People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Ankh Milaoungi
Singer: Asha Bhonsle
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Ankh-Milaoongi/NjpeZyd7A
Budtameezi Pe Hum Aa Gaye To
Tum Shareefon Ka Phir Kya Hoga
Hai Sheeshe Ke Ghar Tumhaare
Maara Patthar To Phir Kya Hoga

Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon

Aankh Milaaoongi, Aankh Churaaoongi
Dil Dhadkaaoongi, Hosh Udaaoongi
Ae, Sab Ko Mana Loongi, Sab Ruth Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghunghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghunghroo Toot Gaye To Kya

Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Aankh Milaaoongi, Aankh Churaaoongi
Dil Dhadkaaoongi, Hosh Udaaoongi
Ae, Sab Ko Mana Loongi, Sab Ruth Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghunghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghunghroo Toot Gaye To Kya

Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Kuch Mushkil Thi Meri Zara Der Se Aayi Hoon
Lekin Main Mohabbat Ke Nazaron Ne Laayi Hoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon

Kuch Mushkil Thi Meri Zara Der Se Aayi Hoon
Lekin Main Mohabbat Ke Nazaron Ne Laayi Hoon
Dil Kaanch Ke Hote Hai, Yeh Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya

Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon

Maana Ke Duniya Mein Har Kadam Pe Dhoka Hai
Auron Pe Nahin Lekin Mujhe Khud Pe Bharosa Hai
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon

Maana Ke Duniya Mein Har Kadam Pe Dhoka Hai
Auron Pe Nahin Lekin Mujhe Khud Pe Bharosa Hai
Jo Kachche Dhaage The, Voh Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya
Main Naachoon Bin Paayal, Ghoonghroo Toot Gaye To Kya

Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon
Naachoon Naachoon, Na Na Na Naachoon.
Na Leke Jao
Music: Anu Malik
Lyricist: Gulzar
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Na-Leke-Jao/AD1bCQxbTUc
Na Le Ke Jaao Mere Dost Ka Janaaza Hai
Na Le Ke Jaao Mere Dost Ka Janaaza Hai
Abhi To Garm Hai Mitti Ye Jism Taaza Hai
Abhi To Garm Hai Mitti Ye Jism Taaza Hai
Na Le Ke Jaao Mere Dost Ka Janaaza Hai

Ulajh Gayi Hai Kahi Saans Khol Do Is Ki
Labon Pe Aayi Hai Jo Baat Poori Karne Do
Abhi Ummeed Bhi Jinda Hai Gam Bhi Taaza Hai
Na Le Ke Jaao Mere Dost Ka Janaaza Hai

Jagaao Is Ko Gale Mil Ke Alvida To Kahu
Ye Kaisi Ruksati Hai Ye Kya Saleeka Hai
Ye Kaisi Ruksati Hai Ye Kya Saleeka Hai
Abhi To Jeene Ka Har Ek Zakhm Taaza Hai
Na Le Ke Jaao Mere Dost Ka Janaaza Hai
Abhi To Garm Hai Mitti Ye Jism Taaza Hai.
piya haji ali
Music: A.R.Rehman
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Piya-Hazi-Ali/Ixo8biYEbk
piya haji ali

khuda apne valiyon se hota hai raazi
milegi ye dar se hamein sarfaraazi
yahaan dil se maango ye haaji ali hain
khuda ke vali hain

shaah-e-samandar ibn-e-haidar
shah-e-samandar ik nazar
piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2
tum samandar ke dhani
baaba haaji ali baaba haaji ali baaba haaji ali
tum samandar ke dhani
baba haaji ali, baba haaji ali,
hai tumhara dar dar mustafa dar murtaza marhaba
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2

noor vaale noor vaale
bhole-bhaale bhole-bhaale
noor vaale noor vaale
saaya sab pe daal de
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
piya haaji ali piya haaji ali -2

yahaan hindu muslim sikh isaai faiz paate hain -2
ye samandar roz dar pe deta hai pehra
hai saraapa noor vaala aapka chehra
piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2

do mohammad mustafa ke naam ka sadka
de do naam ka sadka
do mohammad mustafa ke naam ka sadka
de do naam ka sadka

koi bhi maayoos is dar se nahin lauta
baaba koi nahin lauta
kiske dil mein kya chhupa hai sab tumhein maaloom hai -2
aapke faiz-o-karam bhi arsh par bhi dhoom hai
baaba haaji ali baaba haaji ali

suno ham gareebon ki iltija ham par karam keeje
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
aap par saari khudaai naaz karti hai
baaba naaz karati hai
bigadi kismat aapke dar par sanvarati hai
are qismat sanvarati hai
jab talak ummeed meri bar na aayegi -2
zindagi dehleez par aansu bahaayegi
baaba haaji ali baaba haaji ali
baaba jo bhi aapka ho chuka use kya gumaan hoga

piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
piya
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2
haaji ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
ali
piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
Mehaboob Mere
Music: Anu Malik
Lyricist: tEJPAL kAUR
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Mehboob-Mere/ATo9Whd2UGU
--MALE--
Dhola dhol manjeera baaje re, oh
Kaadhi teechro ghaghra naa jaaro baaje re

