mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
sakune dil ke khatir or dil
jamane ke chalan or teri najro ko me ab samjha
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe itna bata de aaj mere mohtro sathi
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
ek baat kahu tumse mujhe apna bana lo
barbad na ho jaye kahi dil ko bacha lo
ye sagro mina mere aage se hata lo
mere liye en aakho ke paimane bahut hai
paimane bahut hai
mahfil me tere husan ke diwane bahut hai
diwane bahut hai
wo dard mila hai mujhe aaram nhi hai
din raat tadpne ke siwa kaam nhi hai
bas teri juba par hi mera naam nhi hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
mahfil me tere husn ke diwane bahut hai
diwane bahut hai diwane bahut hai
sachhe ka hai bolbala suno re bhai
jhute ka hai muh kala ho
sachhe ka hai bolbala suno re bhai
jhute ka hai muh kala
ho sach ki khatir haris chndra ne
chhoda raj aur paath
aaj unki mahima gate hai
bade bade samrat ho
sach ki raah pe chalkar
unko mila saty ka naam
nanha balak bhukh se mar gaya
patani hui nilaam
are jhute ki hai diwali jagat mein
sachhe ka diwala
ho jhute ka hai bolbala jagat mein
jhute ka hai bolbala
rishi muni se ambar kah gaye
bolo sach ki boli
hay bolo sach ki boli
ho aap murade puri hongi
bhari raheni jholi
ho bhari raheni jholi
do din ki hay is duniyan mein
bol sach ki boli
hay bol sach ki boli
yahan mashiha chadhe suli par
yahan mashiha chadhe suli par
saf uthaye boli
jhute ki hai diwali jagat mein
sachhe ka diwala
jhute ka hai bolbala jagat mein
jhute ka hai bolbala
sachhe ka hai bolbala suno re bhai
jhute ka hai muh kala ho
sachhe ka hai bolbala suno re bhai
jhute ka hai muh kala
ghunghat hatayi ke najre milai ke
balma se kah dungi baat
chori chori chupke chupke
balma se keh dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
baar baar leke angdayi
baar baar leke angdayi
mai khud hi hasi khud hi sarmayi
khud hi hasi khud hi sarmayi
kahne ko aurat ki jaat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
har dhadkan me naye tarane
hotho pe hai geet suhane
hotho pe hai geet suhane
naino me kyu barsaat naino me kyu barsaat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
sadiyo ke milan ki pyas bujhao
jane kab sapna ban aao
jane kab sapna ban aao
aankho me katu mai raat
haye aankho me katu mai raat
o yahi chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
chori chori chupke chupke
balma se kah dungi baat
ghunghat hatayi ke najare milai ke
balma se kah dungi baat
ham tumhare ho chuke hai
hamko tumse pyar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
hamko tumse pyar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
ye hamare dil ki bate
tumne kaise jaan li
tumne kaise jaan li
yu samajh lo
dil ne dil ki dhadkane pehchan li
dhadkane pehchan li
kaun jane ye hamari
jeet hai ya haar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
meri duniya jagmag di
tumne apne noor se
tumne apne noor se
tumne meri mang bhar di
pyar ke sindur se
o pyar ke sindur se
dil se ab dil ka juda hona
ab dushwar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
aaja hone laga hai kyu ye dil bekarar
kahte hai aa raha hai mausam bahar ka
aaja tu raja aaja mausam bahar hai
ambua ki mithi tera intzar hai
aaja tu raja aaja mausam bahar hai
ambua ki mithi tera intzar hai
abhi abhi dekho udi koyaliya bol ke
bada maja hai pahla pahla pyar hai
aaja tu raja aaja mausam e bahar hai
ambua ki mithi tera intzar hai
are bach bach bach bachna mai to lai hu ek tufa
are hat hat hat hatna jalte hai dil me arman
are bach bach bach bachna mai to lai hu ek tufa
are hat hat hat hatna jalte hai dil me arman
raho me na tu aa mai tujhe du miyta
hai kayamat ki har e kada tu dekh jara are sun sun sun sun ri
aag bhara mer arag hai are hat hat hat hata pagli
dungi mai tujhko mita dungi mai tujho jala
ganga ki dhara si tu rok sakegi rok sakegi
pyar ruke na kisi ke bhi roke dekha na tune kisi ka bhi hoke
