People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Poster Lagwa Do
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/poster-lagwa-do/MR0JWQB1WgY
Video:
Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein

Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein

Ho dhoondane ko pyar mein
Ghooma hoon gali gali
Tu jo mil gayi
To dil ko mil gayi tasalli

Dhoondane ko pyar mein
Ghoomi hoon gali gali
Tu jo mil gaya
To dil ko mil gayi tasalli

Ab jo mile hain tum
Aa ho jayein khalli balli
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho, na ho, na ho
Na ho jaaye jaaye jaaye jaaye
Donon is sansaar mein

Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Arre poster lagwa do baazar mein

Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein.
Mujhe Dekhke Tera Muskurana
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Teri-Kasam/Sanam-Yeh-Pyar-Hi-To-Hai/CkUkXzVgREo
Video:
mujhe dekhake tera muskuraana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
karake bahaana yun pichhe pichhe aana
akele mujhe paake yun raahon mein sataana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai

tumse hi mujhko pyaar hai
chaau toh dil bekaraar karun
tumse hi mujhako pyaar hai
chaau toh dil bekarar karun
baahon mein bhar loon main tujhe
aa jaane jaana ikraar karu
nazar tu ada tu jigar tu wafa tu
jaane jigar tu hai meri jindagaani
jaane jigar tu hai meri jindagaani
pakadake kalaayi yun ungali dabaana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai

aaye maja mujhako sanam teri toh har ik baat pe
roku bhala kaise ise bas na chale jasbaat pe
dishaao ki sharaarat hai teri hi chaahat
thodi si bhali main hoon thodi si dewaani
jahaan na koi aae waha mujhe bulaana
akele mujhe paake yun raahon mein sataana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
mujhe dekhake tera muskuraana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
Tumhe Dekhe Meri Aankhe
Lyricist: Sameer
Album: Rang(1993)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rang/Tumhen-Dekhen-Meri-Aankhen/QT0kYyVjYlY
Video:
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhe pata hai
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhko pata hai

dil mera sambhal jaye dua karna
dil mera sambhal jaye dua karna
pagal na machal jaye dua karna
ye puchta hai tujhse dil diwana bekarar
ye puchta hai tujhse dil diwana bekarar
wo konsi ada hai jise tu karega pyar
wo konsi ada hai jise tu karega pyar
kisi se dil na lgau ye dhadkan ki saja hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhe pata hai
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai

mai tere sapno ko saja dungi mai tere sapno ko saja dungi
dil tere kadmo me bicha dungi mai kya batau tujhko kaise
hai mere halat mai kya batau tujhko kaise
hai mere halat majburio ke hath bik gaye mere jajbat
majburio ke hath bik gaye mere jajbat
jispe mai lut gayi dilbar yahi wo teri ada hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhk pata hai
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhko pata hai
tumhe dekhe meri aankhe isme kya meri khata hai
hal kya hai mere dil ka ye to bas mujhko pata hai