People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 18 *

nazro ne teri jab dil ko chua
Music: Jatin Lalit
Lyricist: Nitin
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aankhen-OST/Nazron-Ne-Teri-
nazro ne teri jab dil ko chua
nazro ne teri jab dil ko chua
sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai
nazro ne teri jab dil ko chua
sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai
tera dil ham chura le gaye dil ban ke ham aagaye
tera dil ham chura le gaye diwane kya jane tu diwangi meri
nazro ne teri jab dil ko chua
sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai

dil to churaya tumne hamara is dil ka tum kya karoge
hamne bhi dekho aisa kiya jo phir tum bhi aahe bharoge
dekho ise na shararat kaho dil ki zarurat kaho
dekho ise na shararat kaho
aa jao baho me chhane do yeh bekhudhi
nazro ne teri jab dil ko chua
sine se gaya mera dil yeh diwana dil kahan hai

jabse mile tum aise khile ham phulo ki ninde udi hai
rishta yeh kaisa saaso se saase, dhadkan se dhadkan judi hai
kabhi milke na honge juda waada yeh wada raha
kabhi milke na honge juda
jina hai marna hai mujhe raho me pyar ke
nazro ne teri jab dil ko chua
sine se gaya mera dil yeh diwana dil kaha hai
tera dil ham chura le gaye dil ban ke ham aa gaye
mera dil kyu chura le gaye
diwane kya jane tu diwangi meri
diwani kya jane tu diwangi meri
phatela jeb sil jaaega
Lyricist: Nitin
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aankhen-OST/Phatela-Jeb-Aan
phatela jeb sil jaaega jo chaahega mil jaayega
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay
phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalte rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sai bolatay sai bolatay

khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari
jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya
khaane ka hai chicken-kadi usako mangata patti hari
jeb me tere das rupaya pi le cutting kha le bhajiya
kismat pe rone ka nai kelendar badalate rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay

aaj to hai andhera kal hoga ujala
are apani divaali hogi kisi aur ka hoga divaala
kal dekh lena paisa hoga goni bhar kar
income tax officer haath dho ke hi pichhe pad jaayega
phatela jeb sil jayega jo chahega mil jayega
tere bhi din aayenge chhote achchha khasa hil jayega
rukane ka nai thakane ka nai life me chalate rene ka
are bheja kyu sarkaane ka sahi bolatay sahi bolatay
are tention kay ko lene ka sahi bolatay sahi bolatay

phatela jeb sil jaaega jo chahega mil jayega
are bhalataich pakada baap line me aa line me aa
tere bhi din aayege chhote achchha khasa hil jaayega
rukane kaa nai thakne kaa nai life me chalate rene ka
life me chalate rene ka, life me chalate rene ka
are bheja kyu sarkane kaa sahi bolatay sahi bolatay
tention kay ko lene kaa sahi bolatay sahi bolatay
sahi bolatay sahi bolatay, sahi bolatay sahi bolatay
sahi bolatay sahi bolatay
Tumma Tumma
Music: Viju Shah
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Aar Ya Paar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Tumma-Ele-Tumma-E
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha nache gaye dil masti me
diwana re nach dil ka dil hai yaha misharare
jaye kaha yaro yaha har pal bahar hai
yaha hansi yaha khusi har dil me pyar hai
kal tak the jo dur wo pas aa gaye
ek duje se milke mahfil me chha gaye
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha dekh pyar se zindagi hasin hai
har jawan dil is kadar ragin hai
pyar ke nashe me chur har gam se dur hai
aaj har koi hai mast chehre pe nur hai
lagti hai sapna hakikat ye aaj ki
kahne sunne ki hai rat aaj ki
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
Aa Aake Darr
Singer: Mohana Sarkar
Lyricist: Nitin Ralkwar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Aake-Darr/S
tanha na samajh khud ko
tanha nahi hai tu
har jagah har lamha
main teri khidmat me hu
aake dar aa dar key mar
aa marke tu ban ja ek dar
aake dar aa dar key mar
aa marke tu ban ja ek dar

mai ehsas hu bina badan
mai tere sath hu har kadam
jindagi se hai meri dushmani
ji raha hai tu besharam
dar gaya na
aake dar aa dar key mar
aa marke tu ban ja ek dar
dara dara key mai tujhe mar dalungi

khamoshi aavaj hai
ye mera andaj hai
mar key tu abad hai
ji key tu barbad hai
aa gya na
aake dar aa dar key mar
aa marke tu ban ja ek dar
Aa Aake Darr(Remix)
Singer: Mohana Sarkar
Lyricist: Nitin Ralkwar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Aake-Darr-R
hota hai majedar
maut ja jaika hota hai majedar
maut bhi sabko yaha milti hai ek bar
tu jike dikhade ya marke dikhade
karna hai jo tujhko wo karke dikha de
jina yaha so bar marna ek bar
khabardar khabardar khabardar khabardar

teri ada dunia se juda
jitni bhi chahe masti luta
jan hatheli pe rakh de
teri jawani hai ek maja
tu kya hai ye bata
dunia ko ye dikha
tere jaisa na yaha hai koi dusra
dam nikal jayega sabka
tu hai yar yar
khabardar khabardar khabardar khabardar

ek rat ka hai ye jalwa
kya hai bharosha kal ka
ek rat ka hai ye jalwa
kya hai bharosha kal ka
ye jindagi hai ek dilruba
ye jindagi hai ek bewafa
najro ke teer se tu bach na payega
aayega jal me to fasta jayega
teri himmat ye irade sab hai shandar
khabardar khabardar khabardar khabardar

maut ka jaika hota hai majedar
maut bhi yaha sabhko milti hai ek bar
tu jike dikhade ya marke dikhade
karna hai jo tujhko wo karke dikha de
jina yaha so bar marna ek bar
khabardar khabardar khabardar khabardar
I Love You Bol Daal
Music: Anu Malik
Lyricist: Nitin Raikwar
Tag: Hindi
Video:
ae, sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, ae i love you bol daal
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal

nai to pachtaayegi, kanwaari reh jaayegi
nai to pachtaayegi, kanwaari reh jaayegi
baat zara iski apne bheje mein daal
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal

o jaane de jaane de, thodi hawa aane de
o jaane de jaane de, thodi hawa aane de
ae aaj teri baat zara dil se nikaal
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal
arre monu, ladki log ka naatak tere ko kya maaloom
bohut paapad belne padte hai yaar
yeh paapad ka pyaar se kya taalluk yaar
arre kahaavat hai yaar

arre kahaavat gayi tel lene yeh tu kya bhaav khaai riaali hai
main peechha aa riaala hoon, tu aage jaa riaali hai
dekh tera bohut ho gaya bohut ho gaya
chal abhi tu apna kam kar kam kar baap
maa bole to mere hone waale bachche

ho jaane de jaane de, thodi hawa aane de
o jaane de jaane de, thodi hawa aane de
naa naa chhod kar haan kar daal
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal
nai to pachtaayegi, kanwaari reh jaayegi
nai to pachtaayegi, kanwaari reh jaayegi
baat zara iski apne bheje mein daal

sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal
bhai yeh nai pat raili apni to hat raili hai
monu, bhadak mat bhadak mat voh patri pe aa raili hai
arre kaika yeh mumbai hai mumbai
yahan sab kuch fast hai voh baaju waala paao ko dekh na
aaj mile aaj ko raat kal mile mangal sutra
bole to do do bachche ka baap hai bolo

ay, kaiko mach mach kar raili hai
maa kasam apni bhi thodi si hat raili hai
naatak baatak chhod seedha haan bol de bol de bol de bol de
i love you, i love you, main teri rani raja tu
o i love you, i love you, main teri rani raja tu
i love you, i love you, main teri rani raja tu

arre yeh to boli boli zara tu bhi bol daal
nai to pachtaayega, kunwaara reh jaayega
nai to pachtaayega, kunwaara reh jaayega
monu main tere ko bol na tha main ke
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal
sharmaana chhod daal, raaz dil ka khol daal
aaju baaju mat dekh, i love you bol daal

ae bhai, ae tereko kaise maaloom tha
ke apna kaam pad jaaye yaar
arre seedhi baatein hai na monu
har gaane ke finish mein haseena maan jaati hai yaar
aila haseena maan jaayegi, haseena maan jaayegi
haseena maan jaayegi, haseena maan jaayegi
haseena maan jaayegi, haseena maan jaayegi
haseena maan jaayegi, haseena maan jaayegi, haseena
Chanda Ke Bindiya
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
chanda ki bindiya mathe sajake sone chali hai rat
hawa ke rath pe khwabo ki chhat pe sone chali hai raat
chanda ki bindiya mathe sajake sone chali hai raat
hawa ke rath pe khwabo ki chat pe sone chali hai raat

tujhko kahe nind na aaye tujhko kahe nind na aaye
janu na kya hai baat
chanda ki bindiya mathe sajake sone chali hai raat

peepal ke pichhe aankhe miche chand bhi thak ke so gaya
peepal ke pichhe aankhe miche chand bhi thak ke sau gaya
palko pe aake tujhko bulake sapno ka panchhi kho gaya
tujhko kahe nind naa aaye tujhko kahe nind naa aaye
janu na kya hai baat
chanda ki bindiya mathe sajake sone chali hai raat

jhilmil taare bujh gaye sare kora andhera ho gaya
ho jhilmil taare bujh gaye sare kora andhera ho gaya
naina tarse nind na barse sara jaha chup ho gaya
tujhko kahe nind na aaye tujhko kahe nind na aaye
janu na kya hai baat
chanda ki bindiya mathe sajake sone chali hai raat
Mai - Title Track
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
zindagi ke dhup me to aachal ki chaav layi
khud ko jalake apne phul ko bachati aayi
zindagi ki dhup me to aachal ki chaav layi
khud ko jalake apne phul ko bachati aayi

sakh se jo tuta wo phir sakh se jo tuta wo phir nahi lautta hai mai
puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai
puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai
maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri

jiska tujhko itna gam hai wo sach nahi bharm hai
jiska tujhko itna gam hai wo sach nahi bharm hai
jiske pichhe bhage pagli jiske pichhe bhage pagli
wo bas hai parchhai
puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai
puch bhige naina mai bhi to hu teri jaai
maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri

khali ho chuke hai naina kali ho gayi hai raina
khali ho chuke hai naina kali ho gayi hai raina
aahato ke piche kab tak aahato ke piche kab tak
daudegi kitna maai kaha kho gayi
aaja ghar aaja maai kaha kho gayi
aaja ghar aaja maai
maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri maai ri
Dhakku Makumm
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
ye re ye re paisa abhi tu la de to paisa
are paisa sala khota ani baau sala mota
ye re ye re paisa abhi tu la de to paisa
are paisa sala khota ani baau sala mota
dhakku makum ku makum dhakku makum ku makum
dhakku makum ku makum dhakku makum ku makum
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
are pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum dhakku makum dhakku makum
chalo sare dhakku makum mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

are aaja na nai nako bol are aaja na nai nako bol
are chalna re nahi nako bol aaja tu nai nako bol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

barish ne kya badmashi ki pani me dubi gali
achha hua padhne ki bhi sar se to aafat tali
govinda re gopala gadbad nako re nako ghotala
govinda re gopala lafda nako re baba kahe sala
munni kuma na kol ko aaja tu nai nako khol
chal chal tu nai nako khol aaja tu nai nako khol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

masti me chur jhumenge hum gum ko kiski kya padi
fokat me kyu tension hum le bindas life padi
govinda re gopala nachenge bhau sara sang tyala
govinda re gopala nacho re nacho dekho bhau sala
jara bachke khul jayegi pol aaja tu nai nako bol
aaja na nai nako bhol are apunko nahi nako bol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum
Loge Yahaa
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
log yaha sapno ki dhup me chalte hai chalte hai
log yaha sapno ki dhup me chalte hai
log yaha sapno ki dhup me chalte hai
ik hum hai jo apno ki chaav me bhi jalte hai
ik hum hai jo apno ki chaav me bhi jalte hai

ho risto ka bojh hai kahi kahi rista hi bojh hai
apno ki khol hai kahi kahi apni hi khol hai
kaise samjhau kaise samjhau samjhau samjhau
kuch samjh nahi aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai aisa bhi mod jiwan me aata hai

dil me tha sailab kahi aankhe jane kyu royi nahi
kahne ko sab apne the apna kahne ko koi nahi
kaise samjhau kaise samjhau samjhau samjhau
kuch samjh nahi aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai aisa bhi mod jiwan me aata hai

ho kaisa majhdhar hai ye jiska koi kinara nahi
hum to hai yaha sabke bas koi hamara nahi
ab kaha jaau kisko batau mai batau haye batau
kuch samjh nahi aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai aisa bhi mod jiwan me aata hai

log yaha sapno ki dhup me jalte hai
log yaha sapno ki dhup me jalte hai
ik hum hai jo apno ki chaav me bhi jalte hai
ek hum hia jo apno ki chaav me bhi jalte hai
ho risto ka bojh hai kahi kahi rista hi bojh hai
apno ki khoj hai kahi kahi apni hi khoj hai
kaise samjhau kaise samjhau samjhau samjhau
kuch samjh nahi aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai aisa bhi mod jiwan me aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai aisa bhi mod jiwan me aata hai
aisa bhi mod jiwan me aata hai
Dhakku Makumm(Remix)
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
ye re ye re paisa abhi tula deto paisa
are paisa sala khota ani baau sala mota
ye re ye re paisa abhi tula deto paisa
are paisa sala khota ani baau sala mota
dhakku makum ku makum dhakku makum ku makum
dhakku makum ku makum dhakku makum ku makum
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
are pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum dhakku makum dhakku makum
chalo sare dhakku makum mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

are aaja na nai nako bol are aaja na nai nako bol
are chalna re nahi nako bol aaja tu nai nako bol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

barish ne kya badmashi ki pani me dubi gali
achha hua padhne ki bhi sar se to aafat tali
govinda re gopala gadbad nako re nako ghotala
govinda re gopala lafda nako re baba kahe sala
munni kuma na kol ko aaja tu nai nako khol
chal chal tu nai nako khol aaja tu nai nako khol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum

masti me chur jhumenge hum gum ko kiski kya padi
fokat me kyu tension hum le bindas life padi
govinda re gopala nachenge bhau sara sang tyala
govinda re gopala nacho re nacho dekho bhau sala
jara bachke khul jayegi pol aaja tu nai nako bol
aaja na nai nako bhol are apunko nahi nako bol
aye nahi tar duja baila aala dhol
dhakku makum dhakku makum chalo sare dhakku makum
mil ke hum badlo ki khiche dum
pahli barsat me jhume nache sath me
dhol nagade ki tal pe tak dhum
Learn To Adjust
Lyricist: Nitin R. Shankar
Tag: Hindi
Video:
suraj bhi to badlo ke sang adjust karta hai
chand bhi to taro ke sang adjust karta hai
suraj bhi to badlo ke sang adjust karta hai
chand bhi to taro ke sang adjust karta hai
life nahi hai fair karna sikh le share
life nahi hai fair karna sikh le share
why say har pal i dont care
babe learn to adjust babe learn to adjust
come on babe learn to adjust he janu learn to adjust

batne se badhti hai khushiya
khushiyo ko ye to pahla rule hai
adjust karke jara sa dekhna
adjust karna bhi kitna cool hai
aisa hi hota hai aise hi hona hai
idiut hai tu aur stupid ye rona hai
why say har pal i dont care
babe learn to adjust babe learn to adjust
babe learn to adjust come on janu learn to adjust

khwahisho se badhti hai duriya duriyo ko ye asul hai
self less banke tu dekhna selfish hona bloddy fool hai
adjust wo karta hai jisko na hota hai
jiske dil nahi sala andar se wo thotha hai

Learn To Adjust(Remix)

Awara Mann Mein Hai
Singer: Shweta Pandit
Music: Amar Mohile
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Naach(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Awara-Man/AF4pBRMGZmk
Video:
aawara man me hai
man ki udan me hai nach
sari jiwan me hai taro tarang me hai nach
maine paya hai mera saya hai
maine paya hai mera saya hai
rag rag me shamil
kan kan me shamil hai nach

palko ki chapko me
hatho ke tapko me nach
meri kasak me hai dil ki
lapak me hai nach
yahi kaya hai yahi maya hai
yahi kaya hai yahi maya hai
sapna hakikat hai jarurat bhi hai nach
Berang Zindagi Hain
Music: Amar Mohile
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Naach(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Berang-Zindagi/OCwZBDJZQ1c
Video:
nasha ho, nasha ho maza ho, maza ho
fiza ho, fiza ho dhuan ho, dhuan ho

berang jindagi hai, berang jindagi hai
yar chahiye dhimi si jindagi hai raftar chahiye
mujhko divana banana hai, iss ishk me jina marna hai
mujhko divana banana hai, iss ishk me jina marna hai
bas pyar pyar, bas pyar pyar
bharmar chahiye
berang jindagi hai yar chahiye, dhimi si jindgi hai raftar chahiye
mujhko divani banana hai, mujhko divani banana hai
ek dil ki nishani banana hai
najare ruk jaye aisa didar banana hai
berang, berang

jindagi jindagi hai nahi, jindagi mai jo ashiqi hai nahi
jindagi jindagi hai nahi, jindagi mai jo ashiqi hai nahi
rag rag mai woh bas jane de, dhadkan ke pass a jane de
rag rag mai woh bas jane de, dhadkan ke pass a jane de
khamoshi hai khamoshi mai jhankar chahiye
berang, berang berang jindagi hai yar chahiye
dhimi si jindagi raftar chahiye

sanse chal rahi hai ye magar, ji rahi hu kaha mai kidhar
sanse chal rahi hai ye magar, ji rahi hu kaha mai kidhar
kuch mast mast ho jane de, dil sakht sakht ho jane de
kuch mast mast ho jane de, dil sakht sakht ho jane de
anhe na ho kirdar koi, dildar chahiye
berang, berang

berang jindagi hai yar chahiye, dhimi si jindagi hai raftar chahiye
mujhko divani banana hai, ek dil ki nishani banana hai
mujhko divana banana hai, iss ishk me jina marna hai
bas pyar pyar, bas pyar pyar bharmar chahiye
berang chahiye
Ishq Da Tadka
Music: Amar Mohile
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Naach(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Ishq-Da-Tadka/KT4JYRJ0dgE
Video:
ishk da tadka ishk da tadka lage to
jindagi tadak tadak ho jaye rang bhadkila hai ishk
do aankhe fadak fadak ho jaye aisi sanak sanak lage
ghunghru jhanak jhanak bandhe sahariye sarak sarak jaye
ishk da tadka lage to jindagi tadak tadak ho jaye
rang bhadkila hai ishk do aankhe fadak fadak ho jaye
aisi sanak sanak lage ghunghru jhanak jhanak bandhe
sahariye sarak sarak jaye ishk da tadka
ishk da tadka lage to jindagi tadak tadak ho jaye

ishk ishk ishk ishk to karna hai
had nahi yaha koi bas gujarna hai
ishk ishk ishk ishk to karna hai
had nahi yaha koi bas gujarna hai
jindagi dhili jindagi dhili hai to ye jindagi
kadak kadak ho jaye ishk da tadka lage to
jindagi tadak tadak ho jaye aisi sanak sanak lage
ghunghru jhanak jhanak bandhe sahariye sarak sarak jaye
ishk da tadka lage to jindagi tadak tadak ho jaye

ek taraf ruke najar asar ho jaye kab kaha yaha basar jigar ho jaye
ek taraf ruke najar asar ho jaye kab kaha yaha basar jigar ho jaye
rang sangila rang sangila ishk me har dil
sadak sadak ho jaye ishk da tadka lage to
jindagi tadak tadak ho jaye aisi sanak sanak lage
ghunghru jhanak jhanak bandhe
sahariye sarak sarak jaye ishk da tadka
ishk da tadka lage to jindagi tadak tadak ho jaye
aisi sanak sanak lage ghunghru jhanak jhanak bandhe
sahariye sarak sarak jaye ishk da tadka lage to
jindagi tadak tadak ho jaye ishk da tadka lage to
jindagi tadak tadak ho jaye
Tufaan Sa Jor Hai
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Road(2002)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Road-OST/Toofan-Sa-Road--Soundtrack-Version/KCsmBCFxAWc
Video:
tufaan sa jor hai ham me, bijli sa shor hai ham me
are baadalo ko chir ke jaana hai, har pyare ko pyar se bharna hai
samundar sa josh hai ham me, hosho sa hosh hai ham me
dharti pe chaand ko laana hai, har pyare ko pyar se bharna hai

pichhe ke raste mitate huwe aage nikal jaayenge
chalte chalte saare jahaan ko apni dhun pe nachaayenge
bawander si jaan hai ham me, parindo si udaan hai ham me
aasmaan ko chhu kar aana hai, har pyare ko pyar se bharna hai

jhukte nahi hai ham kisi ke aage yeh tum jaan lo
ham sa nahi hai koyi jahan me baat yeh maan lo
chattano sa ruab hai ham me, irade bhi thos hai ham me
bijli se aankh milaana hai, har pyare ko pyar se bharna hai

arre tufaan sa jor hai ham me, bijli sa shor hai ham me
baadalo ko chir ke jaana hai, har pyare ko pyar se bharna hai
samundar sa josh hai ham me, hosho sa hosh hai ham me
dharti pe chaand ko laana hai, har pyare ko pyar se bharna hai
pyar se bharna hai
Bhai Ka Birthday
Singer: Sajid Khan
Music: Hitesh Modak
Lyricist: Nitin Raikwar
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/bhai-ka-birthday/MkUAAhFVbgs
Video:
Dongar Pe Dongar Sone Ka
Ringa Nach Karne Ka
Dongar Pe Dongar Sone Ka
Ringa Nach Karne Ka

Oh Speaker Ko Todenge
Patake Fodenge
Whiskey Mein Nahayenge

Chiken Mein Jayenge
Adam Nachayenge
Rada Machayenge

Apne Bhai Ka Birthday Hai
Apne Bhai Ka Birthday Hai
Bhai Ka Birthday
Bhai Ka Birthday
Bhai Ka Birthday Hai

Apne Bhai Ka Birthday Hai
Apne Bhai Ka Birthday Hai

Market Free Cigarette Free
Biryani Mangaya Maar Ke Ghee
Wadana Futana Singhana Mindana
Milke Machayenge Hungama Hungama

Arey Market Free Cigarette Free
Biryani Mangaya Maar Ke Ghee
Chocolate Cake Bahut Bhari
Ek Number Hai Tayari

Arey Kohlapur Sholapur Ayega
Ayega Sadara
Arey Biwi Bhi Nachegi Sali Bhi Nachegi
Nachega Maa Tara

Apne Bhai Ka Birthday Hai
Apne Bhai Ka Birthday Hai
Bhai Ka Birthday
Bhai Ka Birthday
Bhai Ka Birthday Hai

Apne Bhai Ka Birthday Hai
Apne Bhai Ka Birthday Hai
Bhai Ka Birthday Hai
Bhai Ka Birthday Hai.