pyar me apna sab kuch khoke pyar ruke na kisi ke bhi roke
maidan me aa jara tu bate na kri bana
samne bhi to aa jara kuch karke dikha
kahte hai kya sargaun meri jawab de tu
kahti hai kya payal meri jawab tu
meri har geet ka mere har sangeet ka
meri har tal ka jawab de tu
saiya ke man me tujhe aane na dungi mai
mere preet ka pahra laga man bharmane na dungi mai
koyal se sikha gana maine nachna van ke mor se
sikha kamal se dil ko lubhana dil ka churana sikha chanda ki kor se
darti hu teri akad ye kahi rah jaye na haye yahi ki yahi
darti hu teri akad ye kahi rah jaye na haye yahi ki yahi
shayad ye tune suna hi nahi shayad ye tune suna hi nahi
garajte hai jo baraste nahi
bijli hu mujhko batati hai kya garajna hai kya barasna hai kya
bijli hu mujhko batati hai kya garajna hai kya barasna hai kya
tera kisi se na pala pada jo aata hai tujhko wo kar ke dikha
pyar ki chandni leke raat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
ghar banega chaman main banugi dulhan
aaj futi hai dil mein khushi ki kiran
ha khushi ki kiran, ek nayi zindagi
mere hath aayegi, mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
geet milne ko hai ras bhari taan se
phul dil ke khilenge badi shan se
phul dil ke khilenge badi shan se
zindagi ki bahar unke sath aayegi
mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
jab akela unhe samne paungi, samne paungi
sar zukaungi ghunghat mein sharmaungi
ha ha sharmaungi
keh sakungi na lab par jo baat aayengi
mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
chuda khanke payal chanke
nache pori pori
balkhati jhulati gati kaha chali ho chori
kaha chali ho chori
sarke chunariya lachke kamariya
lachke kamariya rama lachke kamariya
leher bina lehraye gori dole bina hi dole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
cham cham aaye nache gaye
albele mutiyare
dagar dagar me gunj rahi hai
jhanjhan ki jhankare
basti basaye panghat sajaye
panghat sajaye rama panghat sajaye
dekh dekh kar dil kahta hai
sath inhi ke hole ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
ghir ghir chayi mast ghataye
dur papiha bole
ude chunariya rang birangi
gori ka man dole khaye hichkole ho
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
ye duniyan ek jadu nagari kuchh na kuchh ho jaye re
ho kuchh na kuchh ho jaye re
pal bhar mein idhar hai pal bhar mein udhar hai
kaya kaya khel rachaye re
ho kaya kaya khel rachaye re
chalate hai dab yahan jeet har ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
is duniyan ke rang nirale iski lila nyari
ho iski lila nyari
pal bhar mein bhikari ho jaye raja pal mein raja bhikari
ho pal mein raja bhikari
jine ke din hai raja hai char ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
is duniyan mein kiski rahi hai aur rahegi kiski
ho aur rahegi kiski
maya chhalni jadu garani aankh bachi aur kiski
ho aankh bachi aur kiski
hal na punchhe koi tir maar ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
chali chali matwali hawa chhai ghata
chal do jaha dil le chle
clali chali matwali hawa chhai ghata
chal do jaha dil le chle
kabhi kabhi atat hai yaha aisa sama
chal to jaha dil le chle
udi udi jati hai jwaniya
kahti hui dilo ki kahaniya
udi udi jati hai jwaniya
kahti hui dilo ki kahaniya
kaha ka safar hai kaha pe nazar hai
kisko hai itnaa pata
chali chali matwali hawa chhai ghata
chal do jaha dil le chle
bacho bacho duniya ke mod se
takra na jao kisi chor se
bacho bacho duniya ke mod se
takra na jao kisi chor se
aisa hi dar hai kya chle to fikar kya
lete jao jine ka maja
chali chali matwali hawa chhai ghata
chal do jaha dil le chle
uche niche raste hai pyar ke
jo bhi aaya gaya dil har ke
uche niche raste hai pyar ke
jo bhi aaya gaya dil har ke
aise kyun nazare ho nashe mein bahare
ho tumhi ko hunkare koi kya
chali chali matwali hawa chhai ghata
chal do jaha milne chle
kabhi kabhi aata hai yaha aisa sama
chal do jaha dil le chle
