awaargi karta hun par main awara nahi
chhod a khula dil ko magar khud ko bigada nahi
aise lage tere bina ab to guzara nahi
kisi ka bhi honga na main
hua jo tumhara nahi
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qaraar mera
jhute nashe jahan me kabhi
tu hi to hai khumaar mera
tu hi to hai khayal mera
tu hi to hai qarar mera
jhute nashe jahan me kabhi
tu hi to hai khumaar mera
zinda hun tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha
main yaara tere aage dekho dil haara hu
main yaara jese bhi hu jo bhi hu tumhaara hu
jo teri chahate samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
main yaara tere liye zamin pe utaara hu
main teri bholi bhaali aankho ka ishara hu
jo teri chahatein samete wo kinaara hu
kese main ye kahu
tu paas bhi zara, zara
tu pyaas bhi zara, zara
tu raaz bhi zara, zara
main ho gaya hu tera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me kabhi
tu hi to hai khumar mera
tuhi to hai khayal mera
tuhi to hai qaraar mera
jhute nashe jaha me kabhi
tu hi to hai khumar mera
zinda hun tujhpe mar ke
bhula sab tujhko padh ke
kesa hai pyar tera ha