Tere dar pe aake tham gaye
Naina namaazi bann gaye
Ek dooje mein yun dhal ke
Aashiqana aayat ban gaye Main aur Tum
Kaisi dil lagaai kar gaye
Rooh ki rubaai bann gaye
Khaali khaali dono thhe jo
Thoda sa dono bhar gaye Main aur Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Lage na yeh dhoop zaroori
Lage na yeh chaanv zaroori
Milte hain ishq zameen par
Ab do hi naam zaroori Main aur Tum
Apna khuda bhi hoga
Apna hi Rab le lenge
Khud ki bana ke duniya
Ye zindagi jee lenge Main aur Tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..
Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se
Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de
Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk
Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re
Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum
Ab dono hum ik jeene mein hain jaise Main aur Tum
Jaan se zyada chaha tumko piya re
Harpal, hardum, humdum tumko jiya re
Aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon
Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Mujhe tumse pyaar hai..
kabhi blink kare kabhi wink kare
naina naino se link kare
kabhi blink kare kabhi wink kare
naina naino se link kare
dekho chand ko chadh gayi hai charbi
suraj bhi laga bakne arbi
is awesome waale mausam me, de english waali pappi
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki
phir se marne ki tamanna hai mujhe
are kis ada se maar ke kaatil gaya
aap to makhmal pe chadh ke aaye the
aap ka phir paanv kaise chhil gaya
tune nazro se teer jo mara
gulshan-e-dil me flower khil gaya
pyar ki maa ki aaj se pooja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki
if tu bann jaaye jo mere dear
chote baby ki tarah main karu teri care
love ke liye hai jab dono raazi
phir kyun bulaaye tere baap ne qaazi
ek gal kehnda tainu rab di kasam
tu chipak gaye jaise chewing-gum
baby zara ishq pe karde reham
tu meri bread main tera jam
baba baba black sheep
dil saada hoya teri galiyo me gull
ab to jack and jill bhi went up the hill
baby aaja love bagiya me karte hain chill
baba baba baba
o meri jaan haaye my heart beats for you baby
now come make me your lady
o meri jaan haaye just keep the fun flowing
no stopping no slowing
dekho chand ko chadh gayi hai charbi
suraj bhi laga bakne arbi
is awesome waale mausam me, de english waali pappi pappi
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki aaj se puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki
puja karni hai, puja karni hai
pyar ki maa ki, pyar ki maa ki
hey hey
teri ye kaisi saza hai
teri ye kaisi khata hai
manzilein kyon mujhse khafa hai
mere khawab kyon mujhse judda hai
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
hey hey hey
na khushi na toh dard jiyega
kaun lakeeron ki raah seeyega
ab tu kyon khamosh huaa hai
saya mera kuch mujhse khafa hai
khali hath kyon lauti meri dua
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
hey hey he
kismat kyon aisa karti hai
pathhar ka kyon dil rakhti hai
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni sazaa de utni sahunga
tera diya har zakhm ab mera
kahan hai khuda
hey hey hey
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
meri yeh kaisi sazaa hai
teri yeh kaisi khata hai
manzilein mujhse khafa hai
mere khwaab kyun mujhse judaa hai
kahaan hai tu khuda
kahaan hai yeh bataa
ab na khushi na toh dard jiyega
kaun lakiron ki raah siyega
saasein kuch bebas hai kuch bezaan
kismat kyun aisa karti hai
patthar ka kyun dil rakhti hai
dhoka dekar banti hai anjaan
kahaan hai tu khudaa
kahaan hai yeh bataa
ab tu kyun khamosh hua hai
saaya mera kuch mujhse khafaa hai
khali haath kyun lauti meri duaa
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni sazaa de uttni sahunga
tera diya har zakham ab mera
kahaan hai tu khudaa
kahaan hai yeh bataa
meri yeh kaisi sazaa hai
teri yeh kaisi khata hai
manzilein mujhse khafa hai
mere khwaab kyun mujhse judaa hai
kahaan hai tu khuda
kahaan hai yeh bata
na khushi na toh dard jiyega
kaun lakiron ki raah siyega
sasein kuch be-bas hai kuch bezaan
kismat kyun aisa karti hai
patthar ka kyun dil rakhti hai
dhoka dekar banti hai anjan
kahan hai tu khuda
kahan hai yeh bata
ab tu kyun khamosh hua hai
saya mera kuch mujhse khafaa hai
khali haath kyun lauti meri duaa
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni saza de uttni sahunga
tera diya har zakham ab mera
kahan hai tu khuda
kahaan hai yeh bata
saanson ke kisi ek mod par
mili thi tu zindagi
meri dost ban ke
chal diya teri baat maan kar
tera haath thaam kar
tujhe saathi chun ke
main kis manzil ka raahi hoon
tu kin raahon pe laayi hai
samajh paaun na main tujhko
naa tu mujhko
jo na-manzoor hai mujhko
wahi manzoor hai tujhko
samajh paaun na main tujhko
naa tu mujhko
jo le liya tha tune faisla
zameen pe aasmaan mein rakh diya
main chhanw mein lapete dhoop ko
kaha jo tune kehna kar diya
chala main apni manzil ko
ja tu bhi laut ja ghar ko
samajh paaun naa main tujhko
naa tu mujhko
jo na manzoor hai mujhko
wahi manzoor hai tujhko
samajh paaun naa main tujhko
naa tu mujhko
soja mere chanda raat aa gayi
soja warna daayan kaat khayegi
soja mere chanda raat aa gayi
soja warna daayan kaat khayegi
soja, tu soja, tu soja mere laal
soja, tu soja, tu soja mere laal
tu soja mere chandaa raat aa gayi
soja warna daayan kaat khayegee
shehad ki sadak pe hoga barfi ka makaan
neendon ki gali mein sau khilauno ki dukaan
raja munna koode jaake baadal ke maidaan
lukachhupi khele pariyan khaake meetha paan
soja soja aa
nahi toh, boodhe bargad ka ajgar nigal jayega
sau sau bada sau sau
sau sau bada sau sau
soja mere chanda raat aa gayi
soja warna daayan kaat khayegee
badi der ki meherba aate aate
badi der ki meherba aate aate
kaha chal pade hum kaha jate jate
badi der ki meherba aate aate
kaha chal pade hum kaha jate jate
teri zindagi mein aa naa sake hum
teri zindagi mein aa naa sake hum
ke paakar bhi tujhko paa naa sake hum
khud hi kho gaye hum tujhe pate pate
tujhe pate pate
badi der ki meherba aate aate
kaha chal pade hum kaha jate jate
naa kuch bhi diya jab hume zindagi ne
naa kuch bhi diya jab hume zindagi ne
ke tadpaya itna teri berukhi ne
zeher pee gaye hum dawa aate aate
dawa aate aate
badi der ki meherba aate aate
kaha chal pade hum kaha jate jate
kaha chal pade hum kaha jate jate
khoobsurat tera chehra nargisi aankhen
dilkash teri har ek adaa hai
aur kahun kya main aage
khoobsurat tera chehra nargisi aankhen
dilkash teri har ek adaa hai
aur kahun kya main aage
khoobsurat tera chehra
shaayar likhe jo tujh pe rubaai alfaaz use nahi milte
shaayar likhe jo tujh pe rubaai alfaaz use nahi milte
mussabir kheeche naksh jo tera
rangon mein rang nahi milte
sach kehta hun teri kasam teri kasam
deedar ko taraste the tere ye dewaane
dilkash teri har ek adaa hai
aur kahun kya main aage
khoobsurat tera chehra
taareef karna agar ho gunaah to
har ek saza humko hai kubool
taareef karna agar ho gunaah to
har ek saza humko hai kubool
sangmarmar ke taaj mahal sa
nikhra ujala tera roop
mumtaaz ki hai tasveer tu tasveer tu
sajda karenge sau sau baar husan ke ye parwaane
dilkash teri har ek adaa hai aur kahun kya main aage
khoobsurat tera chehra dilkash teri har ek adaa hai
aur kahun kya main aage khoobsurat tera chehra
jhoom jhoomke nache gori
kahe nain churaye re
kaun hai wo kya lage tera jisse tu sharmaye
jhoom jhoomke nache gori
kahe nain churaye re
kaun hai wo kya laage tera jisse tu sharmaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaaye
main unko kya bolun jo wo bhi muskuraye
main unko kya bolun jo wo bhi muskuraye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
kasam se na janu ri daiya
shor kya machaye purvaiya
kasam se naa janu ri janu daiya
shor kya machaye purvaiya
jaan gayi hongi wo batiyan
boli jo unse mori akhiyan
unki meri prem kahani hai purani
unki meri prem kahani hai purani
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
aisi vaisi baat na kahungi sajna ke rang mein ragungi
aisi vaisi baat na kahungi sajna ke rang mein ragungi
din raat pujungi unko pujaarin banke rahungi
kahe jag sara mujhe hai dewani
kahe jag sara mujhe hai dewani
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
main unko kya bolun jo wo bhi muskuraye
main unko kya bolun jo wo bhi muskuraye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
sajna mujhko roohi keh ke bulaye
hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
ye jaan lekar ke jaa meri tumhe jine main aaya hu
main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
baaton me teri hain badmashiya
sab bewajah ki hain taarifiyaa
main likh du aasmaan par ye
ke padh lega jahaan saara
huaa na hoga ab koi yahan hum do sa dobara
mai duniya bhar ki tarife tere sajde me laya hu
mai tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
rab se laaya hoon, rab se laaya hoon
tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
humko pata hai yeh nadaniyaan hain
aawara dil ki hai aawariyan
yeh dil pagal bana baitha ise ab tu hi samjha de
dikhe tujhme meri duniya, meri duniya tu banja re
hu khushkismat jo kismat se tumhe aise mai paya hu
main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
mohe raat din nahin chaina
pi bin palak na sariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
ye agan birohn di jali
koi hamri preet niwaarey
kar saaj sajaavat haari
koi hamri preet sanwaarey
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
rain pachhorun
rain pachhorun yaar di saynaa
chaap mile na dhundhat nainaa haare, haare
raat buharun, chaand mile na
shor jagenaa, murcheet chainaa aa re aa ra
tere bharam se aisi bhari
ab apne tan ki bhi khabar nahin
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
jaan udhedun
jaan udhedun ruh dise na
dosh kate na aushadhiyaan deja re, aa re
rog nachaadun, taap mita na
neek lage na, sangh tere le jaa re
jaa re aa re
khoj me tere aise jutee
khoj me main har roj mitee
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
aisi bani boliye man ka aapaa khoye
aisi boliye bani boliye boliye he
aisi bani boliye man ka aapaa khoye
chotil sab hain marham marham boliye he
jagg kaafil hai paidaar badaa
yahan baat se na koi baat ladaa
kya surat maanje
kyun sirat maanje naa
maili rooh khandhar kahi laave
aisi bani bole akshar na agni boye
chotil sab hain marham marham boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
ghanghor shikan maathe maathe
badi zor chubhan aankhen aankhen
sab kadwe latifey, foot kar cheekhe
saara jhooth, chhal, kapat, fareb, dhokhe
lagaaye ghaat nazren baithi, lagaaye ghaat
yaka yak yahan se neki bhaagi hai
muskilaa to ki zid aisi hai
belibaas bhai gyan padhaai
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aise shareef jagat nu ki hoyaa, haan ki hoyaa
aise shareef jagat nu ki hoyaa
aise shareef jagat nu ki hoyaa
aye vekh hajoor mera royaa
thoda maatam, thodi laanat
aur baaki sab khanjhaar
kyun maanas maanas ambar hai
haqeeqat bad se battar hai
dukhda liddar, chala adambar
gurezaan sab sansaar
sab rakhte zubaan pe ajgar hai
buri soch ki sir par gatthar hai
kya gonje gaanje, kyun aap me khoje nay
na gawaar jauhar dikh laaye
aisi bani bole akshar na agni boye
amrit ras sa chun chun shabdaa boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
torae khuntae ke main gaiyaa
kaahen bhejloo dusare duwaare
rahleen hum bagiyaa ke fulawaa
dihalaa kaahen humkaa bigaadi
tulsi main tohrae anganaa ke
kaahen fekalaa humkaa ukhaari
kaahen hamaraa dukkh na jokhe
dukh ke maathe dukhway bujhe
bidaa bidaayi me na hamari
umar na sagari kat jaaye
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
ae kalapi Bitiya kalapi, kahen kalapi baabaa
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
gharwaa dwarwaa pochhali
pherleen artan bartan juthiyaa
siyaleen puraleen jodaleen banauli
dora karejwaa ke chitkal kaise
sonaa chaani na mahal ataari
de daa bakhraa me charan ke matiya
ek lugari tan pe saate
jaise taise beet betaake
china bataayen batore me hamri
jivan gagari na fut jaaye
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
ae kalapi Bitiya kalapi, kahen kalapi baabaa
ae kalapi kahen kalapi, bitiya kalapi baabaa
kalapi kalapi kahe bitiyaa ae baabaa
ho ho kalapi kalapi kahe bitiyaa ae babaa
ho aisan kaisan dharam hamaar
aisan kaisan bhaag humaar
aisan kaisan dharam hamaar
aisan kaisan bhaag humaar
kalapi kalapi kalapi ae baaba
kalapi kalapi kalapi baaba
kalapi kalapi kalapi baaba baba
kalapi kalapi kalapi ae baba
kalapi kalapi kalapi baba
kalapi kalapi kalapi baba baba
baba kalapi kalapi
baba kalapi kalapi
baba kalapi kalapi
oooooooo
o jhadi……
kubo paar rasool jo
meli jodho ustaaadan khey
hetha noor nabib
jadi haaji haj panta
beradi mein bajaar banai
mujho pir sat auliya
o mujho pir jalani dastageer aaye (2)
dastageer ayo maye din aayo (2)
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
dastageer ayo maye din aayo (2)
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
kaahen bhatke, sanson ki nayya,
(Brightness at one moment, darkness the next)
le chal kinaare, mere khewaiyaa,
(One moment of sadness, one of laughter)
kyun maatha piten, do roz duniyaa,
(Life is of 2 days, why count/dispute and mischief monger)
kya bhala sambhaalen, saara saaray chhod jaanaa,
(What should I possess or take care of? Since I must leave everything behind)
buniyaad meri kahin dikhti naa,
(I have no base)
phir chaal, chaloon, kyun kaynchi daar,
(Why should I play my turn, the scissors sharp edges)
kuch paa liya, kuch kho liyaa,
(Find something, lose something)
tab sufi bann tere piche gayaa,
(Then became a saint, and followed you)
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
o budadee wichari o wich gayi naa gaawe
budadee wichari o wich gayi naa gaawe
o tui jey bachey di khusi ki minaade
o tui jey bachey di khusi ki minaade
o mujho pir jalani (2)
dastageer aaye
o mujho pir jalani
dastageer aaye (3)
o maye din aaye
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo
tumse natijey, tum hi ho jariyaa,
(You are the result, and the means)
hum anaath chintey, tum tammam duniyaa,
(I am just a stain, you are the world)
asaan kardey, ye mera jeena,
(Make me spotless and clean, so I can live)
main judaa tumhee se, ab tumhee se hai nibhaana,
(I am after you to get something, you are a constant with me)
aa ankhiyaan ye thakti rukti naa,
(These eyes don’t ever tire or stop)
baitiyaan tumbin meri hansti naa,
(None of me smiles without you)
kuch paa liya, kuch kho liyaa,
(Find something, lose something)
tab sufi bann tere piche gayaa,
(Then became a saint, and followed you)
o mujho pir jalani dastageer aaye
o mujho pir jalani dastageer aayo (x4)
pinjara pinjara khol kewaadi
khol kevaadi khol de
pinjara pinjara ha ha ha
pinjara pinjara khol kewaadi
khol kevaadi khol de, pinjara pinjara
hu ki julm ke kaidi, hu kisaka apradhi
dam ghutata hai de chhutkara
ki galati se galati, ki baaki manmarji
ab fiasala kr bhi, chal aaja
ek arji bheji hain tujhko
jaldi se snvaa meri
gunahi tu mujhko be jhijhak gina
ek arji bheji hai tujhko
jaldi se sunva chhudwa
rihaai de mujhko
pinjada pinjada khol kewaadi
khol kevaadi khol de
pinjara pinjara ha ha ha
pinjara pinjara khol kewaadi
khol kevaadi khol de, pinjara pinjara
jod jaad kar lekha jo khwaab mera tu
mujhe bata do kya hain ab bhara mujhme
ratti bhar na raham jata, nisankoch suna faisla
is julm se kai, ka de koi chara
kar tu karam ae tezi, tu betaaba fariyaadi
chal jita tu, le main haara
tu mita ye sirdardi, sab karmo ke kar de
ab de jara mukti, chal ajaa
ek arji bheji hain tujhko
jaldi se snvaa meri
gunahi tu mujhko be jhijhak gina
ek arji bheji hai tujhko
jaldi se sunva chhudwa
rihaai de mujhko
pinjada pinjada khol kewaadi
khol kevaadi khol de
pinjara pinjara ha ha ha
pinjara pinjara khol kewaadi
khol kevaadi khol de, pinjara pinjara
janm jaat se chaah kar sachcha
main to tera hun
mujhe dila de ek baar tarakki tu
kuchh dino tere snag bitaaun
chuutti jag janjaal se paaun
is ruh ki rui aazad karar
rahu baaton me sabki, mujhe aisi de hasti
is kunchi me bhar rang sara
ab kaisi algarji, rakh mujhme dilchaspi
tujhko sudharkar bhi chal ajaa
ek arji bheji hain tujhko
jaldi se snvaa meri
gunahi tu mujhko be jhijhak gina
ek arji bheji hai tujhko
jaldi se sunva chhudwa
rihaai de mujhko
pinjada pinjada khol kewaadi
khol kevaadi khol de
pinjara pinjara ha ha ha
pinjara pinjara khol kewaadi
khol kevaadi khol de, pinjara pinjara
pinjara pinjara, pinjara pinjara
insaan hi fitrat se hareya
manmarji ki hain bimariyaa
nafrat me upaje hai sariya
bajar dil barbaad kyaariyan
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se tu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
lihaja tera bigada hain kyun
marhale tu sabse ja le aa
tu apno se ukhda hain kyun
shak sikayate jahar bhi mita le aa
kyun har galti ko dohara na
chhod chhad ke sab soch bichar ke
tu kar le pyaar
jurm to magega jurmana
waqt shabd hain chal khud ko sudhar
khata takraar
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya ho
pathar waali soch mita de
har gunahi mom se pichlane aa
paap ka parcham noch hata de
har gwahi neg se bacha le aa
sun o safai kar le man ki
bhul chuk ko maafi se maar
sanak devdar
ban bharpai kar li man ki
rom rom sara karj utaar
sil de jara
tu vansh dahsat hain yun, tansuna dahsat hain
ranjash ki dhup se kyu haath sekna
kyun rutha sa rahta hain
kis aag me bahta hain
ujali tasvir pe, rang laal fek na
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
kyun marghat ban gaya, teri pahchan ki
tuta insaan hi, kyun marghat ban gaya he
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
jiyaraa itt utt bhatke piya bin
sihari ratiyaan sihar gaya din
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
aa nainon mein kyun beghar hai
mujhmein tera gujar basar hai
sab vaise ka vaisaa waheen hai
raat wahi mera chaand nahi hai
ujade ujade palchhin saare
gin gin bin bin le hum haare
krodh kalesh mitaayi de
manmohini kachu na suhaaye
bin tumhaare sagari duniya na bhaaye
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
jiyaraa itt utt bhatke piya bin
sihari ratiyaan sihar gaya din
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
dar lagta hai buri najro se
dar lagta hai buri khabro se
dar lagta hai chup rahne se
dar lagta hai apne gusse se
hat ja jeene de, haq hai udne de
dar lagta hai un cheekho se
dar lagta hai chup sadko se
dar lagta hai maile irado se
dar lagta hai apne gusse se
hat ja jeene de, haq hai udne de
kab badlega, kab badlega tu kab badlega
jab rab ke aage jayega kya tab badlega
ab galti ki koi wajah nahi
ab besharmi ki koi jagah nahi
kya karan tu paap karta hai
kya karan jo shaitan jagta hai
kya karan badal tu nahi pata hai
kya karan jo haiwan ban jata hai
hat ja jeene de, haq hai udne de
ban ja insaan ban ja tu, sab galatiya mita de tu
dafna do wo raaste jis par manzil jal jayegi
mard nahi insaan bano, farz bano, imaan bano
dharti swarg ban jayegi, dharti swarg ban jayegi
hat ja jeene de, haq hai udne de
ummedo se ummed nahi
taqdeero se koi tees nahi
astitva mera jag jitega
samman mera apna haq chhinega
hai yaki mujhse badlega
ha junu mera mujhe pankh dega
hat aa jeene de, haq hai udne de
kaisa murkh aashiq ye to
ishq ka rule na jaane
sanki saiyaan ishq mein aatur
meri ek na maane
kaisa murkh aashiq ye to
ishq ka rule na jaane
sanki saiyaan ishq mein aatur
meri ek na maane
bolu main kya uss rab nu
bin bheje ka mil gya majnu
ha dil to saitaan hai iska
naam ka bhola hai
pakka namuna hai piya
kaisa namuna hai piya
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
lag gaye hai love ke maare
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
ho gaye hum bechare
baatein meaningless hai magar
din raat bakadi jhaade
laaz sharam less itna ki
openly daikaati daale
baatein meaningless hai magar
din raat bakadi jhaare
laaz sharam less itna ki
openly dakaati daale
ho mere mummy daddy ke hi
samne humko taade
love ke naam pe saara bill ye
only hum pe phaade
ha dil toh saitaan hai iska
naam ka bhola hai
pakka namuna hai piya
kaisa namuna hai piya
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
lag gaye hai love ke maare
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
ho gaye hum bechare
filmy formula leke aashiq
apna dharm nibhaye
mujh seedhi saadhi
mujh seedhi saadhi kanya ko
ulta gyaan padaye
hoo mere naam ka bana ke tatoo
duniya ko dikhaye
duniya bhar mein ghum ghum ke
publicity machaye
ha dil to saitaan hai iska
aji dil to saitaan hai iska
naam ka bhola hai
pakka namuna hai piya
kaisa namuna hai piya
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
lag gaye hai love ke maare
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
mil gaya mannerless majnu
ho gaye hum bechare
hum tumhare better hain
tum hamare ho best
tum humari chidiyan ho
hum tumhare hain nest
tum hamare better ho
hum tumhare hai best
hum tumhare chidiyan hain
hum hamare ho nest
phir kyun lete ho
tum pyaar ka itna test
hum kha lete hain
tere pyaar ka itna test
samjhe
tum hamari east ho
tum hamari ho west
tum hamari binti ho
tum hi ho request
tum hamare ludo ho
hum tumhare hain chess
tum ho bilkul taza taza
hum hain ek dum fresh
phir kyun lete ho
tum pyaar ka itna test
arey hum kahan lete hain
tere pyaar ka itna test
tum hamari facebook ho
hum hain friend request
hum tumhare serial hain
tum ho tv set
phir kyun lete ho
tum pyaar ka itna test
aray hum kahan lete hain
tere pyaar ka itna test
arey phir kyun phir kyun
arey hum kahan lete hain
phir kyun lete ho
tum pyaar ka itna test
tum aur hum jo saath hain khushnuma ehsaas hai
sab kuch naya kyun iss tarah lagne laga
hum aur tum yun paas hain zindagi kuch khaas hai
ab mujh mein tu bas tu hi tu milne laga
kya hai ye kya ye pyaar hai humko hua ye pehli baar hai
jo bhi hai tere saath hai ye lamha tera mera
hum aur tum jo saath hain kya kahein kya baat hai
jeene ki tu saari wajah banne laga
tum aur hum yun paas hain do dil aur ik saans hain
har pal mein tu haan tu hi tu milne laga
kya hai ye kya ye pyaar hai humko hua ye pehli baar hai
jo bhi hai tere saath hai ye lamha tera mera
aankhon ne pehna chehra tera dhadkan ne odhi khushboo teri
aankhon ne pehna chehra tera dhadkan ne odhi khushboo teri
jee rahi hoon main har pal ab aahat teri
dikh rahi hoon main mujhme bas chaahat teri
aisa asar hai tera
ye to hai ye to pyar hai humko hua ye pehli baar hai
jo bhi hai tere saath hai har lamha tera mera
har lamha tera mera hum dono jaisa
har lamha tera mera deewaano jaisa
har lamha tera mera mohabatton sa
har lamha tera mera
hum aur tum yun paas hain zindagi kuch khaas hai
ab mujh mein tu bas tu hi tu milne laga
hum aur tum yoon paas hain do dil aur ik saas hain
har pal mein tu haan tu hi tu milne laga
kya hai ye kya ye pyar hai humko hua ye pehli baar hai
jo bhi hai tere saath hai ye lamha tera mera
kya hai ye kya ye pyar hai humko hua ye pehli baar hai
jo bhi hai tere saath hai ye lamha tera mera
dil ke shishe khol ke ishk ka itar udaya
chaand bhi chakkar kha gaya jab pallu maine uthaya
haye sabki nigaho mein fit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye dil ke shishe khol ke maine aisa itar udaya
chaand bhi chakkar kha gaya jab pallu maine uthaya
haye sabki nigaho mein fit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
in nain mattako ka aakhir jaane result kya hoga
bat sabne laga daali hai sat kiska mamla hoga
in nain mattako ka aakhir jaane result kya hoga
bat sabne laga daali hai sat kiska mamla hoga
ishk main hua balla
ishk main hua balla
kircket ho gayi
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye haye shakila baano
oye hoye shakila baano
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
rog ye ishk wala
ise jicha bachaya saala
haye rog ye ishk wala
ise jicha bachaya saala
jisne mujhko dekha
dil jabanni samajhke uchhala
aji mujhe lat badi khitpit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye haye shakila baano
oye hoye shakila baano
haye haye shakila baano
hit ho gayi, ho gayi