kaune rang mungwa kauwan rang motiya kaune rang mungwa
kaune rang mungwa kauwan rang motiya kaune rang mungwa
kaune rang mai rangi tore birna ho ji
sabas rang mungwa safed rang motiya sabas rang mungwa
sabas rang mungwa safed rang motiya
saawar rang saawar rang bha gayo ji more birna ho ji
sus gaye mungwa bikhar gaye motiya sus gaye mungwa
sus gaye mungwa bikhar gaye motiya
bin le wo mungwa bator liye motiya
bin le wo mungwa
bin le wo mungwa bator liye motiya
manaliyo manaliyo nandi tore birna ho ji
kit sohe mungwa kit sohe motiya kit sohe mungwa
kit sohe mungwa kit sohe motiya ho kit sohe
ho kit sohe nandi ho ji mundri sohe mungwa batiha sohe motiya
mundri sohe mungwa
mundri sohe mungwa batiha sohe motiya bijriya sohe bhawti
kaune rang mungwa kauwan rang motiya kaune rang mungwa
ho ji ho
o chori chori aana aadhi raat re sajanwa
chori chori aana aadhi raat re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
ho ji ho
o chori chori aana aadhi raat re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
tera mera sath hoga hogi tanhai
o tera mera sath hoga hogi tanhai
nahi koi dar hoga nahi ruswai
kah dena dil me jo hai baar re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
ho ji ho
o chori chori aana aadhi raat re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
o godi me meri tera sar hoga pyare
godi me meri tera sar hoga pyare
machlenge dil me arma humare
honge tere hatho me ye hath sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
ho ji ho
o chori chori aana aadhi raat re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
mahal atari saiya kuch nahi chahu
o mahal atari saiya kuch nahi chahu
dil kahe bas tose preet nibhau
chhute na tera mera sath re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
ho ji ho
o chori chori aana aadhi raat re sajanwa
sapno me hogi mulakat re sajanwa
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
humko paida karne walo
humko paida karne walo, tumko duaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
apne se bado ka kahna sunna
chota muh aur baat badi
apne se bado ka kahna sunna
chota muh aur baat badi
jivan humne kab manga tha
jivan humne kab manga tha
jiski sajaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
inse unse mil jata koi tukda roti ka
inse unse mil jata koi tukda roti ka
dard hame apno ne diya hai
dard hame apno ne diya hai
gair dawaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
chori karna mangana khana
har kisi ki sunte jana
chori karna mangana khana
har kisi ki sunte jana
pa ke bhole bachpan ko
pa ke bhole bachpan ko ye kaisi adaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
baate banane wale dil ko churane wale aa
aaja aaja bedardi
sapno me aane wale, jadu jagane wale aa
aaja aaja bedardi
o baate banane wale dil ko churane wale aa
aaja aaja bedardi
ghadi ghadi naachu, ghadi ghadi gaau
o ghadi ghadi naachu haye ghadi ghadi gaau
dil ki lagi ko saiya kaise chhupau
machle hai mora jiya, dekhe na koi piya
aaja aaja bedardi
karke bahana dil na jalana
o karke bahana haye dil na jalana
kahna humara piya tune na mana
tujhko manau kaise apna banau kaise aa
aaja aaja bedardi
o baate banane wale dil ko churane wale aa
aaja aaja bedardi
khoyi khoyi raate, mithi mithi baate
khoyi khoyi raate haye mithi mithi baate
aati hai yaad mujhe teri mulakate
dil ka karar hai tu, mera singar hai tu, tu aa
aaja aaja bedardi
o baate banane wale dil ko churane wale aa
aaja aaja bedardi
dukh sah ke jo sukh pahuchati hai
dukh sah ke jo sukh pahuchati hai
us mamta ko rushwa na karo
tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo
tum maa ho tum aisa na karo
dukh sah ke jo sukh pahuchati hai
us mamta ko rushwa na karo
tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo
tum maa ho tumhi se insan ko
ye jism mila or ye jan mili
neki ka chalan ima ki lagan sachai ki pahchan mili
kudrat ne diya hai jo rutba us rutbe ko nicha na karo
tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo
tum maa ho tumhe is dunia me jano ki hifazat karna hai
thukrake har ek khudgarzi ko insano ki khidmat karna hai
tum naslo ki kheti sichti ho tum jano ka sauda na karo
tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo
tum achi tarah pahchanti ho aulad ka gum kya hota hai
ye teere sitam kya hota hai, ye bar aalam kya hota hai
har maa jo tum ka darja nahi, maa hone ka dawa na karo
tum maa ho, tum maa ho tum aisa na karo
payaam-e-ishq muhabbat hame pasand nahi
payaam-e-ishq muhabbat hame pasand nahi
ye dillagi ye sharaarat hame pasand nahi
bajaa nahi thaa izahaar beqaraari ka
lihaaz kuchh to kiya hota pardaadaari ka
haya se itni bagaavat hame pasand nahi
payaam-e-ishq muhabbat hame pasand nahi
hami ko hans ke sitaaro ne bhi nahi dekha
hami ko hans ke sitaaro ne bhi nahi dekha
nazar mila ke bahaaro ne bhi nahi dekha
kisi nigaah se dilat hame pasand nahi
ye dillagi ye sharaarat hame pasand nahi
jo takht-o-taaj ke vaaris hai unka pyaar hi kya
badalane vaali nigaaho kaa aitabaar hi kya
hazur ki ye inaayat hame pasand nahi
payaam-e-ishq muhabbat hame pasand nahi
salam-e-hasrat kubul kar lo, meri mohabbat kubul kar lo
salam-e-hasrat kubul kar lo, meri mohabbat kubul kar lo
salam-e-hasrat kubul kar lo
udas najre tadap tadap kar, tumhare jalwo ko dhundhti hai
jo kwab ki tarah kho gaye, un hasin lamho ko dhundhti hai
hasin lamho ko dhundhti hai
agar naa ho nagwar tumko toh yeh shikayat kubul kar lo
salam-e-hasrat kubul kar lo
tumhi nigaho ki justju ho, tumhi khayalo kaa mudda ho
tumhi mere waste sanam ho, tumhi mere waste khuda ho
tumhi mere waste khuda ho
meri parastish ki laj rakh lo, meri ibadat kubul kar lo
salam-e-hasrat kubul kar lo
tumhari jhukti najar se jab tak na koyi paigam mil sakega
naa ruh taskin pa sakegi, naa dil ko aaram mil sakega
naa dil ko aaram mil sakega
game judayi hai jan leva, yeh ik hakikat kubul kar lo
salam-e-hasrat kubul kar lo
hasino ke jalwe pareshan rahte
hasino ke jalwe pareshan rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
hasino ke jalwe
mohabbat se tum log anjan rahte
mohabbat se tum log anjan rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
mohabbat se tum log anjan rahte
hami ne tumhe jane mahfil banaya
nigaho me tulne ke kabil banaya
hami ne sikhaya tumhe war karna
huye katl or tumko katil banaya
huye katl or tumko katil banaya
ye sab nazo bejan rahte, bejan rahte
ye sab nazo bejan rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote
hasino ke jalwe pareshan rahte
hami ne tumhe pyar ki roshni di
jo aachal se chalki wo chandani di
najar se jawani ki shabnam luta ke
tamanna ke har phul ko tajgi di
tamanna ke har phul ko tajgi di
chamak aarzuo ke viran rahte, viran rahte
chamak aarzuo ke viran rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
tumhe hamne jadu bhare khwab bakshe
andheri fizao ko mahtab bakshe
junu ko wafa ka salika sikhaya
dilo ko dhadkane ke aadab bakshe
dilo ko dhadkane ke aadab bakshe
ye nadan dil yuhi nadan rahte, nadan rahte
ye nadan dil yuhi nadan rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
mohabbat se tum log anjan rahte
jawa bajuo ko lachak hamne di hai
hasi chudio ko khanak di hai
hami ne bhara loch angadayi me
tumhe bijliyo ki chamak hamne di hai
tumhe bijliyo ki chamak hamne di hai
tum is husn par khud pasheman rahte, pasheman rahte
tum is husn par khud pasheman rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
hasino ke jalwe pareshan rahte
dua do ke tumko mohabbat sikha di
murabbat ki khatir sarafar sikha di
hami ne tumhe dhange tahzib baksha
hami ne tumhe aadmiyat sikha di
hami ne tumhe aadmiyat sikha di
jamane me wahsat ke saman rahte, saman rahte
jamane me wahsat ke saman rahte
agar hum na hote, agar hum na hote
agar hum na hote, agar hum na hote
mohabbat se tum log
idhar bhi ik najar aye janewalo dekhte jao
yaha har mal milta hai chale aao chale aao aji chale aao
lo har chiz lelo jamane ke logo
