itna bhi na chaaho mujhe
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
chain kahin lene na de mujhko pyaar tera
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
bhulunga na main tum ko kabhi
ab meri jaan-e-wafa
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun