tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
tum mard nikaloge ghunghat tum mard nikaloge ghunghat
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
dunia ho jayegi chopat dunia ho jayegi chopat
dunia ho jayegi chopat jab raz tumhara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
mathe pe tumahere hogi bindiya or nak me nath latka denge
or nak me nath latka denge hum shan se office jayenge
choke me tumhe bithla denge choke me tumhe bithla denge
hatho me tumhare rota hua
ek ek bacha pakda denge ek ek bacha pakda denge
band karke char diwari me upar ye board laga denge
bulbulo mat ro yaha aasu bahana hai mana
is tapas ke kaidio ko gum machana hai mana
bulbulo mat ro yaha
hamko jo tumne tang kiya aakhir me tumhi pachtaogi
aakhir me tumhi pahchtaogi
dil leke agar hum bhag gaye muh takti hi rah jaogi
muh takti hi rah jaogi
aage aage hum sab honge piche piche tum aaogi
piche piche tum aaogi
hum to fir hath na aayenge tum sab ro ro ke gaogi
gum ki ye muskil kitna najuk hai dil
ye na jana haye haye ye jalim jamana
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
dunia ho jayegi chopat jab raz tumhara aayega
lahrayega sari dunia me ye jhanda lal chunariya ka
ye jhanda lal chunariya ka
na virah ka koi dukh hoga na gum ho ga sawariya ka
na gum ho ga sawariya ka nando se na kuch khatpat hoga
na jhagda sas dewariya ka na jhagda sas dewariya ka
banduke lekar chinenge hum raz har ek nagariya ka
banduke uthayio mat rani kahi patli kamar bal kha jaye
kahi patli kamar bal kha jaye ghode pe mat chadna o madam
kahi pairo me na moch aa jaye kahi pairo me na moch aa jaye
dusman ne pyar se dekha to gori na kahi sharma jaye
gori na kahi sharma jaye
ek bar kalaiya tha jo li ghabrake na dil ras kha jaye
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
dunia ho jayegi chopat jab raz tumhara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
dunia ho jayegi chopat jab raz tumhara aayega
tum mard nikaloge ghunghat jab raz hamara aayega
dunia ho jayegi chopat jab raz tumhara aayega
mujhe dekh na kudiye mud ke
ho mujhe dekh na kudiye mud ke
ke dil bekarar ho gaya ke dil bekarar ho gaya
mujhe dekh na kudiye mud ke
tera dil bhi hai tere jaisa ho tera dil bhi hai tere jaisa
ho mujhe etbar ho gaya ho mujhe etbar ho gaya
tera dil bhi hai tere jaisa
uthe jidhar sharbati aankhe uthe jidhar sharbati aankhe
zamana ye gulabi ho gaya zamana ye gulabi ho gaya
uthe jidhar sharbati aankhe
kis najar ka chal gaya jadu kis najar ka chal gaya jadu
bina piye sharabi ho gaya bina piye sharabi ho gaya
kis najar ka chal gaya jadu
ulfat ki hai uljhi rahe ulfat ki hai uljhi rahe
chalo ji jara bach bach ke chalo ji jara bach bach ke
ulfat ki hai uljhi rahe
koi khak bachega gori koi khak bachega gori
chalo jo tum saj saj ke chalo jo tum saj saj ke
koi khak bachega gori
chupke se chura lu dil tera chupke se chura lu dil tera
jamane ki najar na pade jamane ki najar na pade
chupke se chura lu dil tera
kahi pakde na dil ki chori kahi pakde na dil ki chori
shikari tere raho me khade shikari tere raho me khade
kahi pakde na dil ki chori
mujhe dur bahut hai jana mujhe dur bahut hai jana
sahara dede raho ka sahara dede raho ka
mujhe dur bahut hai jana
us rah chale diwane us rah chale diwane
tu raho jin raho ka tu raho jin raho ka
us rah chale diwane
najar mili ek katil se katil se katil se
dono hue hai ghayal se ghayal se ghayal se
dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
najar mili ek katil se katil se katil se
khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
sabki juban par hoga ye pyar ka fasana
jane bahar ho mera karar ho kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
bikhare hue se ye ghesu jaise hawa me badal
kaisa singar hai kaisa nikhar hai kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
ek aag si lagai hai jalim ne muskurake
naino me pyar hai dil me pyar hai kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
dono hue hai ghayal se ghayal se ghayal se
dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
najar mili ek katil se katil se katil se
rat jhumti rat jhumti dil ko chumti dil ko chumti
bachna jara julfe siya das na kisi ko jaye
ishq jal me ishq jal me husn chal me husn chal me
jane ada teri ada jane gazab kya dhaye
rat jhumti rat jhumti koi na samjhe koi na jane
mere dil me kya hai mere dil me kya hai
teri najar batlati hai jalim tere dil me kya hai
tere dil me kya hai rat jhumti rat jhumti
dil ko chumti dil ko chumti
bachna jara julfe siya das na
kisi ko jaye ishq jal me husn chal me
mai shola hu mai bijli hu na chuna diwane
na chuna diwane na sholo me jal nahi sakte
hum hai wo parwane hum hai wo parwane
ishq jal me ishq jal me husn chal me husn chal me
jane ada teri ada jane gazab
kya dhaye rat jhumti dil ko chumti
ek ishara aaj kisi ke sar ka taz ulat de
sar ka taz ulat de koi surma shayad tera
pasa aaj palat de pasa aaj palat de
rat jhumti rat jhumti dil ko chumti dil ko chumti
bachna jara julfe siya das na kisi ko jaye
ishq jal me ishq jal me husn chal me husn chal me
jane ada teri ada jane gazab kya dhaye
rat jhumti rat jhumti dil ko chumti dil ko chumti
bachna jara bachna jara bachna jara
bachna jara bachna jara bachna jara bachna jara
gussa fizul hai hame kabul hai rakh dalo chahe jo nam
are apni chah ka meri nigah ka lo mem sahab salam
lo mem sahab salam salam mem sahab salam
chale ho kaha kaho koi dasta kaho
kuch to meri ja kaho aisa bhi kya
chale ho kaha kaho koi dasta kaho
kuch to meri ja kaho aisa bhi kya
hazir hai car ji paidal sawar hi kya shehar tak jaoge
are akal se kam lo jara aaram lo
najuk ho thak jaoge najuk ho thak jaoge
tum hame nadan kaho chahe beiman kaho
kuch to meri ja kaho aisa bhi kya
dekho to ghum ke chalo na jhum ke daman bachate hue
are socho to ji jara kahenge kya bhala
log aate jate hue log aate jate hue
tum hame nada kaho chahe beiman kaho
kuch to meri ja kaho aisa bhi kya
chale ho kaha kaho koi dasta kaho
kuch to meri ja kaho aisa bhi kya
suno suno suno suno ek nayi kahani
suno suno ek nayi kahani
suno suno ek thi rup ki rani
rani ki makhmur jawani
matwali bharpur jawani apne aap se thi begani
suno suno suno suno ek nayi kahani suno suno
us rani ka roop mahal tha jhil kinare
jiske jal me jhak rahe the chand sitare
dhudh se ujala sahad se mitha
dhudh se ujala sahad se mitha tha us jhil ka pani
suno suno suno suno ek nayi kahani suno suno
ek din ek pyasa sahjada usi jhil par aaya
usi jhil par aaya usne jal darpan me dekhi
rup rani ki chaya rup rani ki chaya
us chaya ko lene lapka us chaya ko lene lapka
dub gaya sahjada suna hai jal ko chita samjh kar
kud padi thi rani ho gayi khatam kahani
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
chuda khanke payal chanke
nache pori pori
balkhati jhulati gati kaha chali ho chori
kaha chali ho chori
sarke chunariya lachke kamariya
lachke kamariya rama lachke kamariya
leher bina lehraye gori dole bina hi dole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
cham cham aaye nache gaye
albele mutiyare
dagar dagar me gunj rahi hai
jhanjhan ki jhankare
basti basaye panghat sajaye
panghat sajaye rama panghat sajaye
dekh dekh kar dil kahta hai
sath inhi ke hole ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
mat samajho nir bahaati hu
mai jalte jal ki bundo se
nainon ki pyaas bujhati hu
mat samajho nir bahaati hu
mujhe rone se kya kaam sakhi
in ansuvan me hai shyaam sakhi
in ansuvan me hai shyaam sakhi
naino me basakar unki chhavi
mai man hi man muskaati hu
mat samajho nir bahaati hu
yeh aansu dil ke sahaare hain
yeh aansu jaan se pyaare hain
yeh aansu jaan se pyaare hain
mai in takdir ke taaro se
soye huye bhaag jagaati hu
mat samajho nir bahaati hu
har aansu me unki murat hai
milne ki yahi ek surat hai
har aansu me unki murat hai
milne ki yahi ek surat hai
palkon pe sajakar ansuvan ko
mai pi ke darshan pati hu
mat samajho nir bahaati hu
mai jalte jal ki bundo se
nainon ki pyaas bujhati hu
mat samajho nir bahaati hu
dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan
kya sunau tujhe pyaar ki dastaan
dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan
kya sunau tujhe pyaar ki dastaan
tujhse kaise kahun dard ka maajra
maine socha tha kyaa aur kyaa ho gaya
paas aaye magar ho gayi duriyaa
paas aaye magar ho gayi duriyaa
kya sunau tujhe pyaar ki dastaan
sabke hote hue bhi akeli hun main
sabke hote hue bhi akeli hun main
aap apne liye ik paheli hun main
haay majburiyaan haay laachariyaan
kya sunau tujhe pyaar ki dastaan
phunk raha hai jigar ji rahi hun magar
phunk raha hai jigar ji rahi hun magar
haay mai lut gayi tu raha bekhabar
mujhpe rote rahe ye zami aasmaan
dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan
rah gayi raakh si uth rahaa hai dhuaan
kyaa sunau tujhe
lagan lagi hai sajan milan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
badhti jaye lay dhadkan ki
badhti jaye lay dhadkan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
lagan lagi hai
beet gayi hai rain birah ki
aayi milan ki bhor
chhaya se pag padat hai aage
chali balam ki aur
pyasi ankhiya thi darshan ki
pyasi ankhiya thi darshan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
lagan lagi hai
aaj sakhi ri tere man me
aramano kaa raaz
kya kya sapne dekh rahi hai
kahe to aawe laaj
hogi puri baat sapan ki
hogi puri baat sapan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
badhti jaye lay dhadkan ki
badhti jaye lay dhadkan ki
lagan lagi hai sajan milan ki
lagan lagi hai
jawani jhulti hai jawani jhulti hai aashiki jhula jhulati hai
kadam phulo pe padta hai najar taro pe jati hai
jami se aasma tak jami se aasma tak ab jawani aati jati hai
kadam phulo pe padta hai najar taro pe jati hai
meri julfo ko jhuk kar chumte hai jhumte badal
meri julfo ko jhuk kar chumte hai jhumte badal
sabhi ranginiya badhkar pakadti hai mera aachal
dhun ko angdayi lekar apni baho me bulate hai
jami se aasma tak ab jawani aati jati hai
jawani jhulti hai aashiki jhula jhulati hai
meri aankho me paymane meri julfo me maykhane
meri aankho me paymane meri julfo me maykhane
baras jaye ye matlwali kab dil pe kya jane
aji kab dil pe kya jane
hawa aahista aahista mera ghunght uthati hai
kadam phulo pe padta hai najar taro pe jati hai
jawani jhulti hai aashiki jhula jhulati hai
anokhe saj sine me nirale geet hotho par
anokhe saj sine me nirale geet hotho par
najar kuch gungunati hai kabhi uth kar
kabhi jhuk kar kabhi uth kar mohabbat dil ki gahrayi me
mohabbat dil ki gahrayi me shahnayi bajati hai
kadam phulo pe padta hai najar taro pe jati hai
jawani jhulti hai aashiki jhula jhulati hai
ye masti si fiza me mere balo ka lahrana
ye masti si fiza me mere balo ka lahrana
sambhalo apni baho me sambhalo apni baho me
ke mujhko nind aati hai
kadam phulo pe padta hai najar taro pe jati hai
jawani jhulti hai aashiki jhula jhulati hai