Tujhe Bolu To Tu Sunta Nahi
Jo Sunta To Tu Karta Nahi
Mere Ko Bheja Tera Lagta Kam Hai Bhai
Mere Bhai Zara Sun To Le
Mere Bhai Zara Sun To Le
Ab Chillam Daaru Chhod De
Item Se Bhi Rishta Tod De
Ab Tu Bhi Aaja Seedhi Ride Pe
Mere Bhai Zara Sun To Le
Mere Bhai Zara Sun To Le
Saale Jaayega Ke Khaayega
Kuch Ukhad Nahi Paayega
Meri Baat Ko Tu Maan Le
Nahi To Bada Pachtayega
Yeh Paisa Waisa Fake Hai
Aur Life Bhi One Take Hai
Yeh Mauke Nahi Deti Hai Baar Baar
Mere Bhai Zara Sun To Le
O Bantai Zara Sun To Le
Bhai Tu Tagda Hai Lamba Hai
Gatka Ta Khamba
Bhai Akhe Shehar Mein
Har Kisi Se Tera Lafda
Vit Sheet Math Wait Roz Roz Ka Kaam Tera
Police Ki List Mein Aaye Din Naam Tera
Shakal Se Tharki Hai Bagal Mein Ladki
Par Aaro Ni To Blame You Hai Yeh Problem Tere Ghar Ki
Na Koi Poocha Na Bola
Na Roka Na Toka
Ladne Bigadne Ka Mila Tujhe Mauka
Ab Bhi Time Hai Bhai
O Bhai Ab Bhi Time Hai Bhai
Idhar Ja Udhar Ja Jaake Ghar Ja
Isse Pehle Ke Thole Aake Khole Tera Bheja
Baat Ko Tu Maan Meri Jaldi Sudhar Ja
Mere Bhai Mere Bhai Mere Bhai
Yeh bhi na jaane
Woh bhi na jaane
Naino ke rang naina jaane
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Jag ki koi reet na jaane
Main toh bas teri hui deewani
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Teri hi baatein ho
Subah si raatein ho
Jab se mila hai tu
Dil ko mila sukoon
Tu hi raah meri, tu hi safar hai
Teri baahon mein, ab mera ghar hai
Chain na jaane dard na jaane
Dil toh bas dil ko pehchaane
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Chhod aayi ghar baar mera
Ab tu hi hai sansaar mera
Yeh paagal sa hai pyaar mera
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
mmm….
Main chhod aayi ghar baar mera
Tu hi hai sansaar mera
Yeh paagal sa hai pyaar mera
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam
Oh tera zyada, khud ka hai kum
Dil ki raahein tujhpe khatam tujhpe khatam
Oh tere sang chain, tere sang nain
Mere ho gaye hain faraar
Ke bin tere chalne se
Saansein karti hai inkaar
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram…
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho…oh yaaram
Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Lucky aan ishaq diyan lakeeran
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage
Ho yaara mera dil na lage
Oh yaara hun dil na lage
Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein
Subha uth ke sabse pehle dekhun tujhe
Phir karun din ki surwaatein, haan…
Pehle tera zikr kar loon
Phir main karun bewajah duniya ki baatein
Thi har lamha ye aankhein tanha
Ab hai sapne beshumaar
Khud pe thi mujhko nahi
Hai bas tujhpe aitbaar
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram…
Yaaram tujhse ho gaya pyaar
Yaaram keh de tu bhi ik baar
Tere dil ka main hoon haqdaar
Oh yaaram o ho…oh yaaram.
Kaash aisa ho kabhi yunhi tumse milun
Dher saari raat bhar baatein tumse karun
Meri neendon se hai karte mujhko judaa
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Bhaage hai ye kahaan
Dhoondhe hai ye kisey
Mann mera yeh pagal ho gaya
Nahin tu jahaan ruke yeh na wahaa
Yeh to jaise baadal ho gaya
Neeche aayega ye, palke kholo zara
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Peeche peeche tere
Chale khwaab mere
Main toh teri parchaai si hoon
Sooni raaton mein bhi payega tu mujhe
Main toh teri tanhaai si hoon
Khamoshi se meri baatein karte hai yeh..
Naina yeh…
Saaware se, baaware se do… naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh
Naina yeh.. Naina yeh.
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
ab jaisa bhi rasta tootega na vasta
naa rahega fasla darmiyan
naino ne bandhi kaisi dor re
naino ne bandhi kaisi dor re
ho munsif hi mera mera chor re
dil pe chale na koi zor re
haan dil pe chale na koi zor re
o khincha chala jaye teri ore re
o aaja tera daras dikha de mahi
mujhe mera aks dikha de mahi
tujhse judi hain sab kahaniyan
o aaja tera daras dikha de mahi
mujhe mera aks dikha de mahi
tujhse judi hain sab kahaniyan
chahe sau gardishein ho
par koi bair nahi
hum duniya se lad lenge
par tere bagair nahi
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
humsafar humraz tu
jism main aur saans tu
rehna mere paas tu yun sada
naino ne bandhi kaisi dor re
haan naino ne bandhi kaisi dor re
ho munsif hi mera mera chor re
dil pe chale na koi zor re
haan dil pe chale na koi zor re
o khincha chala jaye teri ore re