People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Rang Dariya
Singer: Yasser Desai
Lyricist: Farhan Memon
Album: Chahre(2021)
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/rang-dariya/KV8TSDlJQFs
Video:
Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila
Jaise Kaafir Ko Milta Hai Khuda
Karun Laakh Baari Tera Shukriya
Bin Mange Tune Itna De Diya

Mera Safeena Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Bana De Koyi Zariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Main Bandeya Jaaun Rangeya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rehti Hai

Huaa Main Ameer Paake
Teri Dildariyan
Sun Yeh Mere Khwabon Ki
Taagir Kehti Hai

Hona Kabhi Tu Mujhse Juda Na
Chaahe Khuda Ya
Chaahe Khafa Ho Saari Duniya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya

Oh Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya.