People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Sawalon Mein Yeh Kaisi Zindagi
Music: Ankit Tiwari
Lyricist: Sandeep Nath
Tag: Hindi
Video:
sawalon me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalo me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundhti, dhuan hai dhuan

uljhi ye na suljhi aur uljhi dasta hai
jiski na ho manzil ek aisa rasta hai

kyu har nazar me ek ajab si tishnagi hai
har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
kyu har nazar me ek ajab si tishnagi hai
har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai
phir kayi sargoshiya, kyun jalti hai tanhaiya
sawalo me ye kaisi zindagi, guma hai guma
nazar ye kisko dhundati, dhuan hai dhuan