People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Mujhe Tarke Taluk Ke Liye
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai
sakune dil ke khatir or dil

jamane ke chalan or teri najro ko me ab samjha
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
jo zitna dab ke milta hai wohi thukraya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai

mujhe itna bata de aaj mere mohtro sathi
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
bahk jata hu main khud ya mujhe bahkaya jata hai
mujhe tarke talluk ke liye samjhaya jata hai

ek baat kahu tumse mujhe apna bana lo
barbad na ho jaye kahi dil ko bacha lo
ye sagro mina mere aage se hata lo
mere liye en aakho ke paimane bahut hai
paimane bahut hai
mahfil me tere husan ke diwane bahut hai
diwane bahut hai

wo dard mila hai mujhe aaram nhi hai
din raat tadpne ke siwa kaam nhi hai
bas teri juba par hi mera naam nhi hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
duniya ki juba par mere afsane bahut hai
afsane bahut hai
mahfil me tere husn ke diwane bahut hai
diwane bahut hai diwane bahut hai
Har Dukhra Sehne Wali
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

ghar ki laz ko dharm jo samjhe karam kare sukhkari
angaro me kud pade jo samjh us phulwari
ghar ki laz ko dharm jo samjhe karam kare sukhkari
angaro me kud pade jo samjh us phulwari
har aasu pine wali hotho ko sine wali
mar mar kar jine wali aisi nari hai
mar mar kar jine wali aisi nari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
aisi devi apne sar par lele dosh paraya
ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
aisi devi apne sar par lele dosh paraya
kurbani karne wali has has kar marne wali
jiske balidano ke aage dunia hari hai
jiske balidano ke aage dunia hari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai

har dukhda sahne wali muh se na kuch kahne wali
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
tyag or sewa me jo dunia se nyari hai
dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
bharat ki nari hai bharat ki nari hai
Cham Cham Chale O Maa
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa
dunia se na daro ho maa

rang birange badlo ki palki sajaunga
palki me pyari mayya tujho bithaunga
chote chote kandho pe w opalki uthaunga
jod pakad pakad pakad ke dur tujhe le jaunga
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa

gore gore chand ki mai palki sajaungi
palki me munne teri dulhaniya bithaungi
bahu ghar laungi ma isas ban jaungi
hukm chalake aanhk dikhake bahu pe rob jamaungi
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa

mai to mayya kabhi nahi byah rahaunga
sas bahu ke jhagde me nahi aaunga
isko manuga ya usko manaunga
kan pakadta nak ragadta kuwara hi mar jaunga
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
jiska beta rajkumar uske ghar me sada bahar
cham cham cham cham chale o maa dunia se na daro ho maa
Banke Suhagan Rahi Abhagan
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
apni hi taqdeer ke aage
chal na saki tadbeer meri
ruth gayi taqdeer meri

aane ko toh aayi bahare, lekin main barbaad huyi
baste baste ujad gayi main, ye kaisi bedaad huyi
aane ko toh aayi bahare, lekin main barbaad huyi
baste baste ujad gayi main, ye kaisi bedaad huyi
bante bante bigad gayi hain, sapno ki tasveer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri

manjil tak pahunche toh, manjil aur bhi mujhse dur huyi
hanste hanste meri kismat, rone pe majbur huyi
manjil tak pahunche toh, manjil aur bhi mujhse dur huyi
hanste hanste meri kismat, rone pe majbur huyi
aaj zamana hua begana, koyi na samjhe peer meri
ruth gayi taqdeer meri
ban ke suhagan rahi abhagan
ruth gayi taqdeer meri
ruth gayi taqdeer meri
apni hi taqdeer ke aage
chal na saki tadbeer meri
ruth gayi taqdeer meri
Rut Aaye Rut Jaye
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye
duniya rang badlti hai duniya rang badlti hai
takdir na badli jaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye

bhar aayi chaman ki har kali
khil khil ke muskai
bhar aayi chaman ki har kali
khil khil ke muskai
nyi dale kre atke nirale ki angdhayi
magar mere nsibo ki kali rhti hai murjhai
esko kon khilaye
rut aaye rut jayerut aaye rut jaye

barkha ki rut aayi jum ke rim zim rim zim barse
jhirmir jhirmir pade fuaare megh bhare ambar se
rim zim rim zim barse magar pyase neyan mere
rhe sawan me bhi tarse ese pyas ko kon bhujaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye

jag mag jag mag ayi diwali ghar ghar hua ujala re
jag mag jag mag ayi diwali
jag mag jag mag ayi diwali
ghar ghar hua ujala re
chham chham lashmi aayi
chham chham lashmi aayi pahne deepak mala re
ghar ghar huaa ujala re magar mere bujhe dil ka
sada sansar kala re es jyot ko kon jgaye
rut aaye rut jaye rut aaye rut jaye
Billi Bajaaye Baja
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
nahin
mujhe tumhaare khilaune nahin khelne hai
atkan matkan dahi chatokan
thook de gussa, thook de gussa
kadwi kadwi baat pilaana
maiyya se nahin gaal phulaanaa
tu mera beta, main teri maiyya
hanste hanste kishan kanhaiyya

billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
totaa nachaaye mainaa, seeti bajaaye mainaa
nakhre dikhaaye re kamaal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke

pahle dhamkaaya kaahe kaan marod ke
badi aayi mujhko manane ab daud ke
pahle dhamkaayaa kaahe kaan marod ke
badi aayi mujhko manane ab daud ke
teri meri meri teri aaj se hai katt hatt
main bhi hoon gusse waalaa
kar doon gadbad ghotaalaa
haath uthaanaa ji sambhaal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke

pyaar ki hai maar betaa, tu nahin jaantaa
maiyya ka kahaa koi, buraa nahin maantaa
pyaar ki hai maar betaa, tu nahin jaantaa
maiyya ka kahaa koi, buraa nahin maantaa
aajaa aajaa mere raajaa, god me tu jhatpat
choomoongi gaal tore, chandaa ke gore gore
jaaungi sadke apne laal ke
billi bajaaye baajaa, gaaye chuhiyon kaa raajaa
naache bandariyaa lehangaa daal ke
totaa nachaaye mainaa, seeti bajaaye mainaa
nakhre dikhaaye re kamaal ke
Soja Dukhiyare
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Bharat Vyas
Album: Sahara(1958)
Tag: Hindi
Video:
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
chup ho ja re ab na rula re

tu hi hai es dukhiya ka dhan
tu hi hai mere sukh ka chaman
naino ki jyoti mamta ka moti
meiya ka dil na dukha re
chup ho ja re ab na rula re
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare

jiwan me aaya tufan jiwan me aaya tufan
ruth gaya ham se bhgwan
kismat ne ghera chaya andera
jiye ham kis ke sahare
so ja dukhiyare dukhiya ke pyare
dukh tera koi jane na
chup ho ja re ab na rula re
chup ho ja re ab na rula re