Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Beta Hamara Aisa Kam Karega
Magar Ye To Koi Na Jaane
Ki Meri Manzil Hai Kahan
Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Baithe Hain Mil Ke Sab Yaar Apne
Sabke Dilon Mein Armaan Ye Hai
Wo Zindagi Mein Kal Kya Banega
Har Ek Nazar Ka Sapna Ye Hai
Koi Engineer Ka Kaam Karega
Business Mein Koi Apna Naam Karega
Magar Ye To Koi Na Jaane
Ki Meri Manzil Hai Kahan
Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Mera To Sapna Hai Ek Chehra
Dekhe Jo Usko Jhume Bahaar
Galon Mein Khilti Kaliyon Ka Mausam
Aankhon Mein Jaadu Hothon Mein Pyaar
Banda Ye Khoobsurat Kaam Karega
Dil Ki Duniya Mein Apna Naam Karega
Meri Nazar Se Dekho To Yaaro
Ki Meri Manzil Hai Kahan
Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Wo O
Ambar Hethan Dharti Vasdi
Ethe Har Rut Hasdi Ho O
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Kinna Sona Des Hai Mera
Des Hai Mera Des Hai Mera
Des Hai Mera
Dharti Sunehri Ambar Neela Ho
Dharti Sunehri Ambar Neela
Har Mausam Rangeela
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Bole Papiha Koyal Gaaye
Bole Papiha Koyal Gaaye
Saawan Ghir Ke Aaye
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Oh Kothhe Te Kaan Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di
Vich Aane Da Vi Na Bole
Aayi Chithhi Mere Maahiye Di
Genhoo Ke Kheton Mein
Kanghi Jo Kare Hawaayein
Rang Birangi Kitni
Chunariyaan Ud Ud Jaayein
Lo Sun Lo
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Qadam Qadam Pe Hai Mil Jaani
Koyi Prem Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho O
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
O
Oh Meri Jugni De Dhaage Pakke
Jugni Os De Moonh Toh Fabbe
Jinu Sat Ishq Di Lagge
Oy Saanyi Mereya Oh Jugni Hoy
Veer Mereya Jugni Kendi Aye
Oh Naam Saayin Da Lendi Aye
Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy
Oh Dil Kad Litaa Ee Jind Meriye
Baap Ke Kandhe Chadh Ke
Jahaan Bachche Dekhe Mele
Melon Mein Nat Ke Tamaashe
Kulfi Ke Chaat Ke Thhele
Kahin Milti Meethhi Goli
Kahin Chooran Ki Hai Pudiya
Bhole Bhole Bachche Hain
Jaise Gudde
Aur Gudiya
Aur Inko Roz Sunaaye Daadi Naani Ho O
Roz Sunaaye Daadi Naani
Ek Pariyon Ki Kahaani
Aisa Des Hai Mera Ho
Aisa Des Hai Mera
Aisa Des Hai Mera Haan
Aisa Des Hai Mera
Sadke Sadke Jaandi Aaye Mutiyaare Ni
Kanda Chuba Tere Pair Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kanda Chuba
Tere Pair Baankiye Naare Ni
Kaun Kade Tera Kaandra Mutiyaare Ni
Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni
Oy Ni Adiye Kaun Sahe Teri Peed Baankiye Naare Ni
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Mere Des Mein Mehmaanon Ko
Bhagwaan Kaha Jaata Hai
Woh Yahin Ka Ho Jaata Hai
Jo Kahin Se Bhi Aata Hai
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Tere Des Ko Maine Dekha
Tere Des Ko Maine Jaana
Jaane Kyun Ye Lagta Hai
Mujhko Jaana Pehchaana
Yahaan Bhi Wahin Shaam Hai
Wahin Savera O
Wahi Shaam Hai Wahin Savera
Aisa Hi Des Hai Mera
Jaisa Des Hai Tera
Waisa Des Hai Tera
Haan Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Ho
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Haan
Jaisa Des Hai Tera
Aisa Des Hai Mera Ho O
Waisa Des Hai Mera
Main Nikla O Gaddi Leke
Main Nikla O Gaddi Leke
O Raste Par O Sadak Mein
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
O Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Rab Jaane Kab Guzra
Amritsar Ho Kab Jaane
Lahore Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Mainutthe Dil Chhod Aaya
Us Mod Pe Woh Mutte Yaar Mili
Ho Us Mod Pe Woh Mutte Yaar Mili
Jatt Yamla Paagal Ho Gaya
Uski Zulfon Ki Chhanav Mein
Main Bistar Dalke So Gaya
O Jab Jaaga Ye Bhaaga
Sab Phaatak Sab Signal
Main Todh Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ho Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Sharmaake Woh Yun Simatt Gayi
Sharmaake Woh Yun Simatt Gayi
Jaise Woh Neend Se Jaag Gayi
Maine Kaha Gal Sun O Kudiye
Woh Darr Ke Peechhe Bhaag Gayi
Woh Samjhi Ghar Uske
Chori Se Ho Chupke Se
Koi Chor Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ho Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Ek Mod Aaya
Main Utthe Dil Chhod Aaya
Kaushalya Ki God Mein Pragate
Awadh Kunj Mein Awadh Bihari
Siya Sang Mein Racha Svayamvara
Tode Dhanush Saras Dhanurdhari
Aayi Awadh Mein Janak Dulari
Harsh De Har Ek Charan Pakhari
Mohe Ram Rang Rang De Re
Mohe Ram Rang Rang De Re
Ram Nihare Siya Ko Re
Siya Nihare Ram Ko Re
Dasi Main Ram Ki Dasi Re
Dasi Mere Ram Ki Dasi Re
Kaikeyi Ko Raj Tilak Toh
Ram Chadar Ka Raas Na Aaya
Dasharath Ke Sharan Aakar Boli
Unka Var Unhein Yaad Dilaya
Dasharath Bole Mango Priye Tum
Tan Man Dhan Sab Tum Par Arpan
Bharat Ko Do Tum Raj Sinhasan
14 Varsh Ka Ram Ko Do Van
Putra Pita Ka Vachan Nibhane
Van Ki Aur Lage Kadam Badhane
Site Boli Hey Raghunandan
Main Bhi Chalun Van Dharam Nibhane
Raat Ki Mamta Lakhan Ko Khinche
Ram Siya Ke Chal Bhaye Pichhe
Chal Bhaye Pichhe
Chitrakut Ke Ghat Sajayi
Joothi Ber Sabri Ki Khayi
Roopvati Le Roop Surpanakha
Naak Kata Ke Pahunchi Lanka
Lanka Mein Ravan Ka Danka
Kaanta Na Kaagran Vanka
Dhikkar Hai Dhikkar Hai
Dhikkar Hai Bhai Ravan
Teri Veerta Ko Dhikkar Hai
Van Mein Aaye Do Nar Nari
Ek Ne Kati Naak Humari
Shankhnaad Sa Lage Garajne
Pahucha Chhal Kar Siya Ko Harne
Marich Ban Mrig Chalan Prayi
Laagal Vaan Lakhan Kohnaayi
Sadhu Besh Dhar Ke Chalkari
Bhiksha Do Mohe Haak Pukari
Karke Haran Chal Diya Asanka
Pahuch Gaya Siya Har Le Lanka
Van Van Dhundat Lakhan Raghubira
Sahet Kalesh Kathin Tan Peera
Kalpat Prabhu Se Kehat Jatayu
Siya Haran Ka Raj Batayi
Mile Kapihari Man Anuraga
Prabhu Ke Daas Safal Kar Kaja
Sanka To Ude Hanumant Ran Lanka
Foonk Diye Jakar Gadh Lanka
Haan Lanka Foonk Diye
Hanumant Ne Lanka
Mata Main Aagya Chahta Hoon
Sri Ram Chandar Ji Ke Liye
Koyi Sandesha Ho Toh Aadesh Ho Mata
Hari Charan Chhu Kar Ashish Lena
Chudamani Kapi Prabhu Ko Dena
Hari Bin Kitna Man Hai Vyakul
Ram Ko Siye Ka Sandesha Dena
Ja Re Pawan Ja Leja Sandesha
Piy Ko Mere Leja Sandesha
Pavansutt Sudh Le Aaye
Ram Ko Siya Ka Haal Bataye
Hahakaar Gunjal Gaganagan
Baudh Se Van Chale Hain Sansan
Ghamasan Chhid Gayi Ladayi
Asur Sanghar Vijay Hari Paayi
Ravan Vadh Kar Siya Liya Ke
Lakahn Sahit Ab Awadh Mein Aake
Ram Raj Bhayi Sab Jag Jana
Prabhu Leela Sab Jagat Bakhana
Mohe Ram Rang Rang De.
Tum paas aaye to hum paas aayenge
Saanso se hum teri saansein milayenge
Jo bhi hai iss dil mein tumko batayenge
Sach keh rahe hain hum kuch na chupayenge
Duniya ko bhool ke tujhmein kho jaayenge
Waapas naa aayenge waapas naa aayenge
Zara jaldi jaldi zara jaldi jaldi
Ho zara jaldi jaldi haanko yaara bailgadi
Tez bhagane lagi hai dhadkan humari
Dekhenge hum tumko dekhe hi jaayenge
Aise hi saara din sang sang bitayenge
Phoolon ki bagiyan mein tumko le jaayenge
Khusboo ki duniya se tumko milayenge
Haath pakad ke hum chalte hi jaayenge
Vaapas naa aayenge waapas naa aayenge
Mann bhar aaya mann bhar aaya
Mann bhar aaya ho mann bhar aaya
Mann bhar aaaya baatein sunke tumhari
Dekho humne bhi kar li hai taiyari
Ari Oh Monalisa
Chalega Aisa Kaisa
Ari Oh Monalisa
Chhodun Na Tera Peechha
Ho Badi Mind Blowing Ladki Fasaayi
Badi Mind Blowing Ladki Fasaayi
Mummy Kassam Main To Gaya Die
Arre Winter Ka Mausam Hai Bhai
Aye Winter Ka Mausam Hai Bhai
Upar Se Chhoti Rajayi
Ho Tera Dhoondh Ke Laya Hoon
Jhumka Bazaar Se
Kab Se Khada Hoon Bann Ke
Majhnu Kataar Mein
Aaha Aehe Oho
Dhoondh Ke Laya Hoon
Jhumka Bazaar Se
Kab Se Khada Hoon Bann Ke
Majhnu Kataar Mein
Haye Re Teri Beauty Ne Neendein Udayi
Mummy Kassam Main To Gaya Die
Baaton Mein Teri Main Na Aaun Balma
Kaahe Tu Beech Mein Le Aaye Teri Maa
Haan
Baaton Mein Teri Main Na Aaun Balma
Kaahe Tu Beech Mein Le Aaye Teri Maa
Kaahe Peechhe Hai Pada Tu To Ziddi Hai Bada
Teri Jhoothi Baaton Mein Na Main
Aayi Aayi Aayi Aayi
Ho Dafa 302 Mujhe Lagwayi
Mummy Kassam Main To Gaya Die
Bade Bhagyon Se Bani Tu Lugayi
Mummy Kassam Main To Gaya Die.
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Ho aaj rag de ho maan ai rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola
Aazaadi ko chali byaahane
Deewano ki toliyaan
Aazaadi ko chali byaahane
Deewano ki toliyaan
Khun se apane likhe dege
Ham iqalaab ki boliyaan
Ham vaapas lautege lekar
Aazaadi kaa dolaa
Mera rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola
Ye vo chola hai ke jis
Pe rag na chadhe dujaa
Ye vo chola hai ke jis
Pe rag na chadhe dujaa
Hamane to bachapan se
Ki thi is chole ki pujaa
Kal tak jo chigaari thi
Wo aaj bani hai shola
Mera rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Ho aaj rag de ho maan ai rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola
Sapne me dekhaa thaa
Jisako aaj vahi din aaya hai
Sapne me dekhaa thaa
Jisako aaj vahi din aaya hai
Suli ke us paar khadi hai
Maan ne hame bulaaya hai
Aaj maut ke palade me
Jivan ko hamane taulaa
Mera rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Ho aaj rag de ho maan ai rag de
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Mera rag de basati chola
Maan ai rag de basati chola.
Jab se huvaa terey ae..
Nazdeek hey
Dil ke muhalley mein
Sabh theek hey-(x2)
Zara sa kitab’on mein
Kamm dhiyaan hey Jiyada
Terey khiyalo mein hey ae..
Tujhsey joh mill ke
Maza hey kahaan woh
Ganit ke sawaalo mein hey ae..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
Hey ae Cycle par laike jayunga
Samose garam khilayunga mein
Kar vaada aah shaniwaar ko
Bhagwaan ke bharose
Chhorh ke samose
Bhool jaaye somwaar ko
Tere liye ghar se nikalti hu
Jab kaihta hey milti hu
Ghar waalo se chhup ke tujhey
Parwaah nahin hey meri
Ziyaadati hey teri
Kia sanmajh rakha hey piyaar ko oh..
Tujhey kis tarah batayun main kitna
Zaroori tera piyaar hey
Mere andhe-aare seh jiwan mein tu hi
Safedi ki chamkaar hey ae..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
Jag ko main Genius lagta hu
Chihra ye serious rakh’ta hu
Andar se dil fenk hu
Maana hu chhotey ghar ka
Jeb seh hu karh-ka
Ladka main barha hi nek hu
Terey chihrey pe saare mar-te hey
Baaki larhke bhi vaade karte hey
Lekin nibhaate nahi
Mokke peh kaam aayein
Vaada joh nibhaye
Ek lauta main hi ek hu..
Matt ghabarana mahurat hamarey
Millan ka nikatt hey piya aah..
Bas ik googly seh papa ka tujhko
Giraana wicket hey piya aah..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
yaaden teri baaten teri, din hain tere raaten teri
paoon tujhe hi main jaoon jahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
khushiyaan teri gham hain tere, dil me mere mausam tere
mehka tujhi se hai yeh gulsitaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekhenge
teri soorat na ho jis me
teri soorat na ho jis me woh sheesha tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere khwaabo ko geheno ki tarah khud par saja lenge
kasam teri kasam
kasam teri kasam taqdeer ka rookh mod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi na jo toote
khuda se bhi na jo toote woh rishta jod lenge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
dil ki tamnna rah gayi dil me
har lamha hai ab muskil me
le gayi mauje sab kuch apna kya rakha hai ab sahil me
chahat me jab koi mil ke na mil paye
sagar ke hote bhi dil pyasa rah jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
jo milna hai mil ke rahega, jo khona hai kho ke rahega
kitni bhi karle koshish koi, jo hona hai hoke rahega
wakt kabhi darde dil deke kyu tadpaye
or kabhi jakhmo ka khud marham ban jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
arzu yahi na bichade kisi mod pe
rah me kabhi na jana mujhe chhod ke
chahenge hum yu hi tumko hogi mohabbat na kam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
har khusi mile daman me dildar ke
aa tumhi wahi ruke na kabhi har ke
manjil manjil tumko paye chume tumhare kadam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
yaha chahe rahe na rahe ham
meri aankhon me hain tu
meri saanson me hain tu
tu hi mera sapna hain
tera hi yeh dil hain
jo mere seene me dhadakta hain
meri aankhon me hain tu
meri saanson me hain tu
tu hi mera sapna hain
tera hi yeh dil hain
jo mere seene me dhadakta hain
jo mere seene me dhadakta hain
aanchal main apna bichadu rakhde kadam tu jahan
aanchal main apna bichadu rakhde kadam tu jahan
main jism hu jaan tu bin tere main hu kahan
teri raah ke kaante palko se utha lu me
teri zindagi se woh har gam chura lu
jo teri aankhon me jhalakta hain
jo teri aankhon me jhalakta hain
meri mohabbat hai kya ho bas tera ehsaas hain
meri mohabbat hai kya ho bas tera ehsaas hain
dhadkan ki gehrai me pal pal teri pyaas hain
badi beqaraari hain lamha lamha wari hain
kaisi yeh khumari hain tera hi nasha hain
jo mere hothon se chalakta hain
meri aankhon me hain tu
meri saanson me hain tu
tu hi mera sapna hain
tera hi yeh dil hain
jo mere seene me dhadakta hain
jo mere seene me dhadakta hain
jo mere seene me dhadakta hain
ek umrr kaa safar ek pal me kaat gaya
jinda toh hu magar tukado me bat gaya
jinda toh hu magar tukado me bat gaya
tune mujhko divaana kiya kuchh is kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tune mujhko tune mujhko
divaana kiya kuchh iss kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tune mujhko tune mujhko
divaana kiya kuchh iss kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tu hi tu dekhu jidhar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ho teri ada sabse juda mai ho gaya tujhpe fida
teri ada sabse juda mai ho gaya tujhpe fida
mera dil anjaana bana tera nishaana
jakhm aisa laga hain
mushkil hain bataana teraa meraa afsaana
tere yaado me khoya raha shaamo sehar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tu hamsafar tu zindagi maine kiya tujhpe yakin
tu hamsafar tu zindagi maine kiya tujhpe yakin
tut ke tujhko chaahu jindagaani lutaau
bas teri dhadkano ko apne dil mai chupaau
lut jaau mit jaau
tere pyaar ne kuch aisa kiya mujhe bekhabar
ek tere siwa kuch naa aaye nazar
ek tere siwa kuch naa aaye nazar
tune mujhko divaana kiya kuch is kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
jab dil mile, tab gul khile
jab gul khile, tab dil mile
mile mile mile mile dil mile
khile khile khile khile gul khile
is ishq me aisi aag lage ho
is ishq me aisi aag lage, dil dariya me tufaane uthe
dharati dole aakash hile ho
yeh ishq kayaamat bhi hai ji, yeh ishk ibaadat bhi hai ji
koi tauba kare, koi sajada kare ho
o jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
o jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
o jab dil mile, tab gul khile
jab gul khile, tab dil mile
mile mile mile mile dil mile
o jab dil dil dil dil dil mile
iss ishq me aisi aag lage ho
jab se tu hai iss dil me, iss dil me
meri jaan hai mushkil me, mushkil me
mehfil me hai tanhaai tanhaai
tanhaai hai mehfil me mehfil me
yeh duniya apni prem gali
aa gali me lag ja yaar gale, ho jaaye saare dur gile ho
jab dil mile mile mile dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
tab gul khile khile khile gul khile
jo kaho tum kar jaaye, kar jaaye
abb abhi yahi mar jaaye, mar jaaye
ek duje kaa dil mithi si pyaari si
yaado se ham bhar jaaye, bhar jaaye
yeh ishq hamara kaisa ho, yeh ishq hamaara aisa ho
ke saari duniya yaad kare ho
jab dil mile mile mile dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
jab dil mile, tab gul khile
jab gul khile, tab dil mile
mile mile mile mile dil mile
jab dil dil dil dil dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
jab dil mile mile mile dil mile
tab gul khile khile khile gul khile
aah aah aah aah aah mile dil
koi tauba kare, koi sajda kare
koi tauba kare, koi sajda kare
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq qayamat ishq nasha
ishq hi chaahat ishq wafa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
in bahaaro se milta hai ishq
in nazaaro mein dhikta hai ishq
jab pyar se hum tum milte hai
tab phul banke khilta hai ishq
banke hawaye firta hai ishq
banke ghataye ghirta hai ishq
jab hum tum baate karte hai
tab barkha banke girta hai ishq
ishq bahaare ishq fiza
ishq nazaare ishq hawa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq ishq, ishq ishq
ishq ishq, ishq ishq
jab pyar kisi ko hota hai
tab wo aashiq ban jata hai
jab pyar had se gujarta hai
tab pyar ishq ban jata hai
jab pyar kisi ko hota hai
tab vo kuch bhi kar jata hai
fir ishq mein hi wo jeeta hai
aur ishq mein hi mar jata hai
ishq tadap hai ishq maza
ishq dard hai ishq dawa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq qayamat ishq nasha
ishq hi chaahat ishq wafa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq huaishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq qayamat ishq nasha
ishq hi chaahat ishq wafa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
in bahaaro se milta hai ishq
in nazaaro mein dhikta hai ishq
jab pyar se hum tum milte hai
tab phul banke khilta hai ishq
banke hawaye firta hai ishq
banke ghataye ghirta hai ishq
jab hum tum baate karte hai
tab barkha banke girta hai ishq
ishq bahaare ishq fiza
ishq nazaare ishq hawa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq ishq, ishq ishq
ishq ishq, ishq ishq
jab pyar kisi ko hota hai
tab wo aashiq ban jata hai
jab pyar had se gujarta hai
tab pyar ishq ban jata hai
jab pyar kisi ko hota hai
tab vo kuch bhi kar jata hai
fir ishq mein hi wo jeeta hai
aur ishq mein hi mar jata hai
ishq tadap hai ishq maza
ishq dard hai ishq dawa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq qayamat ishq nasha
ishq hi chaahat ishq wafa
ishq zindagi, ishq har khushi
ishq ibadat ishq khuda
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
ishq hua, ishq hua
ishq hua hume ishq hua
main deewana deewana, main deewani deewani
main deewana deewana, main deewana deewana
mere dil ko tumse mohabbat badi hai
mere dil ko tumse mohabbat badi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewana deewana, main deewana deewana
mere rubaru teri chahat khadi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewani deewani, main deewani deewani
mujhko toh hai yeh mohabbat nibhani
chahe gawani pade zindagani
chudi bindiya payal kangna sab hai tere naam
tere ishq me dubi hu main ab toh subaho shaam
koi bhi ho aalam koi bhi ho mausam
meri dhadkan jaanam tujhko chaahe har dam
mera dil teri khwaahisho ki ladi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewana deewana, main deewana deewana
tere siwa arzoo na kisi ki
tu imtihaan hai meri zindagi ki
phool me khushbu sip me moti rehta hai jaise
tu meri saanso me har pal rehta hai aise
jo toote na kabhi aisa hai yeh bandhan
tu bas mere liye hai bani jaaneman
sanam kasme vaado ki tu hathkadi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewana deewana, main deewana deewana
mere dil ko tumse mohabbat badi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewana deewana, main deewani deewani
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
main had se bhi zyada
bas tumse pyaar karta hun
tanhaa tassvur me
chaahat ke rang bharta hu
bilkul hakiqat hain ye
samjho na isko bharam
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
tere bina zindagi ek pal bhi
ab gavaara nahi
chaahun main jaise tujhe
chahega tujhe koi nahi
teri chahato ke liye
lungi hazaaron janam
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
bekarar hu tere pyar me, dard hain jawa dil ke taar me
bekarar hu tere pyar me, dard hain jawa dil ke taar me
saanso me mujhko basa le sanam mere sanam
baby love me love me, o baby baby love me love me
baby love me love me, o baby baby love me love me
bekarar hu tere pyar me, dard hain jawa dil ke taar me
dekhi hai tune meri bebasi, ab or mujhko tu bebas na kar
dekhi hai tune meri bebasi, ab or mujhko tu bebas na kar
tu mere hatho ki takdir hai, tu mere hatho ki takdir hai
tujhko khabar kya o bekhabar, tujhko khabar kya o bekhabar
apna tu bana le mujhko sanam mere sanam
baby love me love me, o baby baby love me love me
baby love me love me, o baby baby love me love me
bekarar hu tere pyar me, dard hain jawa dil ke taar me
meri hi yado me rahkar bata, tu gair ka khwab kyu ho gayi
meri hi yado me rahkar bata, tu gair ka khwab kyu ho gayi
teri wafa pe mujhe naaz tha, teri wafa pe mujhe naaz tha
sikhi kaha se ada ye nayi, sikhi kaha se ada ye nayi
julfo me mujhko chhupa le sanam mere sanam
baby love me love me, o baby baby love me love me
baby love me love me, o baby baby love me love me
bekarar hu tere pyar me, dard hain jawa dil ke taar me
saanso me mujhko basa le sanam mere sanam
baby love me love me, o baby baby love me love me
baby love me love me, o baby baby love me love me
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
meri dhadkano ki hay meri dhadkano ki
jarurat hai tu tu tu tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
meri dhadkano ki meri dhadkano ki
jarurat hai tu tu tu tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
khubsurat hai tu khubsurat hai tu
teri nazar ke haye jabse paye nazare
jami par rehke pa liye hai sitare
nazar ke nazar se ho rahe hai ishare
bandhe hai jabse hay chahato ke ye dhage
kitne sapne dekhe hai jaage jaage
udane lagi hu aasmano se aage
meri aarzu meri chahat hai tu
meri aarzu meri chahat hai tu
meri dhadkano ki haye meri dhadkano ki
jarurat hai tu tu tu tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
khubsurat hai tu
hua hai jabse do dilo ka ye sangam
kiya hai har ik aasra pyar me kam
yahi hai tamanna ha badle na ab ye mausam
jab se dekhi hay ye nashili nigahe
bhula tabse mai jamane ki raahe
meri manzil ab to hai teri baahe
meri har khushi meri jaannat hai tu
meri har khushi meri jaannat hai tu
meri dhadkano ki ha meri dhadkano ki
jarurat hai tu tu tu tu
jawan jaane ja khubsurat hai tu
jawan jaane ja khubsurat hai tu
meri dhadkano ki ha meri dhadkano ki
jarurat hai tu tu tu tu
jawan jaane jaan khubsurat hai tu
khubsurat hai tu ho khubsurat hai tu
haye khubsurat hai tu