Haq Hai Humko Kuch Aaj Karle
Dunia Chahe Aitraaz Karle
Bigde Zyada Sudhre Huye Kam
Ab Todenge Har Kayda Hum
Hosh Nahi Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Hum Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Mujhse Nashe Mein Galti Ho Jaani Hai Aaj Toh
Yaara Sambhalna Koi Ho Jaye Naraz Jo
Main Aaj Badmash Ho Raha Hu Kal Shareef Tha
Bigda Hisab Dil Ka Pehle Toh Yeh Thik Tha
Hosh Nahi Sham Se Kal Milo Kaam Se
Abhi Toh Dekh Lo Bilkul Gaye
Ke Ghar Ke Sare Raste Bhul Gaye
Woh Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Ghar Ke Raste Bhul Gaye
Ab Toh Hum Bilkul Gaye
Aaye Aisi Chorh Mein
Ke Jo Bhi Hamein Dekhe Woh Kehta Rahe
Ke Ajj Sher Khul Gaye
Dheere dheere haule se
Phisal gaya dil
Mera hathon se mere
Nikal gayi meri jaan
Husn bin tere
Yeh kya kar diya hai aaj
Piya..
Aaj ki raat mein
Taaron ke saath mein
Kare jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile haan
Ji haan…
Bheegi barsat mein
Baato hi baat mein
Kare jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile haan
Ji haan..bheegi barsat mein
Humm chori chori aaja na
Ruka hain tera deewana
Raaste mein koi jo
Mili toh yeh bata dena
Toh dil mile dil mile
Dil mile dil mile dil mile
Dil mile dil mile dil mile haan
Chori chori milna
Zamane se kyun darna
Haan baate likhte
Ae apna yeh fasana
Ke dil mile dil mile dil mile
Dil mile dil mile dil mile
Dil mile dil mile piya
Ji haan chori chori tu aa jaana
Piya..
Aaj ki raat mein
Taaron ke saath mein
Kare jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile haan
Ji haan.bheegi barsat mein
Baato hi baat mein
Kare jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile
Jhilmile jhilmile jhilmile haan
Ji haan..bheegi barsat mein.
tauba tauba tauba kare tauba
aur phir se phisal jaaye
kabhi samjhaon behlaun
aur fir ye palat jaaye
kitti duhayi main dun
kitta bhi pichhe padun
ye kameena to bech khayega
mujhe ik din
eiphale jaaye, hiphale jaaye
phanswaye, pitwaye
bada dhith hai mua
idhar jaaye udhar jaaye
bada naalayak hai dil ye dil mera
besharam hai, behaya hai
jaane kisspe ye gaya hai
duniya ke rang jaane
hai aisa bahrupiya
fukra hai nashukra
par dil ka achcha hai ye dil mera
kabhi to thehrega
kisi dil ke paas jaake
aur keh dega
ye dil ki baat dil se
kabhi thamta nahin ye raahon me
rukta hai bas ye baahon me
kabhi thamta nahin ye raahon me
rukta hai bas ye baahon me
baahon me rehta hai
ye do pal ka mehmaa
kahin dil jo lag jaaye
to kanni kaat leta hai mua
kabhi to thehrega
kissi dil ke paas jaake
aur keh dega
ye dil ki baat dil se
eiphale jaaye, hiphale jaaye
xokoluke sun morom bilaai
kaaloinu paai, aase baat saai
xokolu bujiu buji nepaai
duniya ke rang jaane
hai aisa bahrupiya
fukra hai nashukra
par dil ka achcha hai ye dil mera
tauba tauba tauba kare tauba
aur phir se phisal jaaye
kabhi samjhaon behlaun
aur fir ye palat jaaye
kitti duhayi main dun
kitta bhi pichhe padun
ye kameena to bech khayega
mujhe ik din
iphale jaaye iphale jaaye
phanswaye, pitwaye
bada dhith hai mua
idhar jaaye udhar jaaye
bada naalayak hai dil ye dil mera
eiphale jaaye, hiphale jaaye
o eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
success ka address jaante ho
mushkil naam ki road pe
uljhan naam ke mod se
chunauti ki gali mein
get ready for the
lafda hai dhokha hai jhansa hai
kis ne kisko fansa hai
lafda hai dhokha hai jhansa hai
kis ne kisko fansa hai
lafda hai dhokha hai jhansa ha
kis ne kisko fansa hai
kaun khiladi hai kiska khel hai
kisne fainka pasa hai
hoga har raaz faash sher nazar hai khaas
hoga har raaz faash sher nazar hai khaas
samrat and company samrat and company
samrat and company he he he he
samrat and company samrat and company
samrat and company
aansuo ki boondon me ik boond to zehar ki bhi hai
zehar ki bhi hai, zehar ki bhi hai
jungle ka kanoon hai par ye galti shehar ki bhi hai
shehar ki bhi hai, shehar ki bhi hai
aansuo ki boondon me ik boond to zehar ki bhi hai
zehar ki bhi hai, zehar ki bhi hai
jungle ka kanoon hai par ye galti shehar ki bhi hai
shehar ki bhi hai, shehar ki bhi hai
phulon ke rangon me khoon ke cheente hain
nakli chehron pe asli mukhauthe hain
phulon ke rangon me khoon ke cheente hain
nakli chehron pe asli mukhauthe hain
jhooth safaid hai aur sach hai kala
jisne sb kuch dhoond nikhala
samrat and company samrat and company
samrat and company samrat and company
samrat and company samrat and company
dating karegi kya single chori setting karegi kya single chori
khandala ghumaunga fokat me love you likha dunga locket me
sabhi ko wo dikha aana tadi me yu tu aa jana
flip your collar back flip your flip your collar back
flip your collar back move to the side now
flip your collar back flip your flip your collar back
flip your collar back move to the side now
sunday ko chalenge picture bhi bike pe lagenge chakkar bhi
tu college se mere liye maar lena kalti hai jo hai tu meri hi tarah
flip your collar back flip your flip your collar back
flip your collar back move to the side now
flip your collar back flip your flip your collar back
flip your collar back move to the side now
ek pipe se dono ek naariyal le ke half half pee le half half pee le
late raat ko hum tum baat phone pe karke saans chain ki le
saans chain ki le number kya degi tu single chhori
number tu legi kya single chhori topup kara dunga fokat me
apun ke a.t.m pocket me main hoon tera tu pat ja naa
saheli se tu cut ja na
flip your collar back flip your collar collar
flip your collar back move to the side now
flip your collar back flip your collar collar collar
back back back back back back yeah
flip your collar back back flip your collar back back back
flip your collar back back flip it you know what i am talking about
you know what i am talking about cmon
aur shortcut saare dekh pyaar ke
lambe route yahi easy route yahi easy
somvaar se leke veervar tak rehte yaar zara busy yaar zara busy
baaki dinon me awaargardi garmi ho barkha ho ya ho sardi
ghumaane phiraane ka promise hai tujhi pe maru ye bhi koshish hai
katik chai si tu bhaaye zara hontho se lag jaana aa ha
ek do teen teen teen teen teen char
flip your collar back flip your collar collar
flip your collar back move to the side now
flip your collar back back back back back back
varkaa varkaa mohabbat ka
likh de aaj dil se
lamha lamha tu behtar sa
karde aaj kal se
tumse milke mila mai khud se
tumse rasme wafa seekhi
khud ko sapne dikhane ki aadat
tumse pehli dafaa seekhi
kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu
kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu
chaahe khataye tu kare
chaahe karu mai galtiya
hogi wafa na kam kabhi
hogi na doori ab darmiya
tumse juda hoke bhala jaana hai kaha
mehke tere khayal se khwabon ka jaha
sharaafat bhi tu siyasat bhi tu
meri yaar shaitani tu
kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu
kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu
tu bhi khayaal sa hai mere
mai bhi tera ehsaas hu
meri yahi hai khwahishe
vaade saare mai nibha saku
kitna tujhe chahu bata kaise mai kahu
tera hi tha tera hi hu tera hi rahu
sune jo khuda to maangu duaa
kabhi na ho begani tu
kabhi ruhani ta ra ra ra rara
varkaa varkaa mohabbat ka
likh de aaj dil se
lamha lamha tu behtar sa
karde aaj kal se
beiman dil bada beiman, hota nahi aasan ise hai samjhana
beiman dil bada beiman tere liye shaitan meri na ek mana
dil jite ya mai jeetu dekhungi dekhega tu
lo dil se shrt lag gaye
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye ghalat lag gayi
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye galat lag gayi
mujhe to teri aa aa aa aa yeah aaa aa aa aah yeah
aah aah aa aa lat lag gayi
mujhe to teri aa aah aa aa yeah aa aa aa aah yeah
roku jitna utni bagawat ho
lagta hai aisa haal-ae-dil ki tum jarurat ho
roku jitna utni bagawat ho
lagta hai aisa haal-ae-dil ki tum jarurat ho
mujhko bhi tu zaruri, dubi nashe me puri
to kaisi ye talab lag gayi
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye ghalat lag gayi
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye ghalat lag gayi
mujhe to teri aa aa aa aa yeah aaa aa aa aah yeah
aahh aah aa aa lat lag gayi
mujhe to teri aa aah aa aa yeah aa aa aa aah yeah
aah aah aa aa lat lag gayi mujhe to teri
ek tu ek mai ek baat hui apni
hairan hai kyu sara jahaan jo raat hui apni
ek tu ek mai ek baat hui apni
hairan hai kyu sara jahaan jo raat hui apni
mujhse tu aake mila to ye hua hai sila
ki sau tohmat lag gayi
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye galat lag gayi
mujhe to teri lat lag gayi lag gayi
zamana kahe lat ye galat lag gayi
mujhe to teri aa aa aa aa yeah aaa aa aa aah yeah
aah aah aa aa lat lag gayi
mujhe to teri aa aah aa aa yeah aa aa aa aah yeah
aah aah aa aa lat lag gayi mujhe to teri
haye rabba rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
likhi huyi ek dhundhli si tasveer pe
badla sa nazariya hai yeh chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sazda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
ek vans ke chingari se jal uthi
sapno ke phuljadiyaan hai ye chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sajda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
armaan pagal hai zara
ambar ke baadal ki tarah thahre baarish me
apni hi dhun me dil chala
douda sa bhaaga man chala koi khwahish liye
iske khayalo ki apni hi duniya hai
usme jiyu ya phir tauba karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
shagan di raat aayi, mangti hai muh dikhayi
shagan di raat aayi, mangti hai muh dikhayi
jhumar jala de, jara music baja de
banno ke naam ka nazrana tu luta de
o jaana muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
o yaara muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
lathe di chadar uthe sane dil
rang maahiya aao samne aao sahme
phulon de ruste na rang maahiya
muh methaa
banti hai jodiya to jannato mein
hota asar hai jo mannato mein
sadke is kastur ke jo, hamko khudane diya nemto mein
taaro ki baarat aayi, gunj gayi shehnai
ho ghar ka ye saara mauhla tu saja de
banno ke naam ka nazrana tu luta de
o jaana muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
o yaara muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
ho rishta gajab hai ye pyar ka ve
kehti hawaye hai mubaraka ve
anguthi hai ye vada zindgi ka
sath nibhana yuhi yaar ka ve
leke jajbaat aayi, rut ye hasi rang laayi
ye rab se dua hai mehar barsa de
banno ke naam ka nazrana tu luta de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
o yaara muh mitha kara de, kara de yaara
muh mitha kara de
awaargi karta hun par main awara nahi
chhod a khula dil ko magar khud ko bigada nahi
aise lage tere bina ab to guzara nahi
kisi ka bhi honga na main
hua jo tumhara nahi
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qaraar mera
jhute nashe jahan me kabhi
tu hi to hai khumaar mera
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qarar mera
jhute nashe jahan me kabhi
tu hi to hai khumaar mera
zinda hun tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha
main yaara tere aage dekho dil haara hu
main yaara jese bhi hu jo bhi hu tumhaara hu
jo teri chahate samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
main yaara tere liye zamin pe utaara hu
main teri bholi bhaali aankho ka ishara hu
jo teri chahatein samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
tu paas bhi zara, zara
tu pyaas bhi zara, zara
tu raaz bhi zara, zara
main ho gaya hu tera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me kabhi
tu hi to hai khumar mera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me kabhi
tu hi to hai khumar mera
zinda hun tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha
awaargi karta hun par main awara nahi
chhod a khula dil ko magar khud ko bigada nahi
aise lage tere bina ab to guzara nahi
kisi ka bhi honga na main
hua jo tumhara nahi
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qaraar mera
jhute nashe jahan me sabhi
tu hi to hai khumaar mera
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qarar mera
jhute nashe jahan me sabhi
tu hi to hai khumaar mera
zinda hu tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha
main yaara tere aage dekho dil haara hu
main yaara jese bhi hu jo bhi hu tumhaara hu
jo teri chahate samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
main yaara tere liye zamin pe utaara hu
main teri bholi bhaali aankho ka ishara hu
jo teri chahatein samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
tu paas bhi zara, zara
tu pyaas bhi zara, zara
tu raaz bhi zara, zara
main ho gaya hu tera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me sabhi
tu hi to hai khumar mera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me sabhi
tu hi to hai khumar mera
zinda hu tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha