Yeh dard ke lamhe
Sard hawayein, zindagi sehmi
Saans kaise aaye
Yeh khauf hai dil mein
Ke dheere dheere
Teri khamoshi jaan le na jaaye
Kis mod pe zindagi le aayi bewajah
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari mazilein
Ho saari mazilein
So gaya hai rasta
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
Yeh dard har lamha sone nahi deta
Door hoke tumse, hone nahi deta
Yeh dard ke lamhe
Sard hawayein, zindagi sehmi
Saans kaise aaye
Kis mod pe zindagi le aayi bewajah
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan
So gayi hain saari mazilein
Ho saari mazilein
So gaya hai rasta.
dil dil se milega o yes dil milega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
kyu tum darega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
o no no no no tum karega karega
janejana aaja na aaja na
dil ko apne samjhana samjhana
dil hai mera diwana diwana
kaisa hai tu mastana mastana
ho dil tumne toda to hum kha ke kuch marega
nahi nahi
dil dil se milega o yes dil milega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
are karega karega
aati hai to chal mere saath me
de de sathiya haatho ko haath me
rahanaa hai har pal ab tere saath me
le le sathiya haatho ko haath me
mor ke sag hai morani saavan ke saath ghata
nadi ke sag naav hai mausam ke saath hava
aati hai to chal mere saath me
tu jo muskuraae khil jaae guche gulazar ke
teri chotiyo me rani mahake phul bahar ke
par hai suhane tere mithe mithe bol re
aa re jaa o bhavare naa aage pichhe dol re
zor pe hai puravaiya dupatta ud naa jaae
kalaai tu jo pakade meri chudi sharamaae ho ho
aati hai to chal mere saath me
le le sathiya haatho ko haath me
mere sapano ki payal chhanake gore paav me
zara der baithe aaj ham palako ki chhav me
saanso me sitar pe hamajoli tera naam hai
teri meri prit ki pavan sinduri shaam hai
dur vadi me jaae kisi dulhan ki doli
saje hai arama aise saji jaisi ragili
aati hai to chal mere saath me
de de sathiya haatho ko haath me
rahanaa hai har pal ab tere saath me
le le sathiya haatho ko haath me
mor ke sag hai morani saavan ke saath ghata
nadi ke sag naav hai mausam ke saath hava
aati hai to chal mere saath me
main nachu auro ki lagan me
naache mayura jaise sawan me
haye amma o main chala
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
o dil pagla
o dil pagla shor machaye
haye re ye sabki khushi me gaaye
ye sabki khushi me gaaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
amma ne sach hi kaha tha
ho amma ne sach hi kaha tha
beta main kismat wali
koi banta rahe balshali
tu peena prem ki pyali
tu peena prem ki pyali
o meri nas nas shor machaye
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
mehandi wale hatho ko
ab janam mila hai duja
ye phere sath nahi hai
hai pati charno ki puja
teri maang sada muskaye
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
koi sukh me neer bahata
koi dukh me bhi muskata
amma ne sach hi kaha tha
ho amma ne sach hi kaha tha
beta agar peer na hoti
aansu ki bund na hoti
jivan me preet na hoti
ko panchhi uda jaye re
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
dil pagla shor machaye
haye re ye sabki khushi me gaaye
ye sabki khushi me gaaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
o meri gadi chhuti jaye
meri gadi chhuti jaye
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mai mar jau
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mar jau
koi aaye to sahi
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
sun nandlala, sun nandlala
sun nandlala, sun nandlala
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
aankho me apni band kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ko dardmand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe ho ji o
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
itna bata de aau milne kaha par
ya iss jamin par ya aasman par
ya iss jamin par ya aasman par
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo, aayi jaiyo aayi jaiyo
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
mujhko ganwara intejar intejar intejar hai
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
baki yu hi aate hai aur yu hi chale jate hai
jane kab aate hai jane kab jate hai
chand log duniya me, baki bas aate hai
aur yu hi chale jate hai
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham
jane kaha chali chali
mudkar dekho sahi sahi
kabse hu dard paale
ro ro ke raat jaage
dil mere tu aa basi
jane kaha chali chali
mudkar dekho sahi sahi
kabse hu dard paale
ro ro ke raat jaage
dil mere tu aa basi
jane kaha chali chali
jabse dekha kya ho gaya hai
jeena mushkil mera hua hai
jabse dekha kya ho gaya hai
jeena mushkil mera hua hai
mujhse bhi badhkar laakho hai chehre
mujhse bhi badhkar laakho hai chehre
jaane kyu tu mujhpe mare
tumsa koi nahi nahi
mujhko tu jo mili mili
jao ji jao hato
baate na mujhse karo
main aaj tumse dari
jane kaha chali chali
prem ka rog lagaya hai tumne
sapno me aake jagaya hai tumne
prem ka rog lagaya hai tumne
sapno me aake jagaya hai tumne
jhoota bhi tumsa koi na hoga
jhoota bhi tumsa koi na hoga
panchhi ka kya kaha udega
baagho me tu khili khili
meri jo bhi kali kali
jhoothe bahane tere
kasme or vaade tere
baaton me main ja thaggi
jane kaha chali chali
tu sargam main geet tumhara
tu jeevan main meet tumhara
tu sargam main geet tumhara
tu jeevan main meet tumhara
aaj padi hu main uljhan me
aaj padi hu main uljhan me
janu kaise kya tere man me
preet ki dor bandhi bandhi
gaayenge hum khushi khushi
mera shingaar jeevan
tujhpar main waru tan man
kitni suhani gadhi
preet ki dor bandhi bandhi
gaayenge hum khushi khushi
mera shingaar jeevan
tujhpar main waru tan man
kitni suhani gadhi
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu hain meri dilruba, main hu tera diwana
maine to bas ye jana, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na, maine tujhe rab mana
maine tujhe sab mana, maine to bas ye jana
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
mujhe tu hi bhata hain apna janmo ka nata hain
main sada sada se teri hu
tera pyar mujhe tadapta hain
rab ko mana lungi main, aaj tujhe pa lungi main
tera dil mera dil, tera chain mera chain
teri jaan meri jaan, kabhi tute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
o main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
mohabbat ki aatish hain kya
koi aashiq pahchanega
jalne me kya hain maja
koi dilwala janega
koi dilwala janega
tu hain meri shamme wafa main hu tera parwana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
o tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
chahe kahin bhi raho
aana padega jarur
o chahe kahin bhi raho
aana padega jarur
tum to sada hi mere dil me chhupe ho huzur
sunke meri aawaz tum daude aana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tu naag main naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
tujhko sada puja maine dekha khuda ko nahi
tujhko sada puja maine dekha khuda ko nahi
mujhse juda tu nahi tujhse juda main nahi
mujhse juda tu nahi tujhse juda main nahi
tu hain meri ruhe gajal main hu tera parwana
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
main naag tu naagin, nahi jeena tere bin
sath raat din ka, sathi chhute na
maine tujhe rab mana, maine tujhe sab mana
maine to bas ye jana, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na, main naag tu naagin
nahi jeena tere bin, sath raat din ka
sathi chhute na
o mere bhaai o ho mere bhaai
ho na ye zami rahegi na aasmaan rahega
na zindagi rahegi na ye jahan rahega
na ye zami rahegi na aasmaan rahega
na zindagi rahegi na ye jahan rahega
ye ram lakshman ki jodi nahi tutegi
do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
ye ram lakshman ki jodi nahi tutegi
do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
o mere bhaai o ho mere bhaai
ho raajmahal ke sukh mein ho rahna
yaa dukh ho vanwaas ko sahna
saari umar hum saath rahenge
sukh dukh mil ke saath sahenge
ho din raat se judaa ho
taaron se chaand ruthe
saagar mein ho na paani
suraj gagan se tute
ye ram lakshman ki jodi nahi tutegi
do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
o mere bhaai o ho mere bhaai
julm sitam karne waalo ko
kabhi kahi na milengi maafi
apne hote saath kisi ke
ho na sakegi na insaafi
ho har julm se ladenge, anyaay se ladenge
insaaf ke liye hum apni ye jaan dege
ye ram lakshman ki jodi nahi tutegi
do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
na ye zami rahegi na aasmaan rahega
na zindagi rahegi na ye jahan rahega
ye ram lakshman ki jodi nahi tutegi
do bhaaiyo ka zinda yaha pyaar rahega
o mere bhaai o ho mere bhaai
are o mere bhaai o ho mere bhaai
sun le hasina jab tak hai jeena
sun le hasina jab tak hai jeena
dena mujhe tu pyar ka nagina
mera pyar kya hai jaan meri maangna
mera sab kuch tera hai mere ranjhna
mera pyar kya hai jaan meri maangna
sun le hasina jab tak hai jeena
dena mujhe tu pyar ka nagina
mera pyar kya hai jaan meri maangna
mera sab kuch tera hai mere ranjhna
mera pyar kya hai jaan meri maangna
kaliya milengi kaante milenge
phir bhi sanam hum sang sang chalenge
ho kaliya milengi kaante milenge
phir bhi sanam hum sang sang chalenge
teri raaho me piya mera dil hai bichha
tujhe kaanta koi na chubh jaye
mera pyar kya hai jaan meri maangna
mera sab kuch tera hai mere ranjhna
mera pyar kya hai jaan meri maangna
sun le hasina jab tak hai jeena
dena mujhe tu pyar ka nagina
husn tera hai meri wafa hai
aur jahan me jeene ko kya hai
husn tera hai meri wafa hai
aur jahan me jeene ko kya hai
jee lenge sanam mar mar ke bhi hum
tera sang na kahin chhut jaye
mera pyar kya hai jaan meri maangna
mera sab kuch tera hai mere ranjhna
mera pyar kya hai jaan meri maangna
sun le hasina jab tak hai jeena
dena mujhe tu pyar ka nagina
amrit tere labo ka milega
zehar jahan ka kya kar lega
ho lipte hai gesu tere badan se
naag ho lipte jo chandan se
pyar ki hai barsat tere sath ki ye raat
tujh pe kurban ye jindgani
mera pyar kya hai jaan meri maangna
mera sab kuch tera hai mere ranjhna
mera pyar kya hai jaan meri maangna
sun le hasina jab tak hai jeena
dena mujhe tu pyar ka nagina
raja raja raja raja
raja raja ab to main hun raja
raja raja ab to main hun raja
sath tumhara mujhko mila hai
ab to bajega pyar ka baja
raja raja ab to main hun raja
raja raja ab to main hun raja
raja raja raja raja
bhulana mushkil hoga pyar hum itana denge
mila tha ek dilwala aap bhi yaad karenge
aap tak aa pahuche hum boliye ab kiska gam
ghav kismat ne diye jo laye hai unka marham
rikki nahi chikki nahi nikki nahi mikki nahi
romu nahi somu bahi somu nahi romu nahi
main hun tumhara vikki
he raja raja ab to main hun raja
he raja raja ab to main hun raja
sath tumhara mujhko mila hai
ab to bajega pyar ka baja
raja raja ab to main hun raja
raja raja ab to main hun raja
raja raja raja raja
mera na kuch bhi mere liye
mera to sab kuch tere liye
duniya mein meri aaya tu
jiwan ke rangin savere liye
mera na kuch nhi mere liye
mera to sab kuch tere liye
sabhi do chehare wale ye duniya bhi hai kaisi
ye jaisi dikhati hai ye nahi andar se waisi
paak hai jiska daman use iljam mila hai
gunaho me jo duba use iljam mila hai
i am happy you are happy
he is happy shi is happy
a happy b happy c happy d happy
raja raja ab to main hun raja
raja raja ab to main hun raja
sath tumhara mujhko mila hai
ab to bajega pyar ka baja
i have seen england i have seen holend
i have seen polend
but i have no seen such a sweet sweet papa
papa papa o mer sweet papa
are bolo bolo o mere sweet papa
sath tumhara mujhko mila hai
ab to bajega pyar ka baja
raja raja ab to main hun raja
raja raja ab to main hun raja
raja raja raja raja
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
tu mera raja mai teri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
kya batau ke tum mere kya ho
meri mangi hui ek duaa ho
tujhse badhkar na duniya hasi hai
tu nahi to kuch bhi nahi hai
ho ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
mai hu tere liye tu hai meinre liye
mai hu tere liye tu hai meinre liye
hoke tujhse juda ji sakunga na mai
hoke tujhse juda ji sakunga na mai
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
teri yado mein dhalti hai shamo sahar
teri yado mein dhalti hai shamo sahar
tan badan mein uthe ek diwani lahar
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
tere khilte badan ki ye khusbu yaha
sath rahti hai mai jab bhi jau jaha
ek nasha dil mein chha jata hai bin piye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
tere kajal si jab sham dhalne lage
tere kajal si jab sham dhalne lage
wadiyo ki ye rangat badalne lage
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
milke mujhse bichadne lage jab bhi tu
ek andhera sa chane lage char su
aankho mein jal uthe pyar ke suo diye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
dil se ek pal nahi dur jata hai tu
sans leti hu to yad aata hai tu
jism do hai magar dono hai ek jaa
jism do hai magar dono hai ek jaa
mai jaha tu waha tu jaha mai waha
sath hi jine marne ke wade kiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
hoke tujhse ji sakungi na mai
hoke tujhse ji sakungi na mai
hoke mujhse juda tu bhi kaise jiye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye tu hai mere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
mai hu tere liye mai hu tere liye
tere naam se hai jana maine to zindagi ko
tere naam se hai jana maine to zindagi ko
surat nayi mili hai, surat nayi mili hai
ye meri aashiqi ko
kya naam du main mujhko
meri ja hai tu jigar hai
kya naam du main tujhko
meri ja hai tu jigar hai
dil me tere o janam
dil me tere o janam
sapno ka mera ghar hai
tere naam se hai jana maine to zindagi ko
dil me hai bekarari betab hai nigahe
o dil me hai bekarari betab hai nigahe
teri chahato me har pal
bechain hai ye baahe
kuch bhi raha na mera tujhse najar milake
ho kuch bhi raha na mera tujhse najar milake
tera rasta niharu dil ka diya jalake
kismat ki berukhi pe, kismat ki berukhi pe
daman bhigo rahe hai
sine me aaj kitne, sine me aaj kitne
arman ro rahe hai, arman ro rahe hai
kismat ki berukhi pe, kismat ki berukhi pe
daman bhigo rahe hai
sine me aaj kitne, sine me aaj kitne
arman ro rahe hai, arman ro rahe hai
kya kya na khwab dekhe meri najar diwani
kya kya na khwab dekhe meri najar diwani
badal ke jaisi chahat barsi hai banke pani
dil me hi ghunt rahi hai
is dil ki har kahani
kismat ki berukhi pe, kismat ki berukhi pe
daman bhigo rahe hai
sine me aaj kitne, sine me aaj kitne
arman ro rahe hai, arman ro rahe hai
mere ghamo ke lamhe mehma the jis khushi ke
mere ghamo ke lamhe mehma the jis khushi ke
sau rang bhar diye the usne to zindagi ke
ab wo hasin mausam saaye hai bebasi ke
kismat ki berukhi pe, kismat ki berukhi pe
daman bhigo rahe hai
sine me aaj kitne, sine me aaj kitne
arman ro rahe hai, arman ro rahe hai
kismat ki berukhi pe, kismat ki berukhi pe
wo kahte hai humse
wo kahte hai humse abhi umar nahi hai pyar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse abhi umar nahi hai pyar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse
badli jhuki parwat par bhawre chaman me dole
badli jhuki parwat par bhawre chaman me dole