baharo ki hum to ada bechte hai
baharo ki hum to ada bechte hai
ye choti si gudiya mohabbat ki pudiya
dukhe dil ki hum to dawa bechte hai
dukhe dil ki hum to dawa bechte hai
bechte bechte bechte ji bechte hai
dukhe dil ki hum to dawa bechte hai
lo har chiz lelo jamane ke logo
hamare mal ka dunia ke bazaro me charcha hai
meharba kadarda isme banawat hai na dhokha hai
rabad ki gend lo bacha bhi khele bap bhi khele
ji ha ha bap bhi khele khele khele bap bhi khele
jise biwi manani ho hamari chudiya lele
hamari chudiya lele hamari chudiya lele
hamari chudiya lele
ye hotho ki lali are lali lali ye hotho ki lali
hasino ki julfe suhani suhani ghata bechte hai
suhani suhani ghata bechte hai
bechte bechte bechte bechte bechte
suhani suhani ghata bechte hai
lo har chiz lelo zamane ke logo
ye kangha lijiye babu murade dil ki mil jaye
ye kangha lijiye babu murade dil ki mil jaye
agar ganja kare sar me to uske bal aa jaye
to uske bal aa jaye suno ji bal aa jaye
ha meri polish ka kya kehna ye jute ki jawani hai
lo dekho isme muh dekho ye ayine ki nani nahi
ye ayine ko nani hai ye ayine ko nani hai
ye dilli ki galiya mahakti si kaliya kaliya
ye dilli ki galiya mahakti si kaliya kaliya
jamane ki hum to hawa bechte hai
jamane ki hum to hawa bechte hai
chale aao chale aao aji chale aao
lo har chiz lelo jamane ke logo
baharo ki ha ha baharo ki
baharo ki hum to ada bechte hai
baharo ki hum to ada bechte hai
baharo ki hum to ada bechte hai
baharo ki hum to ada bechte hai
malik tere jahan me, kitani bade jahan me
koi nahi hamara, koi nahi hamara
malik tere jahan me
ab kis ki dwar jaun, dukh me kise bulaun
sab kar gaye kinara, koi nahi hamara
malik tere jahan me
kis hal me bhi dekho thukara rahi hai duniya
ham par bani to ham se takara rahi hai duniya
ham par bani to ham se takara rahi hai duniya
na aas na dilasa, sab to hai ik tamasha
jhuta hai har sahara, koi nahi hamara
malik tere jahan me
sar pe tha jinka saya, mujh se bicchad gaye hai
ummid ke vo moti, ansu me dhal gaye hai
ummid ke vo moti, ansu me dhal gaye hai
kya rat kya savera, hatho pahar adhera
tuta har ek tara, koi nahi hamara
malik tere jahan me, itani bade jahan me
koi nahi hamara, koi nahi hamara
malik tere jahan me
mata o mata jo tu aaj hoti
mujhe yu bilkhata agar dekhti, tera dil tut jata
mata o mata jo tu aaj hoti
mujhe yu bilkhata agar dekhti, tera dil tut jata
mata o mata
mujhe chum kar tune ek din kaha tha
mere laadale tu toh raja banega
sada pyar ki palakhi me chalega
sada pyar ki palakhi me chalega
be aas, beghar mai phirata hu dar dar
mujhe yu bhatakata agar dekhti, tera dil tut jata
mata o mata
ik rat jab nind mujhko na aayi
tune woh pariyo kee lori sunayi
toh sapne jage, nind pal bhar me aayi
toh sapne jage, nind pal bhar me aayi
jag so raha hai, mai jagu akela
mujhe yu tadpata agar dekhti, tera dil tut jata
mata o mata jo tu aaj hoti
mujhe yu bilkhata agar dekhti, tera dil tut jata
mata o mata mata o mata
bansuriya kahe bajai bin
sune raha nahi jaye re
mithi nazar kahe milai bin
dekhe raha nahi jaye re
bansuriya kahe bajai bin
sune raha nahi jaye re
jane anjane jab mukh pe kisi ke
aye tera nam tera nam jane anjane
sar se sarak jaye chunari saheli
kare badnam badnam
hove re hamri jagat hansai re kanha
bansuriya kahe bajai bin
sune raha nahi jaye re
mithi nazar kahe milai bin
dekhe raha nahi jaye re
hans hans jadu kar jave do nain tere nain tere
ye do nain tere tum jit javo ut jave do
nain mere nain mere ye do nain mere
ho gai hamri nidiya parai ho radha
mithi nazar kahe milai bin
dekhe raha nahi jaye re
bansuriya kahe bajai bin
sune raha nahi jaye re
chhodo chhodo hamri bain bihari
hame chhedo na chhedo na batiyan banake
batiyan banake hame apna banake
mukh phero na phero na
prem dagariya badi dukhdayi re
kanha bansuriya kahe bajai bin
sune raha nahi jaye re
mithi nazar kahe milai bin
dekhe raha nahi jaye re
bin sune raha nahi jaye re
o bin dekhe raha nahi jaye re