--FEMALE--
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 3
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4

--MALE--
Aah dhola, oh dhola, oh dhola

--FEMALE--
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Haan mast mast mujhe mast mast

Aankhon mein kaajal, pairon mein paayal
In adaaon se main karoon sab ko ghaayal
Mehboob ki mehbooba tarse
Sach kehde pyaar yeh kab barse
Main teri dulhan banne ko nikli hoon
Sajadhaj ke ghar se
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4

Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mast haan mast mast
Mast mast mast mast mast mast mast mast mast mast

Yeh nazar hamaare hai badi karaari
Samjho voh jeeta jispe dil haare
Haan ishq mohabbat karle tu
Yeh pal naa tehrege kal ko
Aa narmi le meri aankhon se
Kuch pataa nahin kya ho kal ko
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de - 4
Mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mahaul mein jeene de
Haan mujhe mast mast mujhe mast mast
Mujhe mast mahaul mein jeene de ...
Aaja Mahiye
Music: A.R.Rehman
Lyricist: Gulzar
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Aaja-Mahiya/ExslWjgDB0M
--MALE--
Maahi maahi re, maahi maahi re - 3

--CHORUS--
(Aaja maahi mere, aaja maahi mere
Aaja maahi mere aa) - 2

--MALE--
Aa dhoop maloon main tere haathon mein
Aa sajda karoon main tere haathon mein
Ho, subha ki mehndi chhalak rahi hai, aaja
Aaja maahiya, aaja maahiya, aaja
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya

--MALE--
Aaja maahi mere, aaja maahi mere
Aaja maahi mere aa

--FEMALE--
Aaja maahi mere, aaja maahi mere
Aaja maahi mere aa
Aahista pukaaro, sab sun lenge
Bas labon se choo lo, lab sun lenge
Haan, aankh bhi kal se phadak rahi hai, aaja
Aaja maahiya, aaja maahiya, aaja
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya

--MALE--
(Ek noor se aankhen chaunk gayi
Dekha jo tujhe aaine mein) - 2

--CHORUS--
Aaja maahiya, aaja maahiya

--FEMALE--
Koi noor kiran hogi voh bhi
Jo chubne lagi hai seene mein

--CHORUS--
Aaja maahiya, aaja maahiya

--MALE--
Aa dhoop maloon main tere haathon mein
Aa sajda karoon main tere haathon mein
Ho, subha ki mehndi chhalak rahi hai, aaja
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya

--FEMALE--
Aaja
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya

--MALE--
Maahi maahi re, maahi maahi re
Maahi maahi re

--FEMALE--
(Laal ho jab yeh shaam kinaara
Odha dena sar pe saara) - 2

--CHORUS--
Aaja maahiya, aaja maahiya

--MALE--
Chal rok le sooraj chhup jaayega
Paani mein girke bujh jaayega

--CHORUS--
Aaja maahiya, aaja maahiya

--FEMALE--
Aahista pukaaro, sab sun lenge
Bas labon se chhoo lo, lab sun lenge
Haan, aankh bhi kal se phadak rahi hai, aaja
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya

--MALE--
Aaja maahiya, ho, aaja maahiya
Maahi re, maahi re
Maahi re, maahi re, maahi re
Maahi re, maahi re
(Maahi maahi mere maahi maahi
Mere maahi mere maahi mere maahi mere) - 2
Tu Fiza Hai
Music: Anu Malik
Lyricist: Gulzar
Album: Fiza
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Tu-Fiza-Hai/Jl1eUCx2eQM
--MALE--
Fiza, Fiza, Fiza, hey Fiza
(Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa) - 2

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai

--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa ek dafa is zameen se uthe
Paaon rakhe hawa par zara sa ude

--FEMALE--
Chal chale hum jahan koi rasta na ho

--MALE--
Koi rehta na ho, koi basta na ho

--FEMALE--
Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jaga

--MALE--
Fiza, Fiza

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyoon laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi

--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa saat baithe zara der to
Haath thaame rahe aur kuch na kahe

--FEMALE--
Chhooke dekhe to aankhon ki khaamoshiyaan

--MALE--
Kitni chup chaap hoti hai sargoshiyaan

--FEMALE--
Sunte hai aankhon mein hoti hai aisi sada

--MALE--
Fiza, Fiza
Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa

--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera