Are Luck Naa Life Ye Mari Railu Pattaale
Are Pakkanunna Jatte Kaani Jodi Chuttaale
Are Speed Ye Zero Le Asalidhi Roju Porele
Are Labham Leni Beraalanni Naake Thagilele
he kya ladki aayi college me ladki aayi
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
kya ladki aayi college me ladki aayi
he kya ladka aaya college me ladka aaya
resam ka jaise rumal lagta hai hoga dhamal
kya ladka aaya college me ladka aaya
he kya ladki aayi college me ladki aayi
ladki ladki ladki
chal piche hat ladke ladke ladke
chal piche hat ladke ladke ladke
are rahta hai bangle me aata hai car me
zero hai par hero banta hai bekar me
kya nakhre kya masti dekho kya chal hai
tewar hai rani ke par lagti kangal hai
sari dunia me nahi iski misal
he kya ladki aayi college me ladki aayi
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
thodi si todhi hai thodi si nek hai
ye ladki to yaaro lagti bilkul fake hai
are khdo na hmpe ye dale kyu doriya
aisi na fasti hai collego ki kuriyan
kud rha hai ye bandar pahanke sher ki khaal
he kya ladka aaya college me ladka aaya
resam ka jaise rumal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
college me use bulana, teacher se najar bachana
yaaron ko nahi batana
agar ladki ka dil churana hai
hatho me gulaab rakhna, baaju me kitaab rakhna
haajir tum jabab rakhna
agar ladki ka dil churana hai
college me use bulana, teacher se najar bachana
yaaron ko nahi batana
agar ladki ka dil churana hai
aaye jab vo saamne baate karna pyar se
puchh lena naam pata na darna ikraar se
gaadi me le jaake tum usko ghar tak chhodna
dil se dil ka ye nata tum dhire dhire jodna
tum ghar me use bulana, mummy dady se milana
uske ghar bhi tum jana
agar ladki ka dil churana hai
college me use bulana, teacher se najar bachana
yaaron ko nahi batana
agar ladki ka dil churana hai
usko dena gift tum london aur japan ke
kabhi bhi karna na jhagda usko bholi jaan ke
paas me rakhna maal tum rahna tip top se
hath ek din maang lena us ladki ke baap se
ladki ko karib lana mushkil hai bada patana
lecture ye na bhulana
agar ladki ka dil churana hai
college me use bulana, teacher se najar bachana
yaaron ko nahi batana
agar ladki ka dil churana hai
chahe bole taaj pe chahe india gate pe
jaha bhi kah de tum usko le jana date pe
jaise hi mauka mile uske paas jana
kar ke koi bahana us se hath milana
disco me le jana, hotel me use khilana
picture bhi use dikhana
agar ladki ka dil churana hai
college me use bulana, teacher se najar bachana
yaaron ko nahi batana
agar ladki ka dil churana hai
hatho me gulaab rakhna, baaju me kitaab rakhna
haajir tum jabab rakhna
agar ladki ka dil churana hai
koi kisi ko kyun chahe, apni zindagi me laaye
usse mohabbat kare wo, usse vafaye nibhaye
ye dil hay ye dil hay ye dil
ye dil hay ye dil hay ye dil
ye kya bekhudi hain ye kya khwab hain
jise isme dekho wo betaab hain
ye hain dard kaisa ye kya pyaas hain
koi to bataaye kya ehsaas hain
koi kisi ke paas aaye fir use apna banaye
usse mohabbat kare wo, usse vafaye nibhaye
ye dil hay ye dil hay ye dil
ye dil hay ye dil hay ye dil
ye chahat ki chahat bhi kya chiz hain
dilo ki bagavat bhi kya chiz hain
ye tufaan ko roke se rukta nahi
jhukaane se aashiq jhukta nahi o
koi kisi pe mit jaaye, fir uspe jaan lutaaye
usse mohabbat kare wo, usse vafaye nibhaye
ye dil hay ye dil hay ye dil
ye dil hay ye dil hay ye dil
na ik pal mohabbat me aaram hain
ye paagal divano ka hi kaam hain
jo khushiyon bhara iska aagaaz hain
to mushkil bada iska anjaam hain o
saare jaha se takraaye, koi kisi ko jab paaye
usse mohabbat kare wo, usse vafaye nibhaye
ye dil hay ye he he dil hay ye he he dil
mera dil hay mera dil hay ye he he dil
koi kisi ko kyun chahe, apni zindagi me laaye
usse mohabbat kare wo, usse vafaye nibhaye
ye dil hay ye he he dil hay ye he he dil
mera dil hay mera dil hay ye he he dil
ek mai ek tu kho gaye pyar me
bhul ke ye jahan do badan ek jaan
kho gaye pyar me
ek mai ek tu kho gaye pyar me
sath sath aaj hum chale
hare na kabhi bhi hausle
koi na bhuja saka use
jo charag tufaan me jale
dur dur itne din rahe
hum kisi se kuch nahi kahe
oh is milan ki aarzu liye
har sitam zamane ke sahe
mit gay faasle kesuo ke tale so gaye pyar me
janeman o janeman dil aaj masti me ye dhadke mera
janeman o janeman dil aaj masti me ye dhadke mera
paas aake tere ek bat humdum mere kahne ko dil mera tadpe
janeman o janeman dil aaj masti me ye dhadke mera
janeman o janeman
ajnabi hum the kabhi ab tujhe dil de diya hai
tuhi hai meri jindagi tere dil ne mujhse kaha hai
tere sath se hai dunia hasi tu jo pas na to kuch bhi nahi
ye mujhe kya ho gaya yar mere jara mujhko to batana
janeman o janeman dil aaj masti me ye dhadke mera
janeman o janeman
khwabo me meri yado me ab har ghadi tu hi tu hai
sang tere yuhi jine ki is dil ki arzu hai
pahle to na thi jianagi ab hai badi suhani ab har khushi
jadu anjana sa lagne laga kyu itna pyara
hey tum dono udhar kya kar rahe ho
hame pyar ho gaya hai we are in love
acha to hai hai hai yes we are in love
dil ko dilbar mere i love you har pal tujhe
kahta hai dil ye mera tumse dil ko dilbar mere
i love you har pal tujhe kahta hai dil ye mera tumse
allah allah re allah re
kyu dil bichade yar ko rowe, aisa kisi ka hal na howe
kyu ban jate hai log diwane, jo pyar kare wo jane jane re
jo pyar kare wo jane
kyu dil bichade yar ko rowe, aisa kisi ka hal na howe
kyu ban jate hai log diwane, jo pyar kare wo jane jane re
jo pyar kare wo jane
ye majburi itni duri, ye betabi ye tanhayi
is dunia me or kisi ko, rabba mile na aisi judai
waqt yahi pe thamna chahe, sans ki dori tut na jaye
aaj mohabbat ke hatho se, aas ka daman chut na jaye
kyu dil bichade yar ko rowe, aisa kisi ka hal na howe
kyu ban jate hai log diwane, jo pyar kare wo jane jane re
jo pyar kare wo jane
sare wade sari kasme, sari rasme tod ke aaja
teri mohabbat tujhko bulaye, sari dunia chhod ke aaja
is duri ke dard ko bate, ek duje se lipat ke role
koi juda kar paye na hamko, aise ek duje ke hole
kyu dil bichade yar ko rowe, aisa kisi ka hal na howe
kyu ban jate hai log diwane, jo pyar kare wo jane jane re
jo pyar kare wo jane
tera dilbar tera sathi, le ayega dhol barati
tera dilbar tera sathi, le ayega dhol barati
tujhe hamnashin le jayega doli me bithake
mera dilbar mera sathi, le ayega dhol barati
mujhe hai yakin le jayega doli me bithake
tera dilbar tera sathi, le ayega dhol barati
duniya wale dilwalo se jane kyun jalate hai
na pucho wo chhup chhup ke kaisi chale chalate hai
apne aage ab unaki na koi chal chalegi
is dil ki angare me na unki dal galegi
mehandi joda ghode hathi, le ayega dhol barati
tujhe hamnashin le jayega doli me bithake
tera dilbar tera sathi, le ayega dhol barati
dur khadi kya dekh rahi hai aa baho me aa re
teri mang me bhar dunga mai lake chand sitare
maine jisaka sapna dekha, ye toh rat wohi hai
maare khushi ke chham chham karti, payal nach rahi hai
sundar pariya nachati gati, le ayega dhol barati
mujhe hai yakin le jayega, doli me bithake
tera dilbar tera sathi, le ayega dhol barati
tujhe hamnashin le jayega doli me bithake
mera dilbar mera sathi, le ayega dhol barati
kahin kisise sheesha tuta, kahin kisika dil
chot lagi hai kise kahaan par khana hai mushkil
ha ha ha ha
(yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai) - (2)
yeh dil darr raha hai
kehata hai kyun saara jahaan yeh kharaab hai - (2)
har dard ki hai yeh dawa yeh sharaab hai
aankhon se main honton se aa tujhako pilaau - (2)
yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
yeh dil darr raha hai
kaisi wafa kaisi jafa kaisa pyaar hai - (2)
kasme hai kya waade hai kya kaisa yaar hai
jhute saare rishte hai aa tujhako bataau - (2)
yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
yeh dil darr raha hai
chaaha jise ??? hai - (2)
yeh husn ki kamsin ada tere paas hai
dilbar aa tujhape jaan yeh main lutaau - (2)
yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar kya
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
saamane tu aa gayi bekaraari chha gayi
pehali mulaakaat ho gayi
saamane tu aa gayi bekaraari chha gayi
pehali mulaakaat ho gayi
hosh tu uda gayi dhadkane badha gayi
dil se dil ki baat ho gayi
inn nigaaho ne inn adaao ne le liya hai karaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
aisa dilruba hansi dekha maine na kahin
tune mera dil chura liya
aisa dilruba hansi dekha maine na kahin
tune mera dil chura liya
tere inn sawaalon mein kho gayi khayaalon mein
tune dard-e-dil mujhe diya
meri dhadkan pe meri chaahat pe
mera na ikhtiyaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
haan pyaar se tu bol mere yaar
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karti hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karti hun tum gawahi do
ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga
ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga
aakhiri apni mohabbat ka fasana hoga
jo kaha maine muskura ke ek baar kaho
meri dhadkan mere is dil ke aas paas raho
meri dhadkan mere is dil ke aas paas raho
diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do
diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do
main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main na bhulungi jindagi bhar ye vaade kasame
main na bhulungi jindagi bhar ye vaade kasame
jaan de ke nibhaoungi wafa ki rasame
teri chahat me jamane ko bhulane aaya
raahe ulfat me har ek shay ko lutane aaya
raahe ulfat me har ek shay ko lutane aaya
rakhungi yaad tumhe chahe tum bhula bhi do
rakhungi yaad tumhe chahe tum bhula bhi do
main apne khun se likhti hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)) - (2)
main apani kahaani kaise kahu usame tera naam bhi aayega - (2)
gar hogi meri ruswaayi toh sar tera bhi jhuk jaayega
anjaam-e-muhabbat kya hoga yeh sochake main ghabraata hoon
tu na mujhe pehchaan saka, bas isaka mujhe afsos hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
mujhame kitani bechaini hai main kaash tujhe batala paata - (2)
chaahat ke saare jakhmon ko main kaash tujhe dikhala paata
main apane iss paagal dil ko har baar samjhaata hoon
maana madhosh hai pyaar mra lekin mujhame toh hosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
utana woh khaamosh hai
itna bhi na chaaho mujhe
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
chain kahin lene na de mujhko pyaar tera
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
bhulunga na main tum ko kabhi
ab meri jaan-e-wafa
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
mujhe dekhake tera muskuraana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
karake bahaana yun pichhe pichhe aana
akele mujhe paake yun raahon mein sataana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
tumse hi mujhko pyaar hai
chaau toh dil bekaraar karun
tumse hi mujhako pyaar hai
chaau toh dil bekarar karun
baahon mein bhar loon main tujhe
aa jaane jaana ikraar karu
nazar tu ada tu jigar tu wafa tu
jaane jigar tu hai meri jindagaani
jaane jigar tu hai meri jindagaani
pakadake kalaayi yun ungali dabaana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
aaye maja mujhako sanam teri toh har ik baat pe
roku bhala kaise ise bas na chale jasbaat pe
dishaao ki sharaarat hai teri hi chaahat
thodi si bhali main hoon thodi si dewaani
jahaan na koi aae waha mujhe bulaana