Yaar mummy ne bola tha chakkar na chalaiyo
Marriage arrange kar simple bahu laaiyo
Verma ka beta jo ghar chhod ke bhaga tha
Aisa na kariyo tu haath se na jaaiyo
Yaar mummy ne bola tha chakkar na chalaiyo
Marriage arrange kar simple bahu laaiyo
Verma ka beta jo ghar chhod ke bhaga tha
Aisa na kariyo tu haath se na jaaiyo
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haan dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Hoga hai woh hona hai hona jo
Toh kesi worry
Rona hai rona hai rona hai kyun
Pal jo hai kal to ye na mile
Khushi jo abhi mili hai mili hai khona kyun
Go with the flow naya hai jo
Iss lamhe ko dilon mein basa lo
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Jo teri jo meri jodi hai
Yeh love story
Crazy si crazy si thodi hai
Uljhane yahan yeh nayi si
So behni hai saari hi saari hi thodi hai
Confuse hoon sab kuch hai new
Ab kya kahun oh god suna loon
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot haaye bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Ho..sharam ke parde hata de
Darna tu dar ko bhaga de
Jhoom ke thoda bata de
Chotey, chotey, chotey
Are kadmo ko thoda nacha
Baaja tu sbka baja
Jhoom ke thoda bata
Bade, bade, bade
Aaye hai aaj matlab ki baat karne bawal
Ki din aise na har din hote
Nach dhanadhan naach oo chotey
Baby ki demand oh chotey
Karle tu kaand oh chotey
Nach dhanadhan chotey, chotey
Are nach dhanadhan naach oo bade
Wait mein hai saare khade
Fitoor ye sir pe chadhe
Nach dhanadhan bade, bade
Dhanadhan dhaye
Dhanadhan dhaye
Dhanadhan dhaye
O chotey dhaye
Dhanadhan dhaye
O bade dhaye
O bade sun mere dil ki ye dhun mere
Tere hai apun re baad mein saara jahan
Saari khudai se badhke tu bhai hai
Tujhko jo chahiye dedoon bina soche na jaan
Dedoon bina soche na jaan
Hoo..chotey naa le load tu
Fikar tu chhod tu
Lega jab bhi mode tu
Khada tera yaar wahan
Aake lag ja gale
Bheje se na kaam le
Bhai dono baawle
Humko hai hosh kahan ?
Aaye hai aaj matlab ki baat karne bawal
Ki din aise na har din hote
Nach dhanadhan naach oo chotey
Baby ki demand oh chotey
Karle tu kaand oh chotey
Nach dhanadhan chotey, chotey
Are nach dhanadhan naach oo bade
Wait mein hai saare khade
Fitoor ye sir pe chadhe
Nach dhanadhan bade, bade
yu hai hamare darmiya
uljhi saason ki garmiya
Yu hai hamare darmiya
Uljhi saason ki garmiya
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazma le
Meri ada mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana haye
Yu hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiya
khili khili rangili nashili
hu main raja hari bhari
chhu le mujhe yahan se wahan se
milegi masti har kahin
Suljhane de in uljhano ko
saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le
ab to mujhe apna bana haye
yu hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
haye tu kya jaane main hu kya
meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin
khushiya dungi tujhko nayi nayi
haye tu kya jaane main hu kya
meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin
khushiya dungi tujhko nayi nayi
suljhane de inn uljhano ko
saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le
ab to mujhe apna bana
hai hamare darmiyan
hai nayi tazgi aaha khush huyi
zindagi ho katal kar rahi hai
ye teri sadagi Aise meri jaan li
baate meri maan li toone dil ki
adaye pehchan li ho tuk tuk tuk tuk
dekhe kaahe Aaja more raja Karke
zara galbahiya thumka laga ja
Thumka laga jaa
haye sookha kaahe taak raha re
thumka laga jaa sookha kaahe taak raha re
thumka laga ja Pair hila ja
chaahe haath ghuma ja Sookha
kaahe taak raha re Thumka laga jaa
saans bani purwaiya dole hai man ki
naiya ho chahu main tu bhi pakde
meri kalaiya Padu main tore paiya
bhole bhale o saiya ho raas racha le
raja banke re saiya Aji tuk tuk tuk tuk
dekhe kaahe Aaja more raja Karke
zara galbahiyan thumka laga jaa
thumka laga jaa Haye sookha
kaahe taak raha re Thumka laga ja
sookha kaahe taak raha re
thumka laga jaa Pair hila ja
chaahe haath ghuma ja Sookha
kaahe taak raha re Thumka laga jaa
Sach hai ya hai sapna mujhe tu lage hai apna
ho naam ki mujhe teri mala hai japna
Dil mein kuchh nahi rakhna
o sunle more makhna, Swad zindagi ka
mujhko sang tere chakhna Tuk tuk tuk tuk
dekhe kaahe Aaja more raja Karke
zara galbahiyan thumka laga jaa
thumka laga jaa Arre sookha
kaahe taak raha re Thumka laga jaa
sookha kaahe taak raha re Thumka laga jaa
Pair hila ja chaahe haath ghuma ja
Sookha kaahe taak raha re
Thumka laga jaa Arre sookha
kaahe taak raha re Thumka laga jaa
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahali baar ki hai jindagi ne mujhse baate
ajnabi sa ahsas hai har pal ab to khas hai
tum ban gaye sur sathiya sathiya
khwahishe men phir se betabiya jagi
hanste hansate hai aankho men nami
hasrate bhi meri karne lagi thagi
ajnabi sa ahsas hai har pal ab to khas hai
tum ban gaye sur sathiya sathiya
sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
khwahisho mein fir se
betabiya jage hanste hanste
hai aankho mein nami
hasrate bhi meri karne lagi thagi
pairo ke niche se nikli jami
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
chalati hawaye kaano mein kah rahi
tujhko aise khush dekha na kabhi
dil mein yu sapno ki
nadiya si bah rahi hai
jisme bhige hai arman sabhi
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
khwahisho mein fir se
betabiya jage hanste hanste
hai aankho mein nami
hasrate bhi meri karne lagi thagi
pairo ke niche se nikli jami
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
chalti hawaye kaano mein kah rahi
tujhko aise khush dekha na kabhi
dil mein yu sapno ki
nadiya si bah rahi hai
jisme bhige hai arman sabhi
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
angadaiya lene laga hai dil
gudgudi si zara karne laga hai dil
angadayian lene laga hai dil
gudgudi si zara karne laga hai dil
hath aage kahin main chho lun aasma
chand par bandhu main apna aashiya
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
neend mein soyi khushiya
jaagi hai achanak
manzile jo ruki thi
bhaagi hai achanak
neend mein soyi khushiya
jaagi hain achanak
manzile jo ruki thi
bhaagi hai achanak
apna karlu tamasha
tere milne ka inaam hai
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
lamho ki dhadakano mein
taazgi hai achanak
khabo ki guftgu mein
saadgi hai achanak
lamho ke dhadakano mein
taazgi hai achanak
khabo ki guftgu mein
saadgi hai achanak
aaj daaman mein bhar lu ye jahan
puri karlu main apni marziya
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
behki ye chehki ye jeene ki aadaye
aaj mujhpe zindagi fida
success ka address jaante ho
mushkil naam ki road pe
uljhan naam ke mod se
chunauti ki gali mein
get ready for the
lafda hai dhokha hai jhansa hai
kis ne kisko fansa hai
lafda hai dhokha hai jhansa hai
kis ne kisko fansa hai
lafda hai dhokha hai jhansa ha
kis ne kisko fansa hai
kaun khiladi hai kiska khel hai
kisne fainka pasa hai
hoga har raaz faash sher nazar hai khaas
hoga har raaz faash sher nazar hai khaas
samrat and company samrat and company
samrat and company he he he he
samrat and company samrat and company
samrat and company
aansuo ki boondon me ik boond to zehar ki bhi hai
zehar ki bhi hai, zehar ki bhi hai
jungle ka kanoon hai par ye galti shehar ki bhi hai
shehar ki bhi hai, shehar ki bhi hai
aansuo ki boondon me ik boond to zehar ki bhi hai
zehar ki bhi hai, zehar ki bhi hai
jungle ka kanoon hai par ye galti shehar ki bhi hai
shehar ki bhi hai, shehar ki bhi hai
phulon ke rangon me khoon ke cheente hain
nakli chehron pe asli mukhauthe hain
phulon ke rangon me khoon ke cheente hain
nakli chehron pe asli mukhauthe hain
jhooth safaid hai aur sach hai kala
jisne sb kuch dhoond nikhala
samrat and company samrat and company
samrat and company samrat and company
samrat and company samrat and company
ratein yeh teekhi teekhi si
kabhi lage yeh bheegi
dilon ke raaz inke jane hei kab koi
barfeeli parton mein hai sharara
mausam hai dhuan
hothon pe sabke hai ik ishara
par chup hai zuban
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
love, i feel you
i guess you know
you know its true
so far so good, i miss you
you are my sweet thing
in heaven with you
cheharon pe chehre hain
lage na lage par uljha hai tana-bana
dhoondta hai koi
kohre ki galiyon me kadmon ka aana-jana
cheharon pe chehre hain
lage na lage par uljha hai tana-bana
dhoondta hai koi
kohre ki galiyon me kadmon ka aana-jana
yeh shab yahan ki jo hai shahana
hai woh bewafa
shatir shikari khud hai nishana
kya hai maajra
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
love, i feel you
i guess you know
you know its true
so far so good, i miss you
you are my sweet thing
in heaven with you
sab yahan ajnabi
kahi na kahi khud mein hain gum sabhi
lehron se hai juda
kahin na kahin pyasi hai khud nadi
sab yahan ajnabi
kahi na kahi khud mein hain gum sabhi
lehron se hai juda
kahin na kahin pyasi hai khud nadi
baki ko tu chhupa le, kar le aa khata
thehre samay se lamhe chura ke thoda muskura
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
sawalon me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalo me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan
uljhi ye na suljhi aur uljhi dasta hai
jiski na ho manzil ek aisa rasta hai
uljhi ye na suljhi aur uljhi dasta hai
jiski na ho manzil ek aisa rasta hai
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalon me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan
kyu har nazar me ek ajab si tishnagi hai
har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
kyu har nazar me ek ajab si tishnagi hai
har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalo me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundati, dhuan hai dhuan
tere siva kisko sochu mai, meri soch pe tum bethe ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tere siva kisko sochu mai, meri soch pe tum bethe ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
mere hatho se jo ada ho us dua ki chaahat
guzre jo rabb ke yahan se wo jannati si raah tu
sajda tumhe sau dafa karu, uss rabb ki tarah dikhte ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
khwabo ke labo pe tu hi tha ruka ya tera naam tha
ninde meri dhundhti rahi tujhe, tu kahi gumnaam tha
lagta hu mai tere hubahu aur tum bhi mere jaise ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yun hi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera mera
bechehra phir bhi kitna gahra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
ammabr se juda na ho
teri galliya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliyaan teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri galliya
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera-mera
be hehra phir bhi kitna gehra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
abr se juda na ho
teri galliya galliya teri galliya
mujhko bhaave galiya teri galiya
teri galiyagaliyaan teri galliya
yuhi tadpaave galliya teri galliya
meri raaho me pade
tere pairo ke nishan ne kaha, ne kaha
teri saanso se judi
meri saanso ki wafa ne kaha, ne kaha
girte in aansuo me kuch to tujhsa lage hai
in ashqo me mai na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
paanv ko the mile zamin ki tarah
aankho me kyu hue nami ki tarah
dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah
girte in aansuo me kuch to tujhsa lage hai
in ashqo me mai na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
bin tere dekhu main, zara sa lagu
gham se hi aaj kal bhara sa lagu
chhod de saath na zindagi meri
soch ke baat ye dara sa lagu
girte in aansuo me kuch to tujhsa lage hai
in ashqo me main na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
manjile rusawa hai, khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltija
ye meri zamanat hai, tu meri amanat hai
mujhko irade de kasame de wade de
meri duwao ke isharo ko sahare de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabo ki barisho ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaye kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara
waqt bhi thahara hai kaise kyun ye hua
kaash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai, tu meri ibadat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main
sunn raha hai na tu ro rahi hu main
sunn raha hai na tu kyun ro rahi hu main yaara
apne karam ki kar adaye yaara yaara yaara
mujhko irade de kasame de wade de
meri duwao ke isharo ko sahare de
dil ko thikane de naye bahane de
khwabo ki barisho ko mausam ke paimane de
apne karam ki kar adaye kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main
manjile rusawa hai, khoya hai rasta
aaye le jaye itni si iltija
ye meri zamanat hai, tu meri amanat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main
waqt bhi thahra hai kaise kyun ye hua
kaash tu aise aaye jaise koi dua
tu ruh ki rahat hai, tu meri ibadat hai
apne karam ki kar adaye, kar de idhar bhi tu nigahe
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
ro raha hu main, ro raha hu main
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
kyun ro raha hu main, kyun ro raha hu main
sunn raha hai na tu, sunn raha hai na tu
ro raha hu main, ro raha hu main
sunn raha hai na tu kyun ro raha hu main yaara