main nachu auro ki lagan me
naache mayura jaise sawan me
haye amma o main chala
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
o dil pagla
o dil pagla shor machaye
haye re ye sabki khushi me gaaye
ye sabki khushi me gaaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
amma ne sach hi kaha tha
ho amma ne sach hi kaha tha
beta main kismat wali
koi banta rahe balshali
tu peena prem ki pyali
tu peena prem ki pyali
o meri nas nas shor machaye
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
mehandi wale hatho ko
ab janam mila hai duja
ye phere sath nahi hai
hai pati charno ki puja
teri maang sada muskaye
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
koi sukh me neer bahata
koi dukh me bhi muskata
amma ne sach hi kaha tha
ho amma ne sach hi kaha tha
beta agar peer na hoti
aansu ki bund na hoti
jivan me preet na hoti
ko panchhi uda jaye re
haye re meri gadi chhuti jaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
dil pagla shor machaye
haye re ye sabki khushi me gaaye
ye sabki khushi me gaaye
mere dil ko pakad lo
haye haye re meri gadi chhuti jaye
o meri gadi chhuti jaye
meri gadi chhuti jaye