People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Yun Hai
Singer: Neeti Mohan
Music: Ankit Tiwari
Lyricist: Sandeep Nath
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaara-Silly-Silly/Yun-Hai/QzAMVQxnUQo
Video:
yu hai hamare darmiya
uljhi saason ki garmiya
Yu hai hamare darmiya
Uljhi saason ki garmiya

Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazma le
Meri ada mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana haye
Yu hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiya

khili khili rangili nashili
hu main raja hari bhari
chhu le mujhe yahan se wahan se
milegi masti har kahin

Suljhane de in uljhano ko
saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le
ab to mujhe apna bana haye
yu hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan

haye tu kya jaane main hu kya
meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin
khushiya dungi tujhko nayi nayi
haye tu kya jaane main hu kya
meri khatir aahe bhare sabhi
main hu jawan hoon hasin
khushiya dungi tujhko nayi nayi

suljhane de inn uljhano ko
saari shaitani aazma le
meri ada mein tu naha le
ab to mujhe apna bana
hai hamare darmiyan