke ab dere
manjil hi pe daale jayenge
chalte bhi chalo ke ab dere
manjil hi pe daale jayenge
piya haji ali
Music: A.R.Rehman
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Piya-Hazi-Ali/Ixo8biYEbk
piya haji ali

khuda apne valiyon se hota hai raazi
milegi ye dar se hamein sarfaraazi
yahaan dil se maango ye haaji ali hain
khuda ke vali hain

shaah-e-samandar ibn-e-haidar
shah-e-samandar ik nazar
piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2
tum samandar ke dhani
baaba haaji ali baaba haaji ali baaba haaji ali
tum samandar ke dhani
baba haaji ali, baba haaji ali,
hai tumhara dar dar mustafa dar murtaza marhaba
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2

noor vaale noor vaale
bhole-bhaale bhole-bhaale
noor vaale noor vaale
saaya sab pe daal de
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
piya haaji ali piya haaji ali -2

yahaan hindu muslim sikh isaai faiz paate hain -2
ye samandar roz dar pe deta hai pehra
hai saraapa noor vaala aapka chehra
piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2

do mohammad mustafa ke naam ka sadka
de do naam ka sadka
do mohammad mustafa ke naam ka sadka
de do naam ka sadka

koi bhi maayoos is dar se nahin lauta
baaba koi nahin lauta
kiske dil mein kya chhupa hai sab tumhein maaloom hai -2
aapke faiz-o-karam bhi arsh par bhi dhoom hai
baaba haaji ali baaba haaji ali

suno ham gareebon ki iltija ham par karam keeje
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
aap par saari khudaai naaz karti hai
baaba naaz karati hai
bigadi kismat aapke dar par sanvarati hai
are qismat sanvarati hai
jab talak ummeed meri bar na aayegi -2
zindagi dehleez par aansu bahaayegi
baaba haaji ali baaba haaji ali
baaba jo bhi aapka ho chuka use kya gumaan hoga

piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
piya
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho