ek umrr kaa safar ek pal me kaat gaya
jinda toh hu magar tukado me bat gaya
jinda toh hu magar tukado me bat gaya
tune mujhko divaana kiya kuchh is kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tune mujhko tune mujhko
divaana kiya kuchh iss kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tune mujhko tune mujhko
divaana kiya kuchh iss kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tu hi tu dekhu jidhar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ho teri ada sabse juda mai ho gaya tujhpe fida
teri ada sabse juda mai ho gaya tujhpe fida
mera dil anjaana bana tera nishaana
jakhm aisa laga hain
mushkil hain bataana teraa meraa afsaana
tere yaado me khoya raha shaamo sehar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
tu hamsafar tu zindagi maine kiya tujhpe yakin
tu hamsafar tu zindagi maine kiya tujhpe yakin
tut ke tujhko chaahu jindagaani lutaau
bas teri dhadkano ko apne dil mai chupaau
lut jaau mit jaau
tere pyaar ne kuch aisa kiya mujhe bekhabar
ek tere siwa kuch naa aaye nazar
ek tere siwa kuch naa aaye nazar
tune mujhko divaana kiya kuch is kadar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar
ek tere siwa kuchh naa aaye nazar