bulbul phulo se bole mausam hai milan ka
mauam hai milan ka ye ghadi nahi takrar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse
kamsin ho ya jawa ho jab pyar jagta hai
kamsin ho ya jawa ho jab pyar jagta hai
kab umar dekhta hai dil ka jana
dil ka jana ye bat nahi ikhtyar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse
dharti ke sath ambar chanda ke sath tare
dharti ke sath ambar chanda ke sath tare
nadiya ke sang kinare koi nahi tanha
koi nahi tanha teri kahani sansar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse abhi umar nahi hai pyar ki
nada hai wo kya jane kab kali khili bahar ki
wo kahte hai humse
jhatak ke daaman dikha ke aankhe chali wo jaane kaha
karega peecha wahi diwana pyari na ho jise jaa
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
ho kudi ik chali
ik to hasi hai bala ki yaaro uspe nasha hai jawani ka
kaise koi roke tinke se rukh dariyaao ke paani ka
naam to jawani hai rawani ka
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
ho kudi ik chali
kisko pata hai ye haseen laila majnu kise bana daale
badi badi aankho se dekhe jisko rasta use bhula daale
rang chehre ka uda daale
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
aanchal mera udne laga masti me hu mai mere piya
tu jal gayi mai jal gaya shole pade ke paani pada
ho ye kaisi aag lage paani me
haye ham lut gaye hai jawani me
arey ham lut gaye hai jawani me
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
hai aasma pe badliya or uspe ham tum dono jawa
milta nahi apna nisha ham kho gaye hai jaane kaha
ho ye na pucho ham kaha kho gaye
haye ik duje me ham gum ho gaye
arey ik duje me ham gum ho gaye
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
are neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
dost bana ke daga na de pyar jata ke saja na de
are dost bana ke daga na de pyar jata ke saja na de
chhal ki maari raho se daman bacha gunaho se
jo kuch kiya saha tune sath tere kal jayenga
karm ka fal payenga
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
man ki aasha tod na de kisi ki aasha chhod na de
man ki aasha tod na de kisi ki aasha chhod na de
din kisi dukhiya par karm kisi par kiya to kar
do gaj kafan ki kimat kya kyu itna dhan joda
sabne jag ko chhoda
sabko hisab dena hai sabko jwab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
sabko hisab dena hai sabko jawab dena hai
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi jayegi
neki aue badi sabki ek din tauli jayegi
paap aur puny ki pustal
sabki ek din kholi jayengi
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
shayad mere hath me jeet ki rekha nahi
jo bhi maine chaha use hote huye dekha nahi
pa saka na mai use jo bhi mujhe pyara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
jane kya kya dil me tha
khab the arman the
kya khabar thi ye tabahi ki meri saman the
rah gaye bhanwar me hum dur ab kinara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
zindagi ke har khel me hara hua
gham ka sataya hua kismat ka mara hua
phatela jeb sil jaaega jo chaahega mil jaayega
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay
phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sai bolatay sai bolatay
khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari
jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya
khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari
jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya
kismat pe rone ka nai kelendar badalate rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay
aaj to hai andhera kal hoga ujala
are apani divaali hogi kisi aur ka hoga divaala
kal dekh lena paisa hoga goni bhar kar
income tax officer haath dho ke hi pichhe pad jaayega
phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega
tere bhi din aayenge chhote achchha khasa hil jayega
rukane ka nai thakane ka nai life me chalate rene ka
are bheja kyu sarkaane ka sahi bolatay sahi bolatay
are tention kay ko lene ka sahi bolatay sahi bolatay
phatela jeb sil jaaega jo chahega mil jayega
are bhalataich pakada baap line me aa line me aa
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalate rene ka
life me chalate rene ka, life me chalate rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay
sahi bolatay sahi bolatay, sahi bolatay sahi bolatay
sahi bolatay sahi bolatay
dil ne dil se kya kaha, sun zara sun zara
de raha hai kya sada, sun zara sun zara
mausam bahaaro ka aare aa aare aa, aare aa aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun zara sun zara
de raha hai kya sada, sun zara sun zara
mausam bahaaro ka aare aa aare aa, aare aa aare aa
pehli mulakat me main to teri ho gayi
tere hi khayalo me saathiya main kho gayi
chahata hu aaj main saare bhed khol du
ab talak na jo kaha aaj tujhse bol du
matlab isharo ka aare aa aare aa, aare aa aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun zara sun zara
de raha hai kya sada, sun zara
maang teri bhar du main, julf ko sawaar du
jitna tu kahe sanam utna tujhko pyar du
tere mere pyar ka ek naya sansaar ho
farsh ho armano ka, sapno ki deewar ho
aangan sitaaro ka aare aa aare aa, aare aa aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun zara sun zara
de raha hai kya sada, sun zara sun zara
mausam bahaaro ka aare aa, aare aa, aare aa aare aa
dil ne dil se kya kaha, sun zara sun zara
de raha hai kya sada, sun zara
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
aage nikal aaye hum wo pichhe rah gaye
upar chale aaye hum wo niche rah gaye
aage nikal aaye hum wo pichhe rah gaye
upar chale aaye hum wo niche rah gaye
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
life is light, life is flash
thodi thodi slow, aur haan thodi hai rush
in raaho me hai khatara bada
kya hona hai aage aa dekhe jara
sare shahar me hami hai, ham sa kaun hai
dekho idhar hum yahi hai, hum sa kaun hai
sare shahar me hami hai, ham sa kaun hai
dekho idhar hum yahi hai, hum sa kaun hai
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
aa dekhe jara kisme kitna hai dum
jamke rakhna kadam mere sathiya
Lambi Lambi Umariya Ko Chhodo
Pyar Ki Ek Ghadi Hai Badi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Ho Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Zindagi Ki Na Tute Ladi
Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Lambi Lambi Umariya Ko Chhodo
Lambi Lambi Umariya Ko Chhodo
Pyar Ki Ek Ghadi Hai Badi
Pyar Karle
O Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Un Aankho Ka Hansna Bhi Kya
Jin Aankho Me Pani Na Ho
Un Aankho Ka Hansna Bhi Kya
Jin Aankho Me Pani Na Ho
Wo Jawani, Jawani Nahi
Jiski Koyi Kahani Na Ho
O Kahani Na Ho
Aansu Hain Khushi Ki Ladi
Pyar Karle
O Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Mitwa Tere Bina Laage Na Re Jiyara
O Mitwa Tere Bina Laage Na Re Jiyara
Laage Na
Aaj Se Apna Vada Raha
O Mitwa
Ham Milenge Har Ek Mod Par
O Aaj Se Apna Vada Raha
Ham Milenge Har Ek Mod Par
Dil Ki Duniya Basayenge Ham
Gham Ki Duniya Ka Dar Chhod Kar
O Jine Marne Ki
Jine Marne Ki Kisko Padi
Pyar Karle
O Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Lakh Gahra Ho Sagar To Kya
Pyar Se Kuch Bhi Gahra Nahi Ho
Lakh Gahra Ho Sagar To Kya
Pyar Se Kuch Bhi Gahra Nahi
Dil Ki Divani Har Mauj Par Ho
Aasmano Ka Pahra Na Ho
O Tut Jayegi
Tut Jayegi Har Hathkadi
Pyar Karle
O Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Mitwa, Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
O Mitwa, Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
Mitwa Re Mitwa
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi