Nav Nav Lakha Haar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aaghaaz/Nav-Nav-Lakha/FBkvY0J
namaskaaram vadakkam swagatam mubarakam
welcome to the indian marriage
balle balle balle balle tappa tappa adi adi
chori chori chupke chupke dekhe ham ghadi ghadi
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
chudi ki kasam chudi bole dil daike dil lai lo
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
chudi ki kasam chudi bole dil daike dil lai lo
ishq me pahla naam aaye mahi ka duja naam sohani
o saiyoni saiyoni saiyoni haay saiyoni saiyoni saiyoni
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
chudi ki kasam chudi bole dil daike dil lai lo
kya kah rahe hai jode shagun ke
le chal mujhe apni shahzaadi chun ke
kya kah rahe hai jode shagun ke
le chal mujhe apni shahzaadi chun ke
sindur laali chunar maang tika
tere bina sab lage mujhko phika
balle balle balle balle tappa tappa adi adi
chori chori chupake chupake dekhe ham ghadi ghadi
surmedani se mujhko surma lagai do
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
dekhu kisiki jo shadi sagaai
meri jawani bhi le angadaai
dekhu kisiki jo shadi sagaai
meri jawani bhi le angadaai
mehadi se maine likha naam tera
yu hi na gajara bikhar jaye mera
balle balle balle balle tappa tappa adi adi
chori chori chupke chupke dekhe ham ghadi ghadi
bahana tujhko bhejuga dulhan main banai ke
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
ishq me pahla naam aaye mahi ka duja naam sohani
o saiyoni saiyoni saiyoni haay saiyoni saiyoni saiyoni
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
chudi ki kasam chudi bole dil daike dil lai lo
nau nau lakkha vaala haar pahna hai churai lo
chudi ki kasam chudi bole dil daike dil lai lo
khushbu mahakana bhul jaye
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aaghaaz/Dil-Ko-Patthar/Il8gST
khushbu mahakana bhul jaye
panchhi chahakna bhul jaye
chaand nikalna bhul jaaye
suraj dhalna bhul jaaye
saanse chalna bhul jaaye
shama jalna bhul jaaye
dhadakan dhadakna bhul jaaye
mausam badalna bhul jaaye
dil ko patthar dil ko patthar bana nahi sakta
aapko main aapko main bhula nahi sakta
dil ko patthar dil ko patthar bana nahi sakti
aapko main aapko main bhula nahi sakti
main jo tujhse kahu de de tu mujhko jaan
itni chahat mujhe kaun dega yaha
sau janam tak tujhe pyar karti rahu
teri palako tale jiti marti rahu
ye hakikat ye hakikat chhupa nahi sakta
aapako main aapko main bhula nahi sakta
dil ko patthar dil ko patthar bana nahi sakati
aapko main aapko main bhula nahi sakati
ishq me to mili mujhko tanhaaiya
saath chalti rahi meri parchhaaiya
maine jo maangi dua sirf maanga tujhe
ye jo hai deewangi tujhse mili hai mujhe
dard dil ka dard dil ka bata nahi sakti
aapko main aapko main bhula nahi sakti
dil ko patthar dil ko patthar bana nahi sakta
aapko main aapko main bhula nahi sakta
Ye Dhaag Dhaag Ujala(Female)-1
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Yeh-Gaagh-Daagh-Ujala
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
chale the yaar ke mil jayegi kahi na kahi
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan
bahut kari tha hasile nur ka daaaman
subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal
wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi
nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi
chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi
Ye Dhaag Dhaag Ujala(Female)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Yeh-Daagh-Daagh-Ujala
ye daag daag ujala ye shab khudi ka sahar
ye daag daag ujala ye shab khudi ka sahar
wo intjaar tha jiska ye sahar to nahi
ye wo sahar to nahi jiski aarju lekar
ye wo sahar to nahi jiski aarju lekar
chale the yaar ke mil jayengi kahi na kahi
wo intjaar tha jiska ye sahar to nahi
ye daag daag ujala
bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan
bahut kari tha hasile nur ka daman
subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi ye daag daag ujala
abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi
nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi
chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi ye daag daag ujala
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi ye daag daag ujala
Ye Dhaag Dhaag Ujala
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Yeh-Daagh-Daagh-Ujala
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
ye sahar to nahi jiski aarju lekar
chale the yaar ke mil jayegi kahi na kahi
ye wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
bahut ajeej thi lekin rukhe sahar ki lagan
bahut kari tha hasile nur ka daaaman
subuk subuk thi tamnna dabi dabi thi takhal
wo intjaar tha jiska ye
wo sahar to nahi, ye dag dag ujala
abhi garaaniy shab mein kami nahi aayi
nijaat hoti wo dil ki ghadi nahi aayi
chale chalo ki wo manjil abhi nahi aayi
Nisar Hain Teri Galiyon Pe
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Nisar-Main-Teri-Galiy
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
chali hai rasam ke koi na sar utha ke chale
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
jo koi chahne wala tabafugal nikle
najar churake chale jism-o-ja bacha ke chale
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
bahut hai julm ke raste bahana jinke liye
jo chand ahle jhumte tera naam lene wale
bani hai ahle hawas multai hi munsib hi
kise vakil kare kisse munsati chahe
magar gujarne walo ke din gujarte hai
tere firaq me hi subah sham karte hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
yu hi humesha uljhati rahi hai julf se khal
na unki rasam nayi hai na apni reet nayi
tu hi humesha khilaye hai humne aag me phul
na unki haar nayi hai na apni jeet nayi
isi sabab se alagta gila nahi kare
tere firaq me hum dil bura nahi karte
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
jara aaj tujhse juda hai to kal hum honge
ye raat bhar ki judai to koi baat nahi
jara aaj auj pe hai taale-e-raqib to kya
ye char din ki khudai to koi baat nahi
jo tujhse aebe wafa uska waar rakhte hai
ilaje jardese lelo nihal rakhte hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
bujha jo roshan-e-jinda to dil ye samjha hai
ke teri maang sitaro se bhar gayi hogi
chamakte hai salasal to humne ye jana
ke ab sahar tere rukh par bhi kar gayi hogi
jara tasabure shamo sahar me jeete hai
girafat-e-saya ae diwaro dar me jeete hai
nisar main teri galiyo pe ae watan ke jaha
Junoon Ki Yaad Manao
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Junoon-Ki-Yaad-Manao/
junun ki yaad manao ke jashn ka din hai
junun ki yaad manao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
junun ki yaad manao
tamije rahbaro rahjan karo na aaj ke din
tamije rahbaro rahjan karo na aaj ke din
har ek se hath milao ke jashn ka din hai
har ek se hath milao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
junun ki yaad manao
bahut ajij hai lekin sisakta dil yaaro
bahut ajij hai lekin sisakta dil yaaro
tum aaj yaad na aao ke jashn ka din hai
tum aaj yaad na aao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
junun ki yaad manao
wo shorshay ghame dil jiski lay nahi koi
wo shorshay ghame dil jiski lay nahi koi
gazal ki dhun me sunao ke jashn ka din hai
gazal ki dhun me sunao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
salibodar sajao ke jashn ka din hai
junun ki yaad manao ke jashn ka din hai
jashn ka din hai, jashn ka din hai
jashn ka din hai, jashn ka din hai
jashn ka din hai, jashn ka din hai
chhune na dungi sharir
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Chhoone-Na-Doongi-Sha
aa wo shama huyi roshan
wo aa gaye parwane
aagaz to accha hai anjaam khuda jane
aa najariyo se dilbar dungi
chhune na dungi shrir
najariyo se dilbar dungi
tan tan ke maarungi teer
o rasiya tan tan ke maarungi teer
najariyo se ha ha najariyo se ha ha
najariyo se ha ha najariyo se dilbar dungi
haye chanchal shokh nigahe
kar dengi ghayal meri adaye
aashiq wo hai ae dilwalo
aashiq wo hai ae dilwalo
sholo se khele daman bachaye
sholo se khele daman bachaye
sholo se khele daman bachaye
aankhe hai meri shamshir
chhune na dungi shrir
najariyo se dilbar dungi
tan tan ke maarungi teer
o balma tan tan ke maarungi teer
najariyo se ha ha najariyo se ha ha
najariyo se ha ha najariyo se dilbar dungi
julfe hai meri resham wali
resham wali, resham wali
julfe hai meri resham wali
hontho pe mere phulo ki laali
mori kamariya lachke hai aise
mori kamariya lachke hai aise
lachke hai jaise phulo ki daali
lachke hai jaise phulo ki daali
lachke hai jaise phulo ki daali
de dungi ek tasveer
chhune na dungi shrir
najariyo se dilbar dungi
tan tan ke maarungi teer
o rasiya tan tan ke maarungi teer
najariyo se dilbar dungi
chhune na dungi shrir
najariyo se ha ha najariyo se ha ha
najariyo se ha ha najariyo se dilbar dungi
Ab Toot Girenge Janzeeran
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aagaman/Ab-Toot-Girengi-Zanje
ab tut girengi janjire
ab jindano ki khair nahi
ab tut girengi janjire
ab jindano ki khair nahi
jo dariya jhum ke uthe hai
tinko se lata le jayenege
jo dariya jhum ke uthe hai
tinko se lata le jayenege
katte bhi chalo badhate bhi chalo
baju bhi bahut hai, sar bhi bahut
katte bhi chalo badhate bhi chalo
baju bhi bahut hai, sar bhi bahut
chalte bhi chalo ke ab dere
manjil hi pe daale jayenge
chalte bhi chalo ke ab dere
manjil hi pe daale